@@aizazfatima1370 kyunki isski shayri mei roomaaniyat hai ,rawaani hai ,tagazzul hai,adaa hai,khushboo hai,jiddat hai,urat ke maqaam ki izzat hai,wafaa hai,,,.... Shoq e wisaal hai,hijrr ki kasak hai ,ranjish hai,firaaq mei mohabbat ke toot jaane ki aawaaz hai,...aur bhi bohat kuch hai bas aapke paas aankh honi chaahiye dekhne ke liye,dil hona chaahiye sunne ke liye aur ehsaas hona chaahiye mehsoos karne ke liye...
یا اللہ ۔۔۔مظلوم۔۔مجھادوں۔۔سب کو۔۔بیٹیاں۔۔ماہین بھنیں۔۔نوجوان اور 2...عمران ۔مجاھد۔اعظم۔۔کو۔ خیریت سے ۔۔خوشی۔سے۔اقتدار۔ مین واپس۔۔لے آ۔۔الحمد۔للہ۔ربالعالمین
AHMAD FARAZ, The Poet, The Educationist, The Civil Servant And A Moderate, Modernist And Liberal Writer, Author And LITERARY INTELLECTUAL Had Post Graduation In Classic Urdu Language And Literature Besides His Masters In The Persian Language And Literature From THE PESHAWAR UNIVERSITY, KPK. Born In KOHAT He Died Several Years Ago At His Native Place In The KPK Province Of The Islamic Republic Of PAKISTAN. The Late Moulana Samiul Haq Of THE JUI Had Offered The FUNERAL PRAYER Of The Late Ahmad Faraz. And, Like The Late FAIZ AHMAD FAIZ, HAFIZ JALANDHARI And JOSH MALEEH ABADI, He Was The Most Prominent URDU POET And IDEOLOGICAL INTELLECTUAL Of This Modern Age Of URDU LANGUAGE AND LITERATURE. Especially, After The POST GHALIB And IQBAL Era Of The URDU LITERATURE. A Delightfully Pleasant Projection Of His Highly Held Urdu Poetry In The SIR SYED AHMAD KHAN MEMORIAL MUSHAIRA, In The USA Capital WASHINGTON DC. And, GOD IS THE GREATEST, Faraz And Faiz Still Live With The Popular Mindset Of The PAKISTAN'S National Intelligentsia And Academia Beside The Literate And Learned General Public Of THE ISLAMIC REPUBLIC OF PAKISTAN. Masha Allah. Thanks Anyway And Jazzak Allah Khair For Sharing A Fine Visual Brief On FARAZ AHMAD FARAZ. With All The Due Thanks, Regards And Best Wishes; SNR. [FFP]. .. ... .... ..... ...... . . . . . . . 'FINE' - Snr.
har koi dil ki hateli pe hai sehra rakkhe, kis ko sehrab kare wou kise pyaasa rakkhe, umr bhar kon nibhaata hai talluq itna, ay meri jaan ke dushman tujhe Allah rakkhe, mujh ko accha nahi lagta koi hum-naam tera, koi tujh sa ho tou phir naam bhi tujh sa rakkhe, dil bhi pagal hai jo kisi aur se wabasta hai, jo kisi aur ka honay de na apna rakkhe.
