Ajj ma, nai renwal kily apply kiya abi passport ko 8 mnth hai bhai jann toh agar mujy visa old wila passport per ayia ga jisa ko sirf 8mnth hain abi experi ma toh appointment mara abi 1mnth 17 dys baad hai toh agar mujy old wila passport per visa ayia toh maa bhar ja kar remwal kara sakta hu passport koi problem toh nhai ayie gye.... Agar ma appointment attend nhai karo ga toh koi problem toh nhai plzz reply karna
Actually mera aaj ke din hi appointment tha but waha pe aaj ek din ka strike tha jis wajah se mera kaam nhi ho paya to kya isme meri galti hai to kya aaj ke appointment per kal kaam ho sakta hai
भाई कभी पासबुक के लिए कहीं पैन कार्ड के लिए तीन बार होल्ड हो जाने के बाद पासपोर्ट ऑफिस में तो उसके बाद पासपोर्ट बनेगा तीन बार अपार्टमेंट पूरा हो जाने के
Sir jaise mai passport 7 april 2024 is tarik ko apply kiya hu or mai appointment ke liye payment nhi karta hu or jaise 1 year ,2 year ya 3 year hogya ho to kya hoga . To Kya nera passport vaild rahega 3 yead ke bad. fir mai payment kar ke appointment book kar skta hu..ishi passport ke liye ya fir mujhe new passport ke liye apply karna hoga ... 18 year parr banaya gya ho to...Passport banane ke bad uski validity kitni hoti
Reschedule kab karna hota hn ? Example - kal mera passport ka appointment din hn aur mujhe aaj pata hn ki mein kal nahi ja paongi appointment ke liye toh reschedule mujhe aaaj hi karna hoga ya kisi bhi din aur samay apne marzi se ? Ya mujhe aaj hi reschedule karna hoga ye janke ki mein kal nahi ja paongi
Sir Meyne passport ke liye applay Kiya tha to Mera pas locals I'd nhi hai ,mai job krta hu sir to vaha se aaply Kiya tha or peyment go gya tha to next time frish apply kr skta hu sir Please sir tell me please 🙏
Hello sir mera appointment miss hogya due to aadhaar card ( aadhar card update karwana hai tou usko 2 months minimum lagenge so kya mai 2 months kya baid appointment lai skta hon fee valid raha ya Nayai sa phir fee brna haj
Sir mera pcc appointment krte time passport expiry date galt ho gyi hai or kal meri appointment hai kya kal date change ho sakti hai or kal meri PCC appointment ho jayegi
Plzz help sir mera appointment tha 6 October ko mai gaya bhi tha aur document bhi submit kr diya mujhe receipt bhi mil gyi pr 7 October ko meesege aaya ki (psk appointment missed) kya kru koi help kro
Sir maine do bar reschedule kia tha ab 3rd time krra hu book to nahi ho rha h ab vo Limit exceed bta rha h 2 bar k baad he Ab kya krna chhaiye mjhe sir
hi harshit.. just want to no one thing..maine apne pssport k lie apply kia tha but jis din ka appointment h us din mera exam h mai out of state hu..to us case me kya mera appointment cancel ho jaega.. n if yes to muje reschedule cancel hone k baad hi krna hoga ya usse phle possible h.. n kya dobara reschedule krne pe dobara fees lgegi?
सर जी मेरा वेरिफिकेशन डेट 7 मई ह ओर मे एक महीने बाहर हु तो क्या में 7 जून को वापस आकर नया date ले सकता हू क्या प्लीज सर रिप्लाई जरूर दे बड़ी हेल्प होगी।
haa ji 3 baar aap appointment le sakte hai 1 aapka payment ke baad booking karte ho aur 2nd and 3rd option aur hai aap agar 1st appointment miss kar dete ho to dubara appointment lekar jaa sakte ho
Sir, please I missed my first appointment, now I wanna book appointment again. When I log in with the existing email id, it says, "This user is not registered" What to do now, please please answer.
Good information sir for passport appointment. Mera 9:45 Am pe appointment hai, but mei 2:30 pm e jaounga. Kai mera passport appointment cancelled ho jaye ga?
