Rajin Rambaran
Rajin Rambaran
  • 177
  • 277 919
Yusuff Khan - Laagi Sawan Ki Mahinwa
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #YusuffKhan #MightyCrepsole #TrinidadClassical #LocalClassical
Please enjoy this piece of history by the late legend, Yusuff Khan. Born in the year 1943 in Couva-Tabaquite-Talparo Regional Corporation, Trinidad & Tobago, Khan was praised for his original compositions. Yusuff Khan, also known as the "Mighty Crepsole", made his first big public apprearance on the Sunday Morning Indian Hour Programme over Radio Trinidad through Mr. Moean Mohammed in 1962.
From the album "Gharam Masala of Trinidad & Tobago - W.I.", released in 1981.
The front of the LP sleeve reads:
"Yusuff Khan Vol. 4
Produced by Moean Mohammed for Windsor Records"
No information regarding the musicians are given on the sleeve.
มุมมอง: 223

วีดีโอ

Yusuff Khan - Hai Likh Bhay Jay Udho Haath
มุมมอง 4448 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #YusuffKhan #MightyCrepsole #TrinidadClassical #LocalClassical Please enjoy this piece of history by the late legend, Yusuff Khan. Born in the year 1943 in Couva-Tabaquite-Talparo Regional Corporation, Trinidad & Tobago, Khan was praised for his orig...
Yusuff Khan - Hardam Hari Se Preet Laga Lo
มุมมอง 85510 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #YusuffKhan #MightyCrepsole #TrinidadClassical #LocalClassical Please enjoy this piece of history by the late legend, Yusuff Khan. Born in the year 1943 in Couva-Tabaquite-Talparo Regional Corporation, Trinidad & Tobago, Khan was praised for his orig...
Yusuff Khan - Koee Nahi Hai Gayr Baba
มุมมอง 65710 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #YusuffKhan #MightyCrepsole #TrinidadClassical #LocalClassical Please enjoy this piece of history by the late legend, Yusuff Khan. Born in the year 1943 in Couva-Tabaquite-Talparo Regional Corporation, Trinidad & Tobago, Khan was praised for his orig...
Sookdeo Sookraj - Bhajan Bina Daan (Thumri)
มุมมอง 70010 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Sookdeo Sookraj - Ramcharan Din Raat (Bhajan)
มุมมอง 46811 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Sookdeo Sookraj - Mora Radha Bansi (Khimta)
มุมมอง 24111 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Sookdeo Sookraj - Gila Kissay (Qawali)
มุมมอง 64811 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Sookdeo Sookraj - Kaise Byaho Radhe (Thumri)
มุมมอง 66311 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Sookdeo Sookraj - Jaankie Na Laa-yo Peeya (Thumri)
มุมมอง 62511 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Sookdeo Sookraj - Kaisa Jadoo Kiya (Horee)
มุมมอง 39811 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Sookdeo Sookraj - Kucch Nahi (Ghazal)
มุมมอง 35711 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Sookdeo Sookraj - Siri Ganapati Ganesh (Thumri)
มุมมอง 76811 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Sookdeo Sookraj - Khoti Jatan Say Ga-ee (Tilana)
มุมมอง 97411 หลายเดือนก่อน
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #SookdeoSookraj #SookdeoSookhraj #TrinidadClassical From the album "Tent Singing by Sookdeo Sookhraj". The back of the sleeve reads: "SOOKDEO SOOKHRAJ is no newcomer to culture lovers in these parts. Since the release of his popular L.P. entitled 'HA...
Rajdai Sookraj - Mere Bhoujie Re
มุมมอง 370ปีที่แล้ว
*DISCLAIMER* NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED. I DO NOT OWN THE RIGHTS TO THE MUSIC IN THIS VIDEO. #PromotionalUseOnly #AllRightsBelongToArtists #RajdaiSookraj #TraditionalChutney #TrinidadClassical From the Album "Songs Of Weddings", which featured 5 songs from Rajdai Sookraj & 5 songs from Sam Boodram. Rajdai Sookraj was born on July 4th 1947 to Sookraj and Patiya in Cunupia, Trinidad & Tob...
Rajdai Sookraj - Hame Le Chhal
มุมมอง 217ปีที่แล้ว
Rajdai Sookraj - Hame Le Chhal
Rajdai Sookraj - Babhana Aawe Jai
มุมมอง 275ปีที่แล้ว
Rajdai Sookraj - Babhana Aawe Jai
Rajdai Sookraj - Gori Gori Mil
มุมมอง 440ปีที่แล้ว
Rajdai Sookraj - Gori Gori Mil
Rajdai Sookraj - Maan Lagay Hamaar
มุมมอง 561ปีที่แล้ว
Rajdai Sookraj - Maan Lagay Hamaar
Sam Boodram - Kaha Se Awayla Bhavani Maiya (Sohar)
มุมมอง 619ปีที่แล้ว
Sam Boodram - Kaha Se Awayla Bhavani Maiya (Sohar)
Sam Boodram - Raam Ji Ki Ghageeya Seeta Ki Phulwari
มุมมอง 558ปีที่แล้ว
Sam Boodram - Raam Ji Ki Ghageeya Seeta Ki Phulwari
Sam Boodram - Sab Sakhi Meeli Kohabar Lay Gaiee
มุมมอง 457ปีที่แล้ว
Sam Boodram - Sab Sakhi Meeli Kohabar Lay Gaiee
Sam Boodram - Goberdhan Pujan Radhay Chali
มุมมอง 433ปีที่แล้ว
Sam Boodram - Goberdhan Pujan Radhay Chali
Sam Boodram - Siew Beeyahan Aa-ay
มุมมอง 378ปีที่แล้ว
Sam Boodram - Siew Beeyahan Aa-ay
Yusuff Khan - Jai Mala Jai Mala
มุมมอง 2.3Kปีที่แล้ว
Yusuff Khan - Jai Mala Jai Mala
Yusuff Khan - Bindraban Ki Rahane Waale
มุมมอง 861ปีที่แล้ว
Yusuff Khan - Bindraban Ki Rahane Waale
Yusuff Khan - Raam Ke Naam Birale
มุมมอง 3Kปีที่แล้ว
Yusuff Khan - Raam Ke Naam Birale
Yusuff Khan - Choti Moti Saavar Chiriyaa
มุมมอง 12Kปีที่แล้ว
Yusuff Khan - Choti Moti Saavar Chiriyaa
Ramcharitar - Bhaiya Bharat Ghar Jaao (Bhajan)
มุมมอง 670ปีที่แล้ว
Ramcharitar - Bhaiya Bharat Ghar Jaao (Bhajan)
Ramcharitar - Muraliya Kaise (Bhajan)
มุมมอง 878ปีที่แล้ว
Ramcharitar - Muraliya Kaise (Bhajan)

