Q1.Sir 3-4 transistor ko ak sath connection kaise aur kyon karte hain koi circuit banakar bataiye theory+practical 😢😢 transistor mujhe kabhi smjh hi nahi ayi pure youtube vedios dekh लिया 😢 Q2. practically sir transistor ka base resistor calculation kaise kare Base emitter collecter me input &voutput voltage and current kitna hota h . Calculation bata dizia basic to advance plz request. Pure youtube search kar liya kahin nahi mil raha.😢 aapne bhi nahi bataya h keval experiment vedio h usme calculations nahi h 😐
W salam... potential difference for an NPN transistor comes from the physical properties of the silicon material and the behavior of the base-emitter PN junction when forward-biased. This is an approximate value, and in real applications, it can vary slightly depending on current and temperature. Agar Main sample Alfaaz Mein Bataun to aapko pata hai ki trangister P aur N junction per mustamal Hota Hai Jab PN junction per voltage apply kiye Jaate Hain... Misal ke Taur per bilkul Thode 0.1 volt to yah itne Thode Hote Hain Jo k PN junction ke andar holes ya electrons hote hain un ko push karne ke liye na Kafi Hote Hain.... Iske bad aap voltage badhate Jaate Hain 0.1 sy 0.2v aur 0.3 aur0.4v Is Tarah badhate Jaate Hain even ke vah Lamha Aata Hai Jab PN junction se holes ya electrons ki motion start ho jati hai. aur Iske bad Jaise Jaise aap voltage increase ya badhate Jaate Hain to use hisab se electrons ya holes ka bhav Tej Hota jata hai.... To Agar yah trangister Germany ka banaa hota hai to kam se kam point 0.3v ya 0.4 volt ke upar Inka Bhav start ho jata hai aur Agar Silicon material ka banaa hota hai to Aisi Surat Mein kam se kam point 0.5ya 0.6v ya 0.7 volt darkar hote hain Jiski vajah se electrons ka bhav start ho jata hai ... yani Ek junction ko cross krny k leye kam sy kam 0.7v darkar hotay hain .... To Yahi wo 0.7 volt Hai jinko Ham applied voltage se mines kar rahe Hote Hain
Very informative video on transistor biasing
AP nay bhot asan explaination ki thanks
So nice sir g.lot of thanks again thanks.live long.
Best video on youtube about this topic.
Very informative...
Thanks you very much sir❤❤❤
Q1.Sir 3-4 transistor ko ak sath connection kaise aur kyon karte hain koi circuit banakar bataiye theory+practical 😢😢 transistor mujhe kabhi smjh hi nahi ayi pure youtube vedios dekh लिया 😢
Q2. practically sir transistor ka base resistor calculation kaise kare
Base emitter collecter me input &voutput voltage and current kitna hota h . Calculation bata dizia basic to advance plz request. Pure youtube search kar liya kahin nahi mil raha.😢 aapne bhi nahi bataya h keval experiment vedio h usme calculations nahi h 😐
LED bulb may Jo Ic Hoti hay inductor k Sath wo kesay Kam kerti hay yay batay
Ap us Ic ka number batain..
Assalam Alailkum, How did get value 0.7 v potencial difference of npn transister. Please let us know
W salam...
potential difference for an NPN transistor comes from the physical properties of the silicon material and the behavior of the base-emitter PN junction when forward-biased. This is an approximate value, and in real applications, it can vary slightly depending on current and temperature.
Agar Main sample Alfaaz Mein Bataun to aapko pata hai ki trangister P aur N junction per mustamal Hota Hai Jab PN junction per voltage apply kiye Jaate Hain...
Misal ke Taur per bilkul Thode 0.1 volt to yah itne Thode Hote Hain Jo k PN junction ke andar holes ya electrons hote hain un ko push karne ke liye na Kafi Hote Hain....
Iske bad aap voltage badhate Jaate Hain 0.1 sy 0.2v aur 0.3 aur0.4v Is Tarah badhate Jaate Hain even ke vah Lamha Aata Hai Jab PN junction se holes ya electrons ki motion start ho jati hai.
aur Iske bad Jaise Jaise aap voltage increase ya badhate Jaate Hain to use hisab se electrons ya holes ka bhav Tej Hota jata hai....
To Agar yah trangister Germany ka banaa hota hai to kam se kam point 0.3v ya 0.4 volt ke upar Inka Bhav start ho jata hai aur Agar Silicon material ka banaa hota hai to Aisi Surat Mein kam se kam point 0.5ya 0.6v ya 0.7 volt darkar hote hain Jiski vajah se electrons ka bhav start ho jata hai ...
yani Ek junction ko cross krny k leye kam sy kam 0.7v darkar hotay hain ....
To Yahi wo 0.7 volt Hai jinko Ham applied voltage se mines kar rahe Hote Hain
In saturation the relationship between Ic and Ib isn't valid.So i don't think you can use simple beta.You have to use forced beta..
Ic and Ib is valid.....but u r also right....
@@Majidtinfo Still for hard saturation you have use forced beta.