Bhaiya , hmne auto payment setup kiya aur emi pay krre h hr month to jab poori emi pay hojayegi to still auto payment to on rhega to kya payment chukane k baad b paise katenge?
Age 24 Credit score 750+ Eligible nhi he We regret to inform you that your Amazon pay later application was rejected by our lending partner axio he dikha rha he please help me 😢
Bhai Main Pura Amount Next Mouth karna Chata Hu & Isme Koi Charge Bhi Kagta Hai Kya Jaise je Maine suna Hai Ke 1 st Time payment kay Saath Saath 1 baar Charge bhi Lagta hai Please Answar?
Manlo Mera 25000 ka limit h mai 13000 ka phone kr rha hu Vo auto-pay 15000 le rha h mujhe 6 months ka emi de rha hu but kya mai 5 tarik ko pura Paisa pay kr skta hu aor kya interest dikha rha h 980 ka Ye nhi lagega agr pura pay kr deta hu to ye mera question h
BHai aap emi waale option ko sleectkar rahe hain, isliye interest dikha rha hain! Agar poduct 15000 se kam ka hain, to direct pay later se kharidiiye, interest nahi lagega, aap agle mahine pura pay kar dijiyega!
Mere account m "Thank you for your interest. We are working towards enabling credibility" likha aa rha h, mera score 750 h aur age bhi 22 h but, mera cancellation ratio thoda zyada hai, kya mujhe ye wala account delete krke new account open krna chahiye with same mail and number? Please iska solution bataiye.
Mai Amazon pay later wale option pe click kiya to " Thank you for your interest. We are working towards enabling credit availability to you." Ye likha arha hai ye kb tak ayega
bhai ham jitne kaa product emi par lere he utna Paisa Amazon pay me hona chahiye kya please bhai Jaldi batao aj order Karna hee and first emi ke paise cut hone baad baaki ke paise nikal sake hena
Sir mere pay later me mobile purchase me six months ki emi 12800₹ ho rahi hai lekin auto pay option me UPI I'd magata hai or account number so mene UPI Dali to 15000₹ katne ka message aaya 2200₹ extra kyo le raha axio pay later
Are bhai vo 15000 kate ka msg nhi hain! Autopayment setup ak baar hi hota hain, so usme vo access le lette hain ki agar future me aapka emi amount 15000tak bhi rha to vo deduct kar sakte, bss aapka emi utna ka hi katega jitna aapka banta hain!
Amazon pay later mujhe kal Mila hai 25000 To Mera question hai 25000 ruppes kitna time Tak use kar payunga 1yr 2yr aise kuch hai kya? Matlab example Maine abhi 2000 ka kuch product buy Kiya bhir 1yr 6 months bad bhir use kiya kuch buy Kiya
Hi Neha.. Better use credit 💳 card or something.. instead of Amazon pay later. bcoz maan lo apko iphone lena hai. 90000 ka. toh ye amazon pay later toh fail ho gaya na wahan... ye sirf chote more samaan k liye hai. utna paisa toh aaj kal sabke paas hota hi hoga
@@MDH-rr3nr jis phone me jitne month ki emi banane ka eligibility hogi to wo itne month ka hi banayenge chahe 3 month ho ya 12 option khud ata h ham kuch nhi kr skte usme
Hii bro mai 2022 me apply kara jab mera cibil karab tha lekin ab 767 score hai lekin amazon pay later me purana rejected page hi showing karra kaiku please help me bro..
