2 saal se use kar raha hu, koi problem nahi hai sifa ek problem ke...wo ye hai agar battery full discharge kar deta hun to bms disconnect hojata hai jiske waja se main line phir se active karna padta hai
Lead battery ka and smf option hai...lithium ka option nahi hai...ye bikul same hai purane wale jaisa...magar urbanurja wale bol rahe hai unlogo ne ander se lithium le liye modify karwaya hai
bro I have smarten 1500va 12v pure sine wave inverter . i can use 12v lifepo4 battery with my smarten inverter pls answer me can charge inverter to lifepo4 battery
@@RajeevKumar-vv2zr dikkat bus ek hai...jab lithium battery full discharge ho jata hai to inverter battery chod deta hai..phir subha phele 2 min grid se charge karke bms ko start karna padhta hai
Sir ye lithium PCU nahi hai, Smarten ne abhi tak koi b Lithium PCU nahi banaya hai. Ek sticker lagao aur 2000/- extra le lo customer se wah kya marketing hai... Sare aam cheating ho rahi hai.
Ji ha aap ne sahi kaha maine unko complain kiya tha unhone accept kiya ke ye officially launch nahi hai but lithium ke liye modified kiya hua hai...aur mujhe 1500/- refund bhi kiya...waise ye lithium battery ke saath sahi chal raha hai no problem at all
@@zoheb4you2002 bhai solar pannel k rate 380-420 watt. Mono perc aur poly crystalline aur bifacial k rate k bhi video banaie.. Aur kis company k acha hai. TH-cam m kuch video dekha hai jaha poly crystalline mono perc half cut s acha kaam kar rha hai. Company dhoka deti hai.
@@upkiawaz2110 ye maine khud se assemble kiya hai...48 volt ke liye aap ko 16 battery lagegi and ek battery ka price 4700 hai and ek bms jo ke 5000 ka hai matlab total 80200/-
Battery inverter ke saath kese kaam kar raha he ek update video banaiye
Ok will make very soon
Hope the load capability of the inverter increases with solar input. Our cells' max DC load is 100A (2560VA).
Sir Smarten 2500 VA inverter me Lpo4 battery kab se use kar rahe ho. Battery me koi problem ab tak aya ki nahi . Please share your feedback.
2 saal se use kar raha hu, koi problem nahi hai sifa ek problem ke...wo ye hai agar battery full discharge kar deta hun to bms disconnect hojata hai jiske waja se main line phir se active karna padta hai
Agar 1 ton ac sirf battery se chalata hu to 2 hrs chalta hai
Pls can smarten 24v inverter work with lifepo4 battery because lithium is not on the options @zoheb4you2002
kya Smarten Superb 2500.mein 300ah ka lead acid battery laga sakte hain. Kindly reply 🙏
@@ratnadeepdhar4816 ha lag jayega...
Solar connection kar k dekho its work easily
Sir kaya isme lithium battery or lead acid battery dono options hai.
Lead battery ka and smf option hai...lithium ka option nahi hai...ye bikul same hai purane wale jaisa...magar urbanurja wale bol rahe hai unlogo ne ander se lithium le liye modify karwaya hai
bro I have smarten 1500va 12v pure sine wave inverter . i can use 12v lifepo4 battery with my smarten inverter
pls answer me can charge inverter to lifepo4 battery
Yes you can use lithium battery but it should hve bms ....use 4 cells prismatic cells each 100 ah
@@zoheb4you2002 thank bro I from myanmar contry
Mujhe b banani hai..24 volt me ..mere pass smarten 2500 superb hai..plz guide..qki lead acid me gravity ka bohat masla hai..
Ok for 24 volt u need 8 cells and 1 bms 100amp
Mere pass b same inverter h
Inverter theek hai but 6.5 amp tak load ke liye sahi hai...
@@zoheb4you2002 24v 100ah lifepo4 with bms lag jayega . Koi dikkat to nahi hoti na ??
@@RajeevKumar-vv2zr dikkat bus ek hai...jab lithium battery full discharge ho jata hai to inverter battery chod deta hai..phir subha phele 2 min grid se charge karke bms ko start karna padhta hai
@@zoheb4you2002 full discharge to karna hi nahi hai mujhe bas 70percent tak use karna hai
@@RajeevKumar-vv2zr phir sahi hai laga lijye...
Smarten 700v चलता हे सोलर + po4 42ah 10 घंटे . लोड 100w++
Lithium battery support karta hai
Bms ke saath kaam karta hai but ye lithium inverter nahi hai..but mein use kar raha hu kafi time se
Bhai बैटरी का क्या price होगा
Sir ye lithium PCU nahi hai, Smarten ne abhi tak koi b Lithium PCU nahi banaya hai.
Ek sticker lagao aur 2000/- extra le lo customer se
wah kya marketing hai...
Sare aam cheating ho rahi hai.
Ji ha aap ne sahi kaha maine unko complain kiya tha unhone accept kiya ke ye officially launch nahi hai but lithium ke liye modified kiya hua hai...aur mujhe 1500/- refund bhi kiya...waise ye lithium battery ke saath sahi chal raha hai no problem at all
Cheating by companies
Lithium battery kitna k mila
Lithium battery per cell 3.7 volt 100ah ka price 4700/-
@@zoheb4you2002 24 volt 80-100 ah k market m kitna k milega
@@cooldude-nt8gp 80 ah 3500/- and 100 4500/- tak milna chaheye..
@@zoheb4you2002 bhai solar pannel k rate 380-420 watt. Mono perc aur poly crystalline aur bifacial k rate k bhi video banaie.. Aur kis company k acha hai. TH-cam m kuch video dekha hai jaha poly crystalline mono perc half cut s acha kaam kar rha hai. Company dhoka deti hai.
@@zoheb4you2002 kis company k aur kitna gurantee milega. 35000-45000 bol rhe hai na aap
Sir battery price b btay pls
1 pcs 100 ah 3.2 volt ka price 4700/- hai
@@zoheb4you2002 100 ah 48 वोल्ट का क्या price होगा।
@@upkiawaz2110 ye maine khud se assemble kiya hai...48 volt ke liye aap ko 16 battery lagegi and ek battery ka price 4700 hai and ek bms jo ke 5000 ka hai matlab total 80200/-
@@zoheb4you2002 kya ye 48volt 100ah hai? Iski warranty kitni hai?
Please reply both questions
@@abdulkafeel4578 yes ye 48 volt 100 ah hai warranty 5yrs
My home full work no smartem super2500 smoothly with solar connection I do not use grid
How to purchase
Urbanurja website
Not very confidence inspiring