Veryy veryyy informative video. Extremely helpful for everyone who is suffering with various diseases and can't find solution for their illness. And also for everyone who wants to live a healthy lifestyle. Superb job Dr. Neha ❤
Sir uske liye aapko proper consultation lekar homoeopathic medicine leni hogi kuch months ke liye continuous... Baki agar aap medicine nhi lena chahte to apne khane me bahar ka khana puri tarah band kar de... meetha kbhi kbhi hi le... skin pe soti baar pure nariyal oil lgaye... Itna karne par bhi aapko kafi aaram aa skta h... but kuch din aisa krne se kuch nhi hoga... kam se kam 6 month lgataar follow kriye...
G Han kha skte hai agar aapke yhan ka temperature 30- 35 kar degree ke aas pas rehta hai... Isse jyada temperature hoga to nhi kha payenge kyunki Ambali khrab ho jayegi jyada garmi se
@@hinakhalid6661 Top 7 Vegetarian Foods for Vitamin B12 Deficiency | विटामिन B12 की कमी पूरा करने के उपाय #drneha th-cam.com/video/9I76wdfSruI/w-d-xo.html
@@yourowndoctors mam autoimmune disease me millets ko completely include krna h kya.... Teeno tyme only millets lene h ... Mam kabhi kabhi constipated bhi ho jata Hai.... Kya ye millets se hota h....plz reply
@@champajoshi6002 jab chawal , roti chod k millets diet shuru karte hai to kuch logo ko shuru k 15 kar din constipated feel hota hai... Par vo tab hota h jab vo sidhe hi millets ki koi dish bna kar lena shuru kar dete h... Is cheej se bachne ke liye , ek to millets ko bhigona jruri hai and dusra shuru k 8-9 week Ambali bna kar khani hai... Dheere dheere kuch dino baad ek ek kar ke millets ki koi or dish diet me add krni hai...
@@champajoshi6002 Han g autoimmune me jruri hai teeno time millets lena but millets Ambali Leni h teeno time ke khane se pehle... And teeno time ke khane me variety honi chahiye... Mausam ke anusaar Milne wali daal sabjiyan Leni hai inke saath... Aur fal lena afford kar skte ho to vo bhi lene hai routine me but Bina bhigoye huye nhi lene h... Agar constipation feel ho rhi h to pehle btaye do points ko dhyan me rakhna h... Ye 2 points follow karne k bawjood bhi constipation reh rhi h to ekdum se complete millets diet shuru nhi krni h... Shuru k 1-2 hafte jo bhi khana khate ho vhi Khao , usse pehle millets Ambali lena shuru kro... 15 din baad din k teeno time ke khane me se kisi ek time millet rice ya roti lena shuru kro... Dheere dheere apni body ki feeling ke hissab se aap Puri tarah millets pe bhi shift ho skte ho...
Madam mujhe urethra syndrome he ,ibs, colitis, thyroid he me ambli suru kiya to do teen din ke vad body me bahut garmi lagi kya isko khana chod du ya bich me lu myjhe bahut stress ho raha he soch soch ke pl batayiyega jarur 🙏
Aap le skte hai... But starting mein kam quantity me le... Jaise ki 3-5 spoon only... And millets ko pkane se pehle bhigona na bhule... Kyunki aapko kafi problems hai... To aise cases me patients ko medicines bhi kafi di hoti hai... And in medicines ki vajah se garmi ho jati hai... Aapko ye dekhna hoga ki kya vakyi me Ambali se garmi ho rhi hai ya medicines se ya kisi or food item se... Agar Ambali se hi hai to aap ise Kam quantity me le and chahe ek din chod k ya hafte me 2 baar hi le ek kar month Tak... Uske baad aap regular bhi le paoge and lena jruri bhi hai aapke liye... And Ambali ke saath saath aapko apni diet pe bhi dhyan dena hoga... Fruits ka juice and Sabjiyon ka juice lena aapke liye jyada faydemand hai... Jaise ki kchi Patta Gobhi ( cabbage) ka juice... And Mausam ke anusar aa rhe fruits and vegetables ko lena hai... Jin sabjiyon ko kcha khaya ja skta ho...unka juice bna kar lein... Wheat roti kam se kam ya na lein... Rice aap le skte hai...but kukkar me na pka k... Khule bartan ( miti , steel , peetal ) me pka k le... Hum aapki detailed history nhi jaante... Isliye itna hi bta skte hai abhi k liye... And yes aap homoeopathic medicine lein saath mein...ye aapki bhut help kregi... Hope so it helps you... Agar humse consult karna ho to aap 7018754503 pe what's app message ke madhyam se sampark kar k appointment book kar skte hai...
