Sir mene Vdo job 8 month ki v 18 dec ko releave hua v 20 dec ko teacher ki join ki Jis se 19 dec ek din break ho gya Abhi meri service 33years Baki h To service break ka prbhav pdega
Sir mein indian air froce mein safai karamchari hoon meri 6years service complte hai agar mai without mc certificate 6mahine tak absence ho sakta hoon kya sir pls mein depresed hoon🙏🙏🙏🙏
Sir me October se absent hu November month ki salary nhi ayi lekin December month ki salary a gayi sir muje kya karna chahiye me abhi bhi absent chal raha hu pointsman hu
Genuine reason ke sath apne concerned supervisor ko duty ke liye apeal kijiye. Sath hi absent period ko LWP ya LAP me convert karne ke liye bhi likhiye.
Sir maine mutual transfer liya he jabalpur division me lekin home district na milne ke karan maine abhi DRM office JBP se joining letter nhi liya or 5 din absent ho gye he abhi
Niyamanusar jinse aapne mutual transfer karaya hai to aapko unke sthan par hi posting milna chahiye. Absent mat hoiye, duty join kijiye. Baad mein own request bhi laga sakte hain.
Sar ji प्रणाम स्वीकार करें आपको बारंबार प्रणाम long time absent ke bad renewable for service kar diya gaya hai jiska mujhe koi later bhi nahin mila kya mujhe job dobara mil sakti hai kripya margdarshan den
sir me central services me hu post dep me 7 motnh service hui he , mene medical leave apply.krni he . Kya pvt dictor ka prescritptuon applicabble he 1 month k liye ?
Sirji Mera Inter division own request transfer request dealing clerk 1year se forward nahi kr raha he. Mere controlling officer ne accept kr diya he bt dealing clerk ke paas 1 saal se atka pada he. Kripya iska solution bataye...
Ek baar unse baat kijiye. Reason puchiye. Agar santoshjanak jawab nahi mile to Sr DPO sir se miliye. Uske baad written me Sr DPO sir ko complain kijiye
Sir LWP agar sanction kiya hua h kya iske baad bhi 1/10 1/18 cut hota hai Ya sanction LWP me nahi katega please reply. All vdo is very good thank sir vdo banane ke liye
Mai cisf may tradesman rank par tha, 1999 may 1 sal unauthorised absent ke liye nakri se remove kar diya hai, mai 2002 sal rejoining ke liye d i g ko appele kiya tha lekin join nehi diya ,avi kuch ho sakta hai sir please batayn.
I am working at Ministry of Home Affairs. I had been absent for a month. Even though after two weeks of absense I had submitted a medical certificate through email they have sent me a mail for unauthorized leaves. As I have no intention of going back to my duty I have even submitted my resignation letter through mail. Still they want me to present myself physically before a committee for unauthorized leave. What to do now?
Sir maine mp me mutual transfer liya tha 3yr pahle jisme mujhe pahle department se relieving latter mil gya tha but dusre department se joing letter nahi mila tha ...matlab relieving ke 12-15 din bad mujhe joing letter mila or maine join kiya duty abhi tak dono department se mujhe kuchh bhi nahi bola gya hai ...or aise situation me service break hoti h mujhe bhi aisa kuchh idea nahi tha ...abhi mujhe pta chala to aage kya problem ho sakti hai mujhe kya karna chaiye.... department ki taraf se koi information nahi hai maine kahi service break ke bate me padha to mujhe pta chala h ...plz repply mai kya karu department ko inform karu ya kya process karu ...sir plz reply
R/Sir mai 01/08/2016 se 31/01/2017 tak absent tha 6month(184) aur present july16 aur 01/02/2017 se continue present hoon aaj tak aur mujhe increment (July17) bhi mila lekin ab mujhe bola ja raha hai office me ki apko July2017 mein galat increment mila hai apki recovery hogi, Sir batayiye kya karu iska samadhan hai kya kuch, Kya private medical se ush period ka medical leave liya jaa skta hai yaa LAP liya ja skta hai Lap & lhap balance 60 and 210 day please bataye sor6 Apke pair chu raha hoon please madat kare sir apka hamesa aabhari rahunga Jeevan bhar 🙏
Ghabraiye mt. Annual increment ke liye 6 months duty honi chahiye. July 2017 me annual increment nhi lagna tha. Apne DC Ko boliye ki calculation chart create karke recoverable amount ki recovery kist me kijiye.
Sir Ji, Apke charno me mera pranam. Bhut kuch sikhne ko milta hai apse... Mai jr. clerk in SWR posted hu...Sir Mai CGL k liye prepare krna chahta hu or 4-5 months absent hona chah rha hu....Agr chargesheet milta hai to kya Dusre job (SSC/RAILWAY) me joining me dikkat aegi ?? ya fir current job me resignation accept krne pe dikkat hogi ....Sir kindly clear it sir...I need ur help sir..i am in depression sir...please help me...
Sir mein 11 month se absent tha health kharap he email karke ..ab mein resign karke dusre job me jana chahta hun.department rule 14 initiate kiya he..ky resign mera accept hoga. Plz ans me sir
Sir this is A.K.Kumar CISF duty. I removed from service on the ground shelf higher studies. I served 14 years. Removed without any benefit. I want duty. What can I do and what is the rules to urgue in court. Please inform me sir please.
