Bhai 4 fan ka load agar 500watt solar se liya jaay to 150 ah ki battery full charge ho jygi evening Tak ya nhi Aur agar kuch bhi load na liya jaay to battery charge hone me kitna time lgega
Sir mere pas Abhi 1050 waat solar panel hai aur 200ah ki 2 battery lagi hai aur mere paas samarten ka 2500 va hai to mughe full charge krne me kitne Watt solar aur lagane padege sir detel se bataye
1050 watt solar kitna kitna watt ka panel h yadi aapke pass 24 volt ka panel mila ke 1050 solar panel h to 200 ah ki battery ko charge karne ke liye kafi h
40 A controller ka price avi pwm ka 3500. Hain aur 300 watt tk solar me 4 Sq mm wire use Kar sakti h aur 600 watt tk panel me 6 mm wire use krege aur 600 se uper ho to 8 Sq mm wire use krege
bhai great video...loving your series....i have a question ...the battery is getting charged by smarten controller by solar during day and inverter main supply is off....if we on mains supply battery will try to get charged both by inverter and smarten controller...will it cause short or problems?? u are not using grid for charging but what if at night battery charge finishes , then we havto manually switch it on every time
Ser Mera pass abhi Maine microtec ka 1000wot or amron batri 200ah kharda hai to usko solar se charging karne vala banana hai to kitna panal or kitna Rupiya kharcha ayega minimum astimat...
शिवम भाई मेरे पास 1 पैनल 75 watt का है और 1 पैनल 173 वाट का है और 2 watt ka 7 पैनल है our 1 पैनल 10 वॉट का है 150 ah की लूमिनास की बैटरी है और 10 ampar सोलर चार्जर कंट्रोलर है कैसे सब को कनेक्ट करे प्लीज सोलर चार्जर गरम हो जाता है बहुत हिट होता है थोड़ा डिटेल में बताना भाई मैं 1 हफ्ता से परेशान हु बैटरी फुल होता ही नही जो की धूप बराबर रहता है रात में 2 घंटे सेलिंग फेन चलाता हु तो लो बताता है अभी 3नया बैटरी लाया 10 दिन हुआ बैटरी लेने के लिए 1300 हजार रुपया का बैटरी लो बताने से गुस्से में फेन को पटक दिया टूट गया उसका पंखी बैंड हो गया😢😢😢😢
75 watt aur 173 watt ka panel hi add kijye yade use kam h to wo panel add mat kijyega aur aapko aur new panel ki jarurat h 190 wattt ka 2 aur panel lagega aapko yadi day me v aapka laod chalta h to
Bhai mere pas solar PCU 1235/12V hai to usme solar charging indicator kharab hai aur PV volt -19.3 v dikha raha hai but PV current 0.00amp to wo battery chatge kar raha hai ya nai plzz help PV current 0.00 amp dikha raha hai
Sir jee Humko bhi Ghar Me Solar System lagana hai, Main chahta hun ke meri 220Ah ki battery bhi charge ho jaye aur Din me Half HP ka toolu pump bhi chale, Eske liye Koun sa PCU aur Kitna watt ka Solar pannel lagana hoga...please koi idea dijiye....
Hamare pass inverter lgaa huaa hai, 150Ah ki battery hai, ise charhe krne ke liye kitnw watt ka solar panel lgega, or kya hm sopar panel lgakar isse fridge or subumsirabl motor k9 chla skte hai.