Agar aapko koi bimari nhi h... to koi problem nhi h agar ambali nhi bhi khao... aapko vomit isliye aati hai kyunki ambali me koi taste nhi aata... par agar aap apne aap ko btate rhoge ki ambali kisi dwayi se kam nhi jo bhut bdi bdi bimariyon se aapko bcha k rkhegi , to aapko vomit hona band ho jayegi or aap kha paoge isko... Millet dosa / khichdi ye koi or dish bna k khana bhi bhut acha h...kha skte h bina kisi dar k 15 din me ya 1 month me 1-2 baar ambali kha leni chahiye sbko , chahe ek do spoon hi khaye
Mdm please reply..agar mujhe par day 2 meal ambali lena hai or mere waha ambali 10 hours me ready hoti hai to kya hum 2 meal ki ambali ek sath bna sakte hai ..but dr khadar acording jab ambali ready ho to sab kha lo next meal tak nhi .. i m confused 🤔
Hmare area me ambali banne me aajkal 2 days lag jate h... and uske ban jane ke baad , agle 2 days tak bhi hum usi ambali ko le lete h , agar jyada bnayi ho... i hope you got the answer🙏🙌
@@yourowndoctors ok madm hmare waha up me winter abhi start hai to Dr khadar k according ambali apne time pried me khana hai to man le 10 to 12 hours me first meal k bad next 8 hours me le sakte hai kya? Second ye k aap es par ek detail video bna do please 🥺
Veryy veryyy informative video. Extremely helpful for everyone who is suffering with various diseases and can't find solution for their illness. And also for everyone who wants to live a healthy lifestyle. Superb job Dr. Neha ❤
Thank you 😊🙌
विटामिन डी के बारे में वीडियो th-cam.com/video/SNmc-PlD52o/w-d-xo.htmlsi=qdk1f-02xxnk2aOe
Veray useful jankari
Thank you 🙌
Nice
@@itendradeb4874 thank you 🙌
very nice video
Thank you🙌
Dr sahib ji ap ne bhut asha btaea ha
Thanks ji 🎉🎉🎉🎉🎉
Welcome 🙌... Aapke valueable feedback ke liye bhut dhanyawad 🙌
Very ,very nice information .
Thank you... 🙌
Very gr8. U have illustratedly explained. Thnx.
Welcome & Thank You 🙌
Very valuable advice and good job,,
Thank you sir🙌
very nice
Thank you
very informative video neha
Thank youu🙌
nice
Thank you🙌
informative video madam
Glad that you liked it...thank you🙌
❤❤
🙌
Information is nice.kya millet kodo soak se pahale today roast kar sakate hai.taste good Hota hai
Agar millets ambli bnani h to roast nhi karna h... Koi or dish bnani ho to kar skte ho roast bhi...
But bina roast wale jyada healthy hote h...
Can you make a video on lacking of vitaminD in young people...!
Okay...thank you for your valueable suggestion... for sure i"ll
@@yourowndoctorsthankyou for considering my question.
@@Deepanshu18_ most welcome🙌
th-cam.com/video/SNmc-PlD52o/w-d-xo.htmlsi=qdk1f-02xxnk2aOe
Psoriasis ka ilaj bataiye please
Sir uske liye aapko proper consultation lekar homoeopathic medicine leni hogi kuch months ke liye continuous...
Baki agar aap medicine nhi lena chahte to apne khane me bahar ka khana puri tarah band kar de... meetha kbhi kbhi hi le... skin pe soti baar pure nariyal oil lgaye...
