Agar parallel me connect karenge to amp double nahi hogi? Agar do solar panel each 10amp parallel me connect karenge to 20amp se charge hogi jo ki 200ah c20 battery ke liye jyada nahi hoga?
Bahut Achcha bataya aapane per Mujhe yah Janna tha mere pass 48 volt 100 ah Lithium battery hai usko kitne kam se kam kitne panel se charge kar sakte hain
Sir mere pass eapro 3 kva mppt ka inverter hai aur 230ah×2 solar battery hai kya ispe Loom half cut byfacial 550 watt ke 2nos panel hai battery ko full charge karne ke liye panel ko parallel me kre ya series me kre kisse battery fast charging hogi aur kitne hours me full charge hogi please sir Ripley me
Sir mera food truck hai Agar main solar battery 200 ah ki 250 watt ke panel se charge karta hu to 7 se 8 ghante mein charge hogi Agar main 1 exhaust 1 wall fan and 12 watt ki 6 led connect karta hu food truck mein to 5 se 6 ghante ka back up milega kya Mujhe ye sab connection karvana hai food truck mein to plz mujhe guide kare ya fir koi mujhe ye sab connection karta hoga uska number shara kare Main Mumbai se hu
मेरे पास 130 ए एच कि सोलर बॅटरी हे और हायब्रीड इन्व्हर्टर है और सोलर पॅनल 180वॅट का है फिर भी मेन्स पावर से बिच बिच मे बॅटरी एटो चार्ज करती है वजह से बिजली का बिल कुछ भी कम नहीं होता बल्कि और बढकर आता है तो पॅनल और बढाने की जरूरत है क्या 500 वॅट पॅनल लगाया जा सकता है या कम
Sir 200 ah solar battery hai or 225 watt 10 amp 4 solar pannel lagaya hai parallel me to kitne Samy lagega full charge hone me? Please answers me Mera inverter 60 amp charge control hai
Sir battery ko charge karne ke liye solar panel me watt calculate Karna hoga ya amp calculate Karna hoga kyoki lead acid battery me 💯 % dalo lekin 50% hi Nikal pate hai
bhaai invertor lena hai solar vala, utl ka soch rhe , agar feauture me panel lagane hai to 150 ah ki battery me kitne watt k solar pannel lagege feauture me ,kyonki abhi to main light se hi charge hogi, but baad me aagr lagage hai to kitne watt k panel lagage , battery 150 ah loo ya 100 ah
Sir mera pas 120 ka lominius solar bettary hay oh charge hota hai 15 amper se Or ek excid 200 ka non solar bettary hay oh charge hota hay maximum 28 ampear se . Dono new bettary. Eeisa kiu.....
Aisa saccha bolne Bala koi nehi.sabbhi bechnebala hai.dosal ho gie hamne 5 kwt sOlar lagae lekin problem ek hi hay batary ka.jo thikse back up Nehi deta.
@@TekiSuryanshsolar meri 220 ah ki luminous ki battery aur exicide ka inverter hai Bijli se inverter battery ko lagbhag 14 amp se charge krta hai to kya hm solar se bhi usko 14 amp se charge kr skte hai 2) ashapower surya 50 charge controller ke charging amp. Ko kya 14 amp maximum pr fix kr skte hain
Bilkul kar skte hai 100 watt ka ek panel near about 6 amp deta hai in that case 3 Solar panel produce 18 amp bt in real conditions they produce approximately 14-15 amp
Achhi tarah se samjhaya. Thank you
Thanks
Very good information
Achhi jankari hai. Thank you
Thanx samay sir
Very nice
Nice to meet
Good👍🏻
Good video
Good
Good job 👍
Agar parallel me connect karenge to amp double nahi hogi? Agar do solar panel each 10amp parallel me connect karenge to 20amp se charge hogi jo ki 200ah c20 battery ke liye jyada nahi hoga?
