Iski speed pe naa jaayein, 1hour bhale hi leta hai but excellent service hai iski, ekdum squeaky cleaning karta hai aur pocha bhi laga deta hai, bed ke niche se kone kone se iske suction bahut badhiya hai, saath hi charging slot niche bana rakha hai humne ye khud se charging par bhi lag jata hai. Excellent product hai
from USA, I've been using T8 since September 2020,,, so far so good,,,not much mechanical issue,,,mostly software issue on the robot ...if you get Pro mopping Oscillation mopping module, it does mop a-OK in mopping the floor...
Haa to isko baith k safayi krte hue dekhne k nhi hota ,wo apna kam kr lega tm tbtk baki kam kr skte ho or ye working logo k liye h jinke pss time nhi hota ghr k kam k liye,ab piche se koi machine 5 min me safayi kre ya ek ghnte me usse kya frk prta h .
Han sahi kaha par ye v ki aap jb tak jhhadu lagati h tb apka dusra kaam wait karta hai .par agar ye macine jb tak apna kaam karegi tb tak aap dusra kaam nipta le sakti hai apna time bachega ye v sochiye

Insaan vi ajeeb hai.. Itni mehengi machine use karenge.. Bt khub se jharu pocha nahi karenge... Fir bad me doctor k pass itna paisa dekar ilage karwange aur bolenge hum to gym jate hai fir vi bimar ho gaye.... 😂😂😂😂
First of all ki ye normal logo k liye nhi h ,un working logo k liye h jo roz roz jhadu pocha nhi kr skte ya un logo k liye h jinhe physically koi problem ho ,aap khud se kr lete ho to bht achi bat h aapne machine or doctor dono k paise bacha liye
Hamare ghar me jhadu maro to itna barik kachra Kam nikalta balke chocolate biscuit k wrappers ya toys ya phir comb Ya phir books k pages aisi sab chize Milti hai bed k niche se ya sofe k niche se Bacche Ek bhi din saaf nhi rehne dete
Safai k liye machine ab har chiz ki machine bn gyi logo k aram k liye nhi unko bimar krne k liye pehle log bht mehnat krte the or bimari km thi us time p ab bacche bacche ki body m drd payga

All bakwas I think this is company sponsored MSG. I have the machine it started giving trouble in 3 months and no service back up. Pathetic
@@manindersinghbanvait6442 Arre nahi bhai, ye mera personal opinion hai ji
price
@@poojavarma3252 23,000
@@manindersinghbanvait6442
Right...ye bol ri h ki Charging slot niche bna rakha h hmne... Mtlb smjh jao... Inki hi mili bhgat h ye😂😂
Rat ko sone se pehle ese on krke rakhna pdega tab jakr subah tak safai ho payegi😂😂😂
You are right.
🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣👌👌👌
😂😂
😂😂
😂😂😂😂😂
from USA, I've been using T8 since September 2020,,, so far so good,,,not much mechanical issue,,,mostly software issue on the robot ...if you get Pro mopping Oscillation mopping module, it does mop a-OK in mopping the floor...
Comment faire pour l'acheter en Tunisie ? Merci
Patience on another level 😂
Ye bed ke niche ki safai ke liye sbse best h..😅
Bed k neeche Jaa paega tab toh 😅
@@poojiitod kar to chala jayega
Chla jaayega , mera to chla gya ❤
Itne der me pure ghr ki safai ho jaye jhadhu se. 😅
Haa....sahi kaha aapne 😂😂😂
Haa to isko baith k safayi krte hue dekhne k nhi hota ,wo apna kam kr lega tm tbtk baki kam kr skte ho or ye working logo k liye h jinke pss time nhi hota ghr k kam k liye,ab piche se koi machine 5 min me safayi kre ya ek ghnte me usse kya frk prta h .
Stupid comment
Han sahi kaha par ye v ki aap jb tak jhhadu lagati h tb apka dusra kaam wait karta hai .par agar ye macine jb tak apna kaam karegi tb tak aap dusra kaam nipta le sakti hai apna time bachega ye v sochiye
Ha shi h
That white spot is bothering me
True.. focus is only there...😂😂😂
Me too
Me also
Me too😂
𝗬𝗲𝘀 𝗶𝘁'𝘀 𝘁𝗿𝘂𝗲 😂😢
Ghar main party ya event ho toh 4 Din Pehle isko kam pe lagana padega
😂😂😂
😂😂😂😂
😂😂😂 haaa bilkul
I'm still using mine. Works good
Hlo ji
P??
