Apna address proof doc. Change krwa skta hu kya office me Mera address full nahi h I want full address that’s why i need to change my address proof to mool niwas prman ptra
हेलो सर,, मेने सिर्फ आधार और पेन कार्ड लगाया था कि कोई प्रॉब्लम न हो,, लेकिन अपॉइंटमेंट में फिर भी मेरिड सर्टिफिकेट मांग लिया देहरादून के कुत्तों ने,, जबकि मेरे पास वाइफ का आधार और पेन कार्ड ओरिजिनल डॉक्यूमेंट थे,, बस वही गरीबों को परेशान करने वाली बात हे
Name change mein kaunsa document lena hai..aur Graduate mark sheet mein spelling mistake hai ..aur mere pass sirf affidavit hai name change aur name spelling mistake ka ..kya affidavit paryapt hai ya nahi ...kya mein name change na show karun to chalega....pls. reply sir urgent ..👍
Hello Sir I have one question plz let me know if you have any answer, I have all documents of India but my birthplace is Nepal but I'm leaving in India sence 2005 I'm i able to apply for passport, if yes then it is okay to present Nepal birth certificate?
If you have 10th marksheet and aadhaar card from India then you will be able to apply for.... But if you have any confusion call official passport office..toll free number available in office website
Sir passport apply karne ke liye parents name to same hai matric me aur adhar card me lekin papa ke name me matrik me ram raksha hai aur aadhar card me ramraksha hai to kya form reject ho jayega please reply kariyega
@@crazyboy07777 meinee galti se non ecr eligable pe 'no' ka option select kar diya koi issue hoga? Aur mera adhar voter pe post office alag h koi issue hoga?
मैने ग्रेजुएशन करा है...जबकि कॉलम में मैट्रिक एंड एबोव और ग्रेजुएशन और एबोव दे रखा है...तो मैट्रिक एंड एबोव सेलेक्ट करना होता है ...क्या एकेडमिक सर्टिफिकेट को अपडेट किया जा सकता है पासपोर्ट ऑफिस में?
Sir ek chez btao jaise mere papa ke marksheet mai srf firstname hai surname nhi hai per jitne bhi id proof like adharcard etc sbpe surname hai tho passport verification ke time koi issue ho skta hai?
Sir I've a question...maine meri wife ka adhar pan mere naam aur sirname pe banaya aur uska 10th marksheet uske Papa k naam ka hai to kya waha mujhse Gazette notification to nhi mangenge for changing name....Name me bas Surnamw aur last me uske papa k naam ki jagah mera naam hai to mujhe koi problem to nhi ayengi na ECNR passport banane me? Pls sir reply
Sir mena e addhar nikala haii pr uski photo copy bhi e addhar vali he nilaki hai or pan card bhi mena e pan he nikala hai or uski photo copy bhi e pan vali he nikali hai ya chal pdaga na koi problem to nhi aaigi na please jaldi bta do
E aadhar me ye signature ✓ tick lagwa le cyber cafe wale se iss se kya hota hai sir jaisa E aadhar aayega online nikal ke wese hi lekr jaye na hum kyu apni traf se kuch b Chadha chadi kre fir pass port office Wale ye na bolege ye kya kya hai apne
Sir mujhe meri mummy ka passport bnvana h or vo anpdh h or bank account band h bank account to m chlva lu ga pr bank account 2018 se band h mujhe ye btaao ki passport office m passbook ki entry kitne din purani chahiye hoti h
Agar name dob ya address me kuch galti ho gya hoto... Wo jb aap appointment date wale din jaoge wha pr firse form bhara jata hai wha thik ho jayega .... Jb wo bolenge aap check kro kuch galti spelling or kuch edit krna hai to sb bta dena
sir agr mere pas sirf filhal ke liye photo copy available hai sare documents ka to usse verification nhi ho payega? Orignal sath me le jana compulsory hai kya?
