1. *We have SuperThanks now,↑↑* You can value the knowledge you just got, and help more such videos coming 2. *Fan ko andar na laga ke, ek side me cut karke laga dena, agar andar se air bahar nikala jata hai to thanda hawa baki holes se andar jati hai automatic, isme achhi cooling dekhne ko milta hai.* (Fan ki awaj kam rakhne ke liye 100ohm Resistance laga shakte hai to speed kam, awaj kam rahega)
I have seen many diy or experiment channel but no seemed to have enough knowledge about the components they used or how the things worked behind the back. But after watching you I was literally shocked 😳... Hats off man!!! You gained one more sub 😉
this UPS won't last more than 1 hr, because an UPS is made for short term usage, the transformer and the board itself is not capable of handling that much load for a long period of time. If you still want to use a UPS as an inverter, yes you can use a UPS for long, but the load should be under 50w max (for 600va UPS).
Apka video me kafi knowledge milta hume Mai apka har ek video dekhta hun Apse mera ek request hai please UPS battery ko jo 1 Amp se jo charge karti hai usko increase kyese kiya jaye
Bhairab bhai. Hi from Shillong.... aaapka YT channel dekhke mai khush ho gaya. Bahut achha laga. i need your help... ok ?.... I want to use a car old battery ( jiska ek cell dead ho ) with my pc UPS. Kya ye sambhav hai aur agar hai toh kaise modification karne honge mere ko ?? Please bataaaye. Is setup me, mai computer k sath 4 led bulbs (9 W each) chalana chaata hu...... Copy also sent to : your fB id
Bhai sahb ye batao ki computer ke ups pr sirf 1 router aur 1 cordless phone chalana hai to bdi se bdi kitne AH ki battery lagau maximum backup ke liye jo ki ups apne aap charge kr le bina ups me koi change kiye.
Bohot badhiya bhai maine bhi bana liya 32Ah Battery laga kar aur maine ups ko side se cutt kar ke fan lagaya hai usse garam hawa nikalti rehti hai. .. Par mera ek question hai ki isko 240ah ki do battery parallel me laga sakta hu ya nahi.. Agar ups 12hours se zyada chala toh ups ke pcb me koi problem toh nahi hongi na??????
Video aaxchha laga likin ek baat ye batao ki badi battery ko dusre charger system se charge krte samay jo taar UPS se aa kr battery se jude hai wo jude rahege ya nahi,aur ager computer on hai too bhi kya battery ko charge kiya ja sakta hai. Ye bataye
What a amazing statergy bro , kya mein apni e bike ki purani battery bhi use karsakta hoon ab ek do mahine baad nayi dalwaoonga purani kaam ajayengi kya 12 v ki 4 battery hain 24 ampere ki
Load kam hai isliye. Ups ko kholo, ek resistance hai blue colour ka usko khol do. TH-cam me bahot tutorial hai dekho wo kaam karta hai maine krke dekha
App bohut a6ee video banate hain..isliye thanks...sir mujhe ek chij ki jankari chahaeye...mera ups main bohut jaldi lead acid battery dead ho raha hain..lagvag 1 sal chal raha hain..main sochrahahu lithium battery lagagu...sir keya rai hain apki...pls help..
Lithium battery laga shakte hai but iski voltage change karna padega . Full charge voltage 13.8v rehta hai usko kam karke 12.6v karna hoga. Shut down voltage 10.5 rehta hai usko 9 volt karna hoga tab Lithium Battery use kar payenge
Bro ye maine bhe kab ka kia hai per isme kafi problems hai ... 1. Battery charge nahi hogi ups agar fir bhe ups se charge kia to charging ke samai Ups MOSFET bhot heat hoga 2. Is ups mai low quality aluminium transformer laga hai jo 10 minute ke pc load ke baad he 70-80 digree touch ho jata hai agar 1hour chalaya to pura burn ho jata hai 3.agar battery ko kisi 2nd charger se charge karo to kabhi kabhi ups band ho jata hai.. 4 shayad agar battery ko 13.7 ke uper charge karo tab he kuch hota hai yaad nahi acche se
Sir, ye agar 8 hrs tak chle ga toh tab tak beep karega, kuch aisa kije sir ki battery jab low ho tab hi beep ho varna beep nehi ho aur jab power cut ho tab bhi beep ho.