Sir mai Railway Track machine mein naukri kar raha tha meri training 8 mahine ki thi jisme mai 5 mahine machine per training ki thi school training 3 mahine ka aur karna tha lekin mein unauthorised leave bina suchna diye bhag gaya 6 mahine ke baad notice may 2024 ko aaya school training ka jab mein office gaya to bola gaya ki agle november 2024 mein school training start hogi phone karenge aa jana phir aaj ke din 2 nov 2024 phone kiye to bol rahe tumhe service remove kar diya gaya hai kiyu ki 1 saal se jayada ho gaya jab ki mein to 6 mahina pahle sab application dekar aaya tha ki meri training start ki jaye 😢 help me kya karu
R/Sir mai 01/08/2016 se 31/01/2017 tak absent tha 6month(184) aur present july16 aur 01/02/2017 se continue present hoon aaj tak aur mujhe increment (July17) bhi mila lekin ab mujhe bola ja raha hai office me ki apko July2017 mein galat increment mila hai apki recovery hogi, Sir batayiye kya karu iska samadhan hai kya kuch, Kya private medical se ush period ka medical leave liya jaa skta hai yaa LAP liya ja skta hai Lap & lhap balance 60 and 210 day please bataye sor6 Apke pair chu raha hoon please madat kare sir apka hamesa aabhari rahunga Jeevan bhar 🙏
Agar mere joining ka 3 mahine diwti kar ke 1 sal apsenat hone par kya railway mujhe phir se joining kar sakte hai ki nhi mujhe bhi sujhawo dijiye please sair
Sir ji kya m apse baat kar skta hu probationary period m leaves ko leke abhi bhi kch doubts hain mre jese .... 1. Joining ke baad 1-2 mahine naukri krke 2 ya 2.5 years ki leaves li js skti hain ya nhi without payment par agr m ready hu utne hi time ke liye probation period ko aage khisak Jane par ..... 2. Agr m application dene ke baad Leaves Sanction na hone par bhi na jau probation period m 2 ya 2.5 years ke liye to kya naukri se jaane ka khatra hai etc... 3. Agr m payment nhi chata & ready hu probation period ko extend hone se & upcoming increment ke nuksaan ko jhelne ke liye ready hu to Q nhi leaves degg mujhe department akhir A nhi ?
Sir m grp d m hu Or mkhe EOL chaiye To mjhe HRMS ke through krna chaiye ya dipo incharge ke paas jaakar Or yadi EOl/LWP sanction nhi krte h to kya kruu
Sir mujhe trackman group d se remove from service kr diya gya h kuki mai 1.5 ye se unauthorised leave pr tha ...aap plz ye btaye ki kya mai railway ke kisi dusre vibhag (JE,NTPC, TECHNICIAN)m job kr skta HU..kya job m koi problem v ayega ???plz rply kre 🙏
Pranaam aapko bhi. Aapko bina suchna ke absent nhi hona tha.aap agar job karna chahte ho to genuine reason ke sath apne supervisor ko duty ke liye appeal kijiye. Process thora lamba chalega. Ummid hai, aapko chargesheet milega aur duty bahal ho jayega.
Helo sir mujhpr ek criminal case hua tha mane bina bataye court mai surendar kiya or apne state Police department mai 213 din ka over stay kiya ab mere department ne mujhko dismissed kr diya hai kripa kr ke marg darshan de aage ka rasta kya hoga or kya court case kr ke join kr sakta hu
Pranaam sir... Meri problem ye hai ki mai BPSC tre 2.0 me pgt physics me appoint hue hun... 3 mahine job ke bad mai 3 mahine ki madical leave without pay par thi.
Mera problem hai ki mai ghar se 200 km dur posted hun aur mera beta ko type -1 diabetes hai. 4 bar din me insulin lena hota h. Mere liye bacche se dur rahna bahut kathin hai. Sir next year transfer hogi sun rahe hain. Koi upae hai sir to mera margdarsan karen ki mujhe leave without pay kuch mahino ke liye mil jae jisse ki mera job bacha rahe
Sir m income tax department m working hu vo bhi probation period per hu abhi 17 months huye h probation period 2 months ka. Mujhai UPSC ki tayyari kerni h Maine 1 month ki EOL li thi. Ab Maine further leave ke liye apply Kiya per vo reject ho gyi. Ab m unauthorized Leave per hu. Agar UPSC ya State PSC m selection hota h to kya department se resignation easily mil jayega. Aur department ke Dura liye gye disciplinery action Ka UPSC ya Kisi aur job per koi effect padega. Sir please guide me. Ki mere liye unauthorized Leave per rahna Sahi h. Ye mere liye aage problem to create Nahi kerega.
Genuine reason ke sath EOL apply kijiye. Application reject ho to higher authority se sampark kijiye. After selection simple resignation de sakte hain.
Sir, yadi koi 2 saal se unauthorized leave par tha aur ab use 15 days ke bhitar pratyuttar dene ko kaha ja raha hai, usko joining deni chahiye ya nahi?
Pls hlp....i m absent from service since 6 months....koi vaild reason nhi hei.... Job karna nhi chahta tha but ab reliase ho raha hei..... Employee in state govt..... grade 4.... Now want to rejoin what is d procedure
कोल इंडिया में अनुकंपा नियुक्ति होया है मेरा पैर के चोट के कारण ड्यूटी में ऑप्शन हो गया है डॉक्टर ने सर्फेस में हल्का ड्यूटी करने के लिए लिखा गया था पर प्रबंधक नहीं किया गया है जिस कारण से मुझे करीब 4 साल नागा हो गया है प्रबंधक ड्यूटी से बर्खास्त कर दिया गया है सुझाव देने की कष्ट करें । धन्यवाद।
As per rule, aisi condition me aapka resign hona man liya jayega. Fir bhi genuine reason ke sath department ko resume duty ke liye apply kar Sakti Hain.
Sir mere husband ki dimagi isthati sahi nahi hone ki wajh se unki chutti hui hai 7 se 8 month usme bhi kaam par gaye hai par ab pcpo madum le nahi rahi hai mere bacchy padh.rahe hai unki nukari bhi 22 saal ki ho gayi hai lykin removal fund service diya hai
Pcpo madum baat he nhi maan rahi unhone ne mere baccho k baare mai bhi nahi socha ab wo saja mere husband ko nhi de rahi mujhe aur bachoo ko de rahi hai kuch samjh nahi aata ki ab kya karu 22 saal mere husband ko job karty ho gaye aisa nahi ki chuttya nahi hai par.last ma8.baacho k baare mai tho sochana chahiye nah nah he hume paise millnge nah he jab mai apne baccho ko kaha le jaau abhi padh rahi hai bacchi
Sir m 1year 3month se ubsent hu crpf se or m jana nhi chahta ab to m kya karu wha m ja nhi sakta m wha jate hi upset ho jata hu yhi se kuch ho jaye asha kuch batao
@@learningpointrailwaySir ji me Railway me 8 month se absent hu mujhe 5 month baad se ab tk 4 notice aa chuke he or mene first ke reply me hi Resignation letter by registered post bhej diya tha par abhi tk wo log ise accept nhi kr rahe he or abhi SF5 me chargesheet di he.. or Join krne ke liye bola gya he.. me Bina join liye resign dena chahta hu koi solution bataye..
sir main 20/08/23 absent hun. mujhe aaj absent ka latter aaya h. usme likha h 14 dino ke ander upsthit ho nhi to aapki umidvari radh kr di jayegi... kya mujhe jane pr fir se joining milegi.. or reson kya bole jo aasan ho skata h.. pls reply sir
Mai trackman ki post se absent ho agar mughe remove from service kiya jata hai to kya mai dubara railway ki other post par form bhr sakte hai ya nhi please sir bataye
Sir mujhe state pcs ke taiyari ke liye chhutti chahiye tha Maine eol apply ki thi lekin reject ho gaya ab mai absent hu 80 days ke liye Duty join karne me koi problem to nahi hogi.