Agar form fill karte waqt education 10 th select Kari hai toh marksheet hi lagega aur agar class 7th below select Kiya hai toh marksheet ki jaroorat nahi kewal aadhar pen card se hi ho jayega passbook bhi laga doge to aur accha hai
agar tatkaal form ni bhara hai to koi paisa waha nahi dena hai .... agar tatkal form bhara hai to 2000 lgta hai ..... yani 1500 form + 2000 agar regular from bhara hai to kewal online 1500 whi
Sir counter par ek baar document verification hua uske baad nhi hua sir b counter b par waiting area 1 hour baita rha uske baad A par counter par mam ne kaha h ki aapka ho gya check Kara le aapka ho gya sir koi problem to nhi sir please please reply 😢😢😢😢
Form bharo appointment lo jb khali hoga 3 4 din k baad ka bhi mil jata hai ya 10 din ke baad ka bhi wo aapke uper hai... Uske baad appointment process k baad aapke ghar pr police verification 1 hapte baad fir uske baad 10 15 din me passport home delivery maan kr chalo sb ho gya to 1 month lg hi jata hai
Sar mujhe ek baat karni thi sar mujhe dusra ek ladka Jo padha likha nahin hai jise koi kisi ke pass yah nahin hai matlab kuchh documents nahin hai use udana likhna padhna nahin aata to do visa kaise banva sakta hai use udana likhna padhna kuchh nahin aata vah visa kaise banva sakta hai main aapke liye baat puchna chahta tha
Bhaiya passport renewal appointment ke time graduation degree de skte han ky Per maine Education type me 10th + diya han or mera 10th class certificate me name galt han esliye merko graduation ka dena han tho de skta hu ky plzzzz help
Mera bhi 10th marksheet me mistake thi Maine Phle Use sahi karwaya Or ye kafi time lg Gaya Paisa bhi, Isliye tum adhar card me correction krwa lo jo 10th ki Marksheet pr h ho jayega
@@saqibgkcentrebahi saqib merko ek problem confusion ahi mera 10th marksheet mai father ka surname nhi hai only name hai correct hai adhaar mai surname hai or Date of birth mai bhi sala us tym dhyan nhi diya operator nhi 1month glt kr diya aaj tk amine update nhi kraya or vo adhaar dob limit cross ho gyi yaar be mtlb meri marksheet mai 28/06/1998hai or adhaar mai 28/07/1998 btao bhaii kya kru
Police verification process : th-cam.com/video/PNeB1Qg2W6Q/w-d-xo.html
Apna address proof doc. Change krwa skta hu kya office me
Mera address full nahi h I want full address that’s why i need to change my address proof to mool niwas prman ptra
Sir Mera police verification main address galat hai main Kaya karu please Bataye mujhe .
Main gorkhapur se hoon
@@FRPLock-b6o call passport office
Jo appointment farm bharte same document usme bhre wahi lekar jana hota hay waha
Kabhi mai v ye sb search kiya karta tha
Ab mai khud passport banata hu😊
Bhai current address proof ke liye postpaid phone bill use kr sakte h?
मै सिर्फ़ आधार और 10th marksheet लेके गया और एक appointment receipt बाकी कुछ मैटर नहीं करता 🙌🏻
Bhai adhar aur pan nehi mangle?
@@carryminatifan6469 fir adhar ki jagah birth certificate,or mulnivash use ho skta h ,pan card nhi h to jaruri nhi h
Koi xrox lagaga kya
@@totalgamingyt3219 no
Bhai pvc wala card Lee Jaa skthai h
हेलो सर,, मेने सिर्फ आधार और पेन कार्ड लगाया था कि कोई प्रॉब्लम न हो,, लेकिन अपॉइंटमेंट में फिर भी मेरिड सर्टिफिकेट मांग लिया देहरादून के कुत्तों ने,, जबकि मेरे पास वाइफ का आधार और पेन कार्ड ओरिजिनल डॉक्यूमेंट थे,, बस वही गरीबों को परेशान करने वाली बात हे
Marriage Certificate nesessary hota hai?
@@J-Ind24 Ha ye kanoon bhi abhi laga h
भाई फिर क्या हुआ पासवर्ड बना
0:361 ghanta phele nhi 9 baje pahuch jao jitne bhi baje ka appointment ho wou log jo phele ata hai unka phele. Kardete hai
Sachi baato hum to 4 bando ko ek ko 9 dusre ko 11 ek ko 3 or ek ko 4:30 ka time de rakha hae!
