Flipkart Pay Later Service is no longer available due to internal policy rivisions made by the leading partner. I know very well bcz I am an Existing Flipkart Pay Later Customer.
Flipkart pay later to block hotogaye lekin credit score me lon stetus active dekha raha he dat 31 July se abhe Tak active he kay se close kare please sir help me 😔
Bhai mera flipkart pay later account hai our mujhe 30000 mila hai but main use nahi kar pa raha jab bhi payment karne jata hu unavailable dikha raha hai
Bhai aapko jo product kharidna hai, usko wishlist ya card me add krke chor dijiye, kuch hi dono me aapko notification mill jaaywga no cost emi with pay later ka!
Flipkart Pay Later Service is no longer available due to internal policy revisions made by us and the lending partner. This change is not a reflection of your credit or payment history. Safeguard your credit score by ensuring timely repayment of any amount due. Yeah mera araha hei
BHai glti se activate ho gya to koi baat nhi, prr agar aap uska limit use karenge, to jitna use karenge uske hissab se paise use bapas to karne honge na!
Hello bhai agar flipcart ko koi pay later ke regarding messege bhejna hoga to wo aadhar se regiatered mobile no pe bhejega ki flipcart ke registered number pe
CIBIL score 750 plus hai time to time payment krta hu..kyc bhi active hai but unavailable dikha rha hai kuch bhi purchase krne jau toh koi solution hai iska sir...
Flipkart pay later ke liye min age limit kya hai ? Aapne bataya tha amazon pay later me 21 years hai. main eligible kyu nahi hun ? Aur, main kaise eligible ho sakta hun ? Flipkart pay later kaise activate karu ? Please guide me🙏
@@UnlockingSomething Reason toh Hume bhi nahi pata. Lekin jab bhi Flipkart pay later open karta hun toh "Due to our financial partner policies, we are not able to provide a credit line at this moment" ye dikhata hai.
Sir,, thanks to cover every topic❤ Sir mara pay later pa srif Pay later EMI ka option show kor raha hai, Pay later ki option nahi mil raha hai, or sir Flipkart pay later ka EMI No-cost EMI pa kasa lata hai !!?
Thank you for your interest in Flipkart Pay Later Due to our financial partner policies, we are not able to provide a credit line at this moment Yahi error a raha hai pichhle Kai mahinon se
Bhai emi jo dena hota hai per month woh kya exactly same to same hota jo dikhata hai "emi plan" mein? Ya kuch extra dena padhega har emi mein? Kyuki processing fees bolte hai lenge
Bhai mujhe samaj nahi aara hai. Aap mujhe bataye ki amazon me EMI me product lene ke baat me next month me EMI kab katega date nahi pata hai. Bhai mera payment to date ko aata hai to mera EMI 8 Date ko 8 katega ya fır mere me fine lagega. Mujhe nai pata hai bhai mujhe bataye. 😢
Bhai maine ek watch buy ki h flipkart pay later se, mujhe wo return karni h aur return ka option bhi hai. bus itn janna tha ki, kya uske baad sara pay later ka paisa wapas aa jayega, aur maine 1st installment bhi pay ki thi product delivery hone k just baad, toh kya wo bhi wapas aa jayega?
1. "Due to financial partner policy, I am not eligible for Pay Later option. 2. Now there is no 'Pay Later' option showing in the Flipkart Credit Options. 3. I am using Amazon Pay Later from 2023. My Credit Score is 765. what should I do next???
