Troubleshoot - Fix Bluetooth Error in Pc & Laptop || Bluetooth Not Working Problem in windows 7, 8

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 29 ก.ย. 2024
  • Video Topic :- Troubleshoot - Fix Bluetooth Error in Pc & Laptop || Bluetooth Not Working Problem in windows 7, 8 & 10 🔥🔥
    Hello Dosto, mera naam Umesh Kumar hai aapka Riyansh Tech par bahut bahut swagat hai.
    ============================================================================
    Dosto is video me mai baat karne wala hu ki troubleshoot ke through se missing Bluetooth ko computer aur laptop me Kaise lana hai. bahut sare logo ka Bluetooth jo hai vah missing dikhta Hai show hi nahi karta hai aur bahut sare logo ka to Bluetooth error batate rahata hai. To is video me mai dono fix karne wala hu missing Bluetooth bhi aur bluetooth ka error bhi chahe aapka operating system windows 7 Ho windows 8 Ho ya windows 8.1 ho ya windows 10 Ho sabhi windows ke bare me mai aapko bataunga tu Jaanne ke liye is video ko complete dekhe dhanyvad dosto.
    Queries Solved in this Video :-
    1) Troubleshoot - Fix Bluetooth Error in Pc & Laptop
    2) Fix Bluetooth Not Working Problem in windows 7 8 & 10
    3) bluetooth not showing, bluetooth not working
    4) bluetooth icon missing
    5) bluetooth icon not showing
    6) Bluetooth not installed, bluetooth error fix
    7) bluetooth show kyou nahi kar raha
    8) bluetooth driver install kaise kare
    9) bluetooth radio, csr bluetooth, generac bluetooth
    Way to find missing Bluetooth Video Link :- • 7 Way to find missing ...
    Bluetooth All Videos Pc & Laptop ( हिंदी में ) :- • Bluetooth All Videos P...
    #troubleshoot #bluetootherror #bluetoothmissing #bluetooth #bluetoothdriver #downloaddriver #installdriver #windows7 #Riyanshtech
    ========================================================================
    My mike Boya m1 amzn.to/2RuL53x
    Tripod
    1) amzn.to/2RtCdvc
    2) amzn.to/2TqPX7i
    ==========================================================================
    👍👍👍👍👍👍 Please mera channel ko subscribe kare, video ko like kare or comment karna na bhule friends. mai aap logo ke liyea is tarah ki video lata rahuga friends 👍👍👍👍👍👍
    ================================================================================
    Follow me :-
    Instagram :- / umeshkumar5877
    My facebook page
    / riyanshtechi
    My facebook / umeshkumar.kumar.5621149
    Google plus
    goo.gl/4b23P5
    Twitter :- / riyanshtech
    ===============================================================================
    DISCLAIMER :-
    This Channel DOES NOT Promote or encourage Any illegal activities , all contents provided by This Channel is meant for EDUCATIONAL PURPOSE only .
    This video is for educational purpose only.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
    =========================================================
    "Riyansh Tech" -- Thanks for watching this video Dosto.

ความคิดเห็น • 110

  • @deepakdas9151
    @deepakdas9151 ปีที่แล้ว +11

    Are jo video banata he complete video bana lamba kyun banata he

  • @BitCoinTarget
    @BitCoinTarget 2 ปีที่แล้ว +1

    very good with simple Lagrange.

  • @sangamsingh298
    @sangamsingh298 2 ปีที่แล้ว +3

    इंटेल का का प्रोसेसर है डिवाइस मैनेजर में हार्डवेयर ब्लूटूथ है बट error hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Mere kal ka video dekhiye or error ko fix kijiye ho jayega dost

  • @ArvindKumar13410
    @ArvindKumar13410 2 ปีที่แล้ว +3

    mare prosseer intel ka hai sir

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว +2

      To aap device manager me jakar check kijiye ki bluetooth driver install hai ya nahi yadi nahi hoga to pahle install kar lijiye yadi phir bhi fix nahi huwa to troubleshoot or bluetooth support services ko check kijiye ho jayega in subka video mere channel par hai bluetooth wale playlist me video dekhiye aapko solution mil jayega dost