Bahut sahi
Name change mein kaunsa document lena hai..aur Graduate mark sheet mein spelling mistake hai ..aur mere pass sirf affidavit hai name change aur name spelling mistake ka ..kya affidavit paryapt hai ya nahi ...kya mein name change na show karun to chalega....pls. reply sir urgent ..👍
State Or Central Gadgets
Hello Sir I have one question plz let me know if you have any answer,
I have all documents of India but my birthplace is Nepal but I'm leaving in India sence 2005 I'm i able to apply for passport, if yes then it is okay to present Nepal birth certificate?
If you have 10th marksheet and aadhaar card from India then you will be able to apply for.... But if you have any confusion call official passport office..toll free number available in office website
Bai charges kithne lage gaa 10 th mark sheet link karne ke liye abb kha
Divorcee lady ke family ke bi sign hote hai kya
Nhi
Sir bank passbook from fill me nahi diye hai aor passbook bhi nahi hai hold ya pending me nahi n hoga sir please reply me sir
Appointment latter pe photo lagana he ya nahi
Or signature 2 jagah karni h ya 1
Father mother ka kuchh le jana hota hai kiya ..!
Central Institute of Open Schooling, Uttar Pradesh, Lucknow. 10th class result hai passport ban jaiga ecnr padha likha wala ban jaiga sir
Pure process me kitna time lagega hai
10th marksheet ki jageh aur kuch bhi document laga sakte hai kya?
12 th lga sakte hai
@@Zaildar0008 10th 12th ke alawa?
2 saal ki itr 5 lakh + amount wali
Hi bhai re issue ki jagah fresh me online ho gaya hai renewal karwana tha fresh me apply kar diya kya a counter pe sahi kar denge
Sir mere saare documents m mmy ka naam kanta devi h or mmy ke saare documents m kanta rani h passport or family visa m dikkat aayegi kya pls reply
Apne passport apply krdye kya
Hello sir kya passport seva bnd hai kya temporarily ? Mera appointment nhi book ho rha hai baki form sab mene bhar dia hai
Postal me ho raha he
@@sushant.__ bhai ab ho gya 😂 m bahar bhi a gya
Kaha ho bhai abhi@@rajput_Vikas_1
@@rajput_Vikas_1mujhe bhi ana hai
@@DashMishra A jao bhai , risk lo or dekh lo kitna dam hai sapno me
Sir mere passport k time m husband ko sath le jaskti hu ?
haan lekin alag alag jagah alag alag hota hai app waha jaoge agar allow karenge to ja skte hai ...koi dikkat ni hogi
Ha ja sakthi ho
@@shafiqueshaikh1959 nahin allow Kiya minor ke sath mein parents allow hai aur senior citizen ke sath mein koi 1 person allow hai
Passport Milne me kitna time lagta hai
Sir mre pan card pe signature glt ha kya koi problem hogi passport bana ma
Private job ka kya document le jana prega hold kr Diya baki document sahi h
High school certificate ki jagah koi or proof nhi le kr jaa skte ?
Apple ke time pr hi aap high school certificate use mt kijiye agr apne apply ke time pr wo use kiya h to wahi lekar jana hoga
Bhai Mai. Exit hoke jab ghr aaya TB MSG aaya ki itna token number h aur baaki sab paper pe sign wgaira kardiya tha usme c counter wale
Documents kya kya liya aapese
Guide me father ki 7 pass he fir konse documents le kar jana hoga ???
Sir passport apply karne ke liye parents name to same hai matric me aur adhar card me lekin papa ke name me matrik me ram raksha hai aur aadhar card me ramraksha hai to kya form reject ho jayega please reply kariyega
Aadhar card ko shi krwa lena chahiye tha wo to aasan hota hai tb form bharna chahiye
Address proof me agar gas receipt agar spouse ke naam pe h to chalega kya.?
Bhai ye sab process hone ke baad ghar hi Jana jaruri hai kahi aur nahi ja skte ?????