Bhaiya mere flipkart pay later pe* Due to our financial partner policies, we are not able to provide a credit line at this moment ye problem dikha rha h plz solution bta do
@@UnlockingSomething bhaiya mene DCEMI kar msg kiya lekin mujhe koi reply nhi mila esa kyu sirf itna reply aaya ki bank tak msg Pahuch gya unke reply ka wait krna lekin msg aaya nhi reply me fir
Mujhe 3 saal pehle 2000 ki limit mili thi. Tab se ab tak cibil bahut increase hui filhal 780+ hai. Flipkart & Other Credit Card, Pay later, Personal Loan har jagah limit increase ho gayi 50,000+ tak. Daily pre approved offers bhi aa rahe lekin isko limit 2000 se increase hi nahi ho rahi 😅
@@UnlockingSomething Ab 55000 ka Axis Credit Card hai. Yes Bank ka pre approved Mila hai abhi deliver nahi hua to limit nahi pata. Personal loans bhi Pre approved hain 9 lakh Axis Bank se aur Baaki aur 4-5 jagah se 1 lakh, 3 lakh etc. lekin mene 30,000 ki Li h. Flipkart pay later increase 50,000 ka ho gaya, First time 2000 mili thi Flipkart me bhi. Lekin ye Amazon ki hi nahi badh Rahi bas aur me sab shopping Amazon se hi karna pasand karta hu
Acha brother kuch kuch product me no cost emi hai to koi bhi interest nhi lage ga aur Aur ek saval tha ki agar hame band karna hoga to kaise kare ge Amazon pay later ko
Bhai jis product me no cost emi hain, usme bilkul bhi interest nahi lega! Aur pay later band karne ki jrurat hi nhi padegi, agar aap use nahi karenge to ye aisehi rakha hua rahega, koi charge wagera nahi lagega!
Bhai Mera debit card eligible nai huva hai mene apna civil score check Kiya to Mera civil score hai 759 tab bhi mera nai huva hai eligible.kaise kare eligible debit card in Amazon
Bhai 1100 ka product liya mene or 400 kuch ke 3 emi banwayi par isne pehle hi 1100 kaat liye or next se 400 kuch ki emi b deni hai ye pehle 400 hi kaatna ye mujhe samjhana kya hota hai ye kisi ko bhi pata hai toh... Pure paise leke humne jo emi banwai uska kya...
Bhai aap Dhyan se check kijiye wahan pe Pay later me direct 1100 pay karne ke option honge, aur baaki EMI ke options honge, aap jo bta rahe hain, ais ho hi nhi sakta hain!
@@UnlockingSomething wo option mene select kiye thai... Uske baad jab book kiya toh pura amount pay later se chala gaya hai... Ek Bar customer care Ne Kaha Tha yah aapko Wapas Milte Rahenge.Jitne ki aapane EMI Banai hai.Per Aise bahut complicated ho jaega samajhna.ordero ke bich mein vah MI dhundhni padegi i
BHai vo aap jobhi product kharidogena, usme agar 15000 tak bhi emi amount rahegana to vo deduct kar lega, usse jyada ka rahega to nhi katega! bss usse koi dikkat nhi hain!
Waah bhai kya samjhaya hai aap ne, pura achhe tarah se samjh me aa gya.
Koi bhi faltu bakwas kiye bina
Maza aa gya.
Thanku Aryan bhai!
Sar Amazon pay later ke andar sign up ka option Nahin a raha hai iska solution bataiye please please please😭😭😭😭💔💔
Really faltu bakwas nahi. Pura subject pe focus tha😊@@UnlockingSomething
Bhau agar emi amount pehle se hi bank ho to bhi deposit karna hai kya ??
Active krne ke bad....agr use nahi kr rhe hai amount...to charge dene honge kya??
Mera Aaj hi ye option available hua hai aur Rs.25000 ka limit mila .. maza aa gya 🥳🥳
Bahut accha, ab acche se istemaal kijiye!
@@UnlockingSomething ji sir
Credit score ki band baja dega
@@dangerzone8624 keep your good credit score 👍
@@UnlockingSomething Agar 25000 ka hua aur hum kuch na kharide to kya hoga
Bhaiya , hmne auto payment setup kiya aur emi pay krre h hr month to jab poori emi pay hojayegi to still auto payment to on rhega to kya payment chukane k baad b paise katenge?
Amazon pay later active ho jane k baad kiya hum bajaj finserv card use karsakte hai
Hnn bhai aap use kar sakte hain!
Age 24
Credit score 750+
Eligible nhi he
We regret to inform you that your Amazon pay later application was rejected by our lending partner axio he dikha rha he please help me 😢
Bach gye tum
@@dangerzone8624kyu kya hai aisa
@@dangerzone8624kaise?