#free circuit lab I have a problem with my ups main me on rehta hai battery me bhi on rehta hai switch off hote hue. Main check Kiya switch is working fine circuit me kuch problem hai kya ho sakta hai plz suggest.. thank you for read my comments. #brother
Bhai mere pass pickup ki battery hai 65 Ah ki vo Pickup se change kiya gya tha vo 1.5 years se se vaise hi rakha hai to vo kharab to nhi na hua hoga aur vo kitane ampare se charge hoga aur water kitana lagega bhai please please please batao
Jaise ki humne UPS mein badi battery connect karke rakhi hai aur UPS backup mod per hai to ham Jo external charger banate hain transformer aur bridge rectifier ki sahayata se to kya use hamara UPS backup mod mein Ho jab PC chal raha ho to us charger se connect kar sakte hain kya, Maine na UPS mein auto ki battery lagaya hua hai auto ki battery ko UPS charge karne mein jyada time lagega to iske liye Maine ek UPS transformer se bridge rectifier Laga ke 12 volt battery charger banaya hua hai
UPS mein auto ki battery connect hai aur jab battery discharge hogi UPS cut kar dega to kya UPS se battery ka wire alag karke battery ko charge karna padega ya sath mein hi battery charger ko connect kar sakta hun
The modifications will not make much of a difference as such UPS units are built for short term back ups and the PCB will not sustain high voltage for long.
I have a vguard ups 600 i connected to a ip camera only 10 Watts and by pass no load cutt off.. But it turn off automatically after 2 hrs need to re start again because of ic programed some what... So can u suggest any method to work this continuously till the backup charge finish (at least 70% of battery charge )
5:12 please tell how to check voltage loss using multimeter as you showed there..... One terminal of the multimeter wire is connected to positive terminal of battery and the other is connected where ??
If you want to check lost voltage, connect the multimeter between the two ends of the wire (single wire while in load). It may be the positive wire or may be the negative.
bhai microteck ka uos hai 600va hai usme charging time battery se pani bahar aa gya fir maine open circuit voltage check ups ke battery wire se bina battery ke to around 24v dc aa raha tha ise kam kaise kare 3-4 variable resistor lage hai but maine unse nai sheda
Hi brother I want a good battery backup around 9 hours for my laptop , I am ready to spend money but don't want make any configuration , wiring etc. What are the ways or device you can suggest. I live in rural area. Please reply asap
1. *We have SuperThanks now,↑↑*
You can value the knowledge you just got, and help more such videos coming
2. *Fan ko andar na laga ke, ek side me cut karke laga dena, agar andar se air bahar nikala jata hai to thanda hawa baki holes se andar jati hai automatic, isme achhi cooling dekhne ko milta hai.* (Fan ki awaj kam rakhne ke liye 100ohm Resistance laga shakte hai to speed kam, awaj kam rahega)
I have seen many diy or experiment channel but no seemed to have enough knowledge about the components they used or how the things worked behind the back. But after watching you I was literally shocked 😳... Hats off man!!! You gained one more sub 😉
Really appreciate this kind of viewers🙏
this UPS won't last more than 1 hr, because an UPS is made for short term usage, the transformer and the board itself is not capable of handling that much load for a long period of time.
If you still want to use a UPS as an inverter, yes you can use a UPS for long, but the load should be under 50w max (for 600va UPS).
@@Bikram0805 p
.
7
End tak nahi dekhoge to shock khakar mar jaoge! 🤣🤣🤣 Lovely!
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
😅😅😂😂😂
@@KrishnaMondal-bz2ru 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
🤣🤣🤣🤣🤣
You have given LOT of real information! I did similar before so i know your hard work!!!