@@UnlockingSomething emi late payment of 3 time 2 time block account but after payment it is unblock automatically but third time unblock and not unblock from 1 year and I am completely pay all due but avi tk unblock hai account
@@UnlockingSomething problem ye hai pay later me emi option show kr rha hai 90000 rs aur use bhi kr pa rha hu but pay later jo achanak bnd ho gya hai 25000rs limit tha usko kaise active kru
Sir maine last year pay later apply kiya tha but us time mera cibil score ka knowledge nhi tha but abhi mera cibil 750 se uper hai usko eligible kaise kar sakte hai plz bataiye
Flipkart pay later service is no longer available due to internal policy revision made by us and lending patner J problem kabi solve hoga ja nai bhai kya Flipkart kisi or partner k sath dubra aayege ja nai batana bhai j problem hai mere
Agar Flipkart pay Later activate kr lete h aur 1 lakh ka limit milta h par use har mahine 1 lakh ka limit pura nahi karte h means shopping to kya wo band ho jaega pay Later
@@UnlockingSomethingYe aap bta rhe ho n Flipkart ne to nhi bataya hai ki Pay later 1 mahine k liye band hua hai Flipkart Pay later Ab Flipkart Pay later EMI ho chuka hai kyoki phle 2 trh ka Amount so hota tha ab ek hi so hota hai phle koi bhi product buy krte smay payment page pr so hota tha ab EMI so hota hai
bhai ek baat bta do jaise muje iphone lena hai uski Amount 50k hai or muje bajaj Fin credit card ki limit 35k hi hai to kya m iphone order nhi kr pauga bhai reply please
Bhai video to apka bahot accha hai lekin mai 22/08/2024 ko apna pay later active kar raha tha to( Due to our financial partner policies, we are not able to provide a credit line at this moment) ye likhkar aya tha
Bhai Mera to aadhar ka OTP dene ke bad jab accept and submit me click krta hu usme bas loading animation loop me chalta hai uske bad kuch atta hi nahi, any solution?
Maine elegible hu aur track record bhi acha tha aaj tak koi emi nhi bounce hui h ab 75000 ki limit bachi h 15 ki emi cahl rhi h ab har product p pay later not available aa rha h unbale to use kyc bhi puri active h
पे लेटर पे क्लिक करके कुछ भी नहीं हो रहा है भाई मैने अपना cibil score bhi check कर लिया हैं excellent आ रहा है पर भी पे later काम नही कर रहा मे बहोत शॉपिंग करती थी pay later से पर अब सब बंद हो गया है मुझे तो बडी याद आ रही है pay later की
Mere civil score bhi aacha hai or emi aaj tak late nhi huwa hai humesha time pe karta hu phir bhi pay later id block hogya gai 4/5 months hogya abhi tak unblock nhi ho rha hai.. Plzzzz plz plz aap batiye kaise unblock hoga
Bhaiya mera age nahi pura hai Aur mai aapne papa ka pan ko dunga aur addhar bhi lakin papa UPI payment nahi chalate hai toh kya mai apna upi id daal dun Please reply 😢
Nhi bhai agar papa ke naam se kijiyega, to sara kuch papa ka dalna hoga, ID se kar flipkart account tak! aur UPI nhi use karte hain, to Debit card ka option bhi aata hain, wahan pe!
Content - 10/10
Explanation - 10/10
My satisfaction 100/100 ❤
Thank you bhai :)
@@UnlockingSomething Agar mera price flipkart pay later sr Jayda hoga to jitna Jayda hai utna payment karke baki pay later Kiya ja sakta ki nhi
True
Flipkart Pay Later Service is no longer available due to internal policy rivisions made by the leading partner.
I know very well bcz I am an Existing Flipkart Pay Later Customer.
Flipkart pay later to block hotogaye lekin credit score me lon stetus active dekha raha he dat 31 July se abhe Tak active he kay se close kare please sir help me 😔
Aapka samjhane ka tarika bahut hi behtrin hai bhai sahab
Thanks for the appreciation!
Video ho toh aisa, direct clear cut information. Thanks a lot bhai.
Aapka video bahut hi behtrin tarke se jankari ham sabhi ke bich le kar aate hai🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Wow very gentle man
What a way of explaining
Just amazing
Thanks a ton
Mei toh ek hi saans pe dekh liya vdo....top notch explanation bro 🔥🫡
Samghane traika bhut alg hsi bhsi apka ek dum clear
Thank you for appreciation piyush bhai :)
Aapka samjhane ka Tarika bahut hi achcha hai❤❤❤❤
Bhai mera flipkart pay later account hai our mujhe 30000 mila hai but main use nahi kar pa raha jab bhi payment karne jata hu unavailable dikha raha hai
Sir mai eligible nahihu kaise eligible honga
Please batao na tarika
Same
Aapki baton me dam hai bhai sahab
पुरा youtuber को आजमा कर देखा है आपके जैसा एक भी नही मिला ,सारे लोग like और व्यूज के लिए फेक video बनाते है you are great 🎉❤❤
Processing fee 1st EMI k saath Dena hota hai ya each EMI mein processing fee include rehega...plz isko clear kare
Sirf fisrt emi ke sath!