😂
😂😂😂
Bkl 😂 tuje randikhane jana h kya 😂
@@Sohel-wo8lc Teri bahan ghar p nahi hai kya
Bhai mene koi document upload nhi kiya . .sath lekr chle jayuga sb original documents . Koi dikkt to nhi hogi kyuki mene koi documents upload nhi kiya
@@User_1234_fc4k nhi koi problem ni hua bhai
@@crazyboy07777 ecr ya non ecr passport h apka?
@@User_1234_fc4k non ecr h mera . Jo 10th pass ni hota uska ECR bnta h bhai
@@crazyboy07777 meinee galti se non ecr eligable pe 'no' ka option select kar diya koi issue hoga? Aur mera adhar voter pe post office alag h koi issue hoga?
@@crazyboy07777 accha bhai photo le janaa padhtaa h kya???
मैने ग्रेजुएशन करा है...जबकि कॉलम में मैट्रिक एंड एबोव और ग्रेजुएशन और एबोव दे रखा है...तो मैट्रिक एंड एबोव सेलेक्ट करना होता है ...क्या एकेडमिक सर्टिफिकेट को अपडेट किया जा सकता है पासपोर्ट ऑफिस में?
Parents ke bhi documents lagte h kya ?
Sir aadhar card ki jgha or documents lga skty h kya
sir maine mobile number update karwaya tha e adhar ke jagah pe normal wala adhar de sakte hai kya ya fir enrolment slip de sakte hai kya?
Leaving certificate se hoga kya
Sir sign Hindi Mai hona chahiye ki English mai
Bhaiya marksheet ke peeche parent signed important hai kya dikhane ...orr agar ho toh lamination ke upar sign kar skte h kya..
Sir ek chez btao jaise mere papa ke marksheet mai srf firstname hai surname nhi hai per jitne bhi id proof like adharcard etc sbpe surname hai tho passport verification ke time koi issue ho skta hai?
yes
Sir scained documents chal saktay ha
Sir mere pass 10th ka marksheet Nepal ka verify hoga ki nahi
Bhai offline apply kaise Karen bolie
Sir I've a question...maine meri wife ka adhar pan mere naam aur sirname pe banaya aur uska 10th marksheet uske Papa k naam ka hai to kya waha mujhse Gazette notification to nhi mangenge for changing name....Name me bas Surnamw aur last me uske papa k naam ki jagah mera naam hai to mujhe koi problem to nhi ayengi na ECNR passport banane me? Pls sir reply
Sir mena e addhar nikala haii pr uski photo copy bhi e addhar vali he nilaki hai or pan card bhi mena e pan he nikala hai or uski photo copy bhi e pan vali he nikali hai ya chal pdaga na koi problem to nhi aaigi na please jaldi bta do
Sir mana pancard and adharcard upload Kiya tha address proof and Birth proof ma fir bhi 10 ki mark sheet la ka Jani h kya?
What was your experience kuch aur documents mange ki hogya tha aaram sey ??? Please share 🙏🏻
Can we use bank statement instead of passbook
Document ko stepler karna hai ya ni
School leaving certificate jaruri he ya nahi?
Bank passbook to nhi use kiya nhi la jana fir
Mai Nepal mai padi huwi Hu Mera certificate lega ki nahi
Passport mein employed kya hota hai
graduation marksheet dikhani ya le jaani jruri hai kya appointment wali din
Only 10th marksheet is mandatory
Alag se e-adhar q nikal rahe hai ???