Gajab ka chamatkar kar dikhaya hai apne... ❤️ Wow really nice information ❤️
😂 😂 😂
Apka video me kafi knowledge milta hume Mai apka har ek video dekhta hun
Apse mera ek request hai please UPS battery ko jo 1 Amp se jo charge karti hai usko increase kyese kiya jaye
bhai bohot acha lagta, kaya aap Inverter ka machine ho kisi thara modify karna ka kuch upaye bataye gaye jisse inverter use Kiya ja sake PC ke liye.
15 मिनट ही चलेगा चाहे कोई भी बैट्री लगा लो ये काम हमने करके छोड़ दिया गलत वीडियो है
Ekdam sahi bole maine new battery me bhi try kiya
😆😆😆😆
@@djbeatlover bhai mera ups me lite nhi aa rahi hai agar battery change kar de to sahi ho jayega
Brother wo timer circuit ki wajah say hota hai
@@aakashgautam430 hardware ke dukaan par le jao
Bro knows what he's doing. He has done his homework.
Bohot achha banaya hai apna computer. 🌻
1 - 2 bar laptop charging ho jaye aisa kuch backup ups bata do bhai...Mast laga aapaka video and full of knowledge....Thanks in advance
Very good effort and creativity! 🤗👏👏👍
Bhairab bhai. Hi from Shillong.... aaapka YT channel dekhke mai khush ho gaya. Bahut achha laga. i need your help... ok ?.... I want to use a car old battery ( jiska ek cell dead ho ) with my pc UPS. Kya ye sambhav hai aur agar hai toh kaise modification karne honge mere ko ?? Please bataaaye. Is setup me, mai computer k sath 4 led bulbs (9 W each) chalana chaata hu...... Copy also sent to : your fB id
Dead cell se nhi hoga
Bhai sahb ye batao ki computer ke ups pr sirf 1 router aur 1 cordless phone chalana hai to bdi se bdi kitne AH ki battery lagau maximum backup ke liye jo ki ups apne aap charge kr le bina ups me koi change kiye.
Bohot badhiya bhai maine bhi bana liya 32Ah Battery laga kar aur maine ups ko side se cutt kar ke fan lagaya hai usse garam hawa nikalti rehti hai. ..
Par mera ek question hai ki isko 240ah ki do battery parallel me laga sakta hu ya nahi.. Agar ups 12hours se zyada chala toh ups ke pcb me koi problem toh nahi hongi na??????
Heating nhi hona chahiye bas
Video aaxchha laga likin ek baat ye batao ki badi battery ko dusre charger system se charge krte samay jo taar UPS se aa kr battery se jude hai wo jude rahege ya nahi,aur ager computer on hai too bhi kya battery ko charge kiya ja sakta hai. Ye bataye
Yes. Anytime charge kr shakte hai
What a amazing statergy bro , kya mein apni e bike ki purani battery bhi use karsakta hoon ab ek do mahine baad nayi dalwaoonga purani kaam ajayengi kya 12 v ki 4 battery hain 24 ampere ki
HM sab 12v lead acid battery support karega
@@FreeCircuitLab ok I will reuse them
Bhai ji kya hum ups ki jagah inverter and 150ah ki battery ki jagah ups ki 12v 7ah ki battery use kr sakte hai. Step down converter and bms k sath
no need of step down and bms. you can use directly. just make sure 12v 7ah battery charge cycle is close to 150ah one
क्या हम UPS ko 2pin ke extension board me laga sakte hai koi dikkat to nahi hoga?safety me pc chalane wakt?
Great job with all the best information and knowledge ❤
Bhai mere pass 2 ups ke circuit he lekin 5 min ke upper auto shutdown ho jata he baar baar battery ke wire sahi tarah se lgakke dekh liya
Load kam hai isliye. Ups ko kholo, ek resistance hai blue colour ka usko khol do. TH-cam me bahot tutorial hai dekho wo kaam karta hai maine krke dekha
@@FreeCircuitLab bhai microcontroller ke pass blue color ki 1/4 resistance lagi he usi ko open karna he kya
dada hebby laglo experiment ta!!!
