أَفَحَسِبۡتُمۡ أَنَّمَا خَلَقۡنَٰكُمۡ عَبَثٗا وَأَنَّكُمۡ إِلَيۡنَا لَا تُرۡجَعُونَ ﴿۱۱۵﴾ So do you think that We have created you needlessly, and that you do not have to return to Us ? ترجمہ : تو کیا یہ سمجھتے ہو کہ ہم نے تمہیں بیکار بنایا اور تمہیں ہماری طرف پھرنا نہیں ﴿۱۱۵﴾ سورة المؤمنون : الآية ﴿۱۱۵﴾
اللہ کریم آپ تمام کی محنتوں کو قبول فرمائے۔ اور شریروں سے حفاظت فرمائے۔ گزارش ھیکہ ویڈیو پہلے کی طرح بغیر میوزک کے ہی بنائیے تاکہ دوسروں کو دیکھنے کے لئے بھی لنک شئیر کرسکیں۔
Maine bahot observe kar raha hu society ko har country ki ek cheez zaroor common saamne aa rahi hai ke, Sab life ki meaning janne me khoye hue hai lekin unhe sahi answer nahi mil raha hai aur Logo ke beech esi ideologies spread ho rahi jisme unhe dunia se koi ab wasta nahi rakhna hai, isme Nihilism, ant natalism, existential crisis, Voidism shamil hai, deen aur fitrat me koi takraav nahi hai agar dunia agle 100 saal chalti hai to log ek din zaroor manenge ke haan Allah ke banai hui rules and regulation pe chalna hi zaruri hai,
19:24 hahahhaha accha tasveer rakhni aapne, bahot memes dekhe hai maine is shakl se aur aapki baat bilkul sahi hai, Ye tasveer mayoosi ko esa a coping mechanism ke liye use kiya jaata hai. Aur bilkul jo shaks ese memes ka addict ho jata hai vo khuda ki mohabbat se door ho jata hai
@@techiguy4188 Same is with science. Existence of something from nothing by nothing doesn't make sense and look like a fairytale. If you want empirical evidence for the existence of a super natural being from religions , they can't. So this game is hard and tough for both.
जिंदगी क्या है हमारा वजूद क्यों है ये एक ऐसा सवाल जिसका संतोषजनक जवाब किसी के पास नही बस अपने अपने अंदाज ओर मान्यताये हे ओर कुछ नहीं खुदा ही जानता ये सब क्या चल रह हे
عقیدہ اخرت سے انکار کی وجہ سے مغربی معاشرہ میں ںےمقصدیت پیدا ہوئی۔ جزا و سزا انسان کی سب سے بڑی حوصلہ افزائی ہے یا تو سزا کا خوف یا جزا کا خیال انسان ، کو انسانیت کے دائرے میں رکھ سکتا ہے۔ شخصی آزادی کے نام پر مذہب کے قوانین کو اڑا دینا انسانی معاشرے کے ساتھ سب سے بڑا مذاق ہے
Pakistan my bi log deprsher k shecar ha jab gas ⛽ ka bill yata ha jab bijly ka bill aata ha keyamat too tab ai ti ha jab ap ki beti papa se peza magti ha too us k pass pases nai huty😢😢😢😢😢
Jaise ke global warming nihilism ki waja se Hoti hai suicide be nihilism ki waja se log Kar raha hai, or nihilism Sirf on countries me ziada hai jaha secularism hai etc bahut se point Bata Sakta hu Jis ka koi sar pher nai but Lage raho sir
@@naseemullah1318 Thank you for your feedback! but is video mai kahi pe bhi ye nhi kaha gya ke global warming nihilism ki wajah se hoti hai. aur suicide ki jaha tak bat hai video mai refrences diye gaye hai ke nihilism insan ko suicide tak lejata hai, aur jitna society mai nihilism barhe ga utna suicide rate bhi barhe ga. and yes it's fact ke secular countries mai nihilism zyada hai, video mai refrences diye gaye hai you can check.
