Speech Therapy in Jalandhar | Speech therapy in Gurgaon | Speech Therapy in Kolkata

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 22 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 49

  • @Pari-t4s
    @Pari-t4s 3 หลายเดือนก่อน +1

    Very informative video . The difference between parent oriented and child oriented therapy is well explained and will help a lot of parents for proper and timely treatment of their ward.

  • @PoojaNayak-p4y
    @PoojaNayak-p4y 3 หลายเดือนก่อน +2

    Hnji mam .
    Thnqq so much iss video k jariye apne isko bhtt hi acche se smjhaya h or clearly difference bhi btaya h.
    POT nd COT
    Bhtt hi important h smjhna parents k liye . Parents khud hi ni smjh pate or isse tym to wàste hota hi h or iske sath sath bacche ka bhi bhtt nuksaan hota h.
    Ji mam jese hi age bdhegi or vese hi prblms bhi bdhegi . Thnxx mam iss video k liye . Bhtt hi hlpful h ye video.

    • @preetpalkaur3718
      @preetpalkaur3718 2 หลายเดือนก่อน

      Thank you so much mam aapane is video ke jarie bahut acche se samjhaya aur bahut clearly difference bataya hai aapane POT and COT ke bare mein.
      Han ji mam parent orietend therapy and child oriented therapy ke bare mein parents ko difference pata hona chahie yah bahut jaruri hai. Kyunki mostly parents Jo hote hain na vah therapist per trust hi nahin karte. vah chahte Hain ki Jo ham bole therapist ko vahi hamare bacchon ko therapist karvayen. Aisa karke vah therapist ka bhi time waste karte Hain aur sabse bada nuksan Apne bacche ka karte Hain.... Kyunki Aisa karte karte vah bacche ki jo age hoti hai na sikhane ki wo nikl jati hai ...bche ka brain developmental ka period hi khatm ho jata hai... Kyunki jab bacchon mein learning capacity fast Hoti hai tab parents sirf apni baat manvana chahte Hain... Aur 6 sal ke bad bacche ka developmental period kam ho jata hai uski learning capacity kam Ho jaati hai jiske Karan baccha utna develop nahin Ho pata ... Isiliye parents ko yahi samajhna chahie ki agar therapist khud bacche ki problem Jaan ke khud uska solution nikalega to usse unka baccha jaldi theek hoga.... Isiliye child oriented therapy best hai.. Jo parent therapist and therapy ke sath corporate karte Hain unka baccha jaldi develop ho jata hai.... Isliye sabhi parents ko therapist ke sath corporate karna chahie....
      Thank you so much mam itni acchi informative video banane ke liye aur is video se parents ko bhi kafi knowledge pata Chali hogi aur POT and COT mein difference bhi pata chalega...
      Aur is video se parents yeh Jaan sakenge ki kaun si therapy unke bacchon ke liye jyada faydemand hai❤❤❤❤❤

  • @AjayGill-hb2wc
    @AjayGill-hb2wc 4 หลายเดือนก่อน +3

    Mam apne bahut achi information is video ke through di hai
    Mam apne POT or COT ke bare me bahut easy way me explain Kiya hai
    Parents kya karte hai therpaist ko btate hai ki mere ke behaviour pe work ,mere bacche ke eye contact par Kam Karo par therpaist ko pta hota hai bacche par kis tarah work karna hai to parents kk chahiye ki vo therpaist ko apna Kam karne de bahut sare parents yeh video dekh kar aware hoye honge
    Thanks again for sharing this wonderful information