Step by step samjhane ke leye dhanybad
Mera bhi 90000 ka h pay later but kisi bhi product pe no cost emi nhi bnta, 24% intrest leta h
Bhai aapko jo product kharidna hai, usko wishlist ya card me add krke chor dijiye, kuch hi dono me aapko notification mill jaaywga no cost emi with pay later ka!
Pay later abhi work nahi kar raha haii .mera 70k tha
@@mauryaji1256 customer care se bat kr lo, mera to work kr rha h
Ha @@mauryaji1256
@@mauryaji1256bhai aapka aagya aab
Sir 1 question Flipkart Mai credit card se shopping karte hai OTP Na dalne se paise kat sakte hai ya nahi please reply me❤
OTP ke bina dale paisa nahi katega!
@@UnlockingSomething Thanks 👍
Thnk uhh so much I standard ur all information nd I I'm eligible to buy anything 😊
Bro Pay letar se koi product Lena ke bad uska emi complete hone ke bad Keya automatic stop ho jayega? Ya firsa pay option show korega please reply,🙏
Hnn bhai emi complete hone ke baad, emi katna automatic stop ho jaayega!
Flipkart Pay Later Service is no longer available due to internal policy revisions made by us and the lending partner. This change is not a reflection of your credit or payment history. Safeguard your credit score by ensuring timely repayment of any amount due.
Yeah mera araha hei
same
Same same bro
Same
Same
Solution Keya hai
Deep information k liye dhaynbad
Brother agar Galte le Pay leter activate ho gaya hai to kya main use limit ka paisa dena hooga
BHai glti se activate ho gya to koi baat nhi, prr agar aap uska limit use karenge, to jitna use karenge uske hissab se paise use bapas to karne honge na!
Hello bhai agar flipcart ko koi pay later ke regarding messege bhejna hoga to wo aadhar se regiatered mobile no pe bhejega ki flipcart ke registered number pe
Video bahut acha hai
Thank you abdesh bhai :)
Sir agar hamne sare emi bhar diye ho to last me kagaj aesa kuch lena hota he like no due certificate wesa
Vo aapko khud mil jaayega, soft copy!
mere flipkart pay later m show kr rha h ki "Your pay later account has been paused!" ab isko kaise dubara resume kru?? please help...
Bhai aap customer care ko call karke paause htwa sakte hain!
@@UnlockingSomethingbhai contact do customer support ka
😮@@UnlockingSomething
Kuch kudh se v kro be sb wahi krega ky
Thank you so much for your concern and informative video clips. Genius Bhaiya ji 🙏🙏🙏
CIBIL score 750 plus hai time to time payment krta hu..kyc bhi active hai but unavailable dikha rha hai kuch bhi purchase krne jau toh koi solution hai iska sir...
Bhai unavailaable payment page pe dikhata hain, ya Pay later waale section me?
@@UnlockingSomething Limit mila hai 40k ka but order karte time not available dikhata hai
Pay later vala section pr
Current me Amazon pay later ka New video nahi aaya ab tak.
Pichhle saal wala video dikh raha hai aapke channel par.
Bhai iss sunday updated vide aa jayega!
@@UnlockingSomething
Thanks 👍
Due to financial partner policy I am not eligible.. Now what can I do sir
Mera bhi
Aapka Credit Score abhi kitna hain?
No record found show kar raha hai
Bhai to sabse pahle aap Apna Credit Score generate kijiye!
@@UnlockingSomething kr liya generate, it shows EXCELLENT. Now what to do? Apply for loan?? Please reply
Flipkart pay later ke liye min age limit kya hai ?
Aapne bataya tha amazon pay later me 21 years hai.
main eligible kyu nahi hun ?