  • @rajbhai3525
    @rajbhai3525 ปีที่แล้ว

    Sir hp folio 9470m mai Bluetooth work nhi kr raha hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Driver update hai na yadi update Hai fir bhi Kam nahin kar raha hai dusre install karke naya driver install kijiye

  • @unknowngamer3046
    @unknowngamer3046 ปีที่แล้ว

    Hota nahi hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว +1

      Koi baat nahi juld hi bluetooth ka video la Raha hu mai

  • @Love_India_0027
    @Love_India_0027 2 ปีที่แล้ว +4

    Bhai pura btaya kro ,,,,, aadha bta ke aage nikal jate ho 😂😂

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Ha dost kya kare long video dekhna log pasand nahi karte hai is aisa karna padta hai dost waise aapko jaha bhi nahi samajh me aa raha aap puch sakte hai ya mere channel me bluetooth wale playlist me jakar aapne problem ko solve kar sakte hai

  • @arifasultana27
    @arifasultana27 หลายเดือนก่อน +1

    Don't watch the video. Totally waste of time 😅😅

  • @ArvindKumar13410
    @ArvindKumar13410 2 ปีที่แล้ว +5

    please sulation

  • @mansooriguts
    @mansooriguts 6 หลายเดือนก่อน +1

    ज़ब कुछ पता नहीं है तो ज्ञान क्यों दें रहे ho

  • @Sachuharyana88
    @Sachuharyana88 2 หลายเดือนก่อน

    Khtm isme ye bta de ye

  • @decodingfilms5397
    @decodingfilms5397 4 หลายเดือนก่อน

    local info

  • @mkbharyana8105
    @mkbharyana8105 2 ปีที่แล้ว +8

    Troubleshooting kerne ke baad bhi chal nhi raha h
    Fix bhi ho gya but chal nhi raha h
    On off ka option nhi aa rha h

  • @satishallahabadiaspirants
    @satishallahabadiaspirants 9 หลายเดือนก่อน

    Mc

  • @prabhatyadav558
    @prabhatyadav558 2 หลายเดือนก่อน

    Fir vi blutooth nahi connect nahi ho raha hai blutooth therting se

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 หลายเดือนก่อน

      Bluetooth driver ko update kijiye aur operating system ko bhi update kijiye

  • @naikbadshahfarooqi1799
    @naikbadshahfarooqi1799 ปีที่แล้ว

    Joot Bolta hyyyyy

  • @pk_gamerz
    @pk_gamerz ปีที่แล้ว +1

    dont waste a time

  • @DrVishvankit3377
    @DrVishvankit3377 2 ปีที่แล้ว +2

    jb problem solve nhi krna tha to

  • @golammeshkat1
    @golammeshkat1 8 หลายเดือนก่อน

    Waste my time...
    Ignore this video.,..
    Don't waste your time

  • @akshaygiri3818
    @akshaygiri3818 3 หลายเดือนก่อน

    Sir meri Bluetooth Nhi ho rahi Hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  3 หลายเดือนก่อน

      Aap apne purane driver ko uninstall Karke new aur latest varjan ke driver ko install kijiye aur apne operating system ko update kijiye

  • @RadhaGupta-stay.
    @RadhaGupta-stay. ปีที่แล้ว +1

    Bluetooth radio click ktne ke bad kya krna

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว +1

      Aap check kijiye ki kya aapke Device manager mein Bluetooth show kar raha hai yadi kar raha hai iska matlab hai ki aapka bluetooth ka driver install hai or nahin kar raha hai iska matlab hai ki aapke computer mein bluetooth ka driver install nahin Hai To sabse pahle aap Bluetooth ke driver ko install kijiye tabhi Maine Jo trik bataya Hai vah kam Karega nahin To nahin Karega

  • @SidhuPlayz__7-zt6ie
    @SidhuPlayz__7-zt6ie 22 วันที่ผ่านมา

    screen recordrr naame btao

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  21 วันที่ผ่านมา

      Obs screen recorder

  • @naturebeautycinema-relaxin1710
    @naturebeautycinema-relaxin1710 ปีที่แล้ว +1

    Sir mera ek ear buds bluetooth connect nehi ho raha hain..pera leptop Windows 7 main work kar raha hain..jab vi main connect karne jata hu Adding this device to this computer failed aaisa aa raha hain.. please sir koi solution batayiye.. It's a humble request🙏