12v 35Ah car battery se v to ho sakta hai ye, uske liye v fan & wire change ka jarurat hai kya ??
Idea ta kintu darun 6ilo..dada
Li-ion battery dea ekta video banabe bole6ile.... Otar jonno wait kore a6i...
Amar monehoy lithium er theke ei idea ta valo... Lithium otota safe na.. fire 🔥 er chance thake.
Can the circuit withstand such high current ??
Baki sb msttt tha bs maader board me alag level ka maja aaya 🤣🤣
App bohut a6ee video banate hain..isliye thanks...sir mujhe ek chij ki jankari chahaeye...mera ups main bohut jaldi lead acid battery dead ho raha hain..lagvag 1 sal chal raha hain..main sochrahahu lithium battery lagagu...sir keya rai hain apki...pls help..
Lithium battery laga shakte hai but iski voltage change karna padega . Full charge voltage 13.8v rehta hai usko kam karke 12.6v karna hoga.
Shut down voltage 10.5 rehta hai usko 9 volt karna hoga tab Lithium Battery use kar payenge
@@FreeCircuitLab sir kese karunga...or...battery main to bms laga hua raytha hain..or sir apka phone number milega.
@@FreeCircuitLab or sir hum lithium phosphate use karu to...4 pic...tab to match kar jayega.
Sir nahi bataye..pls batataye kese kare..
Bohot Hi Badhiya & Unique VDO👌
Scraped battery achha battery kaise nikale uske upar ek video banaien.!
Wo log test kr dega. Short karke spark dekhta hai, tagda spark aya to good battery
Bro ye maine bhe kab ka kia hai per isme kafi problems hai ...
1. Battery charge nahi hogi ups agar fir bhe ups se charge kia to charging ke samai Ups MOSFET bhot heat hoga
2. Is ups mai low quality aluminium transformer laga hai jo 10 minute ke pc load ke baad he 70-80 digree touch ho jata hai agar 1hour chalaya to pura burn ho jata hai
3.agar battery ko kisi 2nd charger se charge karo to kabhi kabhi ups band ho jata hai..
4 shayad agar battery ko 13.7 ke uper charge karo tab he kuch hota hai yaad nahi acche se
Achha
Your experiments are truly DIY.
Sir, ye agar 8 hrs tak chle ga toh tab tak beep karega, kuch aisa kije sir ki battery jab low ho tab hi beep ho varna beep nehi ho aur jab power cut ho tab bhi beep ho.
Ye bas chutiya bna raha itni der backup dega to plate jal jaigi
Ups bss 10 ya 15 min ke liye desin kiya gya hai
Can we charge during usage
Yes
সেরা চ্যানেল দাদা চালিয়ে যাও
App jinish to gozob ka banata haii but jo hindi bolta haii wo masha alla haii.
That doesn't matter. Everybody don't know English, everybody don't know Hindi.
Thanks for the information video 😊
Bohat acha Bhai ...or video banao
100AH Battery lgya hai check krke try krte hai kitna backup melta hai
Video banao jisme yeah pata lagge ki battery lene layak hei yaa chalne layak hei ke nahi... Check karne ka video baniyega
Bhai ek video banao, big batter construction, for home backup for atleast 4 hours
Bhai eluminium Wire use karo
Great video Bro. you deserve millions of subscribers.
Ek Bina battery ka ups he mere pass iska kya use Kiya ja sakta he, please bataye.
Battery lagao ise kro... Ush se achha nhi kiya ja shakta hai
Mera zebronics ups me battery capacity 12/7ah he, kya me 12volt 20ah ka lithium phosphate battery Laga sakta hu.. plz reply..?
nominal voltage and max voltage same hona chaiye.
12v 100ah hai chelega kya
Nice
How to replace this ups battery with power bank
Or how can we add power bank to it.. Please make a video on it if possible
How you charge that big battery ? It needs 10 amp current chahiye .