  • @divyasomani9440
    @divyasomani9440 4 หลายเดือนก่อน +2

    Maine bahut sari video dekhi lekin kisi bhi video mein mujhe samajh nahin aaya lekin aapki is video mein aapane bahut acche se samjhaya aur bataya ki ki autistic bacche mein jyada change kyon nahin aata hai to isko aapane do chijon mein bataya parent oriented therapy aur child oriented therapy mein kya difference hota hai aur Inka apni apni jagah kya role hai aur jaisa jaisa parents ne bola vaisa vaisa therapist ne kara isiliye jyada change aur difference nahin dekh pata hai bacche mein aur inmein apna apna result milta hai aur kaun si therapy bacche ke liye jyada acchi hai yah therapist ko acche se pata hai aur usko use per Kam karne do ek bar use per kam hoga to fir result apne aap acche aate jaenge aur aapko Apne bacche mein change bhi najar aaega thank you mam aapane is video ke through hamen bahut acche se samjhaya aur bataya bahut hi easy language mein jisse har koi parent samajh paye ki unke bacche mein aakhir change kyon nahin a pa raha hai is age mein Aake very informative video and helpful for parents good job nicely explained.

  • @manugill8801
    @manugill8801 4 หลายเดือนก่อน +1

    thnku mam apny bahut achy say explain kiya hy POT or COT tharpy ko kuki bahut sara parents ko tharpy ki itni knowledge ni hotti or apki is vedio say parents ko bahut achi guidelines mily gyi kuki jab parents ko koi achy say guide ni krta to vo apny bachy ki tharpy ni krwaty jis say bachy ka bahut time is may waste ho jnda apki yah vedio parents k liya bahut helpful hoggi thnku mam

  • @AminGill-er5jl
    @AminGill-er5jl 4 หลายเดือนก่อน +1

    This video is an excellent resource for parents. The strategies for both POT and COT. Thank you for making thisI appreciate how you break down the process into manageable steps. It's incredibly helpful for parents looking for guidance in these areas."

  • @ReenuNayak-ct6ct
    @ReenuNayak-ct6ct 4 หลายเดือนก่อน +1

    Vry nicely explained mam.
    Thnqq so much mam iska difference btane k liye isme bhttt hi confusion thi ab sb doubts clr hogye h thnxx alot mam for this knowledgeable vdo .
    Thnxx alot mam

  • @sarjeetyadav754
    @sarjeetyadav754 4 หลายเดือนก่อน +1

    Mere bete ko kafi hklane ki aadat hai mne apki video dekhi tb merko pta lga ki iski bhi koi therapy hoti hai thnq mam kafi achi video bnayi hai apne

  • @Happy19989
    @Happy19989 4 หลายเดือนก่อน +1

    Very well explained the difference between POT and COT.. thank you for sharing this video...

  • @shardasharma1437
    @shardasharma1437 4 หลายเดือนก่อน +1

    Bhut ashe video hai mam kush parents ko therpy kay bare may koe jaankare nsi hai helpfull video for parents

  • @Manisha-vp7zi
    @Manisha-vp7zi 4 หลายเดือนก่อน +2

    thankyou very much for this mam apki es video ko dekh kar meri bhout help hoi or bhout kuch understand hoa hai to be honest as parent yeh hota hai mera bcha jaldi jaldi thik ho je but yeh glt hai meko smje me time lga but ab yeh glt mai nhi krogi humne itne knowldege nhi hoti or humne lgta humra bcha kab thik hoga but you right me humne bche ke level ke according kam karne chiye taki bcha jali improve kare thankyou mam ..

  • @komalchauhan3993
    @komalchauhan3993 4 หลายเดือนก่อน +1

    Ye best video ha jo mene abbi tak dekha ha qki parents therapist ko apna kam nahi karne dete bhuut jada disturb karte ha isliye parents ko samjhna chye ki apne bache ka time waste na kar k bache par dhyan de

  • @chocojanne5315
    @chocojanne5315 4 หลายเดือนก่อน +1

    Bahut he ache se explain Kiya aapne POT and COT .... mostly parents POT prefer karte jis se woh kafi time waste kar dete hai aapne bache ki therapy karwane mai....ye video unn parents ke liye kafi helpful hogi ....ye bhi pta lag jayega COT q important hai

  • @RanjnaDevi-cb7po
    @RanjnaDevi-cb7po 4 หลายเดือนก่อน +1

    Very informative video...

  • @poojadeep1905
    @poojadeep1905 5 หลายเดือนก่อน

    Very informative video...as parents it is very important that we understand meaning of terms associated with our kids.