Allah ny bakri ko Sher ki khaurak keu bnaya....ek jandar ki zindgi ko dosry jandar ki maut keu bnaya....vo bhi dard bhari or zalimana...khuda ny zindgi ma conflict ko hi keu peda kiya..yani qoumon k bech ladai, insanon k bech ladai, mazahb k bech ladai, firqon k bech ladai, ideas k bech ladai, insan k apny zehn k andar ladai...ya khel tamasha bnaya hi keu..kya zrort pari usy test leny ki vo bhi takleefon k amkanat ka khel tamasha bana kr
Maybe Qur'an-e-kareem main awr bhee wazih awr poshidah dala'el hongay but Science ki ek baath hay K jab consumers na ho tho producers ka rate bohoth zyada barh jayega jaisa K Austrailia main aik survey kiya gaya jis main ghaleban mice (choohay) ko khanay wala jaanwar nahi tha tho mice ki birth rate peak par ho gaye awr resources un K liye kam parh gaye. Tho ecosystem main balance bhee zaroori hay.
@@muhammadyahya110 ecosystem ka balance ya sab batein mojouda amkan ko dekh k keh rhy hnn mgr khuda to mukhtar e qul ha naa to vo is haqeeqat k siwa koi achi haqeqat bhi bna skta thaa naa...ya balance bahal krny k leye nature itni cruel keu bnai gai?
@@shahbazawan908 Khuda chahta to acchi cheez banane ke saath hume bhi esa banata ke hamare zehan me uske wajood ko leke zarra babar bhi shak o shubah paida na hota aur jab hum ibadat karte poori marifat (cognition) ke saath karte lekin khuda ne hame free Will aata ki. Taaki jab insaan ibadat kare to apni khud ki marifat ke saath kare. Aur agar aap itna good observant hai ke dekh sakte hai tamaam ikhtilafat har makhlooq ke beech me to ye bhi samjhna Chahiye ke parwardigar ne hume robot nahi paida kiya ke bas ek first and last update ke bheja jaa raha hai aur tamam knowledge daal di gyi jisse insaan apne generation ko paas on karta rahe lekin esa nahi banaya khuda ne khuda ko maloom tha insaan ke andar humne Jism ke saath nafs aur rooh bheji hai vo khud taraqqi karegi. Parwardigar ko pata tha ke insaan aage chal ke chadi (stick) use karega Tabhi parwardigar me Musa as ko hukm diya chadhi(stick) phekne kaa.
@shahbazawan908 Khuda chahta to acchi cheez banane ke saath hume bhi esa banata ke hamare zehan me uske wajood ko leke zarra babar bhi shak o shubah paida na hota aur jab hum ibadat karte poori marifat (cognition) ke saath karte lekin khuda ne hame free Will aata ki. Taaki jab insaan ibadat kare to apni khud ki marifat ke saath kare. Aur agar aap itna good observant hai ke dekh sakte hai tamaam ikhtilafat har makhlooq ke beech me to ye bhi samjhna Chahiye ke parwardigar ne hume robot nahi paida kiya ke bas ek first and last update ke bheja jaa raha hai aur tamam knowledge daal di gyi jisse insaan apne generation ko paas on karta rahe lekin esa nahi banaya khuda ne khuda ko maloom tha insaan ke andar humne Jism ke saath nafs aur rooh bheji hai vo khud taraqqi karegi. Parwardigar ko pata tha ke insaan aage chal ke chadi (stick) use karega Tabhi parwardigar me Musa as ko hukm diya chadhi(stick) phekne kaa.
Aap kamaaal hain
انتہائی شاندار ویڈیو اللّہ تعالیٰ جزائے خیر عطا فرمائے آمین ❤
I am feeling Enlightened by this bold challenging depiction 👌🎉
🎉🎉🎉🎉🎉🎉
بہت خوب ماشاءاللہ بارک اللہ شیخ بہت ہی کمال ویڈیو 🎉🎉🎉🎉🎉
I use mobile only when inside home & don’t carry with me outside…
Let’s embrace Challenges boldly
بہت خوب 🌹 اللہ تعالیٰ آپ کو دونوں جہانوں کی نعمتوں سے نوازے آمین ثم آمین یا رب العالمین 🤲 🤲 🤲 🤲
Ma sha ALLAH Great documentary Bhai Jan
ALLAH pak tamam insanon KO Zindagi Ka asal maqsad samjhne ki tofeeq atta farmaye ameen
Masha'Allah brother ❤
ماشاءاللہ بہت خوب
Great Documentory,,,,Great Message
ربي زدني علما.