suna hai log usey aankh bhar ke dekhte hain, so uss ke sheher mein kuch din theher ke dekhte hain, suna hai rabt hai uss ko kharab haalon se, so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hain, suna hai dard ki gahaq hai chashm-e-naaz uss ki, so hum bhi uss ki gali se guzar ke dekhte hain, suna hai uss ko bhi hai shayr-o-shayiri se shaghaf, so hum bhi mojizay apne hunar ke dekhte hain, suna hai bole tou baaton se phool jharte hain, ye baat hai tou chalo baat kar ke dekhte hain, suna hai din ko usey titliyan satati hain, suna hai raat ko jugnu theher ke dekhte hain, suna hai hash hain uss ki ghazaal si aaknhein, suna hai uss ko hiran dasht bhar ke dekhte hain, suna hai uss ki siyah chasmagi qayamat hai, so uss ko surma farosh aankh bhar ke dekhte hain, suna hai aaina tamsaal hai jabeen uss ki, jo saada dil hain usey ban sanwar ke dekhte hain, suna hai uss ke labon se gulaab jalte hain, so hum bahar pe ilzaam dhar ke dekhte hain, suna hai uss ke badan ki tarash aesi hai, ke phool apni qabayein qatar ke dekhte hain, suna hai uss ke shabistaa'n se muttasil hai bahisht, makee'n udher ke bhi jalwe idher ke dekhte hain, ruke tou gardishein uss ka tawaf karti hain, chale tou uss ko zamane theher ke dekhte hain, kahaniyaan hi sahi sab mubaalghay hi sahi, agar wou khuwaab hai taabeer kar ke dekhte hain, ab uss ke sheher mein thehre ke pooch kar jaayen, faraz aao sitaare safar ke dekhte hain. 🤧💘✨
suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain so us ke shahr mein kuchh din Thahar ke dekhte hain suna hai rabt hai us ko KHarab-haalon se so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hain suna hai dard ki gahak hai chashm-e-naz us ki so hum bhi us ki gali se guzar ke dekhte hain suna hai us ko bhi hai sher o shairi se shaghaf so hum bhi moajize apne hunar ke dekhte hain suna hai bole to baaton se phul jhaDte hain ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain suna hai raat use chand takta rahta hai sitare baam-e-falak se utar ke dekhte hain suna hai din ko use titliyan satati hain suna hai raat ko jugnu Thahar ke dekhte hain suna hai hashr hain us ki ghazal si aankhen suna hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hain suna hai raat se baDh kar hain kakulen us ki suna hai sham ko sae guzar ke dekhte hain suna hai us ki siyah-chashmagi qayamat hai so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hain suna hai us ke labon se gulab jalte hain so hum bahaar pe ilzam dhar ke dekhte hain suna hai aaina timsal hai jabin
@@Monu.........Tell me the Jaun's romantic poetry better than "suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain"and better motivational poetry than "muhasra"
Jaun Ailia was the poet of inner feelings & deep thinking and Ahmed Faraz was the poet of revolution and agitation. There is no competition between the two poets. #MasoodUrRehman#
چلو زندگی میں ہی راہیں بدل کے دیکھتے ہیں۔ یوں محبت کی ہے، اب کہ بچھڑ کے دیکھتے ہیں۔ وہ راستے جن سے یادیں ہیں وابستہ اپنی ۔ ان سے بھی الگ جہاں چل کے آج تو دیکھتے ہیں یہ ربط عجب تھا وہ کے کبھی درمیاں اپنے بھی۔ اب دل سے ہم کہ دغا کر کے تو دیکھتے ہیں۔ راحت تھی جو کبھی تم سے دل کو اب کہ مگر۔ نیاں اک یہ ستم ترے شہر میں کھا کر دیکھتے ہیں۔ گلہ ہی نہیں میرا دیوار سے اب رہا ہے۔ پتھر ترے شہر کے چوم کے ہم بھی دیکھتے ہیں۔ یوں شہر ترا ترے جسم کی طرح ہی خوشبو کا ہے۔ جدا ہوکر حسن سے ، غم یہ بھی کھا کر دیکھتے ہیں۔ گلہ بھی واجب تو ہے نہ یوں کہ جدائی کا۔ غم کا بھی سمندر اب اُنڈیل کے دیکھتے ہیں۔ شاعر۔عبدالصبور سومرو۔ بحر۔زمزمہ/متدارک مسدس مضاعف۔۔۔