Do 300 watt solar panel hai 1 panel 36 volt out kar raha hai 225 ah ki battery hai tu please batane ka kast kare kon sa controler use kare please reply.... urgent
mene ek off grid Livfast solar system purchase kiya hai(150ah solar battery +180 mono perc pannel +1150 va inverter) only ek celling fan use kr rhe hai fir bhi 2hrs se jyada ka backup nhi de rha hai pls suggest solution
@@skyshivam27Haan Bhai avi 165 watt ka Luminous ka 3 panel aur lena hain aur 200 Amp ka battery lenge to ek question hain bhai kya Ghar ka load panel se chalta hain agr solar inverter laga ho to
Maine NXG 1450 purchase kiya h, mere pass 2 pannel hai 545 Watt ke , dono panel ko parallel me jodna hai ya series me , please bataye
Good bhai
100w ×6 pannel h mere pass inverter aur bettrey batai kitna lagega
Smarten 1250 में 400w सोलर पैनल 24v ko kese kam me le sakte hai please suggest
SMARTEN YADI 24 VOLT SAPORT KARTA H TO BILKUL 400 WATT KA 24 VOLAT PANEL SAPORT KAREGA
Controller ko battery me add kar do
भाई आप लाइट ka भी स्तेमाल करते हो या केबल solar panal ka और रात दिन चल jata h btao plzz 🙏🙏
Light ka tvi karta hj jb raat me battery down ho jata h
Bhai 4 fan ka load agar 500watt solar se liya jaay to 150 ah ki battery full charge ho jygi evening Tak ya nhi
Aur agar kuch bhi load na liya jaay to battery charge hone me kitna time lgega
NHI 4 FAN CHALEGA TO KAISE CHARGE HOGA AAPKA BATTERY FIR TO AAPKO 500 WAAT KA PANAL EK AUR LAGANA HOGA
@@SHIVAMONLINE-v5p apke yaha hega solar
Sir mere pas Abhi 1050 waat solar panel hai aur 200ah ki 2 battery lagi hai aur mere paas samarten ka 2500 va hai to mughe full charge krne me kitne Watt solar aur lagane padege sir detel se bataye
1050 watt solar kitna kitna watt ka panel h yadi aapke pass 24 volt ka panel mila ke 1050 solar panel h to 200 ah ki battery ko charge karne ke liye kafi h
Sukriya
150Ah battery charge karne ke liye kitna watt panal lagaye din jo 12 ghante ek pc ek printer chaljaye
455 watt ka ek panel kafi h
Same mere pass bhi hai
Kaisa Kam Kar raha h
Mujhe bhi kharidna h
330wsolar system or 660w solar system May kitny mm ka wair lgay or 40amp pwm control ka price kaya hai March 2023 may
40 A controller ka price avi pwm ka 3500. Hain aur 300 watt tk solar me 4 Sq mm wire use Kar sakti h aur 600 watt tk panel me 6 mm wire use krege aur 600 se uper ho to 8 Sq mm wire use krege
6 mm
Bhai inverter h to charge controller lena zaruri hai
Agar solar inverter hai to nhi
यही मैं भी सोच रहा था
Mere pass yahi inverter hai yahi modal isme 1kw ka load connect kar sakte hai direct but 12 volt hi hona chahiye 24 nahi
Mere pas solar inverter hai solar hai 450 wt ki..controler lagana padaga kaya
@@wahidurrahman135 NO
Apke single battery hain 12v ka, panel series karke 24v kue kiye...
Kyuki mera 1 panel 24 volt ka h isliye
Sir mere pass eco 290 wp 44 v 7.94 A ka pv power tech ka 1 solar plate hai to uspe kintne ah ki battery charge kr skte hai plz btao
80 ah ki battery
80 AH KI BATTERY CHAREG KAR SAKTE H KYUKI AAPKA PANEL KAM H YADI AAGE CHAL KAR BATTERY BARA LGANA CHAHTE HO AAP TO WO V CHARGE KAR SAKTE HO
Solar inveter k baad bhi jrurat h kya controooer ki
Inverter ki controller low quality and pwm hai
Utl gamma plus kaisa rahega
क्या सोलर इन्वर्टर से हों सकता हे बैटरी कंट्रोलर नाही हे सोलर
bhai great video...loving your series....i have a question ...the battery is getting charged by smarten controller by solar during day and inverter main supply is off....if we on mains supply battery will try to get charged both by inverter and smarten controller...will it cause short or problems?? u are not using grid for charging but what if at night battery charge finishes , then we havto manually switch it on every time
aapka email ID denge kya sir? will ask u some querries
BILKUL AAP MAINS USE KAR SATH HO EK SATH KOI PROBLEM NHI HOGI , ME KHUD AAJ KAL RAAT ME MAINS USE KARTA HU
335 ke panel hai to 250ah batt.ko charg karneko kitane panel lagege or kitane der tak rat ko chalegi
1 panel h to charge Kam hoga 250 ah ka battery charge karne me Ghar ka laod v use hota h sath sath to 3 panel lagega asa
Ser Mera pass abhi Maine microtec ka 1000wot or amron batri 200ah kharda hai to usko solar se charging karne vala banana hai to kitna panal or kitna Rupiya kharcha ayega minimum astimat...