Achhchhi information video banai hai aap ne.
Mashallah❤🎉
Where can I find the videos which were on your Blocked channel. Those were really quality and informative videos..
facebook page of shaoor
Excellent 👌🏻
أَفَحَسِبۡتُمۡ أَنَّمَا خَلَقۡنَٰكُمۡ عَبَثٗا وَأَنَّكُمۡ إِلَيۡنَا لَا تُرۡجَعُونَ ﴿۱۱۵﴾
So do you think that We have created you needlessly, and that you do not have to return to Us ?
ترجمہ : تو کیا یہ سمجھتے ہو کہ ہم نے تمہیں بیکار بنایا اور تمہیں ہماری طرف پھرنا نہیں ﴿۱۱۵﴾
سورة المؤمنون : الآية ﴿۱۱۵﴾
Bahut khoob ❤
جزاک اللہ خیرا
You have explained it beautifully.
Great work
Good 👍👍👍👍👍🎉🎉🎉🎉
اللہ کریم آپ تمام کی محنتوں کو قبول فرمائے۔ اور شریروں سے حفاظت فرمائے۔ گزارش ھیکہ ویڈیو پہلے کی طرح بغیر میوزک کے ہی بنائیے تاکہ دوسروں کو دیکھنے کے لئے بھی لنک شئیر کرسکیں۔
Excellent
Great Explain Life
Waah ❤
great
Thanks Shaoor for Bringing Us Shoor
Great documatary
Rula diya😢
Maine bahot observe kar raha hu society ko har country ki ek cheez zaroor common saamne aa rahi hai ke, Sab life ki meaning janne me khoye hue hai lekin unhe sahi answer nahi mil raha hai aur Logo ke beech esi ideologies spread ho rahi jisme unhe dunia se koi ab wasta nahi rakhna hai, isme Nihilism, ant natalism, existential crisis, Voidism shamil hai,
deen aur fitrat me koi takraav nahi hai agar dunia agle 100 saal chalti hai to log ek din zaroor manenge ke haan Allah ke banai hui rules and regulation pe chalna hi zaruri hai,
A great topic
Masterpiece
🇮🇳 Jyeee Hindi 🇮🇳 Vandi mhathrm 🇮🇳
Pleaseg Next video 📸📷 Soch Awr Hamara Dil
𝐌𝐚𝐬𝐡𝐚𝐀𝐥𝐥𝐚𝐡 ❤😊
19:24 hahahhaha accha tasveer rakhni aapne, bahot memes dekhe hai maine is shakl se aur aapki baat bilkul sahi hai, Ye tasveer mayoosi ko esa a coping mechanism ke liye use kiya jaata hai. Aur bilkul jo shaks ese memes ka addict ho jata hai vo khuda ki mohabbat se door ho jata hai
ہم دنیا میں بندگی کے لیے آئے ہیں
True Purpose emanates from the Purposelessness…
❤❤❤❤
Today at University of Peshawar a BS 7th semester student committed suicide because of nihilism. Since he was thinking everything is meaningless.
What is purpose of life?
@techiguy4188 so there are two different approaches to this:
Taught by religion (believers)
Taught by atheist (non believers)
@@plantsscienceacademy but first we have to define religion and its authenticity too.. most of religions are based on stories only with no evidence
@@techiguy4188 Same is with science. Existence of something from nothing by nothing doesn't make sense and look like a fairytale.
If you want empirical evidence for the existence of a super natural being from religions , they can't.
So this game is hard and tough for both.
@@plantsscienceacademy Yes its still mystery
ماشاء اللہ! کمال کیا ہے۔۔۔ انگلش سب ٹائٹل لگانے چاہیے۔
जिंदगी क्या है हमारा वजूद क्यों है ये एक ऐसा सवाल जिसका संतोषजनक जवाब किसी के पास नही बस अपने अपने अंदाज ओर मान्यताये हे ओर कुछ नहीं खुदा ही जानता ये सब क्या चल रह हे
Ye sochna he fazol he aj tak ye hayal ni kia alhamdulillah is video se phly..😅
We should be ever immersed in
Prayers.. IBADAT..