Sir mera passport hold pe tha pehle phir mene appointment dubara lee to mere police verification aa gye or ajj to passport v aa gea hai to jo appointment book krvai hai mene uska kya kru
Sir Mera passport hold par hai mujhe 1st September ko date diya hai par mera documentation ka kaam complete nhi huwa so Mai nhi jaa paungi Kya usme prblm hogi ya nhi agar nhi gaye toh
I denied to give any money to police during police verification for passport. The next day when i asked the police about the verification, they told me that they have sent my file to SPO. What is SPO? What should I do now?
Sir meri photo fonger ho gye the lekin mere pass graduation ki digree nahi thi to unhone mujhe rpo jaane ke liye bol diya tha or mere pass msg aaya ki aapka escalted aa gya tha ..lekin online check kiya to police verification ke liye sent dikha rha hai ab mujhe rpo jaana pdega ya nhi pls bataye
Hlo sir need some help plz...2 days before i applied for fresh passport...and in application form there is some name mistake ....so can i apply for new passport again without going for appointment for previous passport ????? ....usme correction ka option bhi nh h...or payment bhi kr di h...dusri bar fr se payment kr k fresh passport k liye apply kr skte hai kya ...??? Plz tell me
Bhai jisko jankari ho vhi bataye mai track status dekhta hu jisme dikha rha h under review at tha regional passport office to mai appointment book kr diya hu aor appointment date ke phle mera status chage ho sakta h jaise beech me appointment date ke phle hi status change ho skta h
Agar aapne payment kar diya hoga too tatkal se normal mein nahi hoga Lekin agar payment nahi kiya hai too dara form ke liye apply karo usme aap normal passport ke liye apply karna
Bhai ma us date ko passport office ma gya ta mare Apoyamant 11:30 bja ke te ma whaa 3 bja pocha unhonne ya bola ke dubaara sa date lane pada ge aba kya karyu bhai ma mujhe dubaara fisha dane bada ge kya dubaara date lana ka leya
Ajj ma, nai renwal kily apply kiya abi passport ko 8 mnth hai bhai jann toh agar mujy visa old wila passport per ayia ga jisa ko sirf 8mnth hain abi experi ma toh appointment mara abi 1mnth 17 dys baad hai toh agar mujy old wila passport per visa ayia toh maa bhar ja kar remwal kara sakta hu passport koi problem toh nhai ayie gye.... Agar ma appointment attend nhai karo ga toh koi problem toh nhai plzz reply karna
Actually mera aaj ke din hi appointment tha but waha pe aaj ek din ka strike tha jis wajah se mera kaam nhi ho paya to kya isme meri galti hai to kya aaj ke appointment per kal kaam ho sakta hai
भाई कभी पासबुक के लिए कहीं पैन कार्ड के लिए तीन बार होल्ड हो जाने के बाद पासपोर्ट ऑफिस में तो उसके बाद पासपोर्ट बनेगा तीन बार अपार्टमेंट पूरा हो जाने के
Sir jaise mai passport 7 april 2024 is tarik ko apply kiya hu or mai appointment ke liye payment nhi karta hu or jaise 1 year ,2 year ya 3 year hogya ho to kya hoga . To Kya nera passport vaild rahega 3 yead ke bad. fir mai payment kar ke appointment book kar skta hu..ishi passport ke liye ya fir mujhe new passport ke liye apply karna hoga ...
18 year parr banaya gya ho to...Passport banane ke bad uski validity kitni hoti
Sir mene ek baar appintment post pond ki hai.new date par mera exam hai aur me vaha ja nhi sakti .to kya me Phir se post pond kr sakti hu ya nhi
सर तीन बार अपार्टमेंट पूरा हो जाने के बाद भी मेरा पासपोर्ट नहीं बन पाए तो क्या
If i reach passport office late then the given time so what's the process
Sir mera passport hai ecr usko ecnr karna tha...3 baar appoinmt cancel ho gaya to mera passport cancel to nahi hoga na..plz reply dijye
Fee payment kay baad kitnay time tkk reschedule kiya ja skta hai appointment??? Mtlb mera 1500 kab tkk valid rhega ??
sir doosre state mai jaana pade to waha bhi verification karwa sakte hai kya ?? doosre state mai booking karwa sakte hai reschedule karke ??
Reschedule kab karna hota hn ? Example - kal mera passport ka appointment din hn aur mujhe aaj pata hn ki mein kal nahi ja paongi appointment ke liye toh reschedule mujhe aaaj hi karna hoga ya kisi bhi din aur samay apne marzi se ?