Kam kr rhi hai
Price
احسن اختراع بعمري شفته
Please don’t take out the water tank, it’s also benefits as a weight for back of the robot.
They sus😂😂😂😂😂😂
Ye bimar,bujurg logo ke liye perfect hai.warna to jhadu hi theek hai 😅
I saw this at Dave and Busters now I'm contempt on earning it
It was cleaning at Dave and Busters?
@@IDABAYAREA650I naw it was a prize for like 1500 tickets .
It is very important to human rights😂😂
Bhai apni freeze aage kr le thoda , compressor fat sakta hai , pls😢
Fridge ipadi wall otti vaikathenga.heat velila pogathu.konjam thali vainga
Cockroach: hi buddy
Cockroach: aaaaaaaaaaaaaaaaa
Isse jyada speed to jhadoo ki h.😂😂
Bro he jhadu or pocha eksath krta h I think
Why does it look so cute -w-
Lol I legit thought the same 😂
2min safai❌2hour me safao ✅
Diwali ki safai krke btaye to jane 😂😂
Kar dega bus holi se start karni padgi.
😂😂😂😂😂
Bhai 31st dec aa jayega
Satisfactory to watch 😅
எங்கு வாங்கலாம்? விலை என்ன?
Fridge gotaku antha dhagaraga petadhu pelipothundhi
Itni dheere kaam kr rhi he ye machine.
Is se jaldi to hatho se hi saaf safayi ho jaye
Haa to isko baith k safayi krte hue dekhne k nhi hota ,wo apna kam kr lega tm tbtk baki kam kr skte ho or ye working logo k liye h jinke pss time nhi hota ghr k kam k liye,ab piche se koi machine 5 min me safayi kre ya ek ghnte me usse kya frk prta h .
Maray pass b he sirf ek baar use kiya ab pack kr ke rakh diya time jayda lagta he made in Australia ka he
Kitna hai price
Ye Diwali ki sfaai krne ke liye kitta time legaa???
Good boy🙂
It reminds me Jethalal Dialogue.. Aeee Pagal Aurat 😂😂😂😂😂
Boys ke liye acha h😊
Love my robot bai! 👌
May I know prize of this product plzz
Price
What about hairs
As we lose lot of them will it get stuck in the vacum
It gets stuck in mine but u can just easily take them off the brush.
@@rosemarykalathil2545 thanks
As o loose a lot so was spectial
Issai jaldi toh hum khud sweeping kr sakte hai aur woh bhi bahut acche Sai, apne ghar k work k liye yeh sab ki kya jarurat h
Price plz i m interested
So easy to do by hands quietly
Diwar aur freeze ke bich aur gaf rakho
Ye handicapped persons k liye 🙏,
Where and how can I purchase that 3 in one vacuum cleaner? Ty
From where I can purchase
फिर तो ये पुरा दिन मेरे घर में घुमता रहेगा 😂😂😂😂😂😂, इस आवाज से तो सो भी न पाऊ 😢
Bhot time. Lgega ese to saaf krne me
Cost please?
Where did u buy this ?
30k
Now 17k available in realme store
Online websites, Amazon also
Price and mob cleaning attachment
amzn.eu/d/7zubY3R
Bhai jska b ghr h kindly apni fridge ko wall se hatakr rkhen
Sound is headache
*At least for the Roborock brand you can change the Vacuum speed, mine has “Quiet / Balanced / Turbo, sounds like it might be on High*
Kitna ki hai ye 😊
How much 😊
We’re do I get get it at
Safayi krengi machine se aur yoga krengi 🧘🤸
Rj me use ka nhi h itni mitti aati h
Or furc ke alava bhi to safai kr ni hi par ti h
Inte time mere 2 BHK saf kardu Mai🤗
Ye hai papa ki pariyon k liye special banaya gaya hai😂😂😂😂
Iski price kitni he
I like the way it sucked a paper from far away. Also, how it surrounded, gathered and vacuumed liked it knew exactly where the mess was.
we can clean with the broom fast then this😂😂
What is the price for it
amzn.eu/d/7zubY3R
Yeah unke liye better hai jo job krte hai.. Ghr se jaane ke vakt isse lga jaaaye..