Zaroorat eejad ki man hai.
Also Try to add English Subtitles.
Right
No
Try to add English subtitles
چشم کشاء ویڈیو
❤
❤❤❤🎉❤❤❤
عقیدہ اخرت سے انکار کی وجہ سے مغربی معاشرہ میں ںےمقصدیت پیدا ہوئی۔ جزا و سزا انسان کی سب سے بڑی حوصلہ افزائی ہے یا تو سزا کا خوف یا جزا کا خیال انسان ، کو انسانیت کے دائرے میں رکھ سکتا ہے۔ شخصی آزادی کے نام پر مذہب کے قوانین کو اڑا دینا انسانی معاشرے کے ساتھ سب سے بڑا مذاق ہے
Intelligent girl
دنیا ظاہر فریب ہے
مذہب کی جگہ دین لفظ استعمال کریں تو کیا زیادہ بہتر نہیں؟
Please add subtitles of important languages.....❤
M America m e hun bilkol asa e h idr koi skon m ni h
thoda aur bataye iske baare me bhai, Hume to suna hai ke angrez office se nikalne ke baad alag dunia me mashgool ho jaate hai
ہدفِ زندگی ❤ Purpose of Life
th-cam.com/video/QKDTYgO4erI/w-d-xo.htmlsi=SeC97HY1ODlpuP01
Pakistan my bi log deprsher k shecar ha jab gas ⛽ ka bill yata ha jab bijly ka bill aata ha keyamat too tab ai ti ha jab ap ki beti papa se peza magti ha too us k pass pases nai huty😢😢😢😢😢
17:01
I think I'm one of them
Please next time ye background music mat add kiya kare bahut irritating hai
Hum sub loog kyu jee rahe hain kisi ko pata nahi...khane peene shadiyan karne aur marne....
زبتدست ❤❤❤
البرٹ کیمیو کی بات زیادہ معقول معلوم ہوتی ہے۔
1st
Do the same research here and then compare it.
But American are developing and they created inventions. What about Pakistan and India
اکثریت فاسق ہے اس لیے
Apki countery mi log kia khush hyn
Aye mire Allah me qurban jayo ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤Apne hame musalman bnaya
🎉☮️🛐☪️🪯✝️🕉️☮️🎉
Nothing Meaningless…
Everything is full of Meaning..
🎉☮️🕉️✝️🪯🛐☪️☮️🎉
They are social and far from religion, God
“Life is meaningless “
This itself is most challenging Purpose of Life…
Ukraine- Russia
Israel- Palestinians
Itself… some example 🙃🙃🙃
اتنا سچ کیوں بول رہے ہوں
ap logo ko bus america nzr aata ha pakistan me suicide rate check kro phly phr ja k UK USA ka koch btana
I was about to comment it. You did it. Thanks 👍
Every human thought is just a coping mechanism to pacify this conscious animal to live.
Sir with due respect AP ke bahut se bathe pointless hai
Jaise ke global warming nihilism ki waja se Hoti hai suicide be nihilism ki waja se log Kar raha hai, or nihilism Sirf on countries me ziada hai jaha secularism hai etc bahut se point Bata Sakta hu Jis ka koi sar pher nai but Lage raho sir
@@naseemullah1318 Thank you for your feedback! but is video mai kahi pe bhi ye nhi kaha gya ke global warming nihilism ki wajah se hoti hai. aur suicide ki jaha tak bat hai video mai refrences diye gaye hai ke nihilism insan ko suicide tak lejata hai, aur jitna society mai nihilism barhe ga utna suicide rate bhi barhe ga. and yes it's fact ke secular countries mai nihilism zyada hai, video mai refrences diye gaye hai you can check.
8 منٹ تک یہ شخص ایک ہی چیز کو Drag کیا جارہا ہے مقصد اور بے مقصد۔۔ میرے بھائی یہ ٹی وی نہیں ہے۔۔ بہترین ٹاپک کو برباد کردیا!
🎉☮️🛐☪️✝️🕉️🪯☮️🎉
So many PURPOSES….
