Thank you Rekhta for this amazing organisation. this was the first time i was hearing so many urdu poems. from Javed saheb to Gulzar. but it was baitbazi which was the most enjoyable. especially the tall guy in Firaaq team. will be there again next year. umar khaliq sahab. gajab
It is really great to see these old teams from 2014 baitbazi competition.. everybody grew old so much in just two years.. Hopefully Rekhta will host another full competition with a team with the guy who recites first sher from audience.. it gets really intense when they are given enough time.. Umer khaleeq is epic...
Balaa ke gham uthaye ja rahe hain Jafaa ke teer khaye ja rahe hain Fida karne ko deen-e-mustafa par Ali akbar sajaye ja rahe hain Qadam dosh-e-nabuat par thay jin ke Woh kanton par chalaye ja rahe hain Jahan be-izn ate thay na Jibreel Woh kashane jalaye ja rahe hain Bithate thay Nabi kaandhe pe jin ko Woh naizon se giraye ja rahe hain Hua tha jon qayem jin se parda Woh bazaron main laye ja rahe hain
lots of love from Pt. Abhishek tiwari ....."" aur bhi kaam he jamane me mohabaat he siwaa "'....ARZ H (".jitni tumhari, utni meri bhi ....jitni tumhari, unti meri bhi ..maa hindi na kha, mousi se milte aanna ...tou mousi kah paadi maa kyo nhi kahte "" self effort )
یہ غرورِ حسن ہے یا کوئی طرزِ خاص تیری کہ کسی سے کچھ نہ سننا نہ کسی کو کچھ بتانا کہ اگر ہے خو تیری تو میرا بھی مشغلہ ہے کبھی اس سے دل لگانا کبھی اُس سے دل لگانا
This is Hindi expressed in URDU script. Urdu is basically Hindi and 20% with is persian, arabic, etc... Urdu is used in Pak to write Punjabi, Sindhi... the thoughts have no link with Driest Arabic But a great poetic tradition of original inhabitants (before the forcible conversion began to secure their families). Great work and thought Gulzar Sir...
@@hadiyahuda4198 Aji humne bar bar mail kya kuchh nahi hua aur maloom kya tha to pata chala ki jo team ek bar ja chuki hai wahi jayegi bar bar Ye log sirf har jageh dal dete hain magar lete kisi ko nahi hai Sirf bewaquf bana rahe hain bas Hum pichhle sal se koshish kar rahe hain kuchh nahi hua
Alfaaz me na dhoondh meri bekarariyan.....
Naadaan zaban nhi Dil bekarar hai....
Waah waah
عمر خالق_____
مرشد کیا کہنے آپ کے
سبحان و تعالٰی نے کہا آواز اور کیا دل آویز لہجے سے نوازا ہے ____سلامت رہیں ❤❤
Thank you Rekhta for this amazing organisation. this was the first time i was hearing so many urdu poems. from Javed saheb to Gulzar. but it was baitbazi which was the most enjoyable. especially the tall guy in Firaaq team. will be there again next year. umar khaliq sahab. gajab
کککممک
Yeh Kya ke Tum bhi sar-e-raah haal poochtey ho
Kabhi milo to Tum bhi bazaar ke alaava bhi
...wah
Sar_e_raah haal pochnay walay
Hal_e dil itna mukhtasir nahi hota..
Saba Jehan Bhai ho apni behnon ko tanha na chhorna,
is daur ke insaan me haiwaan bohot hai!
mashaallah
Saba Jehan h
یوں رسمً بھی ہم سے سر راہ احوال نہ پوچھ
ایسا نہ ہو کہیں تجھ سے لپٹ کر رونے لگ جاوں
I want to listen Umar khaleeq more and more .
please upload more of you brother.
kamaal ka lahja hai aapka
Enjoyed it so much. You made the souls of the poets in the heavens above so happy. Sending love from Pakistan.
y e q1
H
Z
P
👍
this type of program should be every month
I enjoyed this even though i did not understand every one of them.
Good going!
firaq team, m.m mufasil and omer khaleef are absolutly out class,,,,,,,,, bravo
It is really great to see these old teams from 2014 baitbazi competition.. everybody grew old so much in just two years.. Hopefully Rekhta will host another full competition with a team with the guy who recites first sher from audience.. it gets really intense when they are given enough time..