تم سے ملے بن سجنا ں جیسے صدیاں بیت گئیں یاد میں تیری کھوکے میری اکھیاں میت گئیں ساتھ تیرے جو گزرے تھے سندوری شام کے چند لمحے چھین کے مجھ سے وقت کی ظالم گھڑیاں جیت گئیں🎉🎉🎉❤❤
Aur Faraz chahiye kitni mohabbatein tujhe
Maao ne tere naam pe bacchho ka naam rkh diya♥️♥️♥️♥️
Mere dushman ka koi teer na pahucha mujh tak
dekhna ab ke mera dost kamaa'n kheenchta hai....lajawab Amed Faraz Sahab
عمر بھر کون نبھاتا ہے تعلق اتنا اے مری جان کے دشمن تجھے اللہ رکھے
Poets were totally different species at that time ❤
Bright light and very warm ❤️🔥
They used to read before write
I am from India but a very big fan of Ahmed Faraz Urdu shayari 😊
इक उम्र लगी जान से जाते जाते
TRUE POETRY👌
Amazing how he remembered all those ....great poet
कायनात के आगाज़ से अंजाम यक फ़राज़ साहब फ़क़त एक ही होते हैं ।
आपको जिंदगी के सारे सलाम फ़राज साहब ।
हिन्दोस्तान से प्यार और सम्मान साहब ।
❤
ایسے جمہوری اور رومانی شائر صاحب احمد فراز کی بڑی ہی خاص ویڈیو اپلوڈ کرنے کے لیے شکریہ❤۔
Ehd e fursat mein kisi yaar e guzishta ka khayal
Jab bhi ata hai jesy rag e jaan khenchta hai ❤
Tum फ़राज़ अपनी तरफ़ से तो
निभाते जाते । गज़ब ❤❤❤❤❤
Bandagi hamne chhod di hai faraj ,kya kare log jab khuda ho jaye .kya bat ,kya bat, kya bat,Salam faraj sahab ,
@anandsharma5644 aapse guzarish hai ke unka naam na bigaadein..unka naam Faraz hai na ke Faraj..
I really enjoyed this mushaira. I was that in my late fifties. Now l miss all this. I wish I may rewind that time.
Ahmad Faraz is best of all❤❤......I Love Faraz....when i read or listen his poetry i cry....and i have uploaded his picture on mY phone screen...❤❤❤
Maashallah. Extremely beautiful & deep emotional shaayari, Subhaanallah.
Faraz sahab my most favourite shayar of all time.
Or faraz kitni Mohbbat chahiye tujhe maao ne tere naam me baccho ka naam rakh diya💖💖💖
آج موسم کی ادا دیکھ کر یاد آیا
کس قدر جلد بدل جاتے ہیں انساں جاناں ❤ ۔ Bht khoob
🎉❤🎉❤🎉❤
بہت خوب
بہت اعلیٰ
اللّٰہ
رب
العزت
فراز
صاحب
کی
مغفرت
فرمائے۔
آمین
🎉❤🎉❤🎉❤
There is no need for comparison each poet have its own level style and thoughts and the way how he delivers it.
Who is in 2024
here😭🙏
❤
I am kattar Hindu 🚩
Bu my favourite sayar ::faraz sahab❤
Bhai, aacha Hindu bano
Kattar Hindu, ram ji ko bhe nai pasand
Aacha insaan he aacha Hindu ban sakta hai aur aacha musalman ban sakta hai
Jai Mahakaal ❤
poetry is universal
@@shaikmushtaq7566 bhai aapne hi duniya ko is raste pe layi hai ..Varna kitni khubsurat duniya thi
@@OldisGold_07 chup chaap maar khaana aur zulm sehna musalamaanon se nhi hota hei !!!!
Faraz sahab all time great shair.hain the
I m very Very Inspired of you Ahamad Faraz Sir
اس نے نظر نظر میں ہی اتنے بھلے سخن کہے
میں نے تو اس کے پاؤں میں سارا کلام رکھ دیا
Kya baat hai kya kehne hein Fraz sb ki shan hi kch alag hai
👏🏻👏🏻👏🏻suna h bole to baton se phool jhadte hain ye baat h to chalo baat krke dekhte hain❤️
AMU and urdu combo is inseparable ❤
My favorite shayar ❤
Love from India may his soul rest in peace ❤
ہر کوئی دل کی ہتھیلی پر صحرا رکھے
کس کو سیراب کرے وہ کسے پیاسا رکھے
عمر بھر کون نبھاتا ہے تعلق اتنا
اے میری جان کے دشمن تجھے اللہ رکھے
بہت خوب، اللہ تعالٰی فراز صاحب کی مغفرت فرمائے، درجات بلند کرے اور جنت الفردوس میں اعلٰی مقام عطا فرمائے، آمین
My most favourite shayar ❤..
Insha ...Meri ruuh ki taskeen hai Faraz
@@Ramzulhaqeeqat1qqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqq
@@aizazfatima1370 kyunki isski shayri mei roomaaniyat hai ,rawaani hai ,tagazzul hai,adaa hai,khushboo hai,jiddat hai,urat ke maqaam ki izzat hai,wafaa hai,,,....