Infinite Purposes…
🎉☮️🛐🪯🕉️✝️☪️☮️🎉
Allah ny bakri ko Sher ki khaurak keu bnaya....ek jandar ki zindgi ko dosry jandar ki maut keu bnaya....vo bhi dard bhari or zalimana...khuda ny zindgi ma conflict ko hi keu peda kiya..yani qoumon k bech ladai, insanon k bech ladai, mazahb k bech ladai, firqon k bech ladai, ideas k bech ladai, insan k apny zehn k andar ladai...ya khel tamasha bnaya hi keu..kya zrort pari usy test leny ki vo bhi takleefon k amkanat ka khel tamasha bana kr
Surat No. 67 Ayat NO. 2
جس نے موت اور حیات کو اس لئے پیدا کیا کہ تمہیں آزمائے کہ تم میں اچھے کام کون کرتا ہے ، اور وہ غالب ( اور ) بخشنے والا ہے ۔
Maybe Qur'an-e-kareem main awr bhee wazih awr poshidah dala'el hongay but Science ki ek baath hay K jab consumers na ho tho producers ka rate bohoth zyada barh jayega jaisa K Austrailia main aik survey kiya gaya jis main ghaleban mice (choohay) ko khanay wala jaanwar nahi tha tho mice ki birth rate peak par ho gaye awr resources un K liye kam parh gaye.
Tho ecosystem main balance bhee zaroori hay.
@@muhammadyahya110 ecosystem ka balance ya sab batein mojouda amkan ko dekh k keh rhy hnn mgr khuda to mukhtar e qul ha naa to vo is haqeeqat k siwa koi achi haqeqat bhi bna skta thaa naa...ya balance bahal krny k leye nature itni cruel keu bnai gai?
@@shahbazawan908 Khuda chahta to acchi cheez banane ke saath hume bhi esa banata ke hamare zehan me uske wajood ko leke zarra babar bhi shak o shubah paida na hota aur jab hum ibadat karte poori marifat (cognition) ke saath karte lekin khuda ne hame free Will aata ki. Taaki jab insaan ibadat kare to apni khud ki marifat ke saath kare.
Aur agar aap itna good observant hai ke dekh sakte hai tamaam ikhtilafat har makhlooq ke beech me to ye bhi samjhna
Chahiye ke parwardigar ne hume robot nahi paida kiya ke bas ek first and last update ke bheja jaa raha hai aur tamam knowledge daal di gyi jisse insaan apne generation ko paas on karta rahe lekin esa nahi banaya khuda ne khuda ko maloom tha insaan ke andar humne Jism ke saath nafs aur rooh bheji hai vo khud taraqqi karegi.
Parwardigar ko pata tha ke insaan aage chal ke chadi (stick) use karega Tabhi parwardigar me Musa as ko hukm diya chadhi(stick) phekne kaa.
@shahbazawan908 Khuda chahta to acchi cheez banane ke saath hume bhi esa banata ke hamare zehan me uske wajood ko leke zarra babar bhi shak o shubah paida na hota aur jab hum ibadat karte poori marifat (cognition) ke saath karte lekin khuda ne hame free Will aata ki. Taaki jab insaan ibadat kare to apni khud ki marifat ke saath kare.
Aur agar aap itna good observant hai ke dekh sakte hai tamaam ikhtilafat har makhlooq ke beech me to ye bhi samjhna
Chahiye ke parwardigar ne hume robot nahi paida kiya ke bas ek first and last update ke bheja jaa raha hai aur tamam knowledge daal di gyi jisse insaan apne generation ko paas on karta rahe lekin esa nahi banaya khuda ne khuda ko maloom tha insaan ke andar humne Jism ke saath nafs aur rooh bheji hai vo khud taraqqi karegi.
Parwardigar ko pata tha ke insaan aage chal ke chadi (stick) use karega Tabhi parwardigar me Musa as ko hukm diya chadhi(stick) phekne kaa.
🎉☮️☪️🛐🕉️✝️🪯☮️🎉
Complete Surrender
@taimurlal
𝐌𝐚𝐬𝐡𝐚𝐀𝐥𝐥𝐚𝐡 ❤😊
Great work
❤
❤❤
❤
❤❤❤❤❤❤❤❤
❤❤
❤❤❤
❤❤❤❤
❤❤❤