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว +1

      Aap mere channel per jaen Bluetooth wale playlist mein iska video aapko mil jaega

    • @naturebeautycinema-relaxin1710
      @naturebeautycinema-relaxin1710 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech mere ne dhunda lekin video nehi mila.. please aap link dijiye

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Yaha se link nahi jayega dost

    • @naturebeautycinema-relaxin1710
      @naturebeautycinema-relaxin1710 ปีที่แล้ว +1

      @@RiyanshTech mill gaya video..par sir uska solution ka video jaldi laa do please 🙏

  • @yashliftzz
    @yashliftzz ปีที่แล้ว

    Are yr kha hua solve vese hi bna rhw ho video

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Aapka Jo old bluetooth ka driver hai use install karke new bluetooth driver ko install kijiye ekadam latest varjan Wale Ko uske bad check kijiye yah problem solve ho jaega

    • @yashliftzz
      @yashliftzz ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech new he bhiya troubleshoot ki problem ni ht ri

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว +1

      Jab driver new hai to fir work karna chahie to fir trouble suit se fix karke dekhiae yadi setting se koi bhi mistake hoga to troubleshoot usko fix karke aapko de dega aur uske bad bhi nahin Ho Raha hai to fir aap check kijiye ki kahin aapka operating system ka update to nahin Na aaya hai yadi update aaya use update kar le

  • @abshahid437
    @abshahid437 2 ปีที่แล้ว

    Bhai teri bahut video bahut dekhi but koi solve. Ni Mila or aane personally bi koi help nhi ki jabki abhi aap itne bade celebratty nhi bane or abhi se itna ghamand #Sorry I. am Unsubscribing your Channel

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Ghamand nahi dost busy rahta hu youtube ke aalawa or bhi kam karta hu mai

    • @abshahid437
      @abshahid437 2 ปีที่แล้ว +1

      @@RiyanshTech kia kam krte ho or 5 minutes ka time ni nikal skte kia apni audience ke lie

  • @mastiyoutube7668
    @mastiyoutube7668 ปีที่แล้ว +1

    Sir kon sa driver download Karu ma

  • @mahaveerkumawat6007
    @mahaveerkumawat6007 10 หลายเดือนก่อน

    troubleshoot me incompitable application aa raha h kya kare

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  10 หลายเดือนก่อน

      Aap mere channel per jaen Bluetooth wale playlist mein vahan per Maine bluetooth problem ko fix karne ka bahut sara Tarika bataya aap UN video ko dekh lijiye

  • @parwindersingh7284
    @parwindersingh7284 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir mere laptop ka wifi and Bluetooth ka range boht jyada Kam ho gya h .. kindly suggest to solve this problem

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Kam ho gaya hai to iska ek hi upay hai dono ke driver ko update kar dijiye ya unko hata ke new latest version ke driver ko install kar dijiye range increase ho jayega

    • @parwindersingh7284
      @parwindersingh7284 2 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech already done this but nothing changed 😢 .. koi hardware problem to nhi h?

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Yadi hardware issue hota to ek bhi kaam nahi karna chahiye phir bhi ho sakta hardware me problem isliye yadi bluetooth adapter hai to usko laga ke check kijiye ek baar ki wo kaam karta hai ya nahi

    • @parwindersingh7284
      @parwindersingh7284 2 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech actually sir I have unplugged keyboard port from laptop motherboard.. os k karan to nhi h kuch?
      Keyboard khrab hone ki vjy se?

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Ye bhi Ho sakta hai dost

  • @abuhuraira8974
    @abuhuraira8974 11 หลายเดือนก่อน

    Jake pahle muh dhul😂😂😂😂

  • @Ekaksharartstudio
    @Ekaksharartstudio ปีที่แล้ว

    It's not working....😡😡😡😡

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Aap apne Device manager mein check kijiye ki vahan per Bluetooth show kar raha hai ya nahin uske bad mujhe bataiye

  • @muralimurali6816
    @muralimurali6816 ปีที่แล้ว

    apka bhaath sunke mera working blue tooth pehle connect ho ra ha tha abhi karab hogaya teek hi nahi ho raha hai......kya karu bhai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Apane bluetooth driver ko uninstall kijiye or new bluetooth driver ko install kar dijiye bluetooth work karne lagega