  • @NavjotsandhuNavjotsandhu
    @NavjotsandhuNavjotsandhu 4 หลายเดือนก่อน +1

    Mam aap ki yeh video bhut vadia lagi hai and mam aapne bahut easy way mai explained kiya hai.very helpful video . Parents ko ye knowledge milegi ki kon si therapy bache ke liya jyada best hai .thank you mam.

  • @bhagatkumar-kg9nn
    @bhagatkumar-kg9nn 4 หลายเดือนก่อน

    Vry nicely explained in this vdo thnqq mam for this knowledgeable vdo bhtt hi ache se POT or COP ke differentiate kiya h thnqq so much mam .

  • @parulgill4923
    @parulgill4923 4 หลายเดือนก่อน +1

    Thnku so much mam POT and COT me difference btane ke lyi . This is very important topic in autism treatment bcz child pr km krne se hi pta chlta hai ki use kiya problem hai naa ki parents ke btane pr. Es se bache ki therapy pr bhut effect prta hai bcz parents therapist nhi hote vo as parents bache ki problem btate hai . Once again thnku mam for share this information.👍

  • @radhikamagar2869
    @radhikamagar2869 4 หลายเดือนก่อน

    Parents need to understand that they can’t be patient and doctor at the same time. Your video gives a good explanation on difference between these therapies and how parents should not be impatient while taking therapy of their child very result oriented video👍👏

  • @kajalsidhu391
    @kajalsidhu391 4 หลายเดือนก่อน

    Definitely right explanation about POT and COP . And You are absolutely right that Child oriented therapy is best.

  • @karankashyap8069
    @karankashyap8069 5 หลายเดือนก่อน +2

    Ma'am this video is very good my child is also autistic my child is taking therapy since childhood earlier I was not so sure and we also used to do the same that Ma'am you should work on this thing sometimes on that thing but with time I realized that we were wrong because we were not professional in that thing but when my mind told me to let us work on the child according to our needs once they did the same and after 1 month they also gave us the result I want to tell all the parents that they should also get cold oriented therapy done this is very useful for them thank you ma'am

  • @eshaadhikari9066
    @eshaadhikari9066 5 หลายเดือนก่อน

    This is so interesting and clear video....very helpful also...is video ki through parents ko bhi pata chalega how to interact with their child and how therapist work on autistic children...
    Aur yeah to bohot hi important baat hai ki bacho ki time nhi waste karne chahea jitni time waste hoga utni hi thik hone me time lagega .... bohot parent ko help hoga is video sey usko pata bhi chalega ki baccho ko kaise therapy help karta hai improvement ke liye

  • @SUMANMATTU-r8c
    @SUMANMATTU-r8c 4 หลายเดือนก่อน +1

    Mam aapane bahut acche se bataya ki jo pot or cot jo therapy Hoti Hai usmein result kis mein jyada aur Kis Mein kam aata hai parents ko yah video Jarur dekhni chahie aapki yah video Dekhkar parents ko samajh aaega ki therapist apna kaam ache se hi krte hai but the reason is therapist parents ke according kaam kre jisse results km ate hai isse bache ka time or age dono west hote hai

  • @HarrySandhu-kc3he
    @HarrySandhu-kc3he 5 หลายเดือนก่อน

    Mam aap ki ye video bhut vadia ha and aap ne bhut easy ve mai explain kita because very helpful video mam parents lai ve video bhut helpful he

  • @kavitasingh2982
    @kavitasingh2982 5 หลายเดือนก่อน +2

    Thanku ma'am ye explain krne ke liye
    Ab achhe se explain hua ki parents oriented therapy me autistic child m Utne results kyu nhi aate
    Isse bhot parents ko help milegi or unko ye smjh aayega ki therapy centre m therapists se therapy krbane se unke bche m POT se jyada changes aayege