Bhai Main Pura Amount Next Mouth karna Chata Hu &
Isme Koi Charge Bhi Kagta Hai Kya Jaise je Maine suna Hai Ke 1 st Time payment kay Saath Saath 1 baar Charge bhi Lagta hai Please Answar?
Nhi agar aap pura next month karenge to pay later ko use kijiye, pay later emi nhi tab aapko koi charge nahi dena hoga!
Bhai kya jis mobile no. Se amazon account bana ho kya wahi no. PAN & Aadhar me link hona chahiye
Please reply me
Ji Bilkul!
@@UnlockingSomething thanks
Mera 35k limit mila aur mai manlijiye 2k use kiya to kuch problem to nahi hoga na
Aur bad mai wo baki credit use kar sakte ha na ?
Mere pas Flipkart paylater hai par usme no cost emi sab products pe nhi milta Amazon paylater no cost emi best hai
Thk hain phir aamazon paay later hi use kijiye!
EMI Intrest padayga haar item par.. athoo ...
Debit card se emi per le sak te hai 2 lakh tak ka product??
Hnn bhai, prr agar aapko 2 lakh ka emi limit milega tab!
Check karke dekh lijiye...
bhai agar 50000 credit me ,,maine 30000 use Kiya toh, agle month me Kitna cut ho JayegA? 30k or 50k?
Manlo Mera 25000 ka limit h mai 13000 ka phone kr rha hu Vo auto-pay 15000 le rha h mujhe 6 months ka emi de rha hu but kya mai 5 tarik ko pura Paisa pay kr skta hu aor kya interest dikha rha h 980 ka Ye nhi lagega agr pura pay kr deta hu to ye mera question h
BHai aap emi waale option ko sleectkar rahe hain, isliye interest dikha rha hain!
Agar poduct 15000 se kam ka hain, to direct pay later se kharidiiye, interest nahi lagega, aap agle mahine pura pay kar dijiyega!
Mere account m "Thank you for your interest. We are working towards enabling credibility" likha aa rha h, mera score 750 h aur age bhi 22 h but, mera cancellation ratio thoda zyada hai, kya mujhe ye wala account delete krke new account open krna chahiye with same mail and number? Please iska solution bataiye.
nhi bhai isi account se kuch successfull order karne ke baad, activate karke dekhyega!
Mai Amazon pay later wale option pe click kiya to " Thank you for your interest. We are working towards enabling credit availability to you." Ye likha arha hai ye kb tak ayega
Bhai aap abhi amazon pay later ke liye eligible nahi hain!
@@UnlockingSomething I'd 4 year purani hai age 21 year phir v eligible nhi hu Aisa kyu
Aapka abhi cibil score kitna hain?
@@shahilchandra9364CIBIL कम होगा आपका
Same condition with me bro 😂
Itne accha se somja te ho isliye subscribe kor Diya ❤
Thanku bhai :)
bhai ham jitne kaa product emi par lere he utna Paisa Amazon pay me hona chahiye kya please bhai Jaldi batao aj order Karna hee and first emi ke paise cut hone baad baaki ke paise nikal sake hena
Bhai aap toda detail me bbtaiye to aaap chahte kya hain?
Agar humara credit point 25k to kya hum 40k product EMI pe kharid sakte haii?
Nhi, 25K tak ka hi product kharid sakte hain!
Bhai mujhe 2000 ka limit bhi mila hai but kyc expired ho gaya hai kyc ka option nahi aa rahe CIBIL score bhi theek hai kya kare?
BHai aap customer care se baat kijiye. vo aapko KYC ka link bhej denge!
Bhai, amazon pay later, over price per, Amazon pay balance ke sath dono ka payment option nhi aa rha..
Mera vi 25000 aaya hai lekin iss paiso se maine kuch order ki to iss paiso se kate ga ya mujhe mere account se pay karna parega
Amazon pay later mai 24 month emi option kyu nahi hai ??? Ya milenge kabhi please reply?
Aapka product kitne ka hain?
Bhai me amazon pay later se purchase krna chah rha hu mobile emi 12 months ka nhi mil rha hai under 15000 kyi ? Please help me
KItne month ka mil rhha hain, bhai?