Shoq e wisaal hai,hijrr ki kasak hai ,ranjish hai,firaaq mei mohabbat ke toot jaane ki aawaaz hai,...aur bhi bohat kuch hai bas aapke paas aankh honi chaahiye dekhne ke liye,dil hona chaahiye sunne ke liye aur ehsaas hona chaahiye mehsoos karne ke liye...
Yes my fvrt
Shayad hi abhi koi Shayar Faraz sahab ke ass pass pahucha hoga. My most favorite Shayar. Kya khoobsurat lafzon ka istemal karte hain
Reading style is very polite❤ amazin...
یا اللہ ۔۔۔مظلوم۔۔مجھادوں۔۔سب کو۔۔بیٹیاں۔۔ماہین بھنیں۔۔نوجوان
اور 2...عمران ۔مجاھد۔اعظم۔۔کو۔
خیریت سے ۔۔خوشی۔سے۔اقتدار۔
مین واپس۔۔لے آ۔۔الحمد۔للہ۔ربالعالمین
AHMAD FARAZ, The Poet, The Educationist, The Civil Servant And A Moderate, Modernist And Liberal Writer, Author And LITERARY INTELLECTUAL Had Post Graduation In Classic Urdu Language And Literature Besides His Masters In The Persian Language And Literature From THE PESHAWAR UNIVERSITY, KPK. Born In KOHAT He Died Several Years Ago At His Native Place In The KPK Province Of The Islamic Republic Of PAKISTAN. The Late Moulana Samiul Haq Of THE JUI Had Offered The FUNERAL PRAYER Of The Late Ahmad Faraz. And, Like The Late FAIZ AHMAD FAIZ, HAFIZ JALANDHARI And JOSH MALEEH ABADI, He Was The Most Prominent URDU POET And IDEOLOGICAL INTELLECTUAL Of This Modern Age Of URDU LANGUAGE AND LITERATURE. Especially, After The POST GHALIB And IQBAL Era Of The URDU LITERATURE. A Delightfully Pleasant Projection Of His Highly Held Urdu Poetry In The SIR SYED AHMAD KHAN MEMORIAL MUSHAIRA, In The USA Capital WASHINGTON DC. And, GOD IS THE GREATEST, Faraz And Faiz Still Live With The Popular Mindset Of The PAKISTAN'S National Intelligentsia And Academia Beside The Literate And Learned General Public Of THE ISLAMIC REPUBLIC OF PAKISTAN. Masha Allah. Thanks Anyway And Jazzak Allah Khair For Sharing A Fine Visual Brief On FARAZ AHMAD FARAZ. With All The Due Thanks, Regards And Best Wishes; SNR. [FFP]. .. ... .... ..... ...... . . . . . . . 'FINE' - Snr.
One of a kind faraz sahb❤❤
har koi dil ki hateli pe hai sehra rakkhe,
kis ko sehrab kare wou kise pyaasa rakkhe,
umr bhar kon nibhaata hai talluq itna,
ay meri jaan ke dushman tujhe Allah rakkhe,
mujh ko accha nahi lagta koi hum-naam tera,
koi tujh sa ho tou phir naam bhi tujh sa rakkhe,
dil bhi pagal hai jo kisi aur se wabasta hai,
jo kisi aur ka honay de na apna rakkhe.