Genuine reason ke sath duty ke liye apply kijiye. Competent authority agar chahe to absentee ke liye koi charge sheet bhi nahi milega. Absentee period ko leave me convert karwa sakte hain.
Main alp post par 2017 se bina bataye ghar par hu ab state police me meri job lagi hai kya mujhe proper resign lena padega railway se ya bina kisi resignation ke main state police join kar sakta hu
@@learningpointrailway reply ke liye thanks sir , mere mail par abhi bhi monthly nps ka mail aata hai kya nps ki wajah se koi dikkat ho sakti hai baad me kya , please ye aur clear kar dijiye 🙏🏼
Sir.. government employee suspended on biometric attendance wrong location punching which was set by employer... No chargesheet issued till date even no letter before suspension... Is it valid What to do?? Pls suggest
Meri railway me new joining h. 2 din job ki. Fr leave le li. Mai kitne din absent reh skta hu ?? Leave widout pay mil skti h ya nhi or kitne time tk mil skti h ???
@@learningpointrailway agr probation period pura nhi krta toh kya hoga. Probation period me kitna din absent reh skte hai..mtlb kitne din bad remove kr dega railway
Sir lwp pe kitne time tak up tgt teachers medical base pe leave pe reh sakte hai? Sir plz 🙏 bata dijiye main bahut pareshaan hoon, family responsibility ccl na approve hone ki wajah se mujhe aisa karna pad raha,plz sir bata dijiye
Aap CCL ke liye apply kijiye. Per year 05 times (female employee) aap apply kar sakte hain. Concerned authority approval na de to higher authority ko with proof written me application dijiye.
Bhai mereko rule 14 kardiye he ..mereko resignation chahiye..mereko resignation milega ya nenhi department inquiry ke time any idea ??@@DeepakKumar-jo8hs
Sir mere husband bhi unauthorized chutti ki wajah se nikal diya gaya hai aur file chachgate pachuchgayi pcpo madum k pass ab wo madum le nahi rahi hai jab ki 22 year ki job ho gayi hai retirement k 6 saal baaki hai aur removed from service kiya gaya hai mere husband lapehetwaah tho hai par ye saja unko nahi mere baccho ko mill rahi hai ghar nahi chal paa raha bacchye padh rahe hai sir koi rasta dikhaye...ye job mere sasur ki jagh hai
Pcpo madum nahi le rahe hai aur ye job mere sasur k8 jagh par mere husband ko mlli hai ab nah he paise hai nah he job ghar chalana muskli ho gaya hai kai baar hum pcpo madum se vintii kiye par maanti he nahi 22 saal ki job mai Unthorisid chutti ki saja mere baccho ko de jaa rahi hai ghar nahi hai rahene k liye paise nahi hai aur madum suntye nahi hai koi rastha dikhaye aap plz kaha jana chahiye hume apni apeel karne plz reply kare sir
Sir namste , sir mein absent rhna chahta 1 month maine apne mat ko bhi bta diya hai , re- join ka process kya Esme koi chargesheet to nhi milegi aap please bta dijiye
Sir maine deled ka last semester complete krne ke liye leave without pay maanga tha par section nahi hua mai absent ho kar pura karne chala aaya hu 6 month baad mujhe ye btane pr join karayenge ki nahi
Sir m 15 din ka leave lekr aya tha mera cgl mains exam h h mra 2 mhina ya 3 mhine ka absent lgega to mjhe kya kya problem ayegi joining krne m chargesheet milega ya remove from service pls help
Same here.. Main bhi cgl mains ki taiyari kar rhi hu.. Avi leave lekar ghar aai hu par cgl mains ke exam tak (mid January) tak wapas nhi jana chahti... Mother ka health issues h.. Wahi attach karke LWP ka application lagaungi.. Par sanction hone k chances kam h.. Or mera avi probation period v chal rha h.. Kya dikkat ho skti h.. Current job me or nayi job lagi to usme?
@@vidushivb9071mai bhe 54 days ka Extra Ordinary Leave Section Officer se sanction karva ke aaya hu ...ab dekhta hu aage kya hota hai CGL ke preparation ke liye
Sir m राजस्थान एजुकेशन डिपार्टमेंट का कर्मचारी हु । लेकिन मुझे 10 दिन से एसडीएम ऑफिस में लगाया हुआ है और किसी कारण से में टाइम से थोड़ा लेट आया और 8 मंथ पहले भी एक दिन लेट आया। दोनो दिन कलेक्टर ने निरीक्षण किया में दोनो दिन absent था और कलेक्टर मुझे चार्जशीट दे रहा है तो कोई सॉल्यूशन बताओ
Aapko absent nahi hona chahiye. Duty nhi aana hai to incharge ko information de dena chahiye. Otherwise aap concerned officer se baat kijiye aur mamle ko suljha lijiye. Aap apni baat request form me hi rakhiye.
@@learningpointrailway sir maine October 2022 ko principal ko leave application whatsapp kar di. Fir main 2months school duty nahi gaya 1December 2022 ko saspend kar diya aur fir mujhe jahaa pe head quarter diya wahaa main aaj tak join nahi hua aur na hi d.e.o. se mila arop patra ka jawab b aaj tak nahi diya ab kya process rahega please jankari do mujhe mai apka bahut abhaari rahunga
@@MerwanGurjar-j8f suspension period me subsistence allowance milta hai. Departmental enquiry ka yah hissa hai. suspension related paper department se demand kar lijiye. Uske baad hi koi kadam uthaiye.
V nice
Thanks sir for clearing our confusion in very simple way ❤
Most welcome
rail m bond period m training period include hota h ya fir bond period= training+ 5 years hota h?