Ya mujhe aaj hi reschedule karna hoga ye janke ki mein kal nahi ja paongi
Did you get the answer?
Sir Meyne passport ke liye applay Kiya tha to Mera pas locals I'd nhi hai ,mai job krta hu sir to vaha se aaply Kiya tha or peyment go gya tha to next time frish apply kr skta hu sir
Please sir tell me please 🙏
Appointment rescheduled karne par
Dobara
Fees to nhi lgegi
1500 rs
Hello sir mera appointment miss hogya due to aadhaar card ( aadhar card update karwana hai tou usko 2 months minimum lagenge so kya mai 2 months kya baid appointment lai skta hon fee valid raha ya Nayai sa phir fee brna haj
Me 30minit let Gaya to appointment cancel ho ya.
Ye sa hota hekya
Mujhe B counter se wapas bhej diya sar lekin mera police verification se phone aaya tha kya mera password aaega ya nahin please sar yah jarur batana
mai 3 appoitment reschedule kar chuki hu par ja nahi payi abhi mai kya karu?
Sir mera pcc appointment krte time passport expiry date galt ho gyi hai or kal meri appointment hai kya kal date change ho sakti hai or kal meri PCC appointment ho jayegi
Sir agar 3 appointment nikl jaye to kya hoga
Bhai Mera passport gumgya tha fr FIR krwa k appointment layli ...ab passport milgya to kya kerna chaahida
Plzz help sir mera appointment tha 6 October ko mai gaya bhi tha aur document bhi submit kr diya mujhe receipt bhi mil gyi pr 7 October ko meesege aaya ki (psk appointment missed) kya kru koi help kro
What if my passport application is rejected due to aadhaar card photo on the day of appointment,do I have to pay 1500 rs again for appointment?
Sir agr 3 appointment miss hone ke bad kya fir se ragistration karna padega aur agr karna padega to kitne din bad
Hey have you find the answer??
Sir maine tatkal kiya tha lekin muze ab normal and pass wala appointment center chahiye to kaise karu jaldi
Sir maine do bar reschedule kia tha ab 3rd time krra hu book to nahi ho rha h ab vo
Limit exceed bta rha h 2 bar k baad he
Ab kya krna chhaiye mjhe sir
Fir kya hua vai??
hi harshit.. just want to no one thing..maine apne pssport k lie apply kia tha but jis din ka appointment h us din mera exam h mai out of state hu..to us case me kya mera appointment cancel ho jaega.. n if yes to muje reschedule cancel hone k baad hi krna hoga ya usse phle possible h.. n kya dobara reschedule krne pe dobara fees lgegi?
@@kajalsharma-km1nbhey can you tell the answer of this question?
सर जी मेरा वेरिफिकेशन डेट 7 मई ह ओर मे एक महीने बाहर हु तो क्या में 7 जून को वापस आकर नया date ले सकता हू क्या
प्लीज सर रिप्लाई जरूर दे बड़ी हेल्प होगी।
haa ji
3 baar aap appointment le sakte hai
1 aapka payment ke baad booking karte ho
aur 2nd and 3rd option aur hai aap agar 1st appointment miss kar dete ho to dubara appointment lekar jaa sakte ho
Sir, please I missed my first appointment, now I wanna book appointment again. When I log in with the existing email id, it says, "This user is not registered"
What to do now, please please answer.
Sir or money refund ayega ya dobara lagenge next appointment ke liye
Mujhe bhi janna h
Mere kl appointment h to muje kl nhi jana h to kya resechedule ka charge lagega
No
Sir 3rd time appointment miss ho gya to kya phir se apply krna pdega
Reply plzz sir
Is also my question
Have you find the answer??
Mera address change ho Gaya tha galtise to new adhar card nikalne ke bad phir se appointment kaise le
Bhai nu btao ki appointment ki date check karte time passport office show nhi ho rha hai kya kre
Good information sir for passport appointment. Mera 9:45 Am pe appointment hai, but mei 2:30 pm e jaounga. Kai mera passport appointment cancelled ho jaye ga?
Aap ka jo time hoga appointment aap usi time par jaao
Sir
Maine reschedule kr dia
Kya cancel krne pr form cancel ho jata h?
Ya cancel k bad kabhi be rescheduled kr skte
My appointment cancel due to election 😢 old appointment date 11/5/2023 and new appointment date 30/06/2023😢
Bhai dubara se appointment charge lagega
@@mehaksaini4357 ji 30 ko ho gyi meri appointment dobara li thi .