Aur, main kaise eligible ho sakta hun ?
Flipkart pay later kaise activate karu ?
Please guide me🙏
Bhai Activate kaise kare ye to video me live karke btaya hua hain!
Aur agar aap eligible nahi hain, to Reason kya hain?
@@UnlockingSomething
Reason toh Hume bhi nahi pata.
Lekin jab bhi Flipkart pay later open karta hun toh
"Due to our financial partner policies, we are not able to provide a credit line at this moment"
ye dikhata hai.
Very nice information 👌👌👌👌👌👌
Brother mera account sbi me hai
Mini account hai
To Flipkart pay later activate ho jaayega kyaa?
Bhai ye to aapko check karna hoga!
Kiya ham emi ake he bar me nhe de sakte kiya
Hnn bhar sakte hain bhai, forceclose usi ko to kahte hain!
Mere pass ippb cart h kya ham use ek mobile kharid sakte hai kya bhai
Koi bhi order month ki 15 Tarik krta hu to agla month 15 Tarik ko payment karna padega ya 1 - 5 Tarik ko?
Aap moth ke kiss bhi date ko order kijiye, chahe 15 tarikh ko yaa 25 taarikh ko, aapko payment 1-5 tarik ke bich me hi karna hoga!
1-5 date ko
Best & complete video for Flipkart Pay Later & FPL EMI. Thank You.
Most welcome bhai :)
ek product pe 3month and 6 month ka plan dikha rakha hai o keise 1year ka karenge product price 24k
Bhai vo to jitna dikha rahe hain, utne din ke liye hi mil sakta hain, bss!
Sir,, thanks to cover every topic❤
Sir mara pay later pa srif Pay later EMI ka option show kor raha hai, Pay later ki option nahi mil raha hai, or sir Flipkart pay later ka EMI No-cost EMI pa kasa lata hai !!?
Bhai pay later abhi discontinue hain, isliye keval emi ka option show ho rha hain!
@@UnlockingSomething Oo
Thank you for information.
Thank you for your interest in Flipkart Pay Later
Due to our financial partner policies, we are not able to provide a credit line at this moment
Yahi error a raha hai pichhle Kai mahinon se
Bhai aapka Credit score kitna hain, abhi?
@@UnlockingSomething 733 credit score
740 hai fir b error ata hai
@@UnlockingSomething 733
@@jaffer2520 lekin apply karne ka option hi nahin a raha hai
Bhai emi jo dena hota hai per month woh kya exactly same to same hota jo dikhata hai "emi plan" mein? Ya kuch extra dena padhega har emi mein? Kyuki processing fees bolte hai lenge
Sir mera bhi Flipkart not eligible dikhaa raha hai
Eligible kaise karna hai sir😢
aap kab check kiyen?
Bhai mera flipkart pay latter sab processing fil karnekr bad vi last mein shop now aa raha he kyun mera mtlb pay letters nehi khol rahs hee
❤❤❤❤I support you bhai
Thanks abhishek bhai :)
Bhai mujhe samaj nahi aara hai. Aap mujhe bataye ki amazon me EMI me product lene ke baat me next month me EMI kab katega date nahi pata hai. Bhai mera payment to date ko aata hai to mera EMI 8 Date ko 8 katega ya fır mere me fine lagega. Mujhe nai pata hai bhai mujhe bataye. 😢
Bhai aap amazon se emin pe kaise kharide hain, pay later se, ya kisi aur tarike se?
Mera band ho Chuka hain mera 90k limit thee aur sabka band jo juga brother
Nhi bhai, band keval pay later hua hain, pay later emi nhi!
Aur vo bhi temproraly band hua hain!
Pay later kab chalu hoga mujhe emi pe product nhi Lena h pay later par Lena h@@UnlockingSomething
U are great man ... 10/10 i am fully satisfied ❤
pay later closed ho gaya hai..idfc first bank customer care se bola
Bhai mai 2 din pahle hi product order kiya hu!
Pay Later ban hogaya abhi
जबरदस्त व्हिडीओ full information ❤
flipkart pay later due to your financial partner policies problem dekha raha hai
Bhai aapka abhi credit score kitna hain?
