प्राण ऊर्जा कैसे बढ़ाए। Pranayam kaise kare। Pranayam for beginners। Pranayam breathing technique।

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 25 ส.ค. 2024
  • Pranayam kaise kare। Pranayam for beginners।
    Pranayam breathing technique।
    Pranayam yoga meditation। प्राण ऊर्जा कैसे बढ़ाए।
    ‪@Dhyankagyan777‬
    My Facebook :-
    www.facebook.c...
    #pranayama
    #pranayam
    #pranayamayoga
    #pranayamaforbeginners
    #pranayam_for_health
    #pranayam_with_yoga
    #pranayamabreathing
    #pranayamaclass
    #meditation

ความคิดเห็น • 52

  • @gurunggurung
    @gurunggurung หลายเดือนก่อน

    Very informative video 📹 👍 👏 👌 🎉😊❤❤❤

  • @Vaghela7080
    @Vaghela7080 8 หลายเดือนก่อน

    Jay Mataji

  • @NituSharma-ls2hd
    @NituSharma-ls2hd หลายเดือนก่อน

    Guru ji AAP bahut hi acche se samjhate Ho ❤

  • @ShivaShivay-nm5is
    @ShivaShivay-nm5is 10 หลายเดือนก่อน +1

    Very informativ video 🙏

  • @riteshvlogger5950
    @riteshvlogger5950 10 หลายเดือนก่อน +1

    बेहतरीन प्रस्तुति ❤❤🙏🙏

  • @VijayKumar-nh5wl
    @VijayKumar-nh5wl 10 หลายเดือนก่อน +1

    Very useful informations 🙏🙏

  • @somprbha
    @somprbha 10 หลายเดือนก่อน +1

    Jai ho Guru ji 🙏

  • @madhusudan2182
    @madhusudan2182 10 หลายเดือนก่อน +1

    Thank you so much for this beautiful knowledge ❤❤❤❤❤❤

  • @Seemasharma-is2op
    @Seemasharma-is2op 10 หลายเดือนก่อน +1

    Thanks Ravi ji ..
    Mujhe clear ho gaya ki Mai thik tareh se pranayam kar rahi hu..

  • @NavjotSingh-gs3qi
    @NavjotSingh-gs3qi 10 หลายเดือนก่อน +1

    Great 👍👍👍👍👍

  • @user-rd4vn1lf5r
    @user-rd4vn1lf5r 10 หลายเดือนก่อน +1

    बहुत ही सुन्दर ढंग से समझाते हो आप ❤

  • @anuradhaingole5598
    @anuradhaingole5598 10 หลายเดือนก่อน +1

    Thankyou very much sir

  • @ShiviJuneja
    @ShiviJuneja 10 หลายเดือนก่อน +1

    Awesome ❤😊

  • @user-vi5el8cz7k
    @user-vi5el8cz7k 10 หลายเดือนก่อน +1

    Shukriya sir ❤

  • @sheenam637
    @sheenam637 10 หลายเดือนก่อน +1

    कोटि कोटि धन्यवाद 🙏💫

  • @janakkakkar6071
    @janakkakkar6071 6 หลายเดือนก่อน

    Ap bahut achcha samjate h. Bhaut 2 dhanyawad. Guru g agar body mei vaat pit bda hua h tou kon sa pranayama beneficial hoga. Please reply avash krei. Waiting.

  • @shaliniwadekar9581
    @shaliniwadekar9581 10 หลายเดือนก่อน +1

    Thank you so much for this information.

  • @ArkPlays6
    @ArkPlays6 10 หลายเดือนก่อน +2

    Bohot bohot thanku guruji,..
    M hamesa aap sa melna chate hu.....
    Mena bena dekha he aap ko aapna guru bna leya h ...
    Kabbhe tho mujpa kirpa hoge..
    Kabbhe tho aap ke darsan hoga.....
    M intjar kiruge ....