Brother passport ke liye birth certificate bhi chahiye kya ( mere pass nhi h)
Mere pass adhar card, pan card, marksheet, Bank account h bs
No pan is enough after 2016 birth certificate not mandatory
@@manasbhattacharya9987 tnx but kon kon se document chahiye enme se
Dear sir villge mein 1 words glat ho gaya hai to pasport mein issue a skta h
Problem nahi aa sakta
Print copy document se ho jata hai
ਹੈਲੋ ਸਰ ਸਤਿ ਸ਼੍ਰੀ ਅਕਾਲ ਸਰ ਮੈਂ ਪਾਸਪੋਰਟ ਬਣਾਉਣ ਦਿੱਤਾ ਸੀਗਾ ਤੇ ਇਨਕਵਾਰੀ ਹੋ ਗਈ ਸਾਰਾ ਕੁਝ ਹੋ ਗਿਆ ਪਰ ਮੇਰਾ ਪਾਸਪੋਰਟ ਨਹੀਂ ਆਇਆ ਔਰ ਈਮੇਲ ਆਈਡੀ ਮੇਰੇ ਕੋਲੋਂ ਗੁੰਮ ਹੋ ਗਈ ਇਸ ਕਰਕੇ ਕੁਝ ਵੀ ਪਤਾ ਨਹੀਂ ਲੱਗਾ ਰਿਹਾ ਹੈਗਾ ਕਿ ਪਾਸਪੋਰਟ ਦੀ ਫਾਈਲ ਚੱਲ ਰਹੀ ਹੈ ਜਾਂ ਬੰਦ ਹੋ ਗਈ ਹ ਇਸ ਕਰਕੇ ਪਲੀਜ਼ ਮੁਝੇ ਬਤਾਏ ਮੈਂ ਕਿਆ ਕਰੂੰ
E aadhar me ye signature ✓ tick lagwa le cyber cafe wale se iss se kya hota hai sir jaisa E aadhar aayega online nikal ke wese hi lekr jaye na hum kyu apni traf se kuch b Chadha chadi kre fir pass port office Wale ye na bolege ye kya kya hai apne
Jao fi agar tick mark ni hoga to aapko fir wapis aana padega aur kya....
Sir mujhe meri mummy ka passport bnvana h or vo anpdh h or bank account band h bank account to m chlva lu ga pr bank account 2018 se band h mujhe ye btaao ki passport office m passbook ki entry kitne din purani chahiye hoti h
Last 15 day
Bhaiya pan card me papa ke name ke last me J rahna chahiye but z hai to ho jayega
Meiney form download karliya . Uskey baad form ka kya karna hai . Kya kahin submit karna hota hai ?? Ya direct appointment le saktey hai?
Apka pasport bna kya
@@siyapandey1111 Yes bangaya
Hlo sir /mam..agr koi galti ho gyi apply krte time toh edit kaise after submission
????? Kindly provide solution?
Agar name dob ya address me kuch galti ho gya hoto... Wo jb aap appointment date wale din jaoge wha pr firse form bhara jata hai wha thik ho jayega .... Jb wo bolenge aap check kro kuch galti spelling or kuch edit krna hai to sb bta dena
Mujhe ye batao re issue ki jagah fresh ho gaya hai section a pe correction kar denge@@JSocialNet
Pan card v lgta h passport office me
sir agr mere pas sirf filhal ke liye photo copy available hai sare documents ka to usse verification nhi ho payega? Orignal sath me le jana compulsory hai kya?
Sir token kaha se milega
Rakhi vale din passport varification hoti h kya
Yes bro Mera bhi Rakhi Wale din hi hai
Bhai 10 mark sheet ke jagah par ITR filing kr sakte hai kya
Agar form fill karte waqt education 10 th select Kari hai toh marksheet hi lagega aur agar class 7th below select Kiya hai toh marksheet ki jaroorat nahi kewal aadhar pen card se hi ho jayega passbook bhi laga doge to aur accha hai
भाई मेरी original marksheet college में है 10th 12th Living certificate to duplicate certificate se hoga kya verify
Bhai bank statement jaruri h kya
Sir kya kya document lakar jyu ma ambala haryna ma appointment ha meri 15 tatik ko
Hlo sir...sir aap kya kya documents leke gye the?or family id ki verification call krke krte h kya??
Sir mera ek doubt hai ki hume waha jane ke baad kuch paise bharne hote hai kya please reply??
agar tatkaal form ni bhara hai to koi paisa waha nahi dena hai .... agar tatkal form bhara hai to 2000 lgta hai ..... yani 1500 form + 2000
agar regular from bhara hai to kewal online 1500 whi
Bhai Jo vo dete hai vo submit hota ya wapis de dete hai
Thank you Bhai. Very useful information.🙏👍
Married certificate to nhi leta h
Sir mera marksheet mai father aur mother ka surname mai spelling mistake hai kuch hoga adhar card mai thik hai plzz reply
Sir mere aadhar card pe surname hai,aur markseet pe surname nahe hai to kaya koi problem hoga kaya
Mere sabhi documents pr naam or surname hai, sirf high school ki marksheet pr naam kumar surname lga hai to kya problem hogi
Same question
Bhai, Parents ka bhi koi documents required raha hai kya??