Mera bhi same hai but credit score mera 750 hai@@UnlockingSomething
@@UnlockingSomething mera 776 hain tab bhi same show ho raha hain
Bahut acha haa bhai hum bahut dino se use kr rha haaa❤
Abhi aapka Credit limit kitna hain?
Mera filpkart pay later elegible nahi ho raha h aur abhi to filpkart mey show bhi nahi kar rahe h
Bhai maine ek watch buy ki h flipkart pay later se, mujhe wo return karni h aur return ka option bhi hai. bus itn janna tha ki, kya uske baad sara pay later ka paisa wapas aa jayega, aur maine 1st installment bhi pay ki thi product delivery hone k just baad, toh kya wo bhi wapas aa jayega?
bhai return karne pe sara paisa wapis to aa jaayega!
@UnlockingSomething thank you for confirming brother.
1. "Due to financial partner policy, I am not eligible for Pay Later option.
2. Now there is no 'Pay Later' option showing in the Flipkart Credit Options.
3. I am using Amazon Pay Later from 2023. My Credit Score is 765.
what should I do next???
What do you want next?
SAME CASE WITH ME.. BUT IN CASE OF AMAZON.. I HAVE 90K LIMIT 😢
Same problem in my flipkart pay later
Bhai mera cibil nhi he kya me pay later use krta hu future me to mera new fresher cibil generate hoga kya isse ?
HNn Pay later use kaarke apnaa cibil badhaa sakte hain, aaap!
Aap ne jitna bataya mere ko sab pta hai lekin phir bhi mera unavailable so kar raha hai
Payment page pe, ya phir Pay later waale section me?
Thanks bhai❤❤❤
Mera pay later account block hai kaise unblock krein please help
Kab block hua, aapka flipkart pay later?
@@UnlockingSomething 1 year
Block hone ka reasoon kya tha?
@@UnlockingSomething emi late payment of 3 time 2 time block account but after payment it is unblock automatically but third time unblock and not unblock from 1 year and I am completely pay all due but avi tk unblock hai account
Mera Flipkart Pay Later No Longer Use dikh rha hai limit 90,000 tha
Kab se aisa dikha rha hain?
Mere bhi same bata raha hai
Mera bhi same hai😢oo bhi papa ke pan me aur papa ka death ho gaya hai😢😢😢😢
@@UnlockingSomething 10-12 din se
@@UnlockingSomething mera to last 4 months se aisa dikha raha hai
Mera aadhar card mei jo phone number hai wo dusra koi number hai usme koi diikat hai kya????
Bhai agar aadhar card aur flipkart me same number nhi hoga, to kyc nahi hoga!
I have never lend any loan, and my cibil score is (-1). Can I avail the services of Flipkart pay later.
Yes, Why not?
Is there any additional charge like maintainance charge or opening charge
No!
Flipkart Pay later Sa Cbil Score Imporp Ho Ga Kay 🎉
Hnn bhai, Hoga!
@@UnlockingSomething Kitn Time Lag Ga
Bhai aadhaar card Wale verification se aage nhi hora application hi send nhi hori any solution??
Bhai OTP jata hain, ya nhi?
Haan Bhai aata h uske baad aage hi nhi hota 🥲@@UnlockingSomething
11:00 aesa kuch problem nhi hai mera
To kya problem hain?
@@UnlockingSomething problem ye hai pay later me emi option show kr rha hai 90000 rs aur use bhi kr pa rha hu but pay later jo achanak bnd ho gya hai 25000rs limit tha usko kaise active kru
Bhai Pay Later agle ak mahine ke liye band kiya gya hain, So abhi aap keval EMi hi use kijiye!
Sir maine last year pay later apply kiya tha but us time mera cibil score ka knowledge nhi tha but abhi mera cibil 750 se uper hai usko eligible kaise kar sakte hai plz bataiye
Abhi pahle apply karke dekiye?
@@UnlockingSomething Ab to not eligible show hota h wo to shyd ab eligible nhi hoga
Mera paylater blocked h jabki maine sara payment time pe hi kiya hu
Kab block hua bhai?