Umer khaleeq is epic...
हुए मर के हम जो रुस्वा हुए क्यूँ न ग़र्क़-ए-दरिया
न कभी जनाज़ा उठता न कहीं मज़ार होता
sending you love from pakistan
Greate work rekhta...thanks on behalf of all urdu lovers
Thanks you Rekhta for organizing this, bringing together poets from India and Pakistan.
ये मसाईल-ए-तसव्वुफ़ ये तिरा बयान 'ग़ालिब'
तुझे हम वली समझते जो न बादा-ख़्वार होता
Me na dakehon tu teray hussn ki qeemat kia hy
Me na tarpon tu ye andaze jafa kuch b nhi.
👍👍👍👍👍
ye muhabbat bhi aik naiki hy
aao darya me daal aaty hen
Yahan libaas ki qeemat he, aadmi ki nahi
Mujhe gilaas bada de, sharaab kam de
fantastic opportunity for those people who learn more about urdu
Bahut, bahut shukriya! Waah waah. Maza aarha hai.
Love from Pakistan..
उनके देखे से जो आ जाती है मुँह पर रौनक,
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है!
Thank you jashne rekhta
Likna to tha ka kush ho tara bagaar be...♡
Anso mager kalam sa pala he gir gay....♢♡
shukriya REKHTA
Mashallah sbne bahut achi performance ki hai ,,Umar khalik sahab best
love you guys . you are great !!!!
یہ پیاری بچی کون ہے ؟
اللّه اللّه یہ عمر اور یہ ذہانت و شعری ذوق
نہ عروج اچھا نہ زوال اچھا
جس حال میں خدا رکھے وہ حال اچھا
Ji iqbal
hum zindagi k sath boht door tk gye..............wah
Hoping in 2017 Baitbaazi #Ziaul_Islam participate and win finale bcz 2014 & 2015 he was runner-up unluckily...😓
Balaa ke gham uthaye ja rahe hain
Jafaa ke teer khaye ja rahe hain
Fida karne ko deen-e-mustafa par
Ali akbar sajaye ja rahe hain
Qadam dosh-e-nabuat par thay jin ke
Woh kanton par chalaye ja rahe hain
Jahan be-izn ate thay na Jibreel
Woh kashane jalaye ja rahe hain
Bithate thay Nabi kaandhe pe jin ko
Woh naizon se giraye ja rahe hain
Hua tha jon qayem jin se parda
Woh bazaron main laye ja rahe hain
Waah mere bhai
Sab ny bahoot Acha phara bahoot bahoot Mubarak ho sab bhaio ko. MashAllah
Thank you ❤️
Rekhta 💝
Maasha Allah❤,,,,,,,
its amazing..... feeling some apnayiat..Pak.. Tariq aziz ki voice copy.... its amazing
Love from pak❤❤❤❤❤❤
यही है मुहब्बत का सिला तो कोई बात नहीं , ये दर्द तुमने दिया है तो कोई बात नहीं ,किसकी हे मजाल जो दिबाना कहे मुज़हे अगर ये तुमने कहा है तो कोई बात नहीं
BUHUT hi zabardast hoti hai yeh
عزیز اتنا ہی رکھو کہ دل بہل جائے
اب اسقدر بھی نہ چاہو کہ دم نکل جائے
lots of love from Pt. Abhishek tiwari ....."" aur bhi kaam he jamane me mohabaat he siwaa "'....ARZ H (".jitni tumhari, utni meri bhi ....jitni tumhari, unti meri bhi ..maa hindi na kha, mousi se milte aanna ...tou mousi kah paadi maa kyo nhi kahte "" self effort )
Beautiful. Maza aagaya.
یہ غرورِ حسن ہے یا کوئی طرزِ خاص تیری
کہ کسی سے کچھ نہ سننا نہ کسی کو کچھ بتانا
کہ اگر ہے خو تیری تو میرا بھی مشغلہ ہے
کبھی اس سے دل لگانا کبھی اُس سے دل لگانا
زبردست ۔ بہت ہی اعلی
Romentic qari wahhh😁
Omar khaliL andazz 🙏
Umar Bhai...GreAt Voice And Sayri
Reapect from 🇵🇰
Omar khaleeq love from pakistan ❤❤❤❤❤😂😂😂
Vishal Singh Tabish aur vikram gaur vairagi ko sune aap aab.. Dono bahot umda shayar h.. Chhoti umar me
Mai bhi is program me shirkat karna chahta hu....