Sir mene Vdo job 8 month ki v 18 dec ko releave hua v 20 dec ko teacher ki join ki Jis se 19 dec ek din break ho gya
Abhi meri service 33years Baki h
To service break ka prbhav pdega
Good morning sir all vdo is very good
Thanks and welcome
🙏🙏👍very good video sir..... Please tell आप कहाँ पोस्टेड हैं कृपया बताएं
Katihar me
Sir mein indian air froce mein safai karamchari hoon meri 6years service complte hai agar mai without mc certificate 6mahine tak absence ho sakta hoon kya sir pls mein depresed hoon🙏🙏🙏🙏
Aapke pichhle sawaal mein hi iska jawab Mila hai.
Sir imprest bill ipass se kese forward karte hai.... Kindly ispe agar video banadete toh badi kripa hoti...
Sir me October se absent hu November month ki salary nhi ayi lekin December month ki salary a gayi sir muje kya karna chahiye me abhi bhi absent chal raha hu pointsman hu
Genuine reason ke sath apne concerned supervisor ko duty ke liye apeal kijiye.
Sath hi absent period ko LWP ya LAP me convert karne ke liye bhi likhiye.
Sir maine mutual transfer liya he jabalpur division me lekin home district na milne ke karan maine abhi DRM office JBP se joining letter nhi liya or 5 din absent ho gye he abhi
Niyamanusar jinse aapne mutual transfer karaya hai to aapko unke sthan par hi posting milna chahiye. Absent mat hoiye, duty join kijiye. Baad mein own request bhi laga sakte hain.
Sar ji प्रणाम स्वीकार करें आपको बारंबार प्रणाम long time absent ke bad renewable for service kar diya gaya hai jiska mujhe koi later bhi nahin mila kya mujhe job dobara mil sakti hai kripya margdarshan den
Genuine reason ke sath aap duty ke liye apply kijiye. Kismat sath diya to duty mil sakta hai.
@@rishuediting182 sir aap kon se Department se ho aur duty se kitna months years tak absent rahe bataiye
2years se absent hu sir
@@Equipment-uu5wk 2years se absent hu sir education department
@@learningpointrailway sir main ek sal se absent hoon mujhe removal karenge kya sir letter nahi aya ab tak
sir me central services me hu post dep me 7 motnh service hui he , mene medical leave apply.krni he .
Kya pvt dictor ka prescritptuon applicabble he 1 month k liye ?
Yes
Sirji Mera Inter division own request transfer request dealing clerk 1year se forward nahi kr raha he. Mere controlling officer ne accept kr diya he bt dealing clerk ke paas 1 saal se atka pada he. Kripya iska solution bataye...
Ek baar unse baat kijiye. Reason puchiye. Agar santoshjanak jawab nahi mile to Sr DPO sir se miliye. Uske baad written me Sr DPO sir ko complain kijiye
Sir paramilitary se dismissed hu or state government me job kar sakte hai kya koi problem ho sakti hai kya please batao sir
Dismissal letter me other job ke liye no eligible nahi likha hai to koi problem nahi hogi.
@@learningpointrailway apka number mil sakta hai kya sir
Sir LWP agar sanction kiya hua h kya iske baad bhi 1/10
1/18 cut hota hai
Ya sanction LWP me nahi katega please reply. All vdo is very good thank sir vdo banane ke liye
Absence and LWP/EOL me 1/10 & 1/18 rule lagoo hota hai
Thanks sir 🙏
Mai cisf may tradesman rank par tha, 1999 may 1 sal unauthorised absent ke liye nakri se remove kar diya hai, mai 2002 sal rejoining ke liye d i g ko appele kiya tha lekin join nehi diya ,avi kuch ho sakta hai sir please batayn.
Higher authority ko written me apply kijiye aur necessary documents bhi attach kijiye.
Aapke vibhag ne thoda jaldi nirnay kiya hai. Aisi condition me wait karna chahiye.
I am working at Ministry of Home Affairs. I had been absent for a month. Even though after two weeks of absense I had submitted a medical certificate through email they have sent me a mail for unauthorized leaves. As I have no intention of going back to my duty I have even submitted my resignation letter through mail. Still they want me to present myself physically before a committee for unauthorized leave. What to do now?
You can try sending your simple resignation letter by post with genuine reason.
Sir maine mp me mutual transfer liya tha 3yr pahle jisme mujhe pahle department se relieving latter mil gya tha but dusre department se joing letter nahi mila tha ...matlab relieving ke 12-15 din bad mujhe joing letter mila or maine join kiya duty abhi tak dono department se mujhe kuchh bhi nahi bola gya hai ...or aise situation me service break hoti h mujhe bhi aisa kuchh idea nahi tha ...abhi mujhe pta chala to aage kya problem ho sakti hai mujhe kya karna chaiye.... department ki taraf se koi information nahi hai maine kahi service break ke bate me padha to mujhe pta chala h ...plz repply mai kya karu department ko inform karu ya kya process karu ...sir plz reply
Present Department ke dealer se consult kijiye. Problem ka solution bhi puchh lijiye.
R/Sir mai 01/08/2016 se 31/01/2017 tak absent tha 6month(184) aur present july16 aur 01/02/2017 se continue present hoon aaj tak aur mujhe increment (July17) bhi mila lekin ab mujhe bola ja raha hai office me ki apko July2017 mein galat increment mila hai apki recovery hogi,
Sir batayiye kya karu iska samadhan hai kya kuch,
Kya private medical se ush period ka medical leave liya jaa skta hai yaa LAP liya ja skta hai Lap & lhap balance 60 and 210 day please bataye sor6
Apke pair chu raha hoon please madat kare sir apka hamesa aabhari rahunga Jeevan bhar 🙏
Ghabraiye mt.
Annual increment ke liye 6 months duty honi chahiye.
July 2017 me annual increment nhi lagna tha.
Apne DC Ko boliye ki calculation chart create karke recoverable amount ki recovery kist me kijiye.
@@learningpointrailway Sir 1.8.16 se 31.1.17 ki chhutti ya medical swikrit ho skta hai kya sir
Sir Ji, Apke charno me mera pranam. Bhut kuch sikhne ko milta hai apse... Mai jr. clerk in SWR posted hu...Sir Mai CGL k liye prepare krna chahta hu or 4-5 months absent hona chah rha hu....Agr chargesheet milta hai to kya Dusre job (SSC/RAILWAY) me joining me dikkat aegi ?? ya fir current job me resignation accept krne pe dikkat hogi ....Sir kindly clear it sir...I need ur help sir..i am in depression sir...please help me...