Computer SMPS se big charger banane ki video hai channel par...
Ups and battery charjar dono sat me battery charging karega to ups khatab to nahi hoga na .... please answer
No problem. Charger ka voltage 13.8 is safe
@@FreeCircuitLab ups ki and tanformar charging sat me battery charging karega to ups kharab to nahi hoga
Aapka pc ka prosasser or generation kya hai
#free circuit lab I have a problem with my ups main me on rehta hai battery me bhi on rehta hai switch off hote hue. Main check Kiya switch is working fine circuit me kuch problem hai kya ho sakta hai plz suggest.. thank you for read my comments. #brother
Main me supply ata hai switch off hote hue or o/p me nutural me current dikha Raha hai Live me nehi
Bhai mere pass pickup ki battery hai 65 Ah ki vo Pickup se change kiya gya tha vo 1.5 years se se vaise hi rakha hai to vo kharab to nhi na hua hoga aur vo kitane ampare se charge hoga aur water kitana lagega bhai please please please batao
5Amp de shakte hai safely
Awesome tricks bro........ Keep it up👍👍👍👍
Wow great 👍 you are genius 👍 God bless
Is UPS ko backup ke time mein external charger se connect kar sakte hain kya
Samjha nhi
Jaise ki humne UPS mein badi battery connect karke rakhi hai aur UPS backup mod per hai to ham Jo external charger banate hain transformer aur bridge rectifier ki sahayata se to kya use hamara UPS backup mod mein Ho jab PC chal raha ho to us charger se connect kar sakte hain kya, Maine na UPS mein auto ki battery lagaya hua hai auto ki battery ko UPS charge karne mein jyada time lagega to iske liye Maine ek UPS transformer se bridge rectifier Laga ke 12 volt battery charger banaya hua hai
UPS mein auto ki battery connect hai aur jab battery discharge hogi UPS cut kar dega to kya UPS se battery ka wire alag karke battery ko charge karna padega ya sath mein hi battery charger ko connect kar sakta hun
Please reply
Sir d882 ko use krke ek stereo amplifier bnaya tha sound toh a rhi hai but bohot Halke aa rhi hai kya Karu plzz reply soon
Ic use kro. Transistor amplifier is timewaste
@@FreeCircuitLab okay thank you sir
भाई पहले 7 Amp का बॅटरी था अभी muze 40 Amp बॅटरी लगाना हैं इस ट्रिक का use तर शकता हू क्या please help me
Excellent Job , Thank you very much.
Vai without battery ups milaga kiya , milaga to kitna hoga boliya ,cod karna go maraga
Battery low voltage 11 volt pe hi cut kar deta hai usko kyese bypass kiya jaye ager battery 10.5 volt tak discharge krna chahe to...
Good tiching karte hai 👍👌👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Agar kharab battery valo se li or real me kharab nikali to 2400rs to pani me jaye ge na?
Battery ko ek mota wire se short karna, jis battery me jyada spark niklega uski helth achha hai. (Dangerous but Quick test😀😀)
Ups ka timing resistor remove karna hoga
Mst hai
Bhai Etna bade battery 🔋 laga ne sy ups k pcb bord me koi problem nahi aaye ga keya
Bada tel tank hoga to engine kharab hogi kya?
@@FreeCircuitLab bhai mera bolne ka matlab ye hai .ups k pcb bord me koi problem nahi aaye ga?
maine ups inverter par laga diya aab sab ok hai
Maine tractor ki 15 plate ki battery pe 1 ghante backup liya hai
Can I use any type of UPS?
Any ups which supports 12v lead acid battery
Ye glass ka cabinet kaise banana ye video hai kya
07:03 Nice 🤣🤣🤣 mtlb agar video nahi dekhi puri to shock kha ke marna confirm hai 😅
Udi baba ya toh dangerous hai bondu 😮😮
Badhiya haib🥰
Will the ups circuit survie in this too much power
You shouldn't load more than 200watt at the output
Can you give me your number? I want to talk to you and make things clear.