suna hai log usey aankh bhar ke dekhte hain,
so uss ke sheher mein kuch din theher ke dekhte hain,
suna hai rabt hai uss ko kharab haalon se,
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hain,
suna hai dard ki gahaq hai chashm-e-naaz uss ki,
so hum bhi uss ki gali se guzar ke dekhte hain,
suna hai uss ko bhi hai shayr-o-shayiri se shaghaf,
so hum bhi mojizay apne hunar ke dekhte hain,
suna hai bole tou baaton se phool jharte hain,
ye baat hai tou chalo baat kar ke dekhte hain,
suna hai din ko usey titliyan satati hain,
suna hai raat ko jugnu theher ke dekhte hain,
suna hai hash hain uss ki ghazaal si aaknhein,
suna hai uss ko hiran dasht bhar ke dekhte hain,
suna hai uss ki siyah chasmagi qayamat hai,
so uss ko surma farosh aankh bhar ke dekhte hain,
suna hai aaina tamsaal hai jabeen uss ki,
jo saada dil hain usey ban sanwar ke dekhte hain,
suna hai uss ke labon se gulaab jalte hain,
so hum bahar pe ilzaam dhar ke dekhte hain,
suna hai uss ke badan ki tarash aesi hai,
ke phool apni qabayein qatar ke dekhte hain,
suna hai uss ke shabistaa'n se muttasil hai bahisht,
makee'n udher ke bhi jalwe idher ke dekhte hain,
ruke tou gardishein uss ka tawaf karti hain,
chale tou uss ko zamane theher ke dekhte hain,
kahaniyaan hi sahi sab mubaalghay hi sahi,
agar wou khuwaab hai taabeer kar ke dekhte hain,
ab uss ke sheher mein thehre ke pooch kar jaayen,
faraz aao sitaare safar ke dekhte hain.
🤧💘✨
suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain
so us ke shahr mein kuchh din Thahar ke dekhte hain
suna hai rabt hai us ko KHarab-haalon se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hain
suna hai dard ki gahak hai chashm-e-naz us ki
so hum bhi us ki gali se guzar ke dekhte hain
suna hai us ko bhi hai sher o shairi se shaghaf
so hum bhi moajize apne hunar ke dekhte hain
suna hai bole to baaton se phul jhaDte hain
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain
suna hai raat use chand takta rahta hai
sitare baam-e-falak se utar ke dekhte hain
suna hai din ko use titliyan satati hain
suna hai raat ko jugnu Thahar ke dekhte hain
suna hai hashr hain us ki ghazal si aankhen
suna hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hain
suna hai raat se baDh kar hain kakulen us ki
suna hai sham ko sae guzar ke dekhte hain
suna hai us ki siyah-chashmagi qayamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hain
suna hai us ke labon se gulab jalte hain
so hum bahaar pe ilzam dhar ke dekhte hain
suna hai aaina timsal hai jabin
Beyond words ❤❤❤
یہ ترا فن ہے کہ تسخیر _ سخن، جان _ فراز
سامنے تیرے ہر اک لفظ نگوں ہے یوں ہے
Hume to raas na aain mohabbatein karni ❤
Waaaah waaaah waaaah, He was a gem 💎
The one and only Ahmad Faraz Sahib❤
Faraz sahab is far better than jaun elia....
Pure intelligence no randi rona
Jaun ko samjhna bachho ke bas ki baat nahi ......
@@Monu.........Tell me the Jaun's romantic poetry better than "suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain"and better motivational poetry than "muhasra"
He and Sahir are my favourites ❤
Sahir, full name??
@@bbepositivebemotivated3168 Sahir Ludhianvi, if urdu poetry be the mountain, Sahir Ludhianvi was the pinnacle of that mountain.
My second favorite shayar; first is jaun sahab😌
He is better than jaun
@@technicalNishad maybe but for me is ......
Heart touching Shayri by Ahmad Faraz Sahab. Salutes to this great poet / Shayar. 👍🌹🙏
Jaun Ailia was the poet of inner feelings & deep thinking and Ahmed Faraz was the poet of revolution and agitation. There is no competition between the two poets.
#MasoodUrRehman#
wht about allama iqbal
Faraj साहब मुझे उर्दू शायरी ki लत आपको सुनकर लगी ❤😊😊😂
My favorite Shari ❤❤😊
❤❤❤❤❤❤❤❤
Aur Faraz chahiyen kitni mohabbatein tujhe!!
Maun ne tere naam pr bachchoN ka naam rakh diya!!
Faraz,
Log jab khuda ho jaye -SHIRK- h ye muslim bhai bahen khayal rakhe
Bhi shi may shirk ha mai nay do teen bar parha ha
آپ شعر سمجھے نہیں ۔
His poetry is deep than jaun Elia but there is a need of understanding 😢
Faraz is always better than Jaun, one has to increase his/her taste tobunderstand him.