Aap absent mat hoiye. EOl apply kijiye.
@@learningpointrailway Sir EOI k liye bat kia mai...Sanction nhi krenge 3 month k liye
Sr DPO se written me complain kijiye.
What is EOI sir
Sir mein 11 month se absent tha health kharap he email karke ..ab mein resign karke dusre job me jana chahta hun.department rule 14 initiate kiya he..ky resign mera accept hoga. Plz ans me sir
Agar DAR pending hai to resignation accept hone me problem hogi
@@learningpointrailway sir DAR ky hota he ?? Plz
@@Caniask123 discipline and appeal rule
@@learningpointrailway ok sir
Sir this is A.K.Kumar CISF duty. I removed from service on the ground shelf higher studies. I served 14 years. Removed without any benefit. I want duty. What can I do and what is the rules to urgue in court. Please inform me sir please.
Sir ji pranam sir main ek sal se absent hun muzhe bole ki remove frome service karenge kya remove karane ke bad main join kar sakata hoon plz reply
Agar remove ka process start nhi kiya gaya hai to abhi aap genuine reason ke sath duty ke liye apply kijiye.
Remove kitna din me relway karta hai sir Agar Remove kar diya to kya dusra post par rrb ke thro जा sakte hai nps sifting ho jayega
Sir mai Railway Track machine mein naukri kar raha tha meri training 8 mahine ki thi jisme mai 5 mahine machine per training ki thi school training 3 mahine ka aur karna tha lekin mein unauthorised leave bina suchna diye bhag gaya 6 mahine ke baad notice may 2024 ko aaya school training ka jab mein office gaya to bola gaya ki agle november 2024 mein school training start hogi phone karenge aa jana phir aaj ke din 2 nov 2024 phone kiye to bol rahe tumhe service remove kar diya gaya hai kiyu ki 1 saal se jayada ho gaya jab ki mein to 6 mahina pahle sab application dekar aaya tha ki meri training start ki jaye 😢 help me kya karu
Genuine reason with all documents Sr officer se miliye. Jab koi rasta na mile to advocate se baat kijiye
Sir mai 6month absent (184) aur 6month (181) Duty kiya hu mujhe increament milega ya nahi please batayiye Sir
Jivan bhar apka aabhari rahunga
180+ days present Hain to increment milega
@@pankajyadav-vv4ypBhai main 1 sal absent hoon mujhe lenge kya railway me
R/Sir mai 01/08/2016 se 31/01/2017 tak absent tha 6month(184) aur present july16 aur 01/02/2017 se continue present hoon aaj tak aur mujhe increment (July17) bhi mila lekin ab mujhe bola ja raha hai office me ki apko July2017 mein galat increment mila hai apki recovery hogi,
Sir batayiye kya karu iska samadhan hai kya kuch,
Kya private medical se ush period ka medical leave liya jaa skta hai yaa LAP liya ja skta hai Lap & lhap balance 60 and 210 day please bataye sor6
Apke pair chu raha hoon please madat kare sir apka hamesa aabhari rahunga Jeevan bhar 🙏
Sir us period ka LAP ya Medical kuch swikrit ho skta hai
Sair ji agar 3 mahine diwti kar ke 1 sal apsenat hone par kya mai phir se joining kar sakte hai
Duty ke liye with reason apply kijiye. Ho sakta hai charge sheet mile, but duty mil jayega.
Agar mere joining ka 3 mahine diwti kar ke 1 sal apsenat hone par kya railway mujhe phir se joining kar sakte hai ki nhi mujhe bhi sujhawo dijiye please sair
Duty ke liye with reason apply kijiye. Ho sakta hai charge sheet mile, but duty mil jayega.
Sir main engineering department mein hu kya 2 mhine absent se kuch dikkat ho sakti hai
1 din bhi unauthorised absent hone se dikkat ho sakta hai.
Genuine reason ke sath duty ke liye apply kijiye.
Sir ji kya m apse baat kar skta hu probationary period m leaves ko leke abhi bhi kch doubts hain mre jese ....
1. Joining ke baad 1-2 mahine naukri krke 2 ya 2.5 years ki leaves li js skti hain ya nhi without payment par agr m ready hu utne hi time ke liye probation period ko aage khisak Jane par .....
2. Agr m application dene ke baad Leaves Sanction na hone par bhi na jau probation period m 2 ya 2.5 years ke liye to kya naukri se jaane ka khatra hai etc...
3. Agr m payment nhi chata & ready hu probation period ko extend hone se & upcoming increment ke nuksaan ko jhelne ke liye ready hu to Q nhi leaves degg mujhe department akhir A nhi ?
Aap apne supervisor ya controlling officer se milkar baat kijiye. Koi na koi rasta jarur nikal jayega.
Sir m grp d m hu
Or mkhe EOL chaiye
To mjhe HRMS ke through krna chaiye ya dipo incharge ke paas jaakar
Or yadi EOl/LWP sanction nhi krte h to kya kruu
EOL apply karne se pahle apne supervisor and controlling officer se baat kar lijiye.
Sir mujhe trackman group d se remove from service kr diya gya h kuki mai 1.5 ye se unauthorised leave pr tha ...aap plz ye btaye ki kya mai railway ke kisi dusre vibhag (JE,NTPC, TECHNICIAN)m job kr skta HU..kya job m koi problem v ayega ???plz rply kre 🙏
Sir mujhe trackman ki job krni hi nhi h ...aur remove from service kr diya gya h.. to railway ke other job m dkt to nhi hoga na?
No
Kirpaya jwab de
सर जी मेरा प्रणाम स्वीकार करें आपको बारंबार प्रणाम सर जी मैं बिना किसी सूचना के तीन साल से अनुपस्थित चल रहा हूं मुझे मार्गदर्शन देने की कृपा करें
Pranaam aapko bhi.
Aapko bina suchna ke absent nhi hona tha.aap agar job karna chahte ho to genuine reason ke sath apne supervisor ko duty ke liye appeal kijiye. Process thora lamba chalega. Ummid hai, aapko chargesheet milega aur duty bahal ho jayega.