Solar charge controller 6000 ka aaayega aur solar panel aapke laod ke Hisab se lagega 200 ah battery h to 3 panel 330 watt ka
Total amount kitna kharcha huwa bhai
शिवम भाई मेरे पास 1 पैनल 75 watt का है और 1 पैनल 173 वाट का है और 2 watt ka 7 पैनल है our 1 पैनल 10 वॉट का है 150 ah की लूमिनास की बैटरी है और 10 ampar सोलर चार्जर कंट्रोलर है कैसे सब को कनेक्ट करे प्लीज सोलर चार्जर गरम हो जाता है बहुत हिट होता है थोड़ा डिटेल में बताना भाई मैं 1 हफ्ता से परेशान हु बैटरी फुल होता ही नही जो की धूप बराबर रहता है रात में 2 घंटे सेलिंग फेन चलाता हु तो लो बताता है अभी 3नया बैटरी लाया 10 दिन हुआ बैटरी लेने के लिए 1300 हजार रुपया का बैटरी लो बताने से गुस्से में फेन को पटक दिया टूट गया उसका पंखी बैंड हो गया😢😢😢😢
75 watt aur 173 watt ka panel hi add kijye yade use kam h to wo panel add mat kijyega aur aapko aur new panel ki jarurat h 190 wattt ka 2 aur panel lagega aapko yadi day me v aapka laod chalta h to
200ah ki battery hai aur inverter normal kitne panel lagau aur kitne watt ke
330 watt ka panel aur 3 panel lagaye
Mere pas 1kw h to isme charge controler lgana jruri h
Ha bilkul ya aapke pass solar inavter hona chaye
Bhai mere pas solar PCU 1235/12V hai to usme solar charging indicator kharab hai aur PV volt -19.3 v dikha raha hai but PV current 0.00amp to wo battery chatge kar raha hai ya nai plzz help PV current 0.00 amp dikha raha hai
Apna connection sahi hi kiya h kya ye connection ka hi lose lagta h
Sir 6 Hours me 200 ah ki battery ko charge karne ke liye kite watt. Ka solar panels Lena hooga
370 watt ka 3 panel
@@skyshivam27 practically Esse kitne amp in 6hours sunshine me milenge clear kare
335watt, k 3 penal laga sakte hai kya, smarten prime 50v, pe, single battery hai
@@skyshivam27bhai 370 k 3 hi kyu
540 k do nhi lga skte kya bhai
Bhai kitna load chalta hai kitne der tak
Bhai mere pas 375 watt panel hai, to Charge kantroler ki jarut padeki kya ?
Agar solar inverter hei MPPT technology wala to nhi jarurat hei charge controller ka
150 ah की बैटरी को कितना ampar का सोलर कंट्रोलर लगाए
700
सर 200 ah की बैटरी के लिए कितने वोट का सोलर पैनल लगाना चाहिए
Ye depend karta h aapke ghar ka load kitna h load normal h to 330 watt ka 3 panel lgana chaye
@@skyshivam27 thank you sir
Sir jee Humko bhi Ghar Me Solar System lagana hai, Main chahta hun ke meri 220Ah ki battery bhi charge ho jaye aur Din me Half HP ka toolu pump bhi chale, Eske liye Koun sa PCU aur Kitna watt ka Solar pannel lagana hoga...please koi idea dijiye....
Battery solar wali hai ya normal battery hai, invotar kon sa hai normal ya solar wali
@@monucreation73 Normal Battery hai...
Invotar kon sa normal he ya solar wali or kitne va ka hai invotar
@@monucreation73 Normal Verter hai, Shakti Charge 1100 model
@@AmitKumar-ie7sv or solar ko direct conect kiye ho kya battery se ya abhi conect Krna hai
Kitna ghanta bacup deta he ??? Sara rat chalta he keya ??
170ah ki battery hai light nhi aati to battery ko charge karne keliye kitne panake lagaye 6hour me
Inverter non. Solar hai mera
1000 WATT KYUKI DAY ME AAP GHAR KA LOAD V USE KROGE
Ye mare pass bhi hai lakin 335 watts ka ek penal hi spoort kartha hai, do nahi kyu 😢😢 please batye
Mppt ya invater nhi karta h
Kahi aapne series me to nhi add kiye ho panel ko yadi ha to parlel me connect kro aap
Hamare pass inverter lgaa huaa hai, 150Ah ki battery hai, ise charhe krne ke liye kitnw watt ka solar panel lgega, or kya hm sopar panel lgakar isse fridge or subumsirabl motor k9 chla skte hai.
1000 WATT KA PANEL LAGANA HOGA AUR AAPKA INVATER KAM KAM 1500 WATT KA HONA CHAYE TVI 1 KW KA MOTER SAHI SE LAOD LE PAYEGA
Kaisa chal raha hai system?