ความคิดเห็น

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 9 วันที่ผ่านมา

    A2 - Phūlan ke hār Rāma 0. Māngam kare sankrāntī ko, snān kare jo prayāg. Dharma artha kamārī saba, pāwa hī ātī bhara bhāg. Prayāg mārg mā setu, taya ham snānī adī bhed. Nā swāmī sahasrā snehā, tata palangā te bhaved. 1. Phūlan ke hār, Rāma, phūlan ke hār; Phūlan ke hā…r, phūlan ke hār. (Refrain) Sawāro’ belī Mādhav-jī ke, phūlan ke hār. (2) 2. Snān karata akshai vata parasata, darshana nipatī niwār.(2) Kotī na Vaikunth kunta batavatā, dhanyā janama sansā..r; phūlan ke hār. (Refrain) (ĀĪŪƐṛāīūḥɛ) 3. Bhardwāj āshram atī pāwanā, deva dhanuj muni jhār. (2) Tulasidas jai jai venī māro, Tulasidas jai jai venī māro. Jai jai sirajan hā..r, Rāma; phūlan ke hār. (Refrain) 4. Phūlan ke hār, phūlan ke hār, phūlan ke hār. Phūlan ke hār, Rāma, phūlan ke hār; phūlan ke hār. (Ref) 5. Bhardwāj āshram atī pāwanā, deva dhanuj muni jhār. (2) Tulasīdās jai jai venī māro; Tulasīdās jai jai venī māro. Jai jai sirajan hā..r, Rāma; phūlan ke hār. (Refrain) 6. Phūlan ke hār, Rāma, phūlan ke hār; Phūlan ke hā…r, phūlan ke hār. Phūlan ke hār, phūlan ke hār, phūlan ke hār. Phūlan ke hār, Rāma, phūlan ke hār; phūlan ke hār. (Ref) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 13 วันที่ผ่านมา

    0. Māngam kare sankrāntī ko, snān kare jo prayāg. Dharma artha kamārī saba, pāwa hī ātī bhara bhāg. Prayāg mārg mā setu, taya ham snānī adī bhed. Nā swāmī sahasrā snehā, tata palangā te bhaved. 1. Phūlan ke hār, Rāma, phūlan ke hār; Phūlan ke hā…r, phūlan ke hār. (Refrain) Sawāro’ belī Mādhav-jī ke, phūlan ke hār. (2) 2. Snān karata akshai vata parasata, darshana nipatī niwār.(2) Kotī na Vaikunth kunta batavatā, dhanyā janama sansā..r; phūlan ke hār. (Refrain) (ĀĪŪƐṛāīūḥɛ) 3. Bhardwāj āshram atī pāwanā, deva dhanuj muni jhār. (2) Tulasidas jai jai venī māro, Tulasidas jai jai venī māro. Jai jai sirajan hā..r, Rāma; phūlan ke hār. (Refrain) 4. Phūlan ke hār, phūlan ke hār, phūlan ke hār. Phūlan ke hār, Rāma, phūlan ke hār; phūlan ke hār. (Ref) 5. Bhardwāj āshram atī pāwanā, deva dhanuj muni jhār. (2) Tulasīdās jai jai venī māro; Tulasīdās jai jai venī māro. Jai jai sirajan hā..r, Rāma; phūlan ke hār. (Refrain) 6. Phūlan ke hār, Rāma, phūlan ke hār; Phūlan ke hā…r, phūlan ke hār. Phūlan ke hār, phūlan ke hār, phūlan ke hār. Phūlan ke hār, Rāma, phūlan ke hār; phūlan ke hār. (Ref) .

    • @remkaginuki5200
      @remkaginuki5200 12 วันที่ผ่านมา

      Namaskar Bhai-ji Ramkabharosa danyaavad for your provision of these meaningful lyrics🙏

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 14 วันที่ผ่านมา

    0. (Refrain) Dhobiyā jal hī me' (men) maratā piyāsā. (2) The washer-man (the soul) stands there right in the waters (of divine knowledge), (yet is) dying of thirst (ignorance). 1. Jal me' thaṛ pīye nahī mūrakh, achchha jal hai khāsā. (2) Apane ghar ke maram na jāne (2), kare dhobiyan ke āshā. Jal bīch maratā piyāsā. (Refrain) (Āṛāūī) Standing in the water, the fool does not drink - (but) the water is good. He does not know that's the body's essence - he only wants to wash. He, right in the middle of the water, is dying of thirst. 2. Chhin me' dhobiyā rove dhove, chhin me' rahe udasā.(2) Āpe bandhe karam kī rassī (2), āpan gar ke pha'sā. Jal bīch maratā piyāsā. (Refrain) One minute the washer-man weeps aloud - the next, he's motionless & sad. He himself is braiding the noose of his deeds - and tying it around his neck. He, right in the middle of the water, is dying of thirst. 3. Sachhā sabun lehī na murakh hai santan ke pāsā. (2) Dāg puranā chhutat nahī (2), dhovat bārah māsā. Jal bīch maratā piyāsā. (Refrain) The fool forgets to pick up the soap of truth - that wise men always use. The clothes have an ancient stain that won't go away - even by washing for twelve full months. He, in the middle of the water, is dying of thirst. 4. Ek rātī ko jorī lagāve, chhori diye bharī masā. (2) Kahe Kabīr suno bhāī sādho (2), āchhat annā upāsā. Jal bīch maratā piyāsā. (Refrain) He uses up all his strength for a mite - and gives up a thousand times more. Says Kabir, "Listen, good (holy) brother - in the presence of food, you fast. He, right in the middle of the water, is dying of thirst." .

  • @bhanwarieramlakhan831
    @bhanwarieramlakhan831 28 วันที่ผ่านมา

    Beautiful singing 👌

  • @dipnarineram5771
    @dipnarineram5771 หลายเดือนก่อน

    Beautiful and first class singing by the greatest

  • @dipnarineram5771
    @dipnarineram5771 หลายเดือนก่อน

    That is how to sing bro

  • @kuskut
    @kuskut หลายเดือนก่อน

    We'll most probably never see this level of talent again in TNT. I'll always remember watching the older folks beam with pride as they listened to these classics. ❤❤

  • @harolddass6136
    @harolddass6136 หลายเดือนก่อน

    The best,love it ❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @HaroldBachan-q5r
    @HaroldBachan-q5r 2 หลายเดือนก่อน

    One of our greatest of all times love you bro

  • @keshoreramadin5595
    @keshoreramadin5595 3 หลายเดือนก่อน

    The greatest of them all

  • @stephenjoseph3638
    @stephenjoseph3638 4 หลายเดือนก่อน

    Nice to hear these songs once again, they are lost in the music shops , please upload vol 3 an 4 if possible with love of local chutney music

  • @SylviaLopez-we4mo
    @SylviaLopez-we4mo 4 หลายเดือนก่อน

    My EVER favorite classical singer 🥰🥰🥰🥰🥰 My Wonder Boy 🥰🥰🥰

  • @radjissewnandan9417
    @radjissewnandan9417 5 หลายเดือนก่อน

    Wha re ustaad ❤

  • @sagi1954
    @sagi1954 7 หลายเดือนก่อน

    Where can I get this Album to purchase? Thanks.