  • @walaushaben4009
    @walaushaben4009 7 หลายเดือนก่อน

    🙏🙏 dhanyvad

  • @bsharan8115
    @bsharan8115 10 หลายเดือนก่อน +1

    Pranam

  • @monicajain2373
    @monicajain2373 10 หลายเดือนก่อน

    Thanks Sir for very useful informative 👍

  • @eagleeye1946
    @eagleeye1946 10 หลายเดือนก่อน

    Jai Mata Di

  • @RohitKumar-vk8cc
    @RohitKumar-vk8cc 10 หลายเดือนก่อน +1

    Thank you Sir 😊

  • @SiyaRam-wb1et
    @SiyaRam-wb1et 10 หลายเดือนก่อน +1

    Thank you so much 😊

  • @shovarai4548
    @shovarai4548 7 หลายเดือนก่อน

    🙏🙏🙏🌷❤️💐🌹🧡💜❤️❤️

  • @manishshukla9352
    @manishshukla9352 9 หลายเดือนก่อน

    Guru ji brahmacharya ke liye pranayam batyiye jo brahmacharya main support karee

  • @savitayadav2342
    @savitayadav2342 7 หลายเดือนก่อน

    Thank you sir 🙏🙏
    Hum senior citizan hn hum baith kar koi bhi aasan laga kar dhyan nahi kar sakte hn. Please game bataye ki hame kis tarah se pranayam ya dhyan karana chahiye 🙏🙏

  • @sudhirshelke1095
    @sudhirshelke1095 7 หลายเดือนก่อน

    Guruji prnam me 1 sal se ajapa jap sadhna kar rhahu lekin ab mere samne sktipath diksha ka prstav aaya he to kya me ab dusre guru se sktipath diksha le sakta hu?? Kya ham do guru bana sakte he??
    कृपया सहायता करे 🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @savitayadav2342
    @savitayadav2342 7 หลายเดือนก่อน

    Hope aap jawab jaroor denge 🙏🙏

  • @ruhanisafar2020
    @ruhanisafar2020 10 หลายเดือนก่อน +1

    Jaigurudev 🙏🏼
    Dhayan karne se ab feel ho raha hai ki sthul sharir me koi energy nahi hai...halki halki thand lag rahi hai...mujhe kya karna chahiye..please margdarshan kare 🙏🏼

    • @Dhyankagyan777
      @Dhyankagyan777  10 หลายเดือนก่อน +1

      ये लक्षण असन्तुलित इडा नाड़ी के है आप ठण्डी तासीर के खाद्य पद्धार्थ कम खाए और गर्म तासीर के खाद्य पदार्थ ज्यादा ले, जब भी लेटे तो अपनी बाइ करवट लेटे ताकि दाई नाक ऊपर आ जाये, ऐसा करने से इडा नीचे दबकर बंद हो जायेगी और दाई यानि पिंगला चल पड़ेगी जिससे शरीर को गर्मी मिलेगी।
      अनुलोम विलोम प्राणायाम का नित्य 10 मिनट प्रात काल अभ्यास करे। सूर्य भेदी प्राणयाम करे, मेहनत वाले शारीरिक श्रम वाले कार्य करे, एक्सर्साइज करे, इससे आपको लाभ होगा।

  • @budhadevkishan9385
    @budhadevkishan9385 9 หลายเดือนก่อน

    🤍🙏🙏 3:43 🙏🌹🌻🕉️🧘🕉️🌻🌹 dhanyawad 🤝

  • @mahabirsinghkataria2916
    @mahabirsinghkataria2916 10 หลายเดือนก่อน

    Gurudev ko pranam and Charan sparsh, guru ji I. am feeling constipation problem, my belly gone blow in and feeling problem in breathing, what type of aashan I should adopt . I am a patient of bronchitis
    With regards
    Mahabir Singh

  • @anjalirathore3014
    @anjalirathore3014 10 หลายเดือนก่อน +2

    Sir mera sirf left swr hi chlta h ... Kya kru ?