Nice
Bahut Achcha bataya aapane per Mujhe yah Janna tha mere pass 48 volt 100 ah Lithium battery hai usko kitne kam se kam kitne panel se charge kar sakte hain
350 best
900w
Inverter battery 135 ah livfast kitne wat ka solar panel lagega aur solar controller Lagane ke bad 10 empier kaise hoga
Sir mere pass eapro 3 kva mppt ka inverter hai aur 230ah×2 solar battery hai kya ispe Loom half cut byfacial 550 watt ke 2nos panel hai battery ko full charge karne ke liye panel ko parallel me kre ya series me kre kisse battery fast charging hogi aur kitne hours me full charge hogi please sir Ripley me
Nahi hoga kyu ki aap load bhi run karega
200 ah ki 2 bettry ke liya kitna amp contrroller lagaye
165 ah battery ko katne amp se change kar sak te he
c10 battery hai mare pass
@@gautambhanushali43 15A
Amaze inverter 180 Mh battery kitna wat ka sollar lagwa lu full charge ho jayega
Sir mera food truck hai
Agar main solar battery 200 ah ki 250 watt ke panel se charge karta hu to 7 se 8 ghante mein charge hogi
Agar main 1 exhaust 1 wall fan and 12 watt ki 6 led connect karta hu food truck mein to 5 se 6 ghante ka back up milega kya
Mujhe ye sab connection karvana hai food truck mein to plz mujhe guide kare ya fir koi mujhe ye sab connection karta hoga uska number shara kare
Main Mumbai se hu
230ah C20 ka battery hai to kitna watt solar lagay please reply me sir
Thank you
मेरे पास 130 ए एच कि सोलर बॅटरी हे और हायब्रीड इन्व्हर्टर है और सोलर पॅनल 180वॅट का है फिर भी मेन्स पावर से बिच बिच मे बॅटरी एटो चार्ज करती है वजह से बिजली का बिल कुछ भी कम नहीं होता बल्कि और बढकर आता है तो पॅनल और बढाने की जरूरत है क्या 500 वॅट पॅनल लगाया जा सकता है या कम
200ah ki battary ko Waaree ke 520 watt ki pannel se chage kare toh kye hum us solar se din me ghar ki load ko chala sekta hon?
Sir 200 ah solar battery hai or
225 watt 10 amp 4 solar pannel lagaya hai parallel me to kitne Samy lagega full charge hone me? Please answers me
Mera inverter 60 amp charge control hai
5-6 ghante
Sir battery ko charge karne ke liye solar panel me watt calculate Karna hoga ya amp calculate Karna hoga kyoki lead acid battery me 💯 % dalo lekin 50% hi Nikal pate hai
bhaai invertor lena hai solar vala, utl ka soch rhe , agar feauture me panel lagane hai to 150 ah ki battery me kitne watt k solar pannel lagege feauture me ,kyonki abhi to main light se hi charge hogi, but baad me aagr lagage hai to kitne watt k panel lagage , battery 150 ah loo ya 100 ah
150Ah me minimum 400watts
150nah ki bettry kitna time leti he charge karne
150ah battery hai or180+180solar hai solar control v lag hai kaafi hai na sir
Sir koie problem ho sakti h ya nhi
200ah battery charger krne ke liye 10 amp ka panal 400 watt ka panal laga sakte hai??
Bo panel 24 volt ka hai 12 volt ki battery charge nahi ho payegi
mppt solar charge controller laga lo
Livgaurd 200Ah ki bettery charge karne ke liye kitne watt ka solar panal lagega or kitne ka aata h solar panal please jawab jarur de sir 🙏🙏
600watt and 24-25₹/ watt
800 watt lagao
Inverter battery 200ah and solar battery 200ah parallel ek sath jod sakte h kya
No
Bcz charging time is different for both
C20180 ah battery 70 ecffiny kitna ah hoga
Agar sir 580 wat ka panel laga diya to
Sir mera pas 120 ka lominius solar bettary hay oh charge hota hai 15 amper se
Or ek excid 200 ka non solar bettary hay oh charge hota hay maximum 28 ampear se . Dono new bettary. Eeisa kiu.....
Bhai kya isse normal battery kharaab hoti hai
Solar se charge hone wali battery alag hoti hai kya
अलग होती है c10 वाली होती है luminous अच्छी होती है
In off-grid system, if there is no sunlight. Can inverter charge battery using grid power?
Inverter konsa hai
Name or model batao
@@IrfanAli-903 luminous solarverter pro 2kva
Aisa saccha bolne Bala koi nehi.sabbhi bechnebala hai.dosal ho gie hamne 5 kwt sOlar lagae lekin problem ek hi hay batary ka.jo thikse back up Nehi deta.
220Ah ki battery me solar lgane me kitna kharcha aayega...
Sir I want To talk With You personaly ?
Kuchh cheeze aapse smjhni thi baat kaise kr skte hain
Ask me
@@TekiSuryanshsolar meri 220 ah ki luminous ki battery aur exicide ka inverter hai
Bijli se inverter battery ko lagbhag 14 amp se charge krta hai to kya hm solar se bhi usko 14 amp se charge kr skte hai
2) ashapower surya 50 charge controller ke charging amp. Ko kya 14 amp maximum pr fix kr skte hain
Bilkul kar skte hai 100 watt ka ek panel near about 6 amp deta hai in that case 3 Solar panel produce 18 amp bt in real conditions they produce approximately 14-15 amp
Parallel mai current add ho jata hai 10 se jata nahi ho jayega bc kuch bhi 😂
Apna number bheje