  • @greensidegarden7828
    @greensidegarden7828 ปีที่แล้ว

    Sir iske baad bhi bluetooth radios ki niche generic Bluetooth adapter ke aage yellow colour ka sign aa rha hai sir
    Sir plz bataiye hath jod kar vinti hai 🙏🙏🙏🙏

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Abhi bhi yelo color ka sign a raha hai to aap hai so apni driver ko uninstall kar dijiye aur new bluetooth driver ko install kijiye yadi koi setting se problem hoga to vah automatic theek ho jaega

    • @kindlyhelpmetoreach2ksubsc218
      @kindlyhelpmetoreach2ksubsc218 ปีที่แล้ว

      hello bro aapka ye vala probem solve huva kya ? agar huva to muje batana mere sathbhi yahi problrm he

  • @mastiyoutube7668
    @mastiyoutube7668 ปีที่แล้ว

    View hidden files on kar ka bhi blutooth show nahi ho Raha sir
    Help me
    Aap muja baata dona kon sa driver download kar na h

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว +1

      Dekhiae Bluetooth ke work nahin karne ka bahut sare reason ho sakte hain jaise ki aapka driver ka update na hona driver ka old hona driver ka corrupt hona ya Bluetooth service support off hona ya Apne setting Se koi chhedchhad Ki Ho bahut sare reason ho sakte hain to yadi setting se koi bhi mistake hai to iska video Maine banakar Bata Diya Hai Windows 7 ka bhi aur Windows 10 ka bhi aap UN video ko dekh lijiye aur yadi driver se koi bhi mistake hai Jaise driver update na hona liya corrupt hona to fir aapko Apne bluetooth driver ko install karke new varjan ke bluetooth driver Ko download karke install karna padega To ine sare chijon ka video mere channel per Bluetooth wale playlist mein aapko mil jaega aapka jo bhi company ka laptop ho aap usi ka video dekhi Hai driver install kar lijiye aur yadi setting se koi bhi problem ho to use bhi theek kar lijiye jaaiye mere channel per Bluetooth wale playlist mein Sara video aapko vahi mil jaega

  • @amarrai9012
    @amarrai9012 ปีที่แล้ว

    Pura btao agar drive bhi hoga to kese theek karenge

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha par aapko bluetooth se related har ek problem ka solution mil jayega dost

  • @abdulbasit9151
    @abdulbasit9151 ปีที่แล้ว

    Mine is samsung

  • @diprag2321
    @diprag2321 ปีที่แล้ว

    Solution to btaya hi nhi

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Aap mere channel per jaaye Bluetooth wale playlist mein vahan per aapko 7 Tarika milega Bluetooth header ko fix karne ka use video ko dekh lijiye aapka problem solve ho jaega

  • @mimgamming5941
    @mimgamming5941 ปีที่แล้ว

    Device show nahi kar raha hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Aap ek bar check kijiye device manager mein ki kya vahan per Bluetooth show kar raha hai ya nahin

  • @MrRkmenon
    @MrRkmenon ปีที่แล้ว

    Win 32 is not showing in woindows

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      2 din pahle Jo video Maine upload kiya hai use dekh lijiye usmein maine new Tarika bataya Hai bluetooth problem ko fix karne ka

  • @jaigurumaharaj3647
    @jaigurumaharaj3647 ปีที่แล้ว

    Sirji mere pass install nhi ho rha hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Yadi Intel ka processor Hai To Aaj Maine Jo video dala hai use video ko dekh lijiye aapko solution mil jaega dost

  • @gkk5897
    @gkk5897 2 ปีที่แล้ว

    Fake video banate hai ye sab

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว +1

      Aap mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapka jo bhi company ka laptop ho usi ke video ko dekh lijiye aapko solution mil jayega dost

  • @asvofficial
    @asvofficial 2 ปีที่แล้ว

    Bluetooth h but device search nhi krta wifi ok h

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko iska video mil jayega dost

    • @asvofficial
      @asvofficial 2 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech 70 video konsa dekhna h laptop me aarhi h ye dikkat

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Ye wala dekhiye "bluetooth search kyou nahi ho raha"