    • @Dhyankagyan777
      @Dhyankagyan777  10 หลายเดือนก่อน

      अगर आपकी लेफ्ट नाड़ी यानि इडा नाड़ी असन्तुलित चल रहीं हैं और आप इसको बैलेंस करना चाहते है तो आप ठण्डी तासीर के खाद्य पद्धार्थ कम खाए और गर्म तासीर के खाद्य पदार्थ ज्यादा ले, जब भी लेटे तो अपनी बाइ करवट लेटे ताकि दाई नाक ऊपर आ जाये, ऐसा करने से इडा नीचे दबकर बंद हो जायेगी और दाई यानि पिंगला चल पड़ेगी
      अनुलोम विलोम प्राणायाम का नित्य 10 मिनट प्रात काल अभ्यास करे। सूर्य भेदी प्राणयाम करे, मेहनत वाले शारीरिक श्रम वाले कार्य करे, एक्सर्साइज करे, इससे आपको लाभ होगा।
      कुछ दिन के अभ्यास से ही आपकी इडा नाड़ी संतुलित हो जायेगी

  • @vidyarawat8798
    @vidyarawat8798 10 หลายเดือนก่อน +2

    Pranaam gurujii. 🙏
    Pranaayam karte turant dhyan lag jaye tho. Iska kya matlab? Mai kuch bhi practice karu mantra prayer pranayaam tho mera sir pichae ki taraf ho jata hai aur body zhulti rehati hai.. Shayad mujhe turant dhyan lag jata hai. Phir kuch mintuo mai normal ho jati hun. Tho mera question hai ki mujhe phir se pranayaam ya mantra aadi saru karna chaye?. Please suggest me kya karu. Dhyan turant lagta hai but kuch minto tut bhi jata hai

    • @Dhyankagyan777
      @Dhyankagyan777  10 หลายเดือนก่อน

      Jise aap turant dhyan lagna kah rahy hai ye ek bahut acchi sthiti hai, is sthiti ko jab ye devlop ho jati hai toh isko unmani avastha bola jata hai, is sthiti me man shunya ho jata hai but ye sthiti jayadatar short time ke liye hi aati hai
      Main aapko suggest karuga ki jab bhi aapko aisi situation bane toh isko happily accept kare aur jitna der bhi ye sthiti rahy utni der bina kisi virodh ke isme bane rahy aur isko enjoy kare
      Aur jab aapko normal sthiti vapis aa jaye toh aap phir se apna pranayam ya dusri kriyao ko start kar sakte hai

    • @vidyarawat8798
      @vidyarawat8798 10 หลายเดือนก่อน

      @@Dhyankagyan777 thank you very much guruji🙏

  • @dr.niharikag1376
    @dr.niharikag1376 10 หลายเดือนก่อน +1

    Guruji is baat ko clear kariye plz .. mere dhyan process me aisa hota hai ki ek din bohot accha dhyan hota hai, ek satisfaction hota hai dhyan k bad. par next day kayi ghante baithne k bad b dhyan nahi lag pata .. fir aisa feel hota hai ki aage nahi bad pa rahe abhi b zero pe hi padey hain ? Marg darshan kariye plz

    • @Dhyankagyan777
      @Dhyankagyan777  10 หลายเดือนก่อน +1

      Isme bahut si baate ho sakti hai, pahli baat ki aapki meditation practice ki process me koi kami ho ki aap konsa meditation kis prkar kar rahy hai, kahi koi galti toh nahi ho rahi toh aisi sthiti me aapko apni puri meditation process ko review karna chahiye
      Doosri baat hamari jaldbaji ki habit, dhyan ka maarg bahut lamba aur bahut soona hota hai aur isme bahut धैर्य rkhne ki jarurt hoti hai, dheere dheere hi sab hota hai, isliye aap koi expectaions na kare ki aise ho ya vaise ho, aap bus apne efforts karte rahy aur fal prmatma par chod de
      Tisri baat jo main apni traf se kahna caahuga ki aap meditation ki starting se pahle pranayam ko bhi add kare aur 5 minut meditation me baithne se pahle aum mantra ka ucch swar me jaap kare aur fir meditation me baithe toh aapka bahut gahra dhyan lagega

    • @dr.niharikag1376
      @dr.niharikag1376 10 หลายเดือนก่อน

      @@Dhyankagyan777 ji dhanywaad Guruji hum pranayam to kartey hain jis kram me apne bataya hai vaise hi (ki pehle konsa n last me konsa) n gyan mudra Shambhavi mudra 3rd eye meditation hi kar rahe hain jaise apne bataya usi tarike se .. ab Om b shuru kar denge ..