Agar tisri baar nahi gye to kya hoga
Tino appointment nahi jjaaa Paya to kya kare
Kya or fees lgegi
Itti der me yeh bhi bata dete ki kaise reschedule kara Jaa sakta hai appointment....!! Toh zyada shukraguzar hote aapke!
Cyber cafe se ya fir passport office se
Kya adharcard update krvana jaruri hai passport k liye
सर पासपोर्ट आनलाईन डेट के कीतने दिन बाद ऐपारटमेनट किस डेट को आऐगा कैसे जा ने???
Agar hamari first appoinment miss ho jate next appoinment k liye dubara fees barni pare ge
Nahi
Hanji mere passport ki appointment 25oct2022h Or os din Diwali h to kya hoga
Dusre din kaa lena padega
@@AbhishekSahani sir dusri date kitne time mein mil jati h
Sir i went to passport verification and i got acknowledgement form,next day i got message that agian u should reschedule the date .what should i do
Sir kya kiya apna merw sath bhi same ho gya
Sir mera passport hold pe tha pehle phir mene appointment dubara lee to mere police verification aa gye or ajj to passport v aa gea hai to jo appointment book krvai hai mene uska kya kru
Bhai dobara fir oppointment lene ke liye dobara fir fee dene padegi ???????
Bhai plz koi btae ki,kitne din ke ander second appointment le sakte hai
Sir Mera passport hold par hai mujhe 1st September ko date diya hai par mera documentation ka kaam complete nhi huwa so Mai nhi jaa paungi Kya usme prblm hogi ya nhi agar nhi gaye toh
passport me sudhar krne ke baad fir se appointment date milta hai kiya
passport payment validity has expired , you have not explained
3 attempt exceed ho gaya hai or ek baar reschedule kasie kare
Print karlo khud se hi ghr pe😂😅
Sir what happened if i am late by 3 hour at passport Seva kendra
Aapko andar nahi jaana denge
3 baar appointment ho gai ab kya kare
I denied to give any money to police during police verification for passport. The next day when i asked the police about the verification, they told me that they have sent my file to SPO. What is SPO? What should I do now?
Not SPO Use Sp Office bhej diya gaya hai
Don't worry sab kuch sahi hai
Not SPO Use Sp Office bhej diya gaya hai
Don't worry sab kuch sahi hai
@@AbhishekSahani hello brother, I am asking this what happened if I lost my application which will be needed in appointment?
Third appointment bhi missed ho gaya to kya karna padega?
U will need to pay and register again
@@JOYCEARTSIZAturant hojaega reapply?
sir mera aj ka appoint miss hogya to agay kab ki date millay ge appointment kya leay
passport
Appointment fees bar bar lagegi kya ?
Nhi
1 hfta hogya verification hoke police abhi tak nahi aai
Sir meri verification miss ho gya to ma kya kruuu sir
Sir j plz bta dena ma boht preshan hu ma ghr pe nhi thi actually sir
Bhai kitne time period tak ham dobara reschedule kr skte h?
Like last date bhi kuch hoti hogi ki aap itne days ya itne months ke baad dobara reschedyle k liye apply nhi kr skte
Re schedule appointment kaha se book. Hoga
Dobara appointment lene ka charge lagta h ya pehle Wale amount me ho jata h?
2 tyms tak free h
Sir Ji book ke she Kare Dusari Date please bata vo na
CHANNEL PAR VIDEO MIL JAAYEGA ISKE UPAR
Bhai Mera 1 appointment miss hua h or Dobara book nhi ho rha h kya kare bato bhai esa likha a rha h
Kam ki bat Kiya kar Khali me timepass mat kiya kar, video me . Bahut smart mat samaj guma Raha hai kapse
Sir mera appointment 3 bar ho chuka h 4 va kaise hoga
agr passport k liye apply kr diya h, but maine passport nhi bnvana h to kya fee refund hogi?
Nhi
bhai mera dusra appointment bhi miss ho gaya kya mai tisra appointment le sakta hu?
plz reply me brother
ha bhai
Bhai dobara fir oppointment lene ke liye dobara fir fee dene padegi ???????
Ni
Date resudule kr wa lo aap
Thanks but 20 seconds mey bhi video bana sakte they
😂😂
Sir mera 10:30am ko appointment hai bt train 11am ko phochti hai toh kya thoda delay accept ho jata hai?
