भाई थोड़े से पैसे फालतू लग जाए गै APC wala Lelo bhut badhiya hai bhai or fully customer support hai agr koi problem hogi to Ghar aaker thik ker ke Jaye he apc company Wale
Exact same merepaas iBall ka tha aur exact APC ka maine liya hai, iBall wale ko battery theek Kara Li thi but voltage uper niche hone kar vo band hokar phir ON ho jaata tha aur system band ho jaata tha.
@@simranrajsingh879 bro es me 7AH ki battery aati hai or extra ya jyada AH ki battery laga to skte hai but charge nhi Kare ga, (chargers bus 7ah ya 7.2 ah ki hi battery kare ga) UPS me dikkat aa jaye gi bhai to agr 7ah se jyada ah ki lagaye to please battery jayada ah ki na lagaye dhanyvad 🙏🙏
Bhai es k uper LED green light de rakhi hai wo battery full charge hone ke bad off ho Jaye gi , agr battery 0% charge hai to full hone me 3-4 hours lag jate hai , baki battery ki life par depend kerta hai battery kitni old hai ❣️❣️
@@Umeshyadav00 जब चार्ज पर होगा(on light) तो थोड़ी सी आवाज आएगी चक चक, अगर backup पर चल रहा होगा तो 5/7 mint में beep करने लगे गा , और लोड पर depend करेगा लोड कितना दे रखा है उस के हिसाब से होता है भाई जी
भाई साब आप ओनली इमरजेंसी ही यूज कर सकते हो ज्यादा नहीं 3 से 4 मिनट पीसी के साथ, UPS तो बस कोई हेवी फाइल लोड ले रखी हो और उसे सेव करने के लिए ही काम आता है
@@techmention aaj hi deliver huaa hai. upa iaaliye lia kyuki mere yha voltage bahut km jayda hota hai eklaptop ka power supply kharab hua phir new laptop lia within one year uska battery bms kharab ho gya lekin ye wala direct invertor se chalta hai to ab ups lia taki ye bacha rhe.
Bhai yeh btayo mein yeh apne system ke liye le sakta hun meri 4 power supply phook gyai hai over voltage or under voltage se. Mere pc ka power supply hai 550 watt but actual power consumption is 360 watt btayo bhai ?
Bhai over voltage kyu aav hai (es me surge protection de to rakhi hai bhai ) or agr jyada watt ka hai to backup kam mile ga, aap ups double battery wala le skte ho 1100va wala
@@techmention isko kis tarah use karna sahi rahega... Computer connect with mains connect karke...? Tab iska Relaey bhot khataak , khataak , sund Marta hy irritated hy
Bhai main power cut hone par backup tym me air vantilation ke hole me kan lagake sunne se koi fan chalne jaisa noise ata ha kya ? Ye normal ha kya ?
lajawab video, shandar 🥰❤️ love the video
Luminous aur apc ye wala dono Flipkart/amazon me review dekh liya hain konsa thik rahega ya dono hi same quality ?
भाई थोड़े से पैसे फालतू लग जाए गै APC wala Lelo bhut badhiya hai bhai or fully customer support hai agr koi problem hogi to Ghar aaker thik ker ke Jaye he apc company Wale
Bhai agr aapko chahiye to bta Dena me thode saste me hoja ga 2 year warranty
How is now?
Good performance 💯
Rating 100/96
Can i buy this i have ps4 slim and 40inc tv ? Plz reply
Ps 4 or tv total watt.
Ps 4 👉watt
Tv 👉 watt
Exact same merepaas iBall ka tha aur exact APC ka maine liya hai, iBall wale ko battery theek Kara Li thi but voltage uper niche hone kar vo band hokar phir ON ho jaata tha aur system band ho jaata tha.
Apc ka best hai ujjwal bhai
@@techmentionkitna ah ka battery additionally laga sakte hai
@@simranrajsingh879 bro es me 7AH ki battery aati hai or extra ya jyada AH ki battery laga to skte hai but charge nhi Kare ga, (chargers bus 7ah ya 7.2 ah ki hi battery kare ga) UPS me dikkat aa jaye gi bhai to agr 7ah se jyada ah ki lagaye to please battery jayada ah ki na lagaye dhanyvad 🙏🙏
@@techmention muje car me laga na hai bhai second battery bhi alternater se charge kr k laptop ko camera ko charge krne ko
@@simranrajsingh879 yr mere hisab se to battery ki life kam ho jaye gi or alternator kitna output deta hai wo bhi proper pta nahi
Mere pas 550 watts ka Power supply hai lekin sirf 300watts ka Power hi pc leta hai to mujhe konsa lena chahiye
Yeh wala chelega
Vi ups k plug ma jo ISI marck haa who mara 31st July k bad expired hoga . Uska bad kay ma esa chala sakta hu. Muja liay hua shirf 4 month houa haa.😭
Mere pass cpu and monitor hai... Ye ups kitne minutes ka backup de sakta hai... Plz reply..