Sir mere pay later me mobile purchase me six months ki emi 12800₹ ho rahi hai lekin auto pay option me UPI I'd magata hai or account number so mene UPI Dali to 15000₹ katne ka message aaya 2200₹ extra kyo le raha axio pay later
Are bhai vo 15000 kate ka msg nhi hain!
Autopayment setup ak baar hi hota hain, so usme vo access le lette hain ki agar future me aapka emi amount 15000tak bhi rha to vo deduct kar sakte, bss
aapka emi utna ka hi katega jitna aapka banta hain!
Amazon pay later mujhe kal Mila hai 25000
To Mera question hai 25000 ruppes kitna time Tak use kar payunga 1yr 2yr aise kuch hai kya?
Matlab example Maine abhi 2000 ka kuch product buy Kiya bhir 1yr 6 months bad bhir use kiya kuch buy Kiya
Hi Neha.. Better use credit 💳 card or something.. instead of Amazon pay later.
bcoz maan lo apko iphone lena hai.
90000 ka.
toh ye amazon pay later toh fail ho gaya na wahan...
ye sirf chote more samaan k liye hai.
utna paisa toh aaj kal sabke paas hota hi hoga
Amazon pay later active karne ke baad use na kare to koi charges lagte hai kya
Nhi, koi charge nahi lagega!
@@UnlockingSomething thank u❤️ very much
Agar auto repayment set nahi kare to khud se ho jayega payment apne aap please reply,,
Aapko payment har monthly manually krna padega
@@FAIZAN_033 thank you brother Lekin ye 15k phone ki EMI only 6 bana raha hume 9 ya 12 emi ma payment dena ho to please reply
@@MDH-rr3nr jis phone me jitne month ki emi banane ka eligibility hogi to wo itne month ka hi banayenge chahe 3 month ho ya 12 option khud ata h ham kuch nhi kr skte usme
Meri age 18 hai phir bhi muze 60 sec apply aa raha hai apply karu ki nahi karu??? Minimum age kitni hai apply ke liye??
Hii bro mai 2022 me apply kara jab mera cibil karab tha lekin ab 767 score hai lekin amazon pay later me purana rejected page hi showing karra kaiku please help me bro..
I dont have any cibil score.... I didn't took any loan for now... How am I able to get amazon pay later? Reply please
First create your cibil score, this takes 1-2 month!
Bhai mera limit 25000 hai muze 27000 ka mobail lena he mene agar 2000 amazon voucher vala copan laga to mera pay later kar sakta hu na
Bro kaise eligible ho sakte hai
1- old user of amazon
2- Cibil 760+
3 - Age 21+
Bhai apme option nhi hain, pay later ka, ya aap eligible nahi hain!
@@UnlockingSomething usme likhkar aata hai your application was rejected
Bro my amazon pay later limit is 15000 and i need product 17790 on amzaon i can't choose emi option can you give me any advise
NHi bhai, amazon me part payment ki subidha nahihain, so aap 15 tak ke hi product ko emi pe le paayenge!
Bro agar Flipkart axis credit card order kru to limit kitni aayegii 15 lena h
bhai ye to aapke credit score pe depend karta hain!
@@UnlockingSomething issue krvaaa h abhi
Bhaiya mere flipkart pay later pe* Due to our financial partner policies, we are not able to provide a credit line at this moment ye problem dikha rha h plz solution bta do
Bhai aap abhi eligible nahi hain!
@@UnlockingSomething to bhaiya eligible kese ho sakte h kya karna padega
@@UnlockingSomething bhaiya mene DCEMI kar msg kiya lekin mujhe koi reply nhi mila esa kyu sirf itna reply aaya ki bank tak msg Pahuch gya unke reply ka wait krna lekin msg aaya nhi reply me fir
Sir बादमे emi ऑप्शन इस्तमाल कर सकते है... Crdit card होता है....
Mera amazon pay later apply ka option aa rh pr mera cibil 726 hai ..ky Mujhe apply krna chahiye?
Bhai mai Amazon pay latter 4 years se continue usse kar raha hau par pay latter ka limit increase nahi ho Raha hai ab kaise increase kare
Bhai aap pay later se abhi tak kitna order kiyen hain?
