Sir, kya smarten lithium battery ko support krta h, or kya ye 24v mein Aati h? Lithium ion batteries full charge hone mein kitna time leti hai,Or last swaal, lithium battery Kis company ki h or agr main ise kha se purchase kr skta hu?
Ap jab 440 x 2 = 880 w panel use karte hai tab usse jada jada 750 w generate hota hai, is situation me extra wattage inverter kaha se leta hai grid ya battery se. Ye bhi check kiya hai sir
Maine grid charging off rakha hai...agar grid on rahega to inverter load direct main se supply karega aur battery charge dono se hoga solar aur grid.....kyun ke solar panel enough install nahi hai .....maine ab solar panel update kiya hai 4 panel lagaya hai....jald video banunga...
Isme dod 20% se lekar 50% tak set kar sakte hai...full charge hone ke baad 1.5 ton 75% compressor speed se 3.5 amp me 3 hrs backup deta hai...matlab full discharge kar deta hai....kyun ke kabhi kabhi battery discharge hone ke baad agar solar energy isko nahi mila to 1 hrs ke baad battery bms battery ko disconnected kar deta hai...aur inverter me pls connect battery show karta hai
Ie video me dikh raha ki light aur fan bhi on hai. Uska reading smart energy meter me nhi hoga shayad . Maan sakte hai ki 1600 watt tak load capacity hai iski.
No bro is inverter se sirf Ac connected hai direct aur kuch nahi...wo light aur fan main supply se juda hua hai...ha but ye inverter 7 ampere tak he kaam karta hai...usske upper overload buzer bajne lagta hai
@@Mukesh635. me test kiya tha apne inverter par induction . 1000W par set kar k chalaoge toh 2 hour+ chala dega without solar induction ko ye same battery
Hello sir I am using same inverter with 4x330 watt poly panels.I want to purchase ac and little but confused about that. Pls suggest me so that in day time I can My Ac on Solar and smarten 2550
Hi sir, it's really good to see these experiments. I'm glad the lithium battery is working well with your application. Waiting for more videos.
Sir, kya smarten lithium battery ko support krta h, or kya ye 24v mein Aati h? Lithium ion batteries full charge hone mein kitna time leti hai,Or last swaal, lithium battery Kis company ki h or agr main ise kha se purchase kr skta hu?
Very nice 👍🙏
Kuch der me 2 saal hone wale hai iss video ko 😂
Aaj 2 June hi hai
🙏
Ap jab 440 x 2 = 880 w panel use karte hai tab usse jada jada 750 w generate hota hai, is situation me extra wattage inverter kaha se leta hai grid ya battery se. Ye bhi check kiya hai sir
Maine grid charging off rakha hai...agar grid on rahega to inverter load direct main se supply karega aur battery charge dono se hoga solar aur grid.....kyun ke solar panel enough install nahi hai
.....maine ab solar panel update kiya hai 4 panel lagaya hai....jald video banunga...
Is meter ke kaise connection karte Hain batana please
Kuch nahi hai connection mein sirf 220 In and out aur ek coil hai uske ander se main tar ko dalna hai matab jisme tester jalta hai bus...
Is inverter me DOD kitna set kar sakte hai, aur apne check kiya ye "Lithium Smarten model" kitna max discharge kar sakta hai?
Isme dod 20% se lekar 50% tak set kar sakte hai...full charge hone ke baad 1.5 ton 75% compressor speed se 3.5 amp me 3 hrs backup deta hai...matlab full discharge kar deta hai....kyun ke kabhi kabhi battery discharge hone ke baad agar solar energy isko nahi mila to 1 hrs ke baad battery bms battery ko disconnected kar deta hai...aur inverter me pls connect battery show karta hai
@@zoheb4you2002 Jab battery full discharge ho jata hai tab battery kitna voltage show karta hai ?
Ie video me dikh raha ki light aur fan bhi on hai. Uska reading smart energy meter me nhi hoga shayad . Maan sakte hai ki 1600 watt tak load capacity hai iski.
No bro is inverter se sirf Ac connected hai direct aur kuch nahi...wo light aur fan main supply se juda hua hai...ha but ye inverter 7 ampere tak he kaam karta hai...usske upper overload buzer bajne lagta hai
@@zoheb4you2002 aapko inverter lagaye 1.5 year hogaya . Smarten se Mechanic bulana pada abhi tak ??
Induction is battery par kitne der tak chalega.
Not tested yet
Please test it for only 1hrs.Almost food of 4 people made in 1 hr.
@@Mukesh635. me test kiya tha apne inverter par induction . 1000W par set kar k chalaoge toh 2 hour+ chala dega without solar induction ko ye same battery
Hello sir
I am using same inverter with 4x330 watt poly panels.I want to purchase ac and little but confused about that. Pls suggest me so that in day time I can My Ac on Solar and smarten 2550
If u r using 330x4 panel means 1320 watt my suggestion is to buy 1 ton 5 star star ac, u can continuously run 1 ton ac during day time
Lithium battery konsi company ki use Kiya h
Calb company ka hai ...u can check unboxing video in my channel
th-cam.com/video/qKsrz2QBjLw/w-d-xo.html
Ye battery hum kaise ya kaha se purchase kar sakte hai,
Aap mds enterprise me whatsup kar sakte hai maine wahi se purchase kiya hai +919650530375 is number pe
Is smarten compatible with lithium battery ?
Officially no , but i m using with lithium phosphate battery and it is working good
2400 kWh save karke....2100 kWh use kar rahe hain...battery power wastages Kam hai
Li battery price
Lifepo4 cell 100 ah price is approx 3500/- single cell