Mera v
Mera 4 month se block h ar Maine sabhi payment time pr kiya tha
Customer care bale bol rehe hn next month active hojayega lekin active hota h nhi
@@UnlockingSomething 6 mahina ho gya
Flipkart pay later service is no longer available due to internal policy revision made by us and lending patner
J problem kabi solve hoga ja nai bhai kya Flipkart kisi or partner k sath dubra aayege ja nai batana bhai j problem hai mere
Bhai abhi Bhai flipkart IDFC ka sath chori nhi hain, bss flipkart pay later agle 1 mahine ke liye band hain, pay later emi abhi bhi chalu hain!
Sir mera not eligible dikha Raha hai 😢😢
Reason?
Help Sir
Mera bhi yahi issue hai
Ha sir mera bi 😢@@UnlockingSomething
Mera bhi yahi issue hai or abhi se nhi bahut pahle se maybe 6 month se
Due to our financial partner policies ki bjh se pay letter on nhi ho rha... Kya kre ab plzz help me
Mera pay later 25000 emi 90000 Tha
Mtlb aapka Limit decrease ho gya hain, kya?
@@UnlockingSomething pay later achanak bnd ho gya hai 25000 limit tha bs emi option show kr rha tha
Mera sirf 1 k hi de raha h
Abhi Activate kiyen hain, kya?
Nii phale hi
To activate karne ke baad, shopping kiyen hain, apne pay later ko use karke?
Great explaining sir ,
all doubts cleared in just one video
Thanks a lot ❤
Most welcome 😊
Flipkart pay later dikhta hi nhi mera Flipkart app mai🙄
Google me search kro Flipkart pay letter
Bhai aap apna flipkart account kab banayen hain?
Same problem h
@@UnlockingSomething 3-4 years pehle
Maine 4-5 months pehle Flipkart pay later apply kiya tha but activate nhi kr paya. Kuch din baad Pay later ka option hi gayab ho gya🙄
Agar Flipkart pay Later activate kr lete h aur 1 lakh ka limit milta h par use har mahine 1 lakh ka limit pura nahi karte h means shopping to kya wo band ho jaega pay Later
आप सबको सूचित किया जाता हैं कि filipkart pay later service अब बंद हो गया है।😂
Bhai pay later band hua hain, Vo bhi agle 1 mahine ke liye!
Flipkart pay later EMI abhi bhi chalu hain!
@@UnlockingSomethingYe aap bta rhe ho n Flipkart ne to nhi bataya hai ki Pay later 1 mahine k liye band hua hai
Flipkart Pay later Ab Flipkart Pay later EMI ho chuka hai kyoki phle 2 trh ka Amount so hota tha ab ek hi so hota hai phle koi bhi product buy krte smay payment page pr so hota tha ab EMI so hota hai
bhai mers 50 hazar limit h band ho gya only pay EMI krne ke lie h jo pichla chal rha new buy nhi ho rha hai @@UnlockingSomething
@@UnlockingSomethingbhai Mera pichele 5 mahine se band hai 😢 lending partner hat gyya hai flip card ka😂
Sabka band ho gya hei mere bi 90k limit thi nhi use kar pa rha hu and emi pay kr di vo bi sali show nhi ho rhi @@Biharichoragaming
Sir ab flipkart pay later ka service band ho gya hai kya mere mai bnd dekha raha hai
Mujhe 40000 ka limit mila❤
My first time Kitna mila tha Tumhen Mujhe Bhi Mila 40k ka second time
Ab main Soch Raha Hun big billion days ke bad hi limit increase hoga3 rd times😊
Bhai aap last time kab shopping kiyen hain, pay later se?
Mera closed hogya h
Mai regular time pe payment krta hu
Bhai agar Amazon pay later ka approved Paisa used na karney par kya penalty lagega ya cibil score par farak padega ?batayeye pliz
Mera full KYC active dikha raha hain.. fir vi product purchase k time unavailable dikha raha hain kue boliye ??