2021 me age 18 credit 2000. But increase nhi ho rhi. Limit
Very Good Explanation Brother 🔥🔥
Thanks a lot
Bhai mera debit card eligible Nahin Hua Hai Maine Apna civil score check kiya to Mera civil score Hai 759 tab Bhi Mera Nahin Hua Hai eligible kaise karen eligible debit card in Amazon ?
Bhai aapke amazon accounts se kitna oders huyen hain, aur cancel kitne huyen hain?
Order to abhi tak nahi kiya hai lekin account pahle se bana hua hai @@UnlockingSomething
Bhai isliye, 2-3 order rahenge tab sahi rahega, Qki isme Amazon bhi involve hain, so ...
Mera age 21+
Credit score 774
Fir bhi eligible nhi h kya reason h
Bhai Wahan pe Reasion me kya likha gya tha?
Mujhe 3 saal pehle 2000 ki limit mili thi. Tab se ab tak cibil bahut increase hui filhal 780+ hai. Flipkart & Other Credit Card, Pay later, Personal Loan har jagah limit increase ho gayi 50,000+ tak. Daily pre approved offers bhi aa rahe lekin isko limit 2000 se increase hi nahi ho rahi 😅
KItni baar use kiyen hain, paay later abhi tak?
@@UnlockingSomething Lagbhag har mahine
@@UnlockingSomething Ab 55000 ka Axis Credit Card hai. Yes Bank ka pre approved Mila hai abhi deliver nahi hua to limit nahi pata. Personal loans bhi Pre approved hain 9 lakh Axis Bank se aur Baaki aur 4-5 jagah se 1 lakh, 3 lakh etc. lekin mene 30,000 ki Li h. Flipkart pay later increase 50,000 ka ho gaya, First time 2000 mili thi Flipkart me bhi. Lekin ye Amazon ki hi nahi badh Rahi bas aur me sab shopping Amazon se hi karna pasand karta hu
Bhai aap sirf uska 30% amount use karke 2-3 baar shopping kijiye, cibil bhi badega aur limit bhi!
Customer care call kar dijiye.... limit increase ho jayega..
Acha brother kuch kuch product me no cost emi hai to koi bhi interest nhi lage ga aur
Aur ek saval tha ki agar hame band karna hoga to kaise kare ge Amazon pay later ko
Bhai jis product me no cost emi hain, usme bilkul bhi interest nahi lega!
Aur pay later band karne ki jrurat hi nhi padegi, agar aap use nahi karenge to ye aisehi rakha hua rahega, koi charge wagera nahi lagega!
@@UnlockingSomething thanks bhai
Amazon pay later & credit card pe different kya hain😊
Sir jb amazon pay later registration py jata hu vuha thanks for your interest dikha rha hai . How to solve this 😢😢
Bhai aap eligible nahi hai, isliye!
Bhai ye auto payment me jo 15000 dikhata hai wo kat jata hai kya usi time
Nhi bhai, vo bss access leta hain, ki agar aap future me koi product lete hain, to uska amount emi agar 15000 tak bhi rahta hain, to emi kat sake!
Bhai Mera debit card eligible nai huva hai mene apna civil score check Kiya to Mera civil score hai 759 tab bhi mera nai huva hai eligible.kaise kare eligible debit card in Amazon
Bhai aapke pass kis bank ka debit crad hain?
I phone 15 le sakte hai ???
Hnn bhai, le sakte hain!
आपकी वीडियो अचछा लगता है। इसलिए सबरकराइब किया
Dhanyawad bhai!
*Bhai... Mera Amazon Pay Later 3 Saal Phele Reject Hua Tha... Abhi Tak Option Nahi Aaya Re apply ka.... Ghatiya Service Hai Amazon Ki*
Same problem .
Accha mera kyc expired ho gaya to kaise extend kare mere pass physical pan card na hai e pan hai pls koi aur idea batao na 😴
Hai phir aap Market se Orginal PAn CArd jaisa Card banwa lo!
Bhai eligible hone ke liye minimum kitne orders hone chahiye
Isme eligibility ke liye orders ki jrurat nhi hain!