  • @preetpalkaur3718
    @preetpalkaur3718 2 หลายเดือนก่อน

    Thank you so Much mam,
    Aapane is video ke through bahut acche se POT and COT mein difference bataya hai.... Aapki yah video bahut hi helpful hai hamare liye and bahut hi informative hai parents ke liye... Is video ke through hamen aur parents ko parent oriented therapy and child oriented therapy mein difference pata lagta hai... Aur sath mein yah bhi samajh aata hai ki kaun si therapy bacchon ke liye best hai aur bacche ke therapy se jaldi theek ho sakte hain... Jaise aapane bataya ki parent oriented therapy mein parents khud hi bacche ki problem batate hain aur uska solution bhi khud hi batate Hain... Jabki parents ko itni knowledge nahin Hoti autism ke bare mein jis Karan se unke bacche recovery main jyada time le lete Hain.. kyunki mostly parents ko apni therapist nahin parents ek therapist pay trust nahin karte unko lagta hai ki agar ham khud Apne bacche per work bataenge to hamara baccha jaldi theek ho jaega..lekin esa nhi hota.. isase therapist ka time waste hota hai aur bacche ka loss hota hai... Kyunki parents ki jyada rok tok se therapist puzzle ho jata hai aur vah acche se bacche per work nahin kar pata.. is video mein aapane bacche ke brain developmental period ki bhi baat ki hai... Jab bacche ka brain developmental period khatm ho jata hai tab bacche mein improvements bhi kam aati hai.. FIR parents therapist ka hi Kasur nikaalte Hain......Jo k glt hai.
    Aur COT main therapist khud bacche ko observe kar ke uski problem dekhta hai and uske according uska solution bhi nikalta hai.. kyunki therapist ko is chij ke bare mein Puri knowledge hoti hai jisse vah Apne according bacche per work karta hai.. isiliye child oriented therapy mein bacche ke theek hone ke chances 90 se 95% rahte hain our parent oriented therapy mein bacche ke theek hone ke chances kam hote Hain..
    Aap kis video se parents ko acche se explain hoga ki unka baccha kaun si therapy se jaldi theek ho sakta hai.
    Sabhi parents ko yah chahie ki vah Apne therapist ke sath corporate Karen aur un per trust Karen jinse unka baccha jaldi theek hoga.
    Thank u so Mach mam itni acchi aur informative video banane ke liye❤❤❤

  • @AnanyaSinha-sg1wv
    @AnanyaSinha-sg1wv 5 หลายเดือนก่อน

    Wonderful video mam.
    Sabhi parents apnw bacho ko apni tarike se therapy marwana chahte h. Jo problems wo thik karwana chahte h sirf wahi karwate h jisse result achha nhi aata h, because wo koi technique nhi huyi. Therapy ke kuchh steps hote h techniques hote h jo therapist khud kar lenge jisse bacha better ho ske jiske COT hi karwana better hota h. So thank you mam for this video jiski help se parents ye smjh payenge ki COT hi bache ke liye jyada better h.

  • @armaansingh23
    @armaansingh23 5 หลายเดือนก่อน

    Explained so well .... thank you for making the video on this topic and what is POT and COT ....as parents I understand that many times we waste taking POT and COT ....I really liked your video...I'm eagerly waiting for your next video

  • @PreetiSaini-gl8ow
    @PreetiSaini-gl8ow 4 หลายเดือนก่อน +1

    Very good explanation mam is se sabhi parents ko pata chalega ki ek therapist hi bache ka treatment ache se karwa sakta hai ...parents ka yeh hota problem bhi parents bataye kaise krni therapy is se acha aap khud hi ghar pr krlo therapy..parents ke hisab se therapist nhi kr sakta is se time bhi waste hota therapist ko jada pata hota ki kya problem hai kya solution hai uska

  • @drawingjuniorartistanisha896
    @drawingjuniorartistanisha896 5 หลายเดือนก่อน