Nahi
Appointment me kya har bar payment dena hoga..?
no
@@AbhishekSahani form 3 se 4 din pahle submit kiye the to kya ab usi I'd password se login karke appointment book kar sakte hai na..?
Sir , agar police verification k liye police station right time per nahi ja sake to kya karna chahiye?
Aapka apna thane par jaakar baat karna chahiye
Are dada wo RTO nhi h 😂😂
Sir penalty lagti hai kya
no penalty
Rpo kitne baar visit kar sakte hai
2 or 3 Times
Sir mera appointment 9:45 ka time h ma late hogya hu 11bje pahucha to ma kya kru appointment me andar lege mujhe ya nhi
Kya hua bhai
@@RachitShokeen nothing bro done appointment
@@anshkhan1179Bhai bola to ni tha kuch ki late kyu aaye
Jaldi bol kal subah panvel nikalna he
Hai bhai 😂
Sir meri photo fonger ho gye the lekin mere pass graduation ki digree nahi thi to unhone mujhe rpo jaane ke liye bol diya tha or mere pass msg aaya ki aapka escalted aa gya tha ..lekin online check kiya to police verification ke liye sent dikha rha hai ab mujhe rpo jaana pdega ya nhi pls bataye
Rpo visit kar lo aap
@@AbhishekSahani sir ek baat or puchni hai aapse kya me isko khud cancel karake nya passport ke liye dobara apply kar sakta hu
Sir paisa bhi lagta appointment dubara lene pr
NO
@@AbhishekSahani lekin shop wala hazar rupya mang raha h
Hlo sir need some help plz...2 days before i applied for fresh passport...and in application form there is some name mistake ....so can i apply for new passport again without going for appointment for previous passport ????? ....usme correction ka option bhi nh h...or payment bhi kr di h...dusri bar fr se payment kr k fresh passport k liye apply kr skte hai kya ...???
Plz tell me
Haa kar sakte hai
Bhai jisko jankari ho vhi bataye mai track status dekhta hu jisme dikha rha h under review at tha regional passport office to mai appointment book kr diya hu aor appointment date ke phle mera status chage ho sakta h jaise beech me appointment date ke phle hi status change ho skta h
To Lucknow jana padega apko agar uttar pradesh ke ho
Haa pahle bhi change ho sakta hai
Show no opionmet from
Sir mera appointment date nikl gya h or m other state m hu 6 month k liye to kya 6 month k baad bhi mera appointment book ho sakta hai
Heyy...aapne 6month k baad appointment liya kya..?Mera bhi same case h
Sir galti se tatkal passport ke liye aply kar diya use normal kese kar skte h plz jaldi reply karna
Agar aapne payment kar diya hoga too tatkal se normal mein nahi hoga
Lekin agar payment nahi kiya hai too dara form ke liye apply karo usme aap normal passport ke liye apply karna
Pcc ke din nahi gaya sir ab kya hoga
Kya dobara paisa lgega🙄
Sir ajj mera appointment pura nahi hua mere adhar card ki vjah sa kya main 4 ya 5 din bhad dubara ja sakti hu
Kya kya docs. Lete h .plz help
Agar 3 bar bad bhi nhi hua toh
1,2,or,3 bar भी नहीं गए to
Bhai ma us date ko passport office ma gya ta mare Apoyamant 11:30 bja ke te ma whaa 3 bja pocha unhonne ya bola ke dubaara sa date lane pada ge aba kya karyu bhai ma mujhe dubaara fisha dane bada ge kya dubaara date lana ka leya
Sir dobara se appointment lene me bi fee lgti h?
Nahi 500 rupe me kharid liya tumne passport office ko ab jarurat nahi 😁😁🤭🤭
3 bar change kr k ni gye
To kya fir se apply kr k fees deni pdegi
Yes
Kitne time baad reapply karskte h any idea
Very nice information sir❤
Thanks and welcome
Sir kya fees dobara lgegi sari ??
Nhi
3rd appointment per bhi Naa jaa paae tohh kyaa karna hoga ?
Pata nahi bhai mere sath v yhi hua🤦
@@akhg340any solution or answer for this??
3 attempt ke baad nhi hoga kya
Appointment date dobara lene par kitna charge lgega......
35000 lage ge
Sir charge kitne lenge woh 50 ya 100 ??
1600 hai fr makin passport