@@UnlockingSomething to bhai mera activate nhi ho raha he
Bhai ab 1500 se niche ka koi bhi items nahi kharid sakte ho policy update ho gayi hai
Kyaa baat kareho
Ishaan sir ke baad best youtuber ho very nice sir subscribe kar diya or like bhi
Thank you bhai!
70 age me pay later ho sakta ha kya...cibil score 780 point
Nhi!
I got 25k limit without cibil, I'm a prime member
Kya information diye apko subscribe karna padega❤❤
Nahi yaar thank you for your interest we are working towards enabling credit availablity to you he dikha raha hai 😢
Mera sab kuchh sahi hai fir bhi pay later hai jo service nahin use kar pa rahe hain
Bhai mera cibil score 740 h fir bi pay later nhi khul rha h help me
Bhai mujhe phle se 40000 hajar ka limit mila hua haii increase kaisee kre
Limit kaise badhae Mera 1 year se use kr rha hu all payment time to time h but limit increase ni ho.rha
Mera bhi yahi question h?
Aap abhi tak kitne order karr chuke hain?
@@UnlockingSomething 8-10
Sabka repayment time pe kiyen the?
Aapko kitna limit mila hain, aur ak average kitne ka product order kiyen the sara?
Thank you so much bro for clear this topic simply❤
Matane ka tarika bahot acha hai is liye subscribe kar liya
Well explained bro❤
Thank you 🙂
Sir mera to option hi nhi hai Amazon pay later ka 😢 kya karu please reply
Bhai kya mast info di yr
Bhai mera pay later account permeant blocked ho gaya hai 1 month late hua tha to payment unblock kesa karwa
Bhai abhi aapka emi payment complete hain?
@@UnlockingSomething haa Sara emi clear hai
Bhai 1100 ka product liya mene or 400 kuch ke 3 emi banwayi par isne pehle hi 1100 kaat liye or next se 400 kuch ki emi b deni hai ye pehle 400 hi kaatna ye mujhe samjhana kya hota hai ye kisi ko bhi pata hai toh... Pure paise leke humne jo emi banwai uska kya...
Bhai aap Dhyan se check kijiye wahan pe Pay later me direct 1100 pay karne ke option honge, aur baaki EMI ke options honge, aap jo bta rahe hain, ais ho hi nhi sakta hain!
@@UnlockingSomething wo option mene select kiye thai... Uske baad jab book kiya toh pura amount pay later se chala gaya hai... Ek Bar customer care Ne Kaha Tha yah aapko Wapas Milte Rahenge.Jitne ki aapane EMI Banai hai.Per Aise bahut complicated ho jaega samajhna.ordero ke bich mein vah MI dhundhni padegi i
मैं अमेजॉन पे लेटर 1 साल से इस्तेमाल करता हूं
कुछ भी पूछना हो मुझसे पूछ सकते हो😊
Bhaiya ppa pan adhar dal skte hai keya dukan pe papa age jata bol rha hai 1970 hai papa ka date of birth
BHai daal sakte hain, prr phir sara kuch unhi ka hoga tab!
@@UnlockingSomething acha bhaiya
Hello sir mere amazon me sab kuch thik hai fir bhi eligible ka option nhi aa rha hai muje 🥺🥺
Kya sab kuch hain, aapke amazon me?
Agar account suspended hai toh usko kaise phir se thik kar sakte hai ?
Aapka amazon account hi suspende ho gya hain, kya?
@@UnlockingSomething hanji sir
Nice information ❤
Thanks ankit bhai :)
Order karte samaye deposit maag kyu rha hai
Myne phone 12000 ka le rha hu , yeh 15000 malang rha hai
Due to our financial partner policies ki bjh se on nhi ho rha... Kya kre ab plzz help me
Aapka cibil score abhi kitna hain?
@@UnlockingSomething not history bta rha
Bhai phir aaapko apna cibil generate karna hoga, tabhi aapko kahi bhi credit ya loan milega!
@@UnlockingSomething kese generate hoga brother
Yearly charge kitna h aur limit use nahi hoga to kya fine lagega
NHi, limit nhi use hone pe koi charges nahi lagenge!