100%
Thats what u need to understand before comparing him with jaun
Jaun Elia was another type of poet .he describes his own sadness in his poetry ❤❤❤
Faraz is sophisticated shair. Jaun is so called naamuraad thats why I listen jaun Elia more than Faraz
چلو زندگی میں ہی راہیں بدل کے دیکھتے ہیں۔
یوں محبت کی ہے، اب کہ بچھڑ کے دیکھتے ہیں۔
وہ راستے جن سے یادیں ہیں وابستہ اپنی ۔
ان سے بھی الگ جہاں چل کے آج تو دیکھتے ہیں
یہ ربط عجب تھا وہ کے کبھی درمیاں اپنے بھی۔
اب دل سے ہم کہ دغا کر کے تو دیکھتے ہیں۔
راحت تھی جو کبھی تم سے دل کو اب کہ مگر۔
نیاں اک یہ ستم ترے شہر میں کھا کر دیکھتے ہیں۔
گلہ ہی نہیں میرا دیوار سے اب رہا ہے۔
پتھر ترے شہر کے چوم کے ہم بھی دیکھتے ہیں۔
یوں شہر ترا ترے جسم کی طرح ہی خوشبو کا ہے۔
جدا ہوکر حسن سے ، غم یہ بھی کھا کر دیکھتے ہیں۔
گلہ بھی واجب تو ہے نہ یوں کہ جدائی کا۔
غم کا بھی سمندر اب اُنڈیل کے دیکھتے ہیں۔
شاعر۔عبدالصبور سومرو۔
بحر۔زمزمہ/متدارک مسدس مضاعف۔۔۔
Aapki aawaz behtreen
Jo ki neend kareeb le aati hi
May Allah bless him peace in heaven.
کیا کہنے۔۔۔ احمد فراز سر کا جواب نہیں
Thank you for uploading this video...miss you Lucknow
there is no doubt he is better than
Jaun , Faraz is much more calm and mature
Kya kahne❤
Sir Fraz was the LEGEND 💞
dil bhi pagal hai ki uss sqkhs se bawbsta hai,
Jo kisi orr ka na hone de na apna rkhe...
واہ کیا کہنے ❤🎉
Mile jab unse mooh gum si guftufu krna 😊..... phir apne aap se 100 , 100 wazahaten krni 🤭.......#line😍😍😍
mubham = vague , not very clear
great. amazing memory
تم سے ملے بن سجنا ں جیسے صدیاں بیت گئیں یاد میں تیری کھوکے میری اکھیاں میت گئیں ساتھ تیرے جو گزرے تھے سندوری شام کے چند لمحے چھین کے مجھ سے وقت کی ظالم گھڑیاں جیت گئیں🎉🎉🎉❤❤
Amazing sir faraz Ahmad sahib ❤
Also my most favorite shayar❤
Very nice 👍👍
Beautiful♥️❤️
Proud to be part of AMU ❤
Awesome ❤
زمیں کھا گئی آسماں کیسے کیسے
جگہ جی لگانے کی دنیا نہیں ہے
Wah wahhhh wahhhh wahhh wahhhh 🤌🏻🙌🏻🙌🏻
Koi nahi faraz k baad
If beloved is foreigner then exact depth and intensity of this poetry is hard to translate into English.
Which poetry have that line "kabe ki kamai pe jo pite hai sharab "
Allhaapp ko janat main jagah da
Bandagi hum nay chorr di hay Faraz, kya karain log jab khuda ho jaain ❤
My favorite shair❤❤❤❤
Great shayar ahmad faraz sahab
MUJHE V THODA AAPKA AASHIRWAD CHAHIYE SIR JI PLEASE 🙏🙏❤️
میرے محبوب شاعر ❤
Legend ❤
Ahmad Faraz Sahab ❤
ऐ मेरी जान के दुश्मन तुझे अल्ला रक्खे ! बाह ❤
Great salute,,,
My fav poet ❤️
بہت عمدہ ♥️
کمال است ۔۔۔
Ahmad Faraz hits different when you are facing depressive episode
2:10 starting
Great poet.
Zindagi Apne Guzar Gaye . Khusi Ke Liye.
Ab Ham Na Ayenge Tere Pas Mustakbil Ke Liye.
Written Mirza 8 August 23 in
Wah waah ❤
Wisdom of love
Deep poet
MissinG U AloT diaMonD😢