Which brand
Jitna iska size hai utna to mere ek room ka kachra hi nikal jayega Bhai sahab..
Diwali ki safai ke liye 4 mahine se on karke rakhna parega 😂😂
Kha milta hai kitne ka hai
My ozmo is on d**gs we set it to go on 10 am buy it's way later
Si es igual de tonto que el que tengo para la Pool 🤦🏻♀️camina en todas direcciones y termina dejando espacios sin aspirar.
Itne der m m apni puri ghar k safar kr loon
Can it be purchased at Chennai
Where to go for shopping
Diqar ke jaalw iska fathee hatayega 😂
Ye kitne ka aata h
Insaan vi ajeeb hai.. Itni mehengi machine use karenge.. Bt khub se jharu pocha nahi karenge... Fir bad me doctor k pass itna paisa dekar ilage karwange aur bolenge hum to gym jate hai fir vi bimar ho gaye.... 😂😂😂😂
Sahi baat hai 😏
First of all ki ye normal logo k liye nhi h ,un working logo k liye h jo roz roz jhadu pocha nhi kr skte ya un logo k liye h jinhe physically koi problem ho ,aap khud se kr lete ho to bht achi bat h aapne machine or doctor dono k paise bacha liye
Isse toh kaam wali sasti padti hey kaam bhi jldi hota hai
Negative log kabhi to kuchh achcha soch Liya Karo jab tak koi dusra kam karoge tab tak ye apna Kam Karta rahega
Na bhai isko baar baar on ON karna padta hai. Error dikhata hai. Aur koi service backup.nahi hai. Just me too product. But pathetic
रेट क्या है
Kitne ati hai
Ye to kachhua hai itna dheere sfaai meri sahanshakit khatam ho jayegi
Intni slow machine ise acha 😂hamre Hands hai 😂😂
1 sal LG hay cleaning ko
so cute
Etne time m tho pure Ghar ki safai ho jay gi😂😂😂
Kitane ka h
Price?
Where did u buy this
Got to this link to order yours..
कितने का हे
My Deebot doesnt charges anymore 😢
Kitna time ise Lagane mein chalayenge kitni der Mein To pure Ghar Ki Safai ho jayegi jhadu se aur baithkar aaram se chai pienge😊😊
Madam ji mara bhiya bolra agr jhadu mashin karage to mari wife kya karage 😂😂
Ek kona saaf karke dusre kona pahunchne tak, pahla kona ganda ho gaya hoga...waise ye din bhar chalti rahegi 😂😂😂
Sidhiya bhi saf krta hai kya ye😂
How to order this
I want tthis
Cleaner robot kitny ka hai plz
30hzarya 35sayad
Kamwali jaldi kardegi
Kamwali nhi aegi usdin k liye h ye bhai 😅
Isse fast to mera hath chalta h😂😂
Hamare ghar me jhadu maro to itna barik kachra Kam nikalta balke chocolate biscuit k wrappers ya toys ya phir comb Ya phir books k pages aisi sab chize Milti hai bed k niche se ya sofe k niche se Bacche Ek bhi din saaf nhi rehne dete
Pp Kay hai
Bohot slow hai ye to...😢
Diwali ke liye abhi se chalu kr ke chod do...😂
Washing michene ke bagal me kon karega. Fridge ka nitche kon karega 25000 barbad
Jalde saap karo panwel nekalna hai 😂😂😂😂😂
Kyon berojgari faila rahe ho bhai
Safai k liye machine ab har chiz ki machine bn gyi logo k aram k liye nhi unko bimar krne k liye pehle log bht mehnat krte the or bimari km thi us time p ab bacche bacche ki body m drd payga
Ye mehnat krne walo logo k liye hi bnaya gya h jinke pss ghr ki saf safayi k liye roz roz waqt nhi hota.
👌👌👌👌