  • @adeshmanharramkissoon-amrs3528
    @adeshmanharramkissoon-amrs3528 7 หลายเดือนก่อน

    We still have this record ... was playing it awhile back ...

  • @dbadree580
    @dbadree580 7 หลายเดือนก่อน

    Trinidad thumri at its best, sitting in the Poconos, having some coffee, living the good life🫡.

  • @allisonchevalier3656
    @allisonchevalier3656 7 หลายเดือนก่อน

    You have to change the tempo at least if you want the youngergeneration to follow

  • @leannatillack5354
    @leannatillack5354 7 หลายเดือนก่อน

    Lyrics #ramkabarosa

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 7 หลายเดือนก่อน

    (Dohā) Brindraban aisā ban nahī’, kā ab Nanda gāve sa gāo. Ye Jamuna aisā tat nahī’, arre Krishna aisā nāo. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) th-cam.com/video/IuPjODfKtyo/w-d-xo.html 0. Mathura kī chhoṛ, Mathurā kī chhoṛ Kanhā gayī. (Ref) Brindraban basiy gayo, Mathurā kī chhoṛe. Kanhā, Brindraban basiy gayo, Mathurā kī chhoṛ. 1. Jab se gayī Kanhā, mora suddhī ho nā denge. Jab se gayī Kanhā; mora suddhī ho nā denge (2). Ham ko peta khelenge (2); basiya gayo re. (Ref) 2. Chāyī hai padhariyā, takadīr rahī bhūkiyā (Kanhā). Chāyī hai padhariyā; takadīr rahī bhūkiyā (Kanhā) (2). Bāta re pakīna piyā morī (2); karate gayo re, Kanhā. (Ref) 3. Mathura kī chhoṛ (2); Kanhā, Mathura kī chhoṛ. Brindraban basiy gayo, Mathurā kī chhoṛ de. Brindraban basiy gayo, Mathurā kī chhoṛ de. 4. Bidhit shātma, rakhiyo’ Nanda bhāve. (?) Bidhit shātma; rakhiyo’ Nanda bhāve (2). Kanhā binā taraf (2); taraf gaye chhoṛ. Hāy Kanhā binā taraf; taraf gaye chhoṛ. (Ref) 5. Mathura kī chhoṛ, Mathura kī chhoṛ; Kanhā re. Brindraban basiy gayo, Mathurā kī chhoṛ de. Brindraban basiy gayo, Mathurā kī chhoṛ de. .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 7 หลายเดือนก่อน

    (Dohā) Bindraban aisā ban nahī’, kā ab Nanda gāve sa gāo. Ye Jamuna aisā tat nahī’, arre Krishna aisā nāo. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) 0.(Ref) Bindraban kī rɛhane wāle, le galī bolu ān. Bindraban kī rɛhane wāle, le galī bolu ān. 1. Majhadhāra me’ naiyā morī, thāpar pavan chāl lakha jata jorī. (2) Jal ko pāra lagāne wāle (2), me’ galī bolu ān. (Refrain) 2. Terī āshā me’ Shyāma Bihārī, Prithavī akāsahu’ pantha nihārī. (2) Dukhiyo’ ko dukha harane wāle (2), me’ galī bolu ān. (Refrain) 3. Terī āshā me’ Shyāma Bihārī, Prithavī akāsahu’ pantha nihārī. (2) Dukhiyo’ ko dukha harane wāle (2), me’ galī bolu ān. (Refrain) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 7 หลายเดือนก่อน

    0.(Ref) Lāgī sāwan ke mahinawā, so Rādhā bhairagin hoī gayī. Lāgī sāwan ke mahinawā, so Rādhā bhairagin hoī gayī. 1. Ghagharī nadiyā nāwa purānī, thāpar bhavarī wahī gayī. (2) Āpa samhāro para utara gai, ham se kachhu nātha jī. (Ref) 2. Hamse thoṛe aur se joṛe, aba kahu’ kaisī nibhagī. (2)(ĀĪŪṛāīūḥɛ) Tohar se gopī so aba Rādhikā, kubarī sanghī ye rahī. (Ref) 3. Sur Shyām Mohananiyā la goda, kunjan me’ bhesha bhayī. Gokula sorī Vrindabana āyī, Mathurā me’ ab janam diye. (Ref) 4. Rādhā bhairagin hoī gayī (2), Rādhā bhairagin hoī gayī. (Ref) Lāgī sāwan ke mahinawā, so Rādhā bhairagin hoī gayī. (2) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 7 หลายเดือนก่อน