Mera to account bahut purana. Hai tabhi bhi pay leter calu nhi ho Raha hai or mera cibil 760 hai meri umar bhi 26 hai
Bhai mujhe cibil score increase karna h jitna jaldi ho sake ....pls reply
Abhi aapka Cibil Score kitna hain?
@@UnlockingSomething 736
Bhai sabse pahle aap apne Cibil score ko 750+ kijiye!
@@UnlockingSomething kya kya krna pdega?
Bai uske liye aap CIBIL SCore waali video dekh lijiye usme sara kuch btaya hua hain!
Auto pay karna jaruri hai kiya???
Hnn abhi naahi karenge to koi product jab aaap order karenge, uss samay mandaatory karne bolegaa, so ussse accha abhi hi kar lijiye!
Autopay ke time 15000 kyu show hota hai???
BHai vo aap jobhi product kharidogena, usme agar 15000 tak bhi emi amount rahegana to vo deduct kar lega, usse jyada ka rahega to nhi katega! bss usse koi dikkat nhi hain!
2000 limit hai keval isko kaise badhaye
Mera Amazon pay letter 1 saal se block unblock ni ho rha
Block hone ka reason kya tha?
Thank you 👍👍👍
Thank you too
Auto pay nhi kiya
5th October ko direct payment kar dungi emi to koi problem nhi hai na?
Nhi, koi problem nahi hoga!
लेणे से पहिले emi ऑप्शन इसतमाल कर जाये था
Bhai mera sab sahi hai fir bhi mere.. amazon pay letter nhi work kar rha h
15000 auto upi transaction dikha rakha hai o kiu??
Means 15000 ka auto pay aapka setup hain, aapka emi agar 15000 tak bhi jata hain, to vo automaic aapke account se pay ho jaayega!
Bhaiya nyc video h and helpful
Thanku randhir bhaiya!
Sir mera bhi eligible nhi so raha hai Amazon pay later
Sir mera cibil 725 hai. Fir bhi me eligible nahi hu. Q😢
Bhai kinhi kinhi ka aisa hota hain!
सर मे अभि 15 साल हू तो मे 1 एक महिने मे 22 साल का कैसे हो सकता हू.... बताओ...
Bhai acount bhi old he or or age bhi 21 plus he or sibil score bhi 760 he pr eligible nhi he 😮😢
Bhai aaap apne amazon se kitne orders kiyen huyen hain?
@@UnlockingSomething pichle 3 mahine me lagbhag 5 order Kiya he jisme ek ko cancel kr diya ta
Bhai phir to thk hain!
@@UnlockingSomething to bhai pir kiyu nhi he mera acount eligible pay later ke liye or kese hoga please bhai btaiye
Mera credit score 750+ hai means excellent hai lekin fir bhi eligible nhi hu
Bhai lekin Reason kya btaya, eligible nahi hone ka?
@@UnlockingSomething thank you for your interest. We are working towards enabling credit availability to you ...ye show ho rha Hai
Bhai abhi aap pay later emi ke liye eligible nahi hain!
@@UnlockingSomething ha sir .. eligible Kaise so skta hu ye to btayei....ya fir is topic pe video bna do
Aapka abhi CIBIL Score kitna hain?
Info. Gajab👍
Great video..mera 2 sal ka account h but mera increment nhi ho rha hai.
Abhi aapko kitne ka limit mila hua hain!
Auto pay cancel kaise kre? wo bhi btaye
Bhai Bajaj card se 15 pro le rha tha Flipkart se nhi ho rha h limit bhi hai
Kya dikkat aa rha hain, bhai?
@@UnlockingSomething card not eligible for this transaction yesa likh kr aa rha h
Pay later me card ka jikra kahan pe ho gya?
@@UnlockingSomething are me pay later ki nhi Bajaj card ki baat kr rha hu
Apka card ka limit kitna hai@@adstatus125
18 walon ke liye koi option nahi hai kya.?
Hnn hai, haina!
@@UnlockingSomething pr mujhe kyu nhi milrha mujhe to bs 3-4k loan chahiye wo bi 2 months me repay krdunga tb bi
Mera Amezon pey letter ka account blocked hua hai usko kaise open kare
Block hone kaa reason kya hain?