    • @asvofficial
      @asvofficial 2 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech help n support me ye likha aata h
      Bluetooth is not supported in windows server

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Jo driver pahle se install hai use uninstall kijiye or new driver latest Version wala install karke dekhiye

  • @DrVishvankit3377
    @DrVishvankit3377 2 ปีที่แล้ว

    problem slove krna chahiye

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Yadi settings se koi problem ho to troubleshoot se use thik kiya ja sakta hai. Par dusra koi problem ho to troubleshoot kaam nahi karega. Ek cheez hai ki yadi settings se koi problem nahi hai to sidhe bluetooth driver ko uninstall karke new bluetooth driver ko install kar dene se 80% chance hai ki bluetooth problem solve ho jayega or ek baat mai kabhi kisi ko wrong information nahi deta hu ab kiske computer me kiya problem hai ye bina dekhe koi kaise Jaan sakta hai humlog to kewal un tariko ke bare me batate hai jisse bluetooth ke problem ko solve kya ja sakta hai mere dost

  • @vikrambishnoi3302
    @vikrambishnoi3302 ปีที่แล้ว

    Aapke kaan kaha h bhaisahab

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Kya hua dost thik nahi huwa kya to aap apane bluetooth driver ko uninstall kijiye or new driver ko install kijiye

    • @vikrambishnoi3302
      @vikrambishnoi3302 ปีที่แล้ว

      @@RiyanshTech sb kiye bhai pr thik ni ho rha

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Device manager me bluetooth show kar raha hai chech kijiye jab tak device manager me bluetooth show nahi karega tab tak aap bluetooth nahi chala sakte hai

  • @sangamkumar819
    @sangamkumar819 ปีที่แล้ว

    Kuchh kam nahi hai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  ปีที่แล้ว

      Aapka jo bhi bluetooth ka driver hai Sabse pahle aap usko install kijiye aur aapka jo bhi processor hai aur operating system hai aur beat Hai usi ke anusar Sahi driver ko pahle aap install kijiye yadi setting se koi bhi problem hoga To vah khud hi theek ho jaega

  • @beingamir
    @beingamir 2 ปีที่แล้ว

    Sir mera laptop asus vivobook 15 hai. Camera work nhi kar rha hai. Device manager par camera option bhi show nhi kar rha, support se camera derive download kiya hu par install ka option nhi aa rha hai. Run for admistration option nhi hai. Kyse hoga ek video banaye.

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Ya to hardware me koi problem ho sakta hai ya software me yadi hardware me problem hai ya settings me koi problem ho to troubleshoot se fix kare, or yadi software me koi issue ho to sahi camera Driver ko download karke install kar dijiye sub problem solve ho jayega

  • @mkbharyana8105
    @mkbharyana8105 2 ปีที่แล้ว

    Windows 10 me chal nhi raha h

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Win + R press kijiye or type lijiye services.msc or enter kijiye phir bluetooth support services me right click karke status type me automatic karke start button par click karke apply or ok kar dijiye problem solve ho jayega

  • @HABIBKHAN-jz9oh
    @HABIBKHAN-jz9oh 2 ปีที่แล้ว

    Hlw bai

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Bolo dost

    • @SKELTONGAMER
      @SKELTONGAMER ปีที่แล้ว +1

      Tere Jaise Insan is Dharti per nahin honge jisko ghanta nahin pata hota

  • @greensidegarden7828
    @greensidegarden7828 ปีที่แล้ว

    Sir plz pura bataiye

  • @unionmathmasti2345
    @unionmathmasti2345 ปีที่แล้ว

    ❤❤

  • @greensidegarden7828
    @greensidegarden7828 ปีที่แล้ว

    Sir ek video or bana dijiye kyunki ye solve nhi ho rha
    Sir apne subscriber ke liye bas ek video or bana dijiye
    Plz plz plz 🙏🙏🙏🙏🙏

  • @hardikparmar8810
    @hardikparmar8810 2 ปีที่แล้ว

    Bhaiya maine download kr liya he pr device manager mai show nahi ho raha hai please help

    • @RiyanshTech
      @RiyanshTech  2 ปีที่แล้ว

      Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega 7 Tarika bluetooth error ko fix karne ka wo video dekh lijiye aapko solution mil jayega dost