Monitor wo purane wala hai to backup bhut hi Kam dev ga baki 👉monitor kitne watt ka hai bhai
First use mai battery fully charged 8 hours karanapadega kya
Bhai es k uper LED green light de rakhi hai wo battery full charge hone ke bad off ho Jaye gi , agr battery 0% charge hai to full hone me 3-4 hours lag jate hai , baki battery ki life par depend kerta hai battery kitni old hai ❣️❣️
Bhaiya jab hum ise power deta hai jab toh beep nhi karta 1 min ma ?
@@Umeshyadav00 जब चार्ज पर होगा(on light) तो थोड़ी सी आवाज आएगी चक चक, अगर backup पर चल रहा होगा तो 5/7 mint में beep करने लगे गा , और लोड पर depend करेगा लोड कितना दे रखा है उस के हिसाब से होता है भाई जी
Is it good for wifi
Apka pc kitna power consume karta hai
Total approx 450 w
Bhai all in one ink tank printer ko kitna time backup dega?
भाई साब आप ओनली इमरजेंसी ही यूज कर सकते हो ज्यादा नहीं 3 से 4 मिनट पीसी के साथ, UPS तो बस कोई हेवी फाइल लोड ले रखी हो और उसे सेव करने के लिए ही काम आता है
Or Bhai printer ka pta nahi proper kitna time backup dega sorry brother kabhi try nahi Kiya aap watt ke hisab se dekh lo...
@@techmention printer 12 watt ka hai aur 230v
@@traderbhai6470 bhai company or modal number btana ak bar
@@techmention Epson l3250 all in one ink tank printer
Bro thoda sa heating hota hai kya
Please reply today ❤
Bhai koi dikkat nahi hai Lelo ak dam mst chalta hai
Heating to sabhi hote hai per mujhe sabse thik APC ka hi lagta hai aap lene Wale ho to Lelo koi dikkat nhi hai
@@techmention Aaj hi aaya h
@@techmention ek problem hai bro___jab yr Light thoda sa bhi hilta hai ya updown hota hai to #kutt si awaj aati hai ab stability ke liye kya karu
@@techmention bro 5min battery backup achha hai 450watt smps 22inch led please reply today bhot jaruri h
Mai amazon se lia hu 3000 ka.
Good 👍 bro
@@techmention aaj hi deliver huaa hai.
upa iaaliye lia kyuki mere yha voltage bahut km jayda hota hai eklaptop ka power supply kharab hua phir new laptop lia within one year uska battery bms kharab ho gya lekin ye wala direct invertor se chalta hai to ab ups lia taki ye bacha rhe.
Shi hai bhai system kharab na hona chahiye
@@techmention ha
Yaar tumhara pc kitne watt Ka hai?
Brother CPU 450w
Or LED 12v charger wali
Aapko chahiye kya UPS bta dena
Bhai yeh btayo mein yeh apne system ke liye le sakta hun meri 4 power supply phook gyai hai over voltage or under voltage se. Mere pc ka power supply hai 550 watt but actual power consumption is 360 watt btayo bhai ?
Bhai over voltage kyu aav hai (es me surge protection de to rakhi hai bhai ) or agr jyada watt ka hai to backup kam mile ga, aap ups double battery wala le skte ho 1100va wala
Tiger 3
Bhai maine aj lia hay 3,050 offline,
Tumhara kasa chal rha hy?.....and tumko 2800 me kse mila😢?
Bhai dukan wala classmate hai or UPS mst chal raha hai
@@techmention isko kis tarah use karna sahi rahega... Computer connect with mains connect karke...? Tab iska Relaey bhot khataak , khataak , sund Marta hy irritated hy
@@SumanTheFearlessGuy no issue
bhai apne pc ko videos banane ke liye itna risk pe maat rakho, direct band hoga toh problem ajata hain
Ji Bhai aap shi ho, pr ak bar me kya hota hai dekhi jaagi👍😂
Refurbished lag rha he
No bro