The modifications will not make much of a difference as such UPS units are built for short term back ups and the PCB will not sustain high voltage for long.
bhai 140ah ka battery 3250 rupees mang rahe hain price zada nehi hain?
Pucho wapas kitna me lega? Scrap
I use this from 6 year. Now it cost 400/ taka every 1.5 years. But 3 years ago changing cost was 200/ taka only
gjb bhai lekin scrap me sahi battery kaise chune
Wo un log pehchan leta hai. Short circuit spark dekh ke....
Baki aapka luck
Very nice and good content keep making video ❤️ I very love it your video
Super 🥰
I have a vguard ups 600 i connected to a ip camera only 10 Watts and by pass no load cutt off.. But it turn off automatically after 2 hrs need to re start again because of ic programed some what... So can u suggest any method to work this continuously till the backup charge finish (at least 70% of battery charge )
Same problem
Best h Bhai 😊😊😊😊😊😊
Charge karne ke liye extra transformer lagana bhol gya bhai😅😅😅😅😅
I wish you were in the same city as mine. I would have taken your help
Ups crab battery kitni se sell hoti any idea?
Probably 80rs/KG.
7Ah battery 2kg ki hoti hai
Battery kitna AH ke h
দাদা 20 watt 7.5 ohm এর দুটো স্পিকারের জন্যে সবথেকে ভালো amplifier সিস্টেম কোনটা এবং এই দুটো স্পিকার দিয়ে যদি ভালো একটি সাউন্ড সিস্টেম কীভাবে বানাব??
Pam8610
@@FreeCircuitLab কিন্তু এতে তো 15 watt stereo দেখাচ্ছে
TPA3110 ক্লাস D টাইপের amplifier কি হতে পারে ??
Great
দাদা এর পরের ভিডিও দেখতে চাই । এর পরের ভিডিও টা তে ups output voltage and output current test. দাদা এসএমপিএস current measurement nav video.
Total output kitna milega isme watt me bataiye?
300-400 watt
500-600watt tk kaise kiya jaaye?
Gaiab maharaj
Charging current kaise adjust karenge isme
5:12 please tell how to check voltage loss using multimeter as you showed there.....
One terminal of the multimeter wire is connected to positive terminal of battery and the other is connected where ??
If you want to check lost voltage, connect the multimeter between the two ends of the wire (single wire while in load). It may be the positive wire or may be the negative.
@@FreeCircuitLab thanks for the info
bhai microteck ka uos hai 600va hai usme charging time battery se pani bahar aa gya fir maine open circuit voltage check ups ke battery wire se bina battery ke to around 24v dc aa raha tha ise kam kaise kare
3-4 variable resistor lage hai but maine unse nai sheda
Takes more time to charge battery dobut about amp's
26ah ke battery use kr rha hu m past 5 saal se ek Fan lga ke ..load do led light 5w ke ke 15e ke.. auto ke battery use krta hu
Battery charge ups se hi ho jata h ya kuchh or karte ho
@@KRISHNAbhakti70 usi se ho jata ha pr 14-15hr lgte ha
@@KRISHNAbhakti70 or el extra charge be rka ha kbi kbi battery ko nikal kr pura charge krta hu
ok sir dekha
Is battery 🔋 ko charge kaise kare......?
lekin ups mein charging circuit to 7.5mah hota hai
ispe itna bda battery kabhi full charge nahi hoga na
Hi brother I want a good battery backup around 9 hours for my laptop , I am ready to spend money but don't want make any configuration , wiring etc. What are the ways or device you can suggest. I live in rural area. Please reply asap
Buy multiple batteries
@@FreeCircuitLabthanks for reply, if I buy a new inverter and battery and use it only for laptop charging any idea how long it can last??
@@abhisheksable622 its better to invest in an Inverter.
or go for a Laptop power bank.
@@abhisheksable622 single battery inverter will last you more than 10 hours, just for laptop
The transformer can not charge it. At its own capacity charging will be slow