    Mam apne bilkul shi explain Kiya hai sabhi autistic bacho me alg alg synonyms and problems hoti hai jese ki Kai bache eye contact nhi karte,name response nhi karte,srceeming krna,bite krna,chije yha wha fenka,kisi ki baat na sunna ye sabhi trah ki problems hoti hai and parents ko hota hai ki Mere bache ke es problem par work kre ya kabhi kisi or problem par jiske vjah se therepist distract hota hai or wo bhi proper therepy nhi kr pta jisse parents ko result bhi nhi mil pate kyuki wo apne according therepist ko work krne ko bolte hai pr jb therepist apne according work krta hai to wo bache ko pura absorb krke hi bache par step by step work karte hai or usse bache mai result bhi milte hai tnku mam hope so es Vedio se parents ko clear ho jaye

  • @Komalsandhu586
    @Komalsandhu586 5 หลายเดือนก่อน

    Very hlpful video mam
    Kyu k professionals ka therapy krwane ka way nd techniques bht alg hoti hai nd parent oriented therapy mein chng aata hai prr COT ke comparitively km aata hai

  • @SharnPanaag
    @SharnPanaag 4 หลายเดือนก่อน +1

    Sahi bataya mam ap ne Sach me sabhi parents ko apni ki tra bachy ko therapy karwate ha ..wo bachy ka bhout time kharab Kar dete ha ..problems ka solution wo ap hi bataty rate ha ..ek therapist ki therapy ko Yada better nahi samjte but je galt baat ha .hume ek therapist par vishwash karna chahiye.

  • @AnuVashist-tf6lw
    @AnuVashist-tf6lw 5 หลายเดือนก่อน

    Very good information ma'am..
    Apne bilkul sahi bola hai ki child oriented therapy hi best therapy hoti hai bache ki jyada se jyada improvement ke liye isliye iss video ke threw parents ko ye knowledge milegi ki kon si therapy unke bache ke liye jyada best rahegi.Thank you maam

  • @PoojaVerma-gv5qm
    @PoojaVerma-gv5qm 5 หลายเดือนก่อน

    To the point and well explained mam.... Bcs bhot sare logo ko parents ko lgta h ki therapy main therpist sirf toys hi to use krta hai or ye hum. Bhi kr lenge or results assured and 100% rhega but we don't have any idea about technique jo apki video se clear hua thanku so much mam

  • @renuarnote4277
    @renuarnote4277 5 หลายเดือนก่อน +1

    Yes mam you are right , isly some time therapist bhi distract ho jata hai , jab parents kehte h ki mam aap ese ni vese therapy krao , but therapist ko pta h ki firstly usse kya krna h, agr parents therapist ko apni therapy krne de to 100 per. Results dikhege .

  • @SinghranaSinghrana
    @SinghranaSinghrana 4 หลายเดือนก่อน +1

    Maam tusi bhot sahi samjya ha ..bhot sare parents pot therapy hi karwate ha..but ohna nu eh nahi pata ki is nal asi bachy da bhot time or behaviour kharab bhi kar dete ha ..thoudi is video nal kush parents kush ta samj aawega ki ohna nu ek therapist te vishvash karegye...

  • @soniarani2054
    @soniarani2054 4 หลายเดือนก่อน

    Thanku mam itna acha explain karne k liye pot or cot ka kuch parents bache ko to puzzel karte he hai sath sath theraiest ko bhi cunfuse kar dete is chakar me bache ki age nikal jati hai and fir itna acha result nhi atata hai so jin parents k bache autism se lar rahe hai un parents ko pta apki video se kafi knowlage mile gi k cot therapy bache k liye thik hai isme jada acha result rehta hai thanku mam bache ka

  • @rajneetkaur8079
    @rajneetkaur8079 4 หลายเดือนก่อน

    Very nicely you have explained the difference between parent oriented therapy and child oriented therapy. You said that it very right about the improvement figure, that positive results are more in child oriented therapy because in Parent oriented therapy, parents themselves tries to tell the problem and solution at their own level and not let the therapist figure out. If the therapist will figure out the problem, then they will try to reach to the solution step by step and also parents should let the therapist decide what needs to be solved first to get better result from the therapy rather than giving own their inputs.