    Rampersad Ramkhelawan (Suriname,1977) th-cam.com/video/UwbKne27IbM/w-d-xo.html (Dohā) Kahe Mandodarī sunā piyā Rāvan; ye kyā tū mai' tas mānā hai. Jinakī Jānakī tū haṛ lāye; māre ke Lankā chaṛhānā hai. (ĀĪŪṛāīū) 0. Jānakī na lāyo piyā; lāyo jīyā jān ke. Jānakī na lāyo piyā; lāyo . . . . Jina sāgar pada (2); gajāla kā jā tū hai. Jina sāgar pada; gajāla kā jā tū hai. Āp parachī nāchanī; vo Rājā Rām se. (2) 1.(Ref) Jānakī na lāyo piyā; lāyo jīyā jān ke. Jānakī na lāyo; arre Jānakī na lāyo; Jānakī na lāyo piyā; lāyo jīyā jān ke. (End of Ref) Jānakī na lāyo... (H); Jānakī na lāyo... Jānakī na lāyo piyā; lāyo jīyā jān ke. 2. Kahe Mandodarī (2); sunā piyā Rāvan. Kahe Mandodarī; sunā piyā Rāvan. Bisājī kī rāt; tū bāt abhimān ke. (2) (Ref) [Chhoro piyā; tum bāte abhimān ke. (2)] (Alt) 3. Tulasīdās kī (2); bhajā Bhagavanta. Tulasī - dās kī; bhajā Bhagavanta. Jānaki ye lejā paiyā; laghu Rājā Rām ke. (2) (Ref) 4. Jānakī na lāyo... (2H); Jānakī na lāyo... (Relā) Arre Jānakī na lāyo, piyā lāyo jīyā jān ke. Jānakī na lāyo piyā; Jānakī na lāyo piyā. (H) Jānakī na lāyo piyā; lāyo jīyā jān ke ! .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    0. (Ref) Tū hūta jalā pūta; Gaurī biyāhana, Gaurī biyāhana. Dudhavā ke molā kārī devo, hāre dudhavā ke molā kārī devo. th-cam.com/video/ZhHQOnd1Fi4/w-d-xo.html 1. Gaiyyā ke dhudhā pūta; hatiyā bikaile, bajariyā bikaile. (Āṛāūī) Maiyyā ke dudhā ānā molā, hāre maiyyā ke dudhā ānā molā. 2. Saragat laiho maiyyā; janahu na bāhure, janahu na bāhure. Kaise gaile dudhavā ke molā, maiyyā kaise gaile dudhavā ke molā. 3. Jab ham lautab maiyyā; Gaurī biyāh kar, Gaurī biyāh kar. Tab laihe dudhavā ke molā, maiyyā, tab laihe dudhavā ke molā. 4. Ham tab ho`ge maiyyā; tumhāro sevak hāre, tumhāro sevak hāre. More dhan dāsī tumhārī, maiyyā more dhan dāsī tumhārī. (Ref) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    0. Ab to rainī rahī thoṛī, re kaisā jādū kiyā. (Ref) Ab to rainī rahī thoṛī, re kaisā jādū kiyā, re kaisā jādū kiyā. 1. Tum to Shyām Madhu kī māthe, ham gvalinī kī Horī. (2) Chhoṛo payā gharī, jāna de nagarivā (2) (ĀŪṛāīūḥɛ) Pata jāūngī torī, re kaisā jādū kiyā, re kaisā jādū kiyā. (Ref) 2. Tāla mridangī bajāvatī gāvatī, le chitane chitā chorī. (2) Nanda mharī ke, kuvara Kanhaiyā. (2) Adbut khyāl rachorī, re kaisā jadū kiyā, re kaisā jādū kiyā.(Ref) 3. Phaguā liye bina jān nā dūngī, māna Kanhāyī morī. (2) Suradās Prabhu tumhāre daras binā. (2) Adbut khyāl rachorī, re kaisā jadū kiyā, re kaisā jadū kiyā.(Ref) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    0. Kāhe lā jhālar, mangaile vaṛū; anganā duvāre pawaile baṛū. ‘E bhaujī batavā to ham ke; kāhe lā gharavā sajhaile baṛū. (both 2) th-cam.com/video/MWa_8VSFICE/w-d-xo.html 1. Khushī ke bahār āwatāre; ā man me’ bīchār āwatāre. (Ref) Yɛhī se diyarī jarāvā tanī; Ayodhyā me’ Rām āwatāre. (2) 2. Prabhu Shrī Rāma jī, Sītā - jī ke sanghavā; āe hai Hanumān - jī leke, apanā ho Kanhawā. (both 2) Māna bhāvana lāge lā, kī bahū re pāvan lāge lā. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Hamārā Bhagavān āwatāre, Kausilyā ke lāla āwatāre. (Ref) 3. Baṛe dīn ke bāda āj, shubha dīna āil bā; Rāma jī ke darshan hoī, mānava gutāil bā. (both 2) Jai (Jay) Shrī Rāma bolā ho, bhagatī me’ dolā ho. Pālanā hār āwatāre, hamāre sarakār āwatāre. (Ref) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    0. Aisī likho ajī Shyām, kī bolī mujhe lagī bātī. Ai likhe bhede na, udho hāth, birahā kī bātī. Aisī likho ajī Shyām, kī bolī, mujhe lagī bātī. (Ref) Likhe bhede na, udho hāth, birahā kī bātī. (2) 1. Gaile se lata ko chaka, piyā dura lātī; piyā dura lātī, piyā dura lātī, piyā dura lātī. Mohe piyā, milī sukh chain, nāma guna gātī Mohe piyā, milī sukh chain, nāma guna gātī; nāma guna gātī, nāma guna gātī, nāma guna gātī.(Ref) 2. Jab desh pitā cha, pankha swarg, uṛa jātī swarg; uṛa jātī swarg, uṛa jātī swarg, uṛa jātī. Jahā’ pathak, piyawā mor hu-e, sakha jātī. Jahā’ pathak, piyawā mor hu-e, sakha jātī; sakha jātī hu-e, sakha jātī hu-e, sakha jātī. (Ref) 3. Mathurā me’ jhalam, liye hai, Gokul kī bāsī; Gokul kī bāsī, Gokul kī bāsī. (ĀŪṛāīūḥɛ) Binā āsur Shyām, mil jātī, akhir kī jātī. Binā āsur Shyām, mil jātī, akhir kī jātī; akhir kī jātī, akhir kī jātī, akhir kī jātī. (Ref) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    0.(Ref) Umar kho gayī sārī; bhajan binā nādān. Kho gayī sārī, kho gayī sārī re. Ab kho gayī sārī re. (Ref) Bhajan binā nādān. Umar kho gayī sārī; bhajan binā nādān. 1. Bhajan kiyā nahī’ Rāma nām kā; dās banā rahā sadā kām.(2) Re murakh agyān pyāre; re murakh agyān re. (Refrain) 2. Terā merā karata dole, bāta kare do ulata bole. (2) Kar kar ghumāna pyāre; kar kar ghumāna re. (Refrain) 3. Kho gayī sārī, kho gayī sārī re. Ab kho gayī sārī re. Bhajan binā nādān. Umar kho gayī sārī; bhajan binā nādān. 4. Dāsa ratan mushkil ati terī, jab Yam kī gāthā tikegī. Usa dina kā samān karo (2); bhajan binā nādān. 5. Umar kho gayī sārī; bhajan binā nādān. Kho gayī sārī, kho gayī sārī re. Ab kho gayī sārī re. (Ref) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    0.(Ref) Hardam Hari se prīta lagā lo; ajaba sapanā jāne le. Haradam Hari se prīta lagā lo; ajaba sapanā jāne le. 1. Merī merī karatī dole; ahī jagat kī bāna re. Merī merī karatī dole; ahī jagat kī bāna re. Kiyā kī māyā oṛha kī jai jinkā; baṛī baṛī khazānā re. (Ref) 2. Aise nipata sansārī nayan dī; Hari kī nahī’ pɛhachāna le. Aise nipata sansārī nayan dī; Hari kī nahī’ pɛhachāna le. Kām krodh mad lobh me’ chāyā; aisī jagat purānā re. (Ref) 3.Lachuman Rām sumire guna gāye; kar sumiran avidhyāna re. Lachuman Rām sumire guna gāyī; kar sumiran avidhyāna re. Hardam Hari se prīta lagā lo; ajaba sapana jānā le. (Refrain) 4.