  • @neelamvaish3013
    @neelamvaish3013 10 หลายเดือนก่อน +1

    mujhe b apki help chahiye...m lgbhag 3 mnths se dhyan kar rahi hu ...hamesha naye anubhav hote rhte h ...ek bar lga k energy uthkar heart chakra tk gyi , uske bad dobara me sirf teesre chakra tk pahuchi or ab sab energy bs muladhar pe hi mehsus hoti h ...5-6 dino se nak me dhue k jaisi smell ati rhti h , specially sham k samay se ratri dhyan k beech me ...or kuch darawana sa anubhav b hote the jo ab bahut kam h jbse maine hanuman ji se prarthna ki h ....ab kai bar dhyan me neend jaise Aa jati h or jhatke se wapas dhyan me aa jati hu , ye sb kya ho raha h , kripya bataye

    • @Dhyankagyan777
      @Dhyankagyan777  10 หลายเดือนก่อน +1

      Aapne jitne bhi anubhav bataye hai ye sab meditation ki process main hote rahte hai aur ye sab meditation ke dauran energy activation ke symptoms hai jo ye show karta hai ki aap sahi disha me aage badh rahi hai aur apna meditation continue rakhe

    • @Dhyankagyan777
      @Dhyankagyan777  10 หลายเดือนก่อน +1

      Lekin need se bachne ke liye better hoga aap meditation se pahle anuloam viloam pranayam bhi kiya kare

    • @neelamvaish3013
      @neelamvaish3013 10 หลายเดือนก่อน

      bahut dhanyawad,...m confuse hone lgi thi...lekin ye jo dhue jaisa abhas rhta h , kbhi kuch bhayanak chehre b dikhte h or man nhi lgta , kahi ue kisi negetive urja k sanket to nhi ...m ab kbhi dhyan karna chorna nhi chahti..ye meri atma ki pukar h

  • @laveenakapoor415
    @laveenakapoor415 10 หลายเดือนก่อน +1

    Dhyan ki vjh se.....mere back bone se sir tk ak energy ghum ri h.....jisse muje bilkul b comfrtable nhi lg ra h....hr wqt active rhti h.....rat ko so nhi pa ri....kai raton se soi nhi......plzzz koi solution btae.....plzzzz help kre......bht pareshan hu🙏🙏🙏🙏

    • @Dhyankagyan777
      @Dhyankagyan777  10 หลายเดือนก่อน

      Aisi situation me behtar hoga ki aap apne aaspas kisi energy healer ya kisi reaki master ke pass jaaye, unko apni problem bataye aur phir ve aapko observe karke aapki energy ko balance kar dege
      But yadi aap aisa nahi kar sakti hai toh phir at least abhi philhal meditation ki practice bilkul band kar de aur kuch physical workout kare, kuch creative activities kare taaki aapki excess energy channelize ho jaye

    • @laveenakapoor415
      @laveenakapoor415 10 หลายเดือนก่อน

      @@Dhyankagyan777 m jis area me hu....yhan aisa koi nhi h....

    • @laveenakapoor415
      @laveenakapoor415 10 หลายเดือนก่อน

      @@Dhyankagyan777 hng m mind divrt krne k lie physical active ho ri hu....bs rt ko so ni pati to tnsion hoti h k kb thik houngi....azib sa dr h

    • @laveenakapoor415
      @laveenakapoor415 10 หลายเดือนก่อน

      @@Dhyankagyan777 or aisa nhi h sirf dhyan se.....bina dhyan k ak br ....kirtan me bht mst hokr baithi thi ....tb b ye feeling hui.....pr tb sirf back bone me thi....sir me nhi....wo apne ap hi thik hui thi...

  • @chandraprakashailiani9991
    @chandraprakashailiani9991 10 หลายเดือนก่อน

    परमशांति.ओआरजी.भी देखें। बेहद का महापरिवर्तन बेहद के योग बल से हो रहा है।