Itna karne par bhi aapko kafi aaram aa skta h... but kuch din aisa krne se kuch nhi hoga... kam se kam 6 month lgataar follow kriye...
Ek baar ki bani ambli 3 time khaa sakte hai kiya?
G Han kha skte hai agar aapke yhan ka temperature 30- 35 kar degree ke aas pas rehta hai... Isse jyada temperature hoga to nhi kha payenge kyunki Ambali khrab ho jayegi jyada garmi se
Please vitamin B12 ka koi r source batay. Ambali khati Hoti ha r mujhy khatty food suit nai karty. Throat infection hojata ha.
@@hinakhalid6661
Top 7 Vegetarian Foods for Vitamin B12 Deficiency | विटामिन B12 की कमी पूरा करने के उपाय #drneha
th-cam.com/video/9I76wdfSruI/w-d-xo.html
Mam fermented ambli k liye mitti ka hi bartan hona chahiye kya
G Han mitti ka bartan hi sbse best hai but jab tak mitti ka bartan nhi milta aap steel k bartan ka use bhi kar skte ho
@@yourowndoctors mam autoimmune disease me millets ko completely include krna h kya.... Teeno tyme only millets lene h ... Mam kabhi kabhi constipated bhi ho jata Hai.... Kya ye millets se hota h....plz reply
@@champajoshi6002 jab chawal , roti chod k millets diet shuru karte hai to kuch logo ko shuru k 15 kar din constipated feel hota hai... Par vo tab hota h jab vo sidhe hi millets ki koi dish bna kar lena shuru kar dete h... Is cheej se bachne ke liye , ek to millets ko bhigona jruri hai and dusra shuru k 8-9 week Ambali bna kar khani hai... Dheere dheere kuch dino baad ek ek kar ke millets ki koi or dish diet me add krni hai...
@@champajoshi6002 Han g autoimmune me jruri hai teeno time millets lena but millets Ambali Leni h teeno time ke khane se pehle... And teeno time ke khane me variety honi chahiye... Mausam ke anusaar Milne wali daal sabjiyan Leni hai inke saath... Aur fal lena afford kar skte ho to vo bhi lene hai routine me but Bina bhigoye huye nhi lene h...
Agar constipation feel ho rhi h to pehle btaye do points ko dhyan me rakhna h... Ye 2 points follow karne k bawjood bhi constipation reh rhi h to ekdum se complete millets diet shuru nhi krni h... Shuru k 1-2 hafte jo bhi khana khate ho vhi Khao , usse pehle millets Ambali lena shuru kro... 15 din baad din k teeno time ke khane me se kisi ek time millet rice ya roti lena shuru kro... Dheere dheere apni body ki feeling ke hissab se aap Puri tarah millets pe bhi shift ho skte ho...
@@yourowndoctors thank you so much mam
Madam mujhe urethra syndrome he ,ibs, colitis, thyroid he me ambli suru kiya to do teen din ke vad body me bahut garmi lagi kya isko khana chod du ya bich me lu myjhe bahut stress ho raha he soch soch ke pl batayiyega jarur 🙏
Aap le skte hai... But starting mein kam quantity me le... Jaise ki 3-5 spoon only... And millets ko pkane se pehle bhigona na bhule...
Kyunki aapko kafi problems hai... To aise cases me patients ko medicines bhi kafi di hoti hai...
And in medicines ki vajah se garmi ho jati hai... Aapko ye dekhna hoga ki kya vakyi me Ambali se garmi ho rhi hai ya medicines se ya kisi or food item se... Agar Ambali se hi hai to aap ise Kam quantity me le and chahe ek din chod k ya hafte me 2 baar hi le ek kar month Tak... Uske baad aap regular bhi le paoge and lena jruri bhi hai aapke liye...
And Ambali ke saath saath aapko apni diet pe bhi dhyan dena hoga... Fruits ka juice and Sabjiyon ka juice lena aapke liye jyada faydemand hai... Jaise ki kchi Patta Gobhi ( cabbage) ka juice... And Mausam ke anusar aa rhe fruits and vegetables ko lena hai... Jin sabjiyon ko kcha khaya ja skta ho...unka juice bna kar lein... Wheat roti kam se kam ya na lein... Rice aap le skte hai...but kukkar me na pka k... Khule bartan ( miti , steel , peetal ) me pka k le...