Bhai pichli baar aaap kahan aur ab login kiyen the, apna flipkart account?
bhai esme minimum age limit kya hai...18 year pe ho jayega....
Bahut hi shandar bhai sahab
Bhaiya aapka video bahut hi helpful hai❤❤❤❤
Bhai app mei option ni hai pay later ka
Details. Kaise nikale ki kitni bachi hai emi
Bhai vo to aapko order karte samay hi ssara kuch btaya jata hain!
bhai ek baat bta do
jaise muje iphone lena hai uski Amount 50k hai or muje bajaj Fin credit card ki limit 35k hi hai
to kya m iphone order nhi kr pauga
bhai reply please
Nhi bhai aaap order nahi kar paaayenge, uske liye card me limit 50K ya usse jyada hona chahiye!
Bhai pay ltr se emi pe lene pe down payment kitni deni hoti h or kse
BHai isme downpayment nhi dena hota hain!
Sir mujhe flipkart se mobile lena h pay later ke through meri limit bhi 90000 h please bataiye mujhe pehle down payment krni padegi kya??
One of the best video on youtube
Thanku Amit bhai :)
But Mera bank details nhi liya hai sirf emi credit show kar rh hai ab kya karu
Bhai mai ra cibil score 813 hai.par pan no deke active now ke uper click karne se kuch process nahin ho raha plz solution batao
KUch error bhi likh rha hain?
@@UnlockingSomething no bro kuch nahi araha.kuch solution hai kya iska
Bhai video to apka bahot accha hai lekin mai 22/08/2024 ko apna pay later active kar raha tha to( Due to our financial partner policies, we are not able to provide a credit line at this moment) ye likhkar aya tha
Aap eligible nahi hain, flipkart pay later ke liye abhi!
Without credit score milega kya?
Bhai loan ke payse use nehi kiya to kya chukana padega ?
Paylater amount 0 dikha raha hai option available nahi ho raha payment gateway pr active kaise kru
sir mere te koi pyment late be nahi hai or sara bill clear hai mai bank se baat be kri wa lekin wo bolte hai eh ab nahi chalega
To Reason nahi btaya unhone?
Bhai Mera to aadhar ka OTP dene ke bad jab accept and submit me click krta hu usme bas loading animation loop me chalta hai uske bad kuch atta hi nahi, any solution?
Bhai aap kab try kar rahe hain!
Aapke liye ek sajetion hai ki aap achha video bnate ho ❤❤ Yh real video hai Flipkart paylater ka😊
Thanku bhai :)
Maine elegible hu aur track record bhi acha tha aaj tak koi emi nhi bounce hui h ab 75000 ki limit bachi h 15 ki emi cahl rhi h ab har product p pay later not available aa rha h unbale to use kyc bhi puri active h
Bhai aapka flipart account last time kahan aur kab login kiyen hain?
पे लेटर पे क्लिक करके कुछ भी नहीं हो रहा है भाई मैने अपना cibil score bhi check कर लिया हैं excellent आ रहा है पर भी पे later काम नही कर रहा मे बहोत शॉपिंग करती थी pay later से पर अब सब बंद हो गया है मुझे तो बडी याद आ रही है pay later की
can I buy product from Flipkart pay later without EMI and give money at once?
Hnn, but abhi vo oprion dishable hain!
Sir pay later wala option hi nahin hai mere mein
Mere civil score bhi aacha hai or emi aaj tak late nhi huwa hai humesha time pe karta hu phir bhi pay later id block hogya gai 4/5 months hogya abhi tak unblock nhi ho rha hai.. Plzzzz plz plz aap batiye kaise unblock hoga
Pay Later EMI Option mila hain, aapko?
Bhaiya mera age nahi pura hai
Aur mai aapne papa ka pan ko dunga aur addhar bhi lakin papa UPI payment nahi chalate hai toh kya mai apna upi id daal dun
Please reply 😢
Nhi bhai agar papa ke naam se kijiyega, to sara kuch papa ka dalna hoga, ID se kar flipkart account tak! aur UPI nhi use karte hain, to Debit card ka option bhi aata hain, wahan pe!
@@UnlockingSomething Ooo ❤️