Nhi bro
Sir makshhet me date of birth galat hai koi dikkat ho ga plese reply
Marksheet me mtlb kaise galat 10th ke marksheet me jo dob hai whi aadhar card ya jo bhi documents lgaoge usme same hona chahiye
@@JSocialNet sir principal dob galat dal diya tha
@@user-junaid256arey yaar jo marksheet pr h dob vhi adhar card pr hona chahiye bs
@@user-junaid256 bhai bana passport batao please🙏
Mera sirf adhar aur school k mark sheet aur janam patrika di ban gya h
Sachhi
PVC adhar card chalega kya
Helpful information
Sir hhm bhi gorakhpur ke hai. 😅
Passport reissue karna he 10th marksheet me name he aur adhar card name aur surname dono he pahla passport 10th marksheet se bna tha kya karu
Sir counter par ek baar document verification hua uske baad nhi hua sir b counter b par waiting area 1 hour baita rha uske baad A par counter par mam ne kaha h ki aapka ho gya check Kara le aapka ho gya sir koi problem to nhi sir please please reply 😢😢😢😢
Avi status kya show krrha h
Student fill kiya he...to ky puch the he
Bhai overall process m kitna time lgta h
Form bharo appointment lo jb khali hoga 3 4 din k baad ka bhi mil jata hai ya 10 din ke baad ka bhi wo aapke uper hai... Uske baad appointment process k baad aapke ghar pr police verification 1 hapte baad fir uske baad 10 15 din me passport home delivery maan kr chalo sb ho gya to 1 month lg hi jata hai
Bhai aadhar pan me father name , 10th class ki dmc se alag hai pan aadhr- jaswinder lal, dmc- jaswinder lal suman
Bada Aadhar Card Nahin Hai Sar
Bhai oha ham puch nahi sakte hai ki kaha kya hoga
Married ke liye kya chahiye hota
Hm sirf a aor c me jaye to koi problem
Sir meri appointment ko one week ho gya abhi tkk varification nhi ayi na hi koi msg aa rha aa?
Mummy Papa dono ko le jana padega ky
Milta kab hai
Sar mujhe ek baat karni thi sar mujhe dusra ek ladka Jo padha likha nahin hai jise koi kisi ke pass yah nahin hai matlab kuchh documents nahin hai use udana likhna padhna nahin aata to do visa kaise banva sakta hai use udana likhna padhna kuchh nahin aata vah visa kaise banva sakta hai main aapke liye baat puchna chahta tha
Police verification ki specific dates milti h ??
agar document me koi spelling mistake ho to kya chalta hai
Bhaiya passport renewal appointment ke time graduation degree de skte han ky
Per maine
Education type me 10th + diya han or mera 10th class certificate me name galt han esliye merko graduation ka dena han tho de skta hu ky plzzzz help
Mera bhi 10th marksheet me mistake thi
Maine Phle Use sahi karwaya
Or ye kafi time lg Gaya Paisa bhi,
Isliye tum adhar card me correction krwa lo jo 10th ki Marksheet pr h ho jayega
@@saqibgkcentrebahi saqib merko ek problem confusion ahi mera 10th marksheet mai father ka surname nhi hai only name hai correct hai adhaar mai surname hai or Date of birth mai bhi sala us tym dhyan nhi diya operator nhi 1month glt kr diya aaj tk amine update nhi kraya or vo adhaar dob limit cross ho gyi yaar be mtlb meri marksheet mai 28/06/1998hai or adhaar mai 28/07/1998 btao bhaii kya kru
@@MACROMANyt bana passport bhai batao plz🙏🙏🙏
@@MACROMANyt bhai bana passport batao please
@@MACROMANyt bhai bana aap ka passport batao please🙏🙏🙏
Sir birth certificate mangege