Medical fit leke duty karo
Very good sir and very best sir
Helo sir mujhpr ek criminal case hua tha mane bina bataye court mai surendar kiya or apne state Police department mai 213 din ka over stay kiya ab mere department ne mujhko dismissed kr diya hai kripa kr ke marg darshan de aage ka rasta kya hoga or kya court case kr ke join kr sakta hu
Meri saas ko peralise attak aaya tha es whaj se wo upset huey ab in sab ki saja mere mujhe aur mere baccho ko mill rahi hai
God bless you
Sir aden ne remove from service kiya hai trackman hu ab aage kya kru kya process hai job bachane ka
Agar aapke pass genuine reason hai to court ja sakte hain.
@learningpointrailway department se kuchh nhi ho skta Kya sir ab???
Mai 16 maheene ki duty me 14 baar absent hua tha beech beech me......
@@learningpointrailway pls reply sir
Hello bhai kitne din ke liye absent the aap@@paramshukla220
Sir yadi probation period me bina suchna ke aupasthi rahne par bhi job bach jaegi kya??
Term & condition per depend karta hai. Un-authorised absence period ko leave me convert karwa lijiye.
Pranaam sir... Meri problem ye hai ki mai BPSC tre 2.0 me pgt physics me appoint hue hun... 3 mahine job ke bad mai 3 mahine ki madical leave without pay par thi.
Mera problem hai ki mai ghar se 200 km dur posted hun aur mera beta ko type -1 diabetes hai. 4 bar din me insulin lena hota h. Mere liye bacche se dur rahna bahut kathin hai. Sir next year transfer hogi sun rahe hain. Koi upae hai sir to mera margdarsan karen ki mujhe leave without pay kuch mahino ke liye mil jae jisse ki mera job bacha rahe
🙏🙏
@@MinakshiKumari-wz2tp aap with proof EOL apply kijiye. Ho sake to higher authority se milkar apni problem ko vistar se bataiye.
Sir absent rahne par (abhi absent hu) railway se resogn kar sakte h please complete guide sir
Iska jawab pichhle sawaal me mil gaya hai.
Sir m income tax department m working hu vo bhi probation period per hu abhi 17 months huye h probation period 2 months ka. Mujhai UPSC ki tayyari kerni h Maine 1 month ki EOL li thi. Ab Maine further leave ke liye apply Kiya per vo reject ho gyi. Ab m unauthorized Leave per hu. Agar UPSC ya State PSC m selection hota h to kya department se resignation easily mil jayega. Aur department ke Dura liye gye disciplinery action Ka UPSC ya Kisi aur job per koi effect padega. Sir please guide me. Ki mere liye unauthorized Leave per rahna Sahi h. Ye mere liye aage problem to create Nahi kerega.
Probation period 2 years Ka h
Genuine reason ke sath EOL apply kijiye. Application reject ho to higher authority se sampark kijiye.
After selection simple resignation de sakte hain.
Sir, yadi koi 2 saal se unauthorized leave par tha aur ab use 15 days ke bhitar pratyuttar dene ko kaha ja raha hai, usko joining deni chahiye ya nahi?
Competent authority par depend karta hai.
@@learningpointrailway joining nahi dene se pareshani to nahi hogi na sir?
@@11SHRADDHA11 nahi
Pls hlp....i m absent from service since 6 months....koi vaild reason nhi hei.... Job karna nhi chahta tha but ab reliase ho raha hei..... Employee in state govt..... grade 4.... Now want to rejoin what is d procedure
Soch kar dekhiye, bahut se reason mil jayega.
Sir mene Mail kia tha apne department me leave extension ka due to family reason but wo bol rahe hai ki service break hogi.. ye kya hai please btaae
Agar aapka leave sanction ho jata hai to service break nahi hogi.
कोल इंडिया में अनुकंपा नियुक्ति होया है मेरा पैर के चोट के कारण ड्यूटी में ऑप्शन हो गया है डॉक्टर ने सर्फेस में हल्का ड्यूटी करने के लिए लिखा गया था पर प्रबंधक नहीं किया गया है जिस कारण से मुझे करीब 4 साल नागा हो गया है प्रबंधक ड्यूटी से बर्खास्त कर दिया गया है सुझाव देने की कष्ट करें । धन्यवाद।
Genuine reason ke sath higher authority se sampark kijiye.
Last me CAT ka sahara lijiye.
Mai 5 year and 6 month se bona suchna ke absent hu... Kya mai join kr skti hu
As per rule, aisi condition me aapka resign hona man liya jayega.
Fir bhi genuine reason ke sath department ko resume duty ke liye apply kar Sakti Hain.
Sir, EOL sanctioned by HRMS but periodic credit balance not reduce in LAP & not written in LAP dailogs box please make a video
Contect your DC
Sir mere husband ki dimagi isthati sahi nahi hone ki wajh se unki chutti hui hai 7 se 8 month usme bhi kaam par gaye hai par ab pcpo madum le nahi rahi hai mere bacchy padh.rahe hai unki nukari bhi 22 saal ki ho gayi hai lykin removal fund service diya hai
Genuine reason ke sath request kijiye.
PCPO sir to personal ke chief hain. Unse aage ham nahi badh sakte. Lekin wo chahe to raste nikal sakte hain.
Pcpo madum baat he nhi maan rahi unhone ne mere baccho k baare mai bhi nahi socha ab wo saja mere husband ko nhi de rahi mujhe aur bachoo ko de rahi hai kuch samjh nahi aata ki ab kya karu 22 saal mere husband ko job karty ho gaye aisa nahi ki chuttya nahi hai par.last ma8.baacho k baare mai tho sochana chahiye nah nah he hume paise millnge nah he jab mai apne baccho ko kaha le jaau abhi padh rahi hai bacchi
Hum log colony mai he rahety hai paise he nahi hai ghar bhade mai lene k ...meri shaddi ko 29year ho gaye ab mai baccho ko le jaa kr kya karu
Sir ap k Appcsion le rahi hu wo ho nahi raha hai koi aur tarika hai ap k number aur ap k
Sir bina bataye railway trackman post pe mai lagatar 1 saal tk absent ho sakte h sir
Absent mat hoiye. EOL sanction karwa lijiye.
EOL kya hai sir@@learningpointrailway
@@Raistar2017gamers Extra Ordinary Leave/LWP
Sir m 1year 3month se ubsent hu crpf se or m jana nhi chahta ab to m kya karu wha m ja nhi sakta m wha jate hi upset ho jata hu yhi se kuch ho jaye asha kuch batao
Police Wale bhi aate h Ghar par un se bhi
Simple resignation by post bhej dijiye. Reason me koi bhi genuine problem likh sakte hain.