Hum aapki detailed history nhi jaante... Isliye itna hi bta skte hai abhi k liye... And yes aap homoeopathic medicine lein saath mein...ye aapki bhut help kregi... Hope so it helps you... Agar humse consult karna ho to aap 7018754503 pe what's app message ke madhyam se sampark kar k appointment book kar skte hai...
Un fermented millet ko soak karne ke bad cook nahi karna hai?
Cook krna hai... bina cook kiye nhi kha skte millets... sabse pehle soak krne hai... phir cook krne h... cook krne ke baad ambali bnne k liye rakhne hai
Speed se na kahe🎉
Okay... trying to slow down😊🙌
Bolne ki speed ਬਹੁਤ ਜਿਆਦਾ ਹੈ ਚੰਗੀ traan samaj ni ਲੱਗ ਰਹੀ
ਮੈਂ ਹੁਣ ਤੋਂ ਹੌਲੀ ਹੌਲੀ ਬੋਲਣ ਦੀ ਕੋਸ਼ਿਸ਼ ਕਰਾਂਗੀ
ਵੀਡੀਓ ਦੀ ਸਪੀਡ ਨੂੰ ਘੱਟ ਕਰਨ ਦਾ ਵਿਕਲਪ ਹੈਗਾ ਏਹਦੇ ਵਿਚ। ਤੁਸੀ ਈਸ ਵੀਡੀਓ ਨੂੰ ਕੰਮ ਸਪੀਡ ਦਾ ਕਰਕੇ ਦੇਖੋਗੇ ਤਾਂ ਚੰਗੀ ਤਰ੍ਹਾਂ ਸਮਝ ਜਾਓਗੇ। ਤੁਸੀ ਅਪਣਾ ਟੈਮ ਦਿੱਤਾ ਮੇਰੀ ਵੀਡੀਓ ਨੂ ਅਤੇ ਚੰਗੀ ਸਲਾਹ ਬੀ ਦਿੱਤੀ। ਤੁਹਾਡਾ बहुत ਧੰਨਵਾਦ 😊🙌🙌
Ambali kha nahi saktey.Vomit aati hai.Millet khichdi dosa idli hamlog khatey hai.Koe problem nahi.
Agar aapko koi bimari nhi h... to koi problem nhi h agar ambali nhi bhi khao... aapko vomit isliye aati hai kyunki ambali me koi taste nhi aata... par agar aap apne aap ko btate rhoge ki ambali kisi dwayi se kam nhi jo bhut bdi bdi bimariyon se aapko bcha k rkhegi , to aapko vomit hona band ho jayegi or aap kha paoge isko...
Millet dosa / khichdi ye koi or dish bna k khana bhi bhut acha h...kha skte h bina kisi dar k
15 din me ya 1 month me 1-2 baar ambali kha leni chahiye sbko , chahe ek do spoon hi khaye
Mdm please reply..agar mujhe par day 2 meal ambali lena hai or mere waha ambali 10 hours me ready hoti hai to kya hum 2 meal ki ambali ek sath bna sakte hai ..but dr khadar acording jab ambali ready ho to sab kha lo next meal tak nhi .. i m confused 🤔
Han g bna skte h
Naturally jitne bhi time k liye ambali chalti h... utne time tak aap kha skte h...
Fridge me store kar ke rakhi huyi nhi honi chahiye
Hmare area me ambali banne me aajkal 2 days lag jate h... and uske ban jane ke baad , agle 2 days tak bhi hum usi ambali ko le lete h , agar jyada bnayi ho... i hope you got the answer🙏🙌
@@yourowndoctors ok madm hmare waha up me winter abhi start hai to Dr khadar k according ambali apne time pried me khana hai to man le 10 to 12 hours me first meal k bad next 8 hours me le sakte hai kya? Second ye k aap es par ek detail video bna do please 🥺
Yes...aap le skte h next 8 hour baad... 1 din me 3 baar bhi le skte h... no issues