200 mpr batry pr kitne watt ka inverter lagaye
1 kw watt ka solar invater
Mera 250AH ka invertter battery kitna solar panels sahiye please..
200ah ke solar battery me ketene watt ka panal hona chahiye
500 watt❤❤
Apka battery & solar panels or inviter system kitna price hai
60 k ka
Mera 220ah livguard battry hai c20 kitna watt ka solar lagega❤❤❤❤❤❤❤
10000 WATT KA
Bhai Mere pas 180+180+100 vate ka solar hai lekin mere inverter me me 9 ampire hi dikhata hai charging kya problem hai?
Conection thek se chek kijiyr
रात में कितने घंटे तक बैकअप देता है बैट्री
Puri raat 1 fan ke sath
@@skyshivam27kitne panel hai aur ye charge controller kitne ka milega
6150
Do 300 watt solar panel hai 1 panel 36 volt out kar raha hai 225 ah ki battery hai tu please batane ka kast kare kon sa controler use kare please reply.... urgent
SMARTEN KA MPPT SOLAR CHARGE CONTROLLER
Nams of solar charge controller?
Smarten company ka 50 amp ka
I have normal inverter, if I buy solar charge controller it will change to solar inverter?
Smartan
Bhai mera 1450 inverter 220ah. Ba Teri. h to kitina watt ka solar panel chai he
10000 WATT PANEL LGANA HOGA AAPKO
Mere paas 335 watt ke panel hai 12 watt ke battery Kitna lagana hai
Battery 12 volt hota h watt nhi aap 150 ah ka battery lga sakte ho
Bhai luminous ka inveter kaisa h kharab to nahi hota jaldi se
Best 🔋h luminous ka
mene ek off grid Livfast solar system purchase kiya hai(150ah solar battery +180 mono perc pannel +1150 va inverter) only ek celling fan use kr rhe hai fir bhi 2hrs se jyada ka backup nhi de rha hai
pls suggest solution
Aapko panel badhana hoga 180 watt ka 3 panel Kam se Kam lgana hoga aur direction sahi trike se solar panel lga hona chaye
Bhai 180 Ka 3 panel Lena Chahiye ya 1 hi 540 w Ka panel lena Chahiye please
Hiii bro
Shivam bro why don't you up se ac DC fan?😊
Because all ready I have ac fan
Aap is par kitne bhi panel laga lo battery full charge nahin kar paoge
Kyu
Mene is par 1300watt panel laga rakhe hai phir bhi batteries 80% hi charge ho pati hai
Kina watt pannel lagana hai 200 mah pat
Total panel ka watt add karke 800 watt hona chaye
Chaye 200 watt ka 4 panel lga lo aap ya 400 watt ka 2 panel
Bhai eska kharch kitana aya aap ko abhi tak
60 k
12 volt battery ke sath 24 volt panel kitna watt Tak laga sakte hai
Ek battery ke sath 1000 watt tk
Solry battery ketna ke
1 H 200 AMPHER KA
Mujhe kuchh puchhna hai
Bolo bhai
1kilowat solar pannel me kitna kv ka solar inverter lagega
कितने amp की है mppt
50 AMP KI
Bhai boost kuchh nahin hota hai teen panel hai to 30 empier aaega hi aaega
Bhai mere pass 220ah ka luminous ki battery hai aor livfast ka 1475va ka 1200w ka inverter hai isme kitne watt ka solar lagau
1000 watt ka panel lga sakte ho
Battery ko 12 volt Dena hai ya 24volt
12 volt
Exide 200ah battery & inverter jo ki normal hi isko agar solar se charge karne ke liye kitana waat ka solar panel laga na hai
1000 kw solar panel lagega
App ka namber milega bhai g
250 watt ka pannel hain mere pas Ek Ware ka aur Ek Microtek ka 14 Amp current deta hain wo V Ac wire pe ..uske according bakwas hain bhai tmhara
Solar company v depend karta h
@@skyshivam27Haan Bhai avi 165 watt ka Luminous ka 3 panel aur lena hain aur 200 Amp ka battery lenge to ek question hain bhai kya Ghar ka load panel se chalta hain agr solar inverter laga ho to
Sir aapka mobile nambar
Bhai Mere pas 180+180+100 vate ka solar hai lekin mere inverter me me 9 ampire hi dikhata hai charging kya problem hai?
Parrel me use kro
Baki Short kr k check kro kya amo mil rha h