(Drut lay) Hardam Hari se prīta lagā lo; ajaba sapanā jāne le. Haradam Hari se prīta lagā lo; ajaba sapanā jāne le. 5. Merī merī karatī dole; ahī jagat kī bāna re. (ĀŪṛāīūḥɛ) Merī merī karatī dole; ahī jagat kī bāna re. Kiyā kī māyā oṛhā kī jai jinkā; baṛī baṛī khazānā re. (Ref) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    Same melody as: Movie: Godaan (1963), Singers: Mohammad Rafi & Chorus Lyrics: Anjaan, Music Director: Pt. Ravi Shankar, Rag: Kafi. th-cam.com/video/S-4nRKGRRAM/w-d-xo.html 0. Jogirā sararara, jogirā sararara; jogirā sararara, jogirā sararara. Dekh chalījā, dekh chalījā, dekh chalījā. (both 2) Jogirā sararara, jogirā sararara; sararara sararara, jogirā sararara. 1. Horī khelat Nandalāl, Biraj me' Horī khelat Nandalāl; Gvāl bāl sang rās rachāye (2); natakhat Nanda - Gopāl. Biraj me' horī khelat Nanda - lāl. (2) (ĀĪŪṛāīū) Nandalaal plays Holi in Braj; with the little milkmaids, he holds a mystic dance, the playful Nand Gopal (happy cow- protector). Nandalal (the son of bliss) plays Holi in Braj. 1. Bājat dholak jhānjh manjirā (2); Gāvat sab mil āj Kabirā. Nāchat de de tāl, Biraj me', Horī khelat Nanda-lāl. The drum & the cymbals are playing; everyone is singing together O Kabir. Dancing to the rhythm, in Braj, Nandalal plays Holi in Braj. 2. Bhar bhar māre rang pichakārī (2); rang gaye Brij ke nar nārī. Uṛat abīr gulāl, Biraj me', Horī khelat Nanda-lāl. Syringes full of colors are sprayed, men & women of Braj are flushed with colors! The red powder soars, all over Braj, Nandalal plays Holi in Braj. 3. Aisī horī khelī Kanhāyī (2); Jamuna tat par dhūm machāyī. Rās rache' Nanda-lāl, Biraj me', Horī khelat Nanda - lāl. Biraj me' Horī khelat Nandalāl; Biraj me' Horī khelat Nandalāl.(2) Such a Holi was played by Kanhayi; he created an uproar on the banks of the Jamuna river. Nandalal held a mystic dance in Braj. Nandalal played Holi in Braj - yes, Nandalal played Holi in Braj. .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    (Shlok) Gaurī ko Ganapati bhaye, Anjanī putra Hanumān; Mātā Kausilyā ko, Shrī Rāmachandra Bhagavān. 0. (Refrain) Bhajuman Rām charan sukhadāi. (2) Rām charan sukhadāi, Rām charan sukhadāi. (2) Bhajuman Rām charan sukhadāi. (2) (ĀĪŪṛāīū) O mind, revere the lotus feet of Shri Ram, meditate upon the pleasing feet of Shri Ram. 1. Jinhe` charanan se, nikasī sursārī, Shankar jatā samāī. (2) Jatāshankarī nām pāṛyo` hai (2), tribhuvan tāran āī (2). (Refrain) From these feet the river Ganges originated & then runs through the tresses of Lord Shankar. He is therefore called Jatashankari & delivers liberation to all three worlds. 2. Jin charanan kī, charan pādukā, Bharat rahyo lav lāī. (2) Soī charan kevat dhoī linhe (2), tab Hari nāv chaṛhāī (2). (Refrain) The sandals adorning these feet were placed by Bharat on his head - and these same feet were washed by the boatman before he allowed the Lord to embark on his boat. 3. Dandakvan Prabhu, pāvan kinhī, rishiyan trās mitāī. (2) Soī charan Gautam Rishi nārī (2), parasī param pad pāī (2).(Refrain) This Lord purified the Dandakwan Forest from the asuras & in this way he delivered the saints from their suffering. (Ahalya), the wife of the sage Gautam, was forgiven & brought back to life (after becoming stone) by the mere touch of these same feet. 4. Joī charan santan, jan sevat sadā, rahat sukhadāī. (2) Soī Prabhu trilok ke svāmī (2), kanak mrigā sang dhāī (2). (Refrain) These feet are served by the saints & sages - and are always cherished by them. That very Lord, the master of three world, ran (after) with the golden deer. 5. Shiv Sankādik, aru Brahmādik, Shesh sahas mukh gāī. (2) Tulsīdās Mārut sut kī Prabhu (2), nij mukh karat badhāī (2).(Refrain) Lord Shiva, the sage Sanka, Brahma, Shesh (the king of serpents), and others sing of His glories by the thousands. Tulsidas says that very Lord praises (Hanuman), the son of Maruti, from His own mouth. 6. O Rām, Bhaja Rām, Sīyā Rām, jai jai Rām (2). Bhajuman Rāmcharan sukhadāi (2). Rāmcharan sukhdāi Rāmcharan sukhadāi (2). Bhajuman Rāmcharan sukhadāi (3). .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    Film: Mera Naam Joker (1970), Singer: Mukesh Chand Mathur, Lyrics: Neeraj, Music Director/Composer: Shankar Jaikishan. 0. Kɛhatā hai jokar sārā zamānā; ādhī haqīqat, ādhā fasānā. Chashma utāro, phir dekho yāro; duniyā nahī’ hai cheharā purānā. The entire world calls me a joker; it's half reality and half story. Friends, remove your glasses & see; the world is new but the face is old. (Ref) Kɛhatā hai jokar sārā zamānā; ādhī haqīqat, ādhā fasānā. Kɛhatā hai jokar. (ĀŪṛāīūḥɛ) 1. Apane pe ha’s kar, jag ko ha’sāyā; ban ke tamāsha, mele me’ āyā (2). Hindu na muslim, pūrab na pashchim; mazahab hai apanā, ha’sānā ha’sānā. (Ref) I made the world to laugh with jokes on me; I entered the gathering as an entertainer. Neither Hindu nor Muslim, neither east nor west; making others laugh is my religion. 2. Dhakke pe dhakkā, rele pe relā; hai bhiṛ itanī, par dil akelā (2). Gham jab satāye, sītī bajānā; par masakhare se, dil na lagānā. (Ref) There is pushing and shoving all around; there is a crowd but the heart is lonely. Blow a whistle when sorrow torments you; but never fall in love with this joker. .