@@learningpointrailwaySir ji me Railway me 8 month se absent hu mujhe 5 month baad se ab tk 4 notice aa chuke he or mene first ke reply me hi Resignation letter by registered post bhej diya tha par abhi tk wo log ise accept nhi kr rahe he or abhi SF5 me chargesheet di he.. or Join krne ke liye bola gya he.. me Bina join liye resign dena chahta hu koi solution bataye..
Bhai Mera bhi asa hi haal @@sagarsinghpanwar689
@@sagarsinghpanwar689bhai aap kha se ho
sir main 20/08/23 absent hun. mujhe aaj absent ka latter aaya h. usme likha h 14 dino ke ander upsthit ho nhi to aapki umidvari radh kr di jayegi... kya mujhe jane pr fir se joining milegi.. or reson kya bole jo aasan ho skata h.. pls reply sir
main railway me taickmain 4 hun... south railway chennai me duty h
As per letter aapko present ho jana chahiye. Absent reason me koi bhi genuine reason bata sakte hain
Bhaiya aap apna mobile number digiye please
Mai trackman ki post se absent ho agar mughe remove from service kiya jata hai to kya mai dubara railway ki other post par form bhr sakte hai ya nhi please sir bataye
Agar abhi aap duty nhi karna chahate hain to resign de sakte hain ya EOL le sakte hain.
bhai m bhi trackman se absent hu 1 saal hone vala he aapne resign de diya kya mujhe chargesheet mili he
@@lalitmahawar7503mai bhi trackman hu bhai last 6month se absent hu kya dubara join kr sakta h
@@rajeshsinghrajput8903ha kr skte ho...
Aap me.se koi probation period me b absent raha h kyaa
Sir mujhe state pcs ke taiyari ke liye chhutti chahiye tha
Maine eol apply ki thi lekin reject ho gaya ab mai absent hu 80 days ke liye
Duty join karne me koi problem to nahi hogi.
Genuine reason ke sath duty ke liye apply kijiye. Competent authority agar chahe to absentee ke liye koi charge sheet bhi nahi milega. Absentee period ko leave me convert karwa sakte hain.
Thank you sir
Main alp post par 2017 se bina bataye ghar par hu ab state police me meri job lagi hai kya mujhe proper resign lena padega railway se ya bina kisi resignation ke main state police join kar sakta hu
as per rule 5 years absent rahne se resign mana jata hai. Aap state police me join kar sakte hain.
@@learningpointrailway reply ke liye thanks sir , mere mail par abhi bhi monthly nps ka mail aata hai kya nps ki wajah se koi dikkat ho sakti hai baad me kya , please ye aur clear kar dijiye 🙏🏼
@@Bug2Cr no, NPS number puri service period me ek bar hi generate hota hai.
@@learningpointrailway dhanyawad
Ha bhai bina resign diye aapne police join kr liya kya. Nps ka kya hua. Koi problm tih nhi huyi. Jo b hua please btaye
Sir mey 1 sal duty kiya hu or abi 2 mahina key absent chaiya keya kare?
LWP sanction karwa lijiye. Absent mat hoiye, charge sheet mil sakta hai.
@@learningpointrailwaysir agar PMC kar de to ? Chargesheet ya suspension nehi hoga na?
@@tanaydas6362 sabse achchi baat ki aap apne supervisor ya dealing Clerk se baat kar ke hi koi kadam uthaiye.
Sir.. government employee suspended on biometric attendance wrong location punching which was set by employer... No chargesheet issued till date even no letter before suspension... Is it valid
What to do?? Pls suggest
This is a matter of policy. You should consult a lawyer in this regard.
@@Drsmitabade-salunkhe7005 this is policy matter.you should be a higher advocate in this regard.
Meri railway me new joining h. 2 din job ki. Fr leave le li.
Mai kitne din absent reh skta hu ??
Leave widout pay mil skti h ya nhi or kitne time tk mil skti h ???
अभी आप absent मत होइए। Probation period को सही से पूरा कीजिए।
@@learningpointrailway sir ye btao mera masters ka final year h. Toh LWP mil jayega kya masters complete krne k kiye
After joining koi bhi regular course nahi kar sakte. Agar karte hain to present post ke liye illigal hoga.
@@learningpointrailway illegal h. Ok .. 6 month reh gye m.a puri hone . Muje LwP milega ya nhi ???
@@learningpointrailway agr probation period pura nhi krta toh kya hoga. Probation period me kitna din absent reh skte hai..mtlb kitne din bad remove kr dega railway
sir please. pdf provide kriye and Send kriye sir pls
Sir steno coaching krne k liye mai 3 mhine se absent hu.. kya joining me koi problem ayegi?... Meri new joining h.. june 2023 me
Concerned authority par depend karta hai.otherwise duty ke liye aap apeal kijiye.
Sir 70 days absent hu probation period pura nhi hua hai kya 70 days m remove of service ho skta hu@@learningpointrailway
i am absent for only one day without permission do they take any action against me?
may be and no be
18 yr se samvida pr hai kaun si chhutti mil sakti hai😢
Kis sector me hai aap
@@learningpointrailway sikshamitra
I'm in AIIMS ....how can i absent from the duty for approx one year ...plz suggest me
you can apply for duty with genuine reason
Sir mene 3 mhine job ki fr 7 mhine se absent hu mujhe phle b1 medical mila tha ab mera medical c1 ho gya h kya mujhe dubara job milegi reply plzz
Genuine reason ke sath duty ke liye apply kijiye.
@@learningpointrailway mujhe whi post milegi ya post change ho skti hai
@@TarunaPareta-ip2rp same post
Sir me 4 months se absent hu or sir mantal problem hai kya karu
Àapka jawab es video mein hi hai.
@@learningpointrailwayTKS sir ji
Sir LR ke baad parminant station Diya tha lekin mai 45 days hogaye report nahi Kiya hu ab kya hoga hamare job per
Terminate tho nahi hoge na
Genuine reason ke sath report kijiye. Absent period ko LWP/LAP treat karwa lijiye.