  • @radhikabains931
    @radhikabains931 4 หลายเดือนก่อน

    Very good explan mam jab hum therapy karvate hai tu Hume parents aur therapist dono ki baat maan kar therapy karvani chahiye thaki bacche ki problem aur behavior dono par dhayan diya jeye

  • @Manisha-vp7zi
    @Manisha-vp7zi 5 หลายเดือนก่อน

    Well done...mam 💯

  • @riyasadhukhan9393
    @riyasadhukhan9393 5 หลายเดือนก่อน +1

    Therapy er sathe barite ki kikrbo , therapy er time centre ki ki kra hoy seta kivbe work hoy ,kon problem e kon therapy darkar segulor idea o pelm .ar bar bar centre chnge kra kno thik noy . Kivbe baccha improve krbe segulo nie khub khub vlo akta idea o pelm.thanks mam.khub informative video.

  • @Naveenydv2112
    @Naveenydv2112 5 หลายเดือนก่อน

    thnq mam apne itne ache se explain kiya hai m kafi tnsn mai thi ki m kya kru mam mai aise hi tou tube pai dekh rhi thi tb merko apki video best lagi kafi ache se bataya apne thnq mam ❤

  • @ManvirKaur-sx1pz
    @ManvirKaur-sx1pz 4 หลายเดือนก่อน

    Mam aapki iss video se
    hume ache se clear ho gya
    hai parent oriented therapy and child oriented therapy
    k baare mein .. mai apni niece ki speech therapy krvana chahti thi fir mujhe kisi ne suggest kiya ki ayush is the best speech therapy centre
    Humne 4 mnths tkk child oriented therapy krvayi hai ...
    Abb kafi ache results mil
    rhe hai hume.... But
    aap professionally jyada
    better kar sakte hai hain
    as compared to parent oriented therapy..
    so we really want to visit in ayush speech and hearing clinic...

  • @ashuashu826
    @ashuashu826 5 หลายเดือนก่อน

    Yes ma'am apne sahi bola hai ki child oriented therapy jyada effective hoti hai kyunki therpaist ko pta hota bacche pe kis tarah work karna hai jo ki parents ko nhi pta hota hai
    POT therapy me jyada results nhi mil pate hai
    Or hum kabi POT kabi COT Ke vajah se bacche ki age jyada kar dete jis se bacche symptoms jyada ho jate hai fir baad me results kam milte hai
    Har parents ko samjhana chaiye is video ke through ki therapist ko sab pta hota hai 😊

  • @Jeenatheer
    @Jeenatheer 5 หลายเดือนก่อน

    Hnji mam apne shi bola ki child oriented therapy best hoti hai. Jasa ki apne bataya ki isme therapiest bache ka level dekhk usper work krta hai.or COT therapy se result v 100 atte hai.POT therapy mai nahi parents passions rakh pate hai nahi bqcha kaonki usme parents apni mrzi se therapiest ko work krne ke liye boltr hai. Ty mam this video is very interesting. Hame isse yeh pta chla ki POT se jyada COT mai fayda hota hai.

  • @komalchauhan3993
    @komalchauhan3993 5 หลายเดือนก่อน

    Hello ma'am main bhi apne bache ko therapy k liye bhejti hu usko mild autism ha lekin apki video se mujhe ye samjh aya ha ki parents ko thoda sabar rakhna chaiye jo ki parents nhi karte ha main bhi unhi parents me se hu main bhi bhut jada pareshan rehti thi lekin ab apki video dekhne k bad mujhe samajh aya ha ki therapist ko unke hisab se therapy karne dena chye thank u ma'am

  • @RoopkiranKaurGill
    @RoopkiranKaurGill 5 หลายเดือนก่อน

    Yes mam you are absolutely right k Jo therapist therapy offline karte hain unmen 100% changes aate hai aur jo therapist hota hai voh bacche ko Lekar bacche ka Har EK area cover karta hai jismein baccha lack Karta Hai online therapy mein bhi changes aate hai but offline se kmm aate hai kyu k normal c bat hai k jo therapist therapy krte hai woh Spclist hote hai

  • @basicskaadddaa4074
    @basicskaadddaa4074 2 หลายเดือนก่อน

    As a OTist i also face these kind of problem. This is the only reason that child get more time to rehabilitate.