  • @Kawal-s2s
    @Kawal-s2s 8 หลายเดือนก่อน

    Beautiful voice!

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    0.(M) Gorī oṛh ke mala mal nikalī, hāy ! Gorī oṛh ke mala mal nikalī, ke dil me’ merā mala mal gayī. Arre re re, ke dil merā kharāb gayī; (ĀŪṛāīūḥɛ) dekho dekho, ke dil merā mala mal gayī, ho jī. (F) Ye kisa kī najariyā machhalī, ho ! Ye kisa kī najariyā machhalī, chunar merī dhal dhal gayī. Arre Rāma, chunar merī dhala dhal gayī; dekho dekho, chun chun kar merī dhala dhal gayī. (F) Ho… paga ulajhe merā dil dhaṛake. (M) Nasa nasa me’ sholā bhaṛake. (both, 2) th-cam.com/video/ABrd0mkDtpc/w-d-xo.html 1.(F) Bala khāye kamariyā morī, ho ! Bala khāye kamariyā morī, to kāhe jī bekal paṛ gaye. Arre Rāma, to kāhe jī bekala paṛ gaye; dekho dekho, to kāhe jī bekala paṛ gaye, ho jī. (M) Ika dil hī bekal nahī’ gorī, hāy ! Ika dil hī bekal nahī’ gorī, ke pagaṛī me’ bala paṛ gaye. Arre re re, ke pagaṛī me’ bala paṛ gaye. dekho dekho, pagaṛī me’ bala paṛ gaye, ho jī. (F) Ho… chhoṛ mohe terā hātha jale. (M) (Arre vāh) Ab to chāhe talavāra chale. (both, 2) 2.(F) Hāy chhoṛ de merā rāstā, ho ! Hāy chhoṛ de merā rāstā, ke gālī dūngī chuna chun ke. Arre Rāma, ke gālī dūngī chuna chun ke; (ĀŪṛāīūḥɛ) dekho dekho, ke gālī dūngī chuna chun ke, ho jī. (M) Rānī chalo na bajātī bichhuā, ho Rānī chalo na bajātī bichhuā, zɛhar chaṛe suna sun ke. Arre re re, zɛhar chaṛe suna sun ke; dekho dekho, zɛhar chaṛe suna sun ke, ho jee (F) Ho… utarā utarā rūpa hai kyū’. (M) Bolo chaṛatī dhūpa hai kyū’. (both, 2) 3.(M) Kina galiyo’ se hokar, āyī ho! Kina galiyo’ se hokar āyī, ke mukh terā mailā hai. Arre re re, ke mukh terā mailā hai; dekho dekho, ke mukh terā mailā hai, ho jī. (L) Jaba se tūne ā’kha laṛāī, ho Jaba se tūne ā’kha laṛāī, kājar merā phailā hai. Arre Rāma, kājar merā phailā hai; dekho dekho, kājar merā phailā hai, ho jī. .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    0.(Ref) Rām charana dina rātī, Rām charana dina rātī rātī. Bhaju Rāma charana dina rātī, O bhaju Rāma charana dina rātī. Rām charana dina rātī, Rām charana dina rātī rātī. Bhaju Rāma charana dina rātī, O bhaju Rāma charana dina rātī. 1. Bhajana Prahalād gayī, pita det kahu pīrā. Gānikā Gīdh Ājamil thārī gayī, thārī gayī; Sevarī kī Rām. Bhajana karata Sultān Avaliyā, taja takatī gambhīrā. (2) Kāka Bhushundi amarī pada pāve, nirmal hote shārī re, shārī re. Bhaju Rāma charana dina rātī, O bhaju Rāma charana dina rātī. (Ref) 2. Bhajana karata Sultān Avaliyā, taja takatā gambhīrā. Jo chāho kalyān bhāvaro, bhaja lo Raghuvar vīra. Tulasīdās balī āsana charanā ne ke, Tulasīdāsā... Tulasīdās balī āsana charanā ne ke, tan me' hare sab pīra re pīra re. Bhaju Rāma charana dina rātī, O bhaju Rāma charana dina rātī. (Ref) ---------------------- 0.(Ref) Bhaju mana Rām charana dina rātī. Ho Bhajuman Rām charana dina rāte'. Bhaju mana Rām charana dina rāte'. Ho Bhajuman Rām charana dina rāte'. 1. Rasama kasanā bhajo hare pada tū (2); sumirate kāgal sākhī (2). Jāke kahat jahāte dukh dā'to' (2); sumitre tāp ujālo'. (Refrain) 2. Susapta surashī le Sushīlā su Harī janā (2); dekha sulāha su hāthī (2). Rāmachandra ke nāma me' rasā (2); so rasā gāhe nā khātī. (Refrain) 3. Solā hai Sampati se ika tīsā aa...a (2); chait mās chaka sāthī (2). Tulasīdās binā likhat hai (2); Rām milan ke pātī (3). (Refrain) ---------------------- As sung by R. Dalip (Bhajumana Rama Charana by Robby Dalip) th-cam.com/video/HJfk_KsnyFE/w-d-xo.html 0. Rām charan chitā lāī (2), Rām charan chitā lāī lāī. Arre Rām charan chitā lāī; bhaju mana Rām charan chitā lāī. Rām charan chitā lāī (2); bhaju mana Rām charan chitā lāī. 1. Gānikā Gīdh Ājamil thāriyo'; thāriyo' sadār kā sāī. Gānikā Gīdh Ājamil thāriyo'; thāriyo' sadār kā sāī. (H) Shavarī ke mīthe phal khāyo'; jab thara ho ya sagāī, prajā. (Ref) Bhaju mana Rām chitā lāī; bhaju mana Rām chitā lāī. Rām charan chitā lāī (2); Rām charan chitā lāī lāī. Rām charan chitā lāī; bhaju mana Rām charan chitā lāī. Rām charan chitā lāī (2); bhaju mana Rām charan chitā lāī. 2. Ultā nām japata ke tor gaye; Bālamīki muni rāyī. (ĀĪŪṛāīū) Ultā nām japata ke tor gaye; Bālamīki muni rāyī. (H) Hari nā usake mārī bachāyo; Prahalād bhakto' Raghurāī, prajā.(Ref) 3. Bālī aisā dhanī rājā ko; bāndhī pātal rajāī. Bālī aisā dhanī rājā ko; bāndhī pātal rajāī. (H) Mahādev tumharo yasha gāvata; kripā karo Yadurāī, prajā. (Ref) ------------------- Also sung by Suresh Maraj -- Ram Charan Din Raati th-cam.com/video/GcUGZ1FlGWc/w-d-xo.html .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    (Dohā) Nand ghar mākhan churāne-vālā, tum hitā ho. Bindrāban ke rehane-vālā, tum hitā ho. (ĀĪŪṛāīū) Jamunā tat par rās rachāne-vālā, tum hitā ho. Rādhā ke sang bās khilāne-vālā, O tum hitā ho. 0. Ajī apanā ho, O kaise jiyab morā māyī re; morā Rādhā ne bansī churāye, (morā Rādhā ne bansī churāye). 1. Jhūlī parātha kadama kī chaiyā, Rādhikā matavārī. (2) Rādhikā matavārī matavārī, morā Rādhā ne bansī churāye. (Ref) Morā Rādhā ne bansī churāye, ai morā (Rādhā ne bansī churāye). Ajī apanā ho, O kaise jiyab morā māyī re, morā Rādhā ne bansī churāye. 2. Māyī sakhiyan ke sang gayī re, Rādhikā chale jā rī. (2) Ham gaiyā ab rahī chaṛhāye (2), venu hamārī ab hāth nihārī. (Ref) 3. Māyī mai' bālaka nādāna, Rādhikā matavārī. (2) Bansī ke kāran ajī jāyengī (2), ab to prān hamārī re hamārī. (Ref) 4. Jhūlī parātha kadama kī chaiyā, Rādhikā matavārī. (2) Rādhikā matavārī matavārī, morā Rādhā ne bansī churāye; ai morā Rādhā ne bansī churāye ! .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    As sung by Ramdew Chaitoe from Suriname. 0. Babhan āve jāī, babhan āve jāī. Mor man lāga babhanavā (2). Āvat jātī, ajī, āvat jātī. Āvat jātī, ajī, āvat jāt. (Āṛāūī) (Ref) Babhan āve jāī, babhan āve jāī. Mor man lāga babhanavā. The babhan comes and goes. My heart feels for (is interested in) this babhan. (I love this babhan, I adore him). He returned, hey, he came back. 1. Ohe, babhanavā kī ekta hī ā`khiyā` (ānkhiyān). Tāke sāri (chāṛi) oṛh, tāke sāri oṛh. Mor man lāga babhanavā. (Ref) This babhan has only one eye. It is all over the place. (i.e., he has a roving eye and is always looking at stuff, including ladies perhaps. He, of course, has two eyes.) I love this babhan. 2. Ohe, babhanavā kī ekta hī goṛavā (godavā). (Hai daiyā !) Bhāge sāri oṛh, bhāge sāri oṛh. Mor man lāga babhanavā (se !). (Ref ) This babhan has only one leg. (Oh father!) It runs (flees) into every place (abode). (i.e., he is a busy-body, very inquisitive, and goes where he is not exactly wanted. He, of course, has two legs.) I am crazy about this babhan. 