Top 10 Shayari Allama iqbal | Sad Urdu Poetry | Kalam-e-iqbal | Best Urdu Shayari | Hindi Poetry

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 18 ต.ค. 2024
  • Mana Ke Teri Deed Ke Qabil Nahin Hun Main
    Tu Mera Shauq Dekh, Mera Intizar Dekh
    Granted that I am not worthy of your Sight
    You should look at my zeal, and look at my perseverance
    Tere Ishq Ki Intiha Chahta Hun
    Meri Sadgi Dekh Kya Chahta Hun
    Completion of your Love is what I desire
    Look at my sincerity what little I desire
    Sitam Ho Ke Ho Wada-e-Be-Hijabi
    Koi Baat Sabr Azma Chahta Hun
    It may be oppression or the promise of unveiling
    Something testing my perseverance I desire
    Ye Jannat Mubarik Rahe Zahidon Ko
    Ke Mein Ap Ka Samna Chahta Hun
    May the pious be happy with this Paradise
    Only to see your Countenance I desire
    Majnoon Ne Sheher Chora Tu Sehra Bhi Chor De
    Nazare Ki Hawas Ho To Laila Bhi Chor De
    Majnun abandoned habitation, you should abandon wilderness also
    If there be ambition for Sight, you should abandon Layla also
    Waaiz Saboot Laye Jo Mai Ke Jawaz Mein
    Iqbal Ko Ye Zid Hai Peena Bhi Chor De
    As the preacher brought proof in support of wine
    Iqbal insists that he should abandon drinking also.
    Faqt Nigah Se Hota Hai Faisla Dil Ka
    Na Ho Nigah Mein Shaukhi To Dilbari Kya Hai
    One look from the eyes of the Fair can make a conquest of the heart:
    There is no charm in the fair sweet, If it lacks this alluring art.
    Dunya Ki Mehfilon Se Ukta Gya Hun Ya Rab!
    Kya Lutf Anjuman Ka Jab Dil Hi Bujh Gya Ho
    O Lord! I have become weary of human assemblages!
    When the heart is sad no pleasure in assemblages can be
    Har Dardmand Dil Ko Rona Mera Rula De
    Behosh Jo Pare Hain, Shaid Inhain Jaga De
    May every compassionate heart weeping with me be
    Perhaps it may awaken those who may unconscious be
    Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai
    Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar Paida
    For a thousand years the narcissus has been lamenting its blindness;
    With great difficulty the one with true vision is born in the garden.
    Khudi Ko Kar Buland Itna Ke Har Taqdeer Se Pehle
    Khuda Bande Se Khud Puche, Bata Teri Raza Kya Hai
    Develop the self so that before every decree
    God will ascertain from you: “What is your wish?”
    Nawa-e-Subahgahi Ne Jigar Khoon Kar Diya Mera
    Khudaya Jis Khata Ki Ye Saza Hai, Woh Khata Kya Hai!
    My heart bleeds from the song of the early morning:
    O Lord! What is the sin for which this is a punishment?
    Dhoonta Phirta Hun Ae Iqbal Apne App Ko
    App Hi Goya Musafir, App Hi Manzil Hun Mein
    O Iqbal! I am in constant search for myself
    I am the traveler as well as the destination
    Top 10 Allama Iqbal Shayari | Sad Urdu Poetry | Kalam-e-iqbal | Best Urdu Shayari | Hindi Poetry | Hindi Shayari | Best SHayari Status for whatsapp | Urdu poetry status for whatapp | 2 lines Urdu poetry status for whatsapp
    #allamaiqbal #urdupoetry #urdushayari #shayari #statuspoetry #rekhta #allamaiqqbal

ความคิดเห็น • 25