@@learningpointrailway leaves abhi Tak update nahi huai hai HRMS per ab kya kare sir
@@learningpointrailwayterminate/remove from service tho nahi hogana sir tension hora hai please reply
@@dileepdevkathe5625 nahi hoga
@@learningpointrailway tq sir for your valuable information
Sir lwp pe kitne time tak up tgt teachers medical base pe leave pe reh sakte hai? Sir plz 🙏 bata dijiye main bahut pareshaan hoon, family responsibility ccl na approve hone ki wajah se mujhe aisa karna pad raha,plz sir bata dijiye
Aap CCL ke liye apply kijiye. Per year 05 times (female employee) aap apply kar sakte hain. Concerned authority approval na de to higher authority ko with proof written me application dijiye.
Sir
Im absent for more than 6 months..
I was preparing for examination..
How to rejoin sir..
Please tell
Is prashna ka jawab Diya ja chuka hai.
Sir have you joined again
@@DeepakKumar-jo8hs I'm trying to rejoin but our SS not allowing to rejoin
What should I do ?
❤
Mera bhi same question hai
Sir absent k time agr khi aur selection ho gya toh absent rehne pr resignation mil jata hai kya..koi problem toh nhi ayegi dusri job join krne mai
Resignation ho jayega.
@@learningpointrailway thank you sir, ... Sir sf 5 clear krna jaruri hai kya normal resignation k liye
Probation period me absent hone pr kitne din me remove ya resin de dete h
Bhai mereko rule 14 kardiye he ..mereko resignation chahiye..mereko resignation milega ya nenhi department inquiry ke time any idea ??@@DeepakKumar-jo8hs
@@learningpointrailwaysir Apse bat ho sakti h kya
Sir mere husband bhi unauthorized chutti ki wajah se nikal diya gaya hai aur file chachgate pachuchgayi pcpo madum k pass ab wo madum le nahi rahi hai jab ki 22 year ki job ho gayi hai retirement k 6 saal baaki hai aur removed from service kiya gaya hai mere husband lapehetwaah tho hai par ye saja unko nahi mere baccho ko mill rahi hai ghar nahi chal paa raha bacchye padh rahe hai sir koi rasta dikhaye...ye job mere sasur ki jagh hai
Pcpo madum nahi le rahe hai aur ye job mere sasur k8 jagh par mere husband ko mlli hai ab nah he paise hai nah he job ghar chalana muskli ho gaya hai kai baar hum pcpo madum se vintii kiye par maanti he nahi 22 saal ki job mai Unthorisid chutti ki saja mere baccho ko de jaa rahi hai ghar nahi hai rahene k liye paise nahi hai aur madum suntye nahi hai koi rastha dikhaye aap plz kaha jana chahiye hume apni apeel karne plz reply kare sir
Aisi condition me railway 'union' hi aapko madad kar sakta hai. Union ke secretary/mantri agar chahe to aapka nuksan nahi hogi.
Thank you sir..ap ka koi contact number mill skta hai kya sir
Sir namste , sir mein absent rhna chahta 1 month maine apne mat ko bhi bta diya hai , re- join ka process kya
Esme koi chargesheet to nhi milegi aap please bta dijiye
Absent mat hoiye. Aap EOL apply kijiye. Esse aapko 'no work no pay' to milega hi. Sath me koi chargesheet bhi nahi hogi.
Sir mein 7 years se unauthorised absence hu.dubara rejoin kar sakta hu
Genuine reason ke sath apne supervisor se miliye.
Sir mein 5 years se unauthorised absence hu. Kya mera ab regin hi ho jayega
@@samarsaini1394 as per rule 05 years U/A ka matalab hai ki aapne resignation de diya hai.
Sir maine deled ka last semester complete krne ke liye leave without pay maanga tha par section nahi hua mai absent ho kar pura karne chala aaya hu 6 month baad mujhe ye btane pr join karayenge ki nahi
Genuine reason ke sath duty ke liye apply kijiye.
Sir m 15 din ka leave lekr aya tha mera cgl mains exam h h mra 2 mhina ya 3 mhine ka absent lgega to mjhe kya kya problem ayegi joining krne m chargesheet milega ya remove from service pls help
LWP sanction karwa lijiye. Absent hone se chargesheet bhi mil sakta hai.
Chargesheet Milne pr agr hmara dusri job m ho jata h to releave krege ya nhi lwp division se nhi mili or incharge only 15 din ki kr skta h
Same here.. Main bhi cgl mains ki taiyari kar rhi hu.. Avi leave lekar ghar aai hu par cgl mains ke exam tak (mid January) tak wapas nhi jana chahti... Mother ka health issues h.. Wahi attach karke LWP ka application lagaungi.. Par sanction hone k chances kam h.. Or mera avi probation period v chal rha h.. Kya dikkat ho skti h.. Current job me or nayi job lagi to usme?
@@vidushivb9071mai bhe 54 days ka Extra Ordinary Leave Section Officer se sanction karva ke aaya hu ...ab dekhta hu aage kya hota hai CGL ke preparation ke liye
Sir m राजस्थान एजुकेशन डिपार्टमेंट का कर्मचारी हु । लेकिन मुझे 10 दिन से एसडीएम ऑफिस में लगाया हुआ है और किसी कारण से में टाइम से थोड़ा लेट आया और 8 मंथ पहले भी एक दिन लेट आया। दोनो दिन कलेक्टर ने निरीक्षण किया में दोनो दिन absent था और कलेक्टर मुझे चार्जशीट दे रहा है तो कोई सॉल्यूशन बताओ
Aapko absent nahi hona chahiye. Duty nhi aana hai to incharge ko information de dena chahiye.
Otherwise aap concerned officer se baat kijiye aur mamle ko suljha lijiye. Aap apni baat request form me hi rakhiye.
❤sir helps me please Mai saspend chal raha hu 2years se❤
Details me likhiye.
@@learningpointrailway sir maine October 2022 ko principal ko leave application whatsapp kar di. Fir main 2months school duty nahi gaya 1December 2022 ko saspend kar diya aur fir mujhe jahaa pe head quarter diya wahaa main aaj tak join nahi hua aur na hi d.e.o. se mila arop patra ka jawab b aaj tak nahi diya ab kya process rahega please jankari do mujhe mai apka bahut abhaari rahunga
@@MerwanGurjar-j8f suspension period me subsistence allowance milta hai. Departmental enquiry ka yah hissa hai.
suspension related paper department se demand kar lijiye. Uske baad hi koi kadam uthaiye.
@@learningpointrailway okay thanks sir
Sir suspension on biometric attendance at the wrong location which was set by the employer.. what to do