3. Ohe, babhanavā kī ekta hī hāthavā. Chhuave sāri (sārā) oṛh, chhuave sāri oṛh. Mor man lāga babhanavā. (2) This babhan has only one arm. It touches everything (everybody) (i.e., he likes to interfere in other people's business, & perhaps touches the ladies, but not very inappropriately. He, of course, has two arms.) I adore this babhan. 4. Āvat jātī, ajī, āvat jātī. (Relā) Āvat jātī, ajī, āvat jāt. Āvat jātī, ajī, āvat jāt. Babhan āve jāī, babhan āve jāī. Mor man lāga babhanavā (2). …….. A babhan is a Bhūmihar brahmin (babhan is the Pali word for brahmin). The Bhūmihars (bhūmi = earth, hal = plough) usually own land and are considered as part of the Saryuparīn branch of the Kanyakubj brahmins. The original folk singer was probably a lady - and she is making playful fun of her family priest. To emphasize that this is really all in jest, she keeps saying how much she adores her babhan. .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    0. Kahavā' se āile Bhavānī, kahavā' Kālī māī ho. Kahavā' se āile Shrī Rāma, kahavā' Shiva Shankar ho. 1. Pūrab se āile Bhavānī; pūraba Kālī māī, pūraba Kālī māī ho. Avadha - puriyā Shrī Rāma; Kailāsh Shiva Shankar ho. 2. Kahavā' chaṛhāve Mā Bhavānī; kahavā' Kalī māī, kahavā' Kalī māī ho. Kahavā' chaṛhāve Shrī Rāma; kahavā' Shiva Shankar ho. 3. Dūdhavā chaṛhāve Bhavānī; kara Kālī māī, kara Kālī māī ho. Pān supārī Shrī Rāma; ke sata Shiva Shankar ho. (ĀĪŪṛāīū) 4. Jo yehī mangala lagāvai; to gāy kachunavai, to gāy kachunavai hī ho. Jahā' Tulas - dās bali - hārī; Avadha pala pāvai hī ho. 5.(Relā) Jahā' Tulas-dās bali-hārī; Avadha pala pāvai hī ho. Jahā' Tulas-dās bali-hārī; Avadha pala pāvai hī ho. .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    Aa...aym. Ai Rām-jī kī bhāgiyā me`, Sītā ke.. phulavā..rī. 0. (Refrain) Rām-jī kī bhāgiyā me`, Sītā ke phulavārī; Lachhuman devarvā, baithe rakhavārī. (both, 2) (Āṛāūī) In Ram's garden is Sita's flower-bed. Sita's flower-beds are in Ram's garden. That is where her (Sita's) brother-in-law, Lakshman, sits keeping guard. 1. Arre tūr tūr nimbū lā, bhejāve sasurārī; tūr tūr nimbū lā, bhejāve sasurārī. Arre tūr tūr nebulā (nimbū lā), bhejāve sasurārī; ohi nimbū lā ke, banāve tarakārī. Sonavā ke mrigavā, tundela (?) phulavārī; sonavā ke mrigavā, tundela phulavārī; Arre sonavā ke mrigavā, tundela phulavārī; sonavā ke mrigavā, tundela phulavārī; Arre mrigavā ke chāl mere man bhāī ; ab mrigavā ke chāl mere man bhāī... (Refrain) He (Latchman) keeps picking lemons and sends them to his in-laws' home. From these same lemons the tarkari (sour-curry) is made at the in-laws' home. A golden deer comes by the flower-garden. Brother, the deer caught my attention. 2. Dhanush bān liye, tār Raghurāī; dhanush bān liye, tār Raghurāī. Arre dhanush bān liye, tār Raghurāī; dhanush bān liye, tār Raghurāī. Mrigavā ke pīche, gaye le Raghurāī; mrigavā ke pīche, gaye le Raghurāī. Arre mrigavā ke pīchhe gaye le Raghurāī; ab mrigavā ke pīchhe gaye le Raghurāī.(Ref) Ram strings (primes) the bow with an arrow. The bow is strung with an arrow by Ram Ram takes aim at the back of the deer. At the back of the deer, he takes aim. 3. Tūr tūr nimbū lā, bhejāve sasurārī; ohi nimbū lā ke, banāve tarakārī. Arre ek ban gailī, dosarā ban jailī; tīsarā ban me`, mrigavā hai railī. Arre ek ban gailī, dosarā ban jailī; tīsarā ban me`, mrigavā hai railī. Ai ek ban gailī, dosarā ban jail...ī ; ab tīsarā ban me`, mrigavā hai railī... (Refrain) He (Lakshman) keeps picking lemons and sends them to his in-laws' home. One arrow is let loose, two shots are fired; in three shots, the deer is finished. .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    As sung by Jameer Hosein from Trinidad Musical Genre: Dhrupad Shlok: Namo Gaurī-putrang Ganeshāye sudantang. Namo Vighna chhedan Chatur bāha chātang. Namoh satrūpam, namo tri-lochanam. Videh Murārī, ab duāī hāth joṛī. (ĀĪŪṛāīū) 0.(Ref) Shrī Ganapati Gaurī, manāī morī devo rānī. Ganapati Gaurī, (ab) manāī morī dev. (both, 2) Ahā manāī morī devo, manāī morī dev. manāī morī devo; manāī morī dev (2). (Ref) 1. Ai Brahma Brahma...a; ved bichā...ri. Ai Brahma Brahma...a (2); ved bichā...ri. Shankar dhyān (2), udarā Shambho devo rānī. Ganapati Gaurī, manāī morī dev. (Ref) 2. Ai nange nange...e (2); ek bār nā...yī (4). E... nange nange...e (2); ek bār nā...yī (2). Ahā Somnāth ke chakara, chaṛhao morī devo rānī. Ganapati Gaurī, manāī morī dev. (Ref) 3. Ai Tulasidā..s.. (3); ab, bajo Bhagavān (2). Ai Tulasidā..s...; ab, bajo Bhagavān (2). Bajo Bhagavān (2); bajo Bhagavān (2). Ahā Ved Purān (2); prachār morī devo rānī. Ganapati Gaurī, manāī morī dev. (Ref) 4. Ahā manāī morī devo, manāī morī dev. manāī morī devo; manāī morī dev (2). (Ref) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    (Dohā) Kahe Mandodarī sunā piyā Rāvan; ye kyā tū mai' tas mānā hai. Jinakī Jānakī tū haṛ lāye; māre ke Lankā chaṛhānā hai. (ĀĪŪṛāīū) 0.(Ref) Jānakī na lāyo piyā; lāyo jīyā jān ke.(2) Jānakī na lāyo; arre Jānakī na lāyo; Jānakī na lāyo piyā; lāyo jīyā jān ke. Jānakī na lāyo...; Jānakī na lāyo... (H) Jānakī na lāyo piyā; lāyo jīyā jān ke. 1. Jina sāgar pada (2); gajāla kā jā tū hai. Jina sāgar pada; gajāla kā jā tū hai. Āp parachī nāchanī; vo Rājā Rām se. (Ref) 2. Kahe Mandodarī (2); sunā piyā Rāvan. Kahe Mandodarī; sunā piyā Rāvan. Bisājī kī rāt; tū bāt abhimān ke. (2)(Ref) [Chhoro piyā; tum bāte abhimān ke.(2)](Alt) 3. Tulasīdās kī (2); bhajā Bhagavanta. Tulasī - dās kī; bhajā Bhagavanta. Jānaki ye lejā paiyā; laghu Rājā Rām ke.(Ref) 4. Jānakī na lāyo... (2H); Jānakī na lāyo... (Relā) Arre Jānakī na lāyo, piyā lāyo jīyā jān ke. Jānakī na lāyo piyā; Jānakī na lāyo piyā. (H) Jānakī na lāyo piyā; lāyo jīyā jān ke ! .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    (Dohā): Rām Rā..m, hare Rām kahā'; Rā..m Rā..m, āhe hare Rām. Āhe Rām Rā..m, Dasaratha kahā'; aura chal gayā, suradhām. Musical Genre: Thumrī. As sung by Ustād Sookdeo Sukhraj. th-cam.com/video/W8J7ZQIRv3U/w-d-xo.html 0.(Ref, Vilambit Lay) Kaisī byāh ho Rādhe, Kanhaiyā tero kā ro.(2) Kanhaiyā tero kā ro re, ab Kanhaiyā tero kā ro. (2) (Āṛāūī) Kaisī byāh ho Rādhe, Kanhaiyā tero kā ro. Ajī, Kaisī byāh ho ... 1. Tero Kanhaiyā āisī kā ro, jaisī rainī andiyāro'. (2) Mero Rādhikā sī gorī, mero Rādhikā sī gorī; Nav lākhā tāro bhī, chandrā ke ujāro'. (Refrain) 2. Kā ro kā ro mat kaho samdhinī, kā ro jaga andiyāro'. (2) Lūtī lūtī dahī mākan khāyo, lūtī lūtī dahī mākan khāyo; Kaise ke hongī morā, Rādhikā guzāro'. (Refrain) 3.(Madhya Lay) Kanhaiyā tero kā ro, Kanhaiyā tero kā ro.(2) Kaisī byāh ho Rādhe, Kanhaiyā tero kā ro. 4.Chandra sakhi bhajubāla Krishna chabī sab gopiyā` kī pyāro.(2) Yā kare Kānhā ke ūpār, yā kare . . . ; yā kare Kānhā ke ūpār. Tere sī gorī lākhe, lākhā nā ubāro. (Refrain) 5. (Relā) Kanhaiyā tero kā ro re, ab Kanhaiyā tero kā ro. (2) Ajī, Kaisī byāh ho Rādhe, Kanhaiyā tero kā ro. (2) .

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 8 หลายเดือนก่อน

    Film: Jai Bharat (1936), Singer: Pyaru Qawwal, Genre: Ghazal, Lyrics: Azim Qawwal Agrewale, Music Dir: Master Mohammed. As sung by Pearu (Pyaru) Qawwal (Ustaad Aziz Ahmed) 0. (Ref) Bābā koī nahī' hai ghair. Bābā koī nahī' hai ghair. Koī nahī' hai ghair, he bābā; koī nahī' hai ghair. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Bābā koī nahī' hai ghair. Maiyyā koī nahī' hai ghair. Father, no one is an outsider. No one is a stranger, O father. Father, no one is an outsider. Mother, no one is a stranger. 1. Hindū Musalim Sikhī Īsāī; dekho sabhī hai' bhāī bhāī. (2) Bhārata mātā sab kī māī (2); matalab tamannā me' bair. (Ref) Hindus, Muslims, Sikhs, & Christians; look all are brothers. India is the mother of all, meaning there should be no hatred. 2. Bhārata ke sab rɛhane vāle; kaun sā gore, kaun sā kāle. Rām samajh Rehamāna samajh le; dharma kun īmāna samajh le. All are residents of India; whether he is fair or dark. If you understand the Lord, you'll know this. If you have honest religion, you'll know this. 3. Kaun sā masjid, kaun sā mandir; Īshvar kā sthāna samajh le.(2) Kar dono' kī sair; he Bābā koī nahī' hai ghair. (Refrain) Which mosque, which mandir; understand the abode of the God. Just visit both (the mosque & mandir); no one is a stranger, father. 4. Bharat ke sab rɛhane vale kaise gore kaise kale; chūt achūt ke jagdhe pale, paṛ gāī jis ke jān ke lāle; phir kāhe kā bair, koī nahī’ hai ghair. .

  • @jmohammed5487
    @jmohammed5487 8 หลายเดือนก่อน

    Thank you for uploading all these golden hits. Much appreciated.

  • @zamirmohammed1530
    @zamirmohammed1530 9 หลายเดือนก่อน

    The great an golden days of classical music❤❤❤

  • @metropcs9511
    @metropcs9511 9 หลายเดือนก่อน

    Thank you for sharing this treat. Wonderful to listen...and remember where we came from... What is in our DNA. We just need to hear/see/taste/smell... EVERYTHING COMES BACK ❤❤❤

  • @metropcs9511
    @metropcs9511 9 หลายเดือนก่อน

    OMG...I remember hearing these songs when I wasca little girl. I can still sing some words... He was a GEM.. BEAUTIFUL VOICE CLEAR PITCH MAKING ALL NOTES GOOD MODULATION GREAT SINGER A TREASURE❤

  • @samantasumair7456
    @samantasumair7456 9 หลายเดือนก่อน

    Is sagar sookraj😮 polly sookraj Bissoon Sookraj Rajsai Sookraj related can someone comment please😮😢

  • @rogerramsaroop5577
    @rogerramsaroop5577 9 หลายเดือนก่อน

    One of the best vocal in the artwork...he has a very good command of the language...noticed the ease in which he hits the high notes...it's so appreciative...RIP sir

  • @ravimoona4802
    @ravimoona4802 9 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @hunk-dp7gz
    @hunk-dp7gz 10 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