سخا بچی تو بہت زیادہ apriciation کی حقدار تھی۔
This is Hindi expressed in URDU script. Urdu is basically Hindi and 20% with is persian, arabic, etc... Urdu is used in Pak to write Punjabi, Sindhi... the thoughts have no link with Driest Arabic But a great poetic tradition of original inhabitants (before the forcible conversion began to secure their families). Great work and thought Gulzar Sir...
Umar khalif , behatarin yaar maan gaye
Wah wah....very beautiful...love it
واہ کمال کی شاعری
The man in the middle has awesome execution style 😍
Bahoot bahoot Mubarak ho Umar khaliq sahib
ये चंद दिन की दुनिया है ग़ालिब
यहाँ पलकों पर बैठाया जाता है
नज़रों से गिराने के लिए…!!
zindagi khushi khushi katnei ka mashwara dety huey
rou Parha wo shakhs mujhy hosela dety hue..
نہ عروج اچھا نہ زوال اچھا
جس حال میں خدا رکھے وہ حال اچھا
Na ek markaz pe ruk jati na yuN be-aabru hoti, muhabbat justuju thi, Justuju hi, Justuju hoti
Wah
Hamare nagmon ki jaan Urdu
Koi mujhe bta skta hai ye program kb or kaha hota hai?
Ek no Abdullah bhai
آئینہ دیکھ کے دیکھ اے سنورنے والے
کہیں اس پہ مر نہ جائے مرنے والے
Bohat khoob. SubhanALLAH
It getting stuck on 1:21:33
Plz resolve
John elia ki team ka video kahan he
Watching this 10th time 😊
Chupke Chupke ☺
@@IqbalHayaat long years ago 😀
یہ عشق نہی آساں بس اتنا سمجھ لی جے
ہری مرچی کی قلفی ہے اور چوس کے کھانی ہے😂
Pechwaray mein laini hai
@@maaz87 اچھا جی تو جایں کسی پٹھان بھای کے پاس وہ تمھاری خواہش پوری کر دیگا ...جہاں چاہو گے وہاں دے دیگا
@@hnvoice Bhai ap naraz ho gye hum nai Tashbi di thee
Ye Qyam Kesa Hai Rah Me
Tare Ishq Ko Kiya Hua
Abhi Char Kante Chubhe Nhi
Tare Sab Irade Badal Gaye
Raat ko ankhon ko bichaye rakha
Tum Nahi aye koi khwab ho bheja hoga
Saba Jehan gzb
Saba Jehan
Alqata...Akhri mein ghalati hai,
Khwab to Bheja hota..
Raat dahleez pe palkon ko bichaye rakha
Tum Na aye koi khab to bheja hota
Hum jab bichde the raat baqi thi
Beet gyi umr raat baaqi hai
Zara Khayal Se Barbad Karna MujheMeri Maa Ne Bary Pyar Se Pala Hai Mujhe...
Fabulous
I like Ghulnwaz from DU
I search this video just for umar sahab recitation.
sr agr yahan party sapairt krna ho to kaisay kr Sakhty hen
mai is show me participate karna chahta hu
Wah kya baat hai
I want to post my content via rekhta app
How could I???
kamal ka andaz tha umer khaliq
ماشاءاللہ
Yah program khaan hota hai??
2019 me bhi ho ga kya???
یوں ہی کوئ مل گیا تہا سرے راہ چلتے چلتے
Participate karne ke liye kya karna hoga
Very nice
दोस्तों, एक नई शुरुआत की है। सपोर्ट करे...😊🙏
Yeh aur baar hai Ki ta'rruf na ho Saka
Hum zindagi ke saat bhi bahut door gaye
Saba Jehan ye alag baat k main chor chuka kooza gari,
tere jaisay to main matti k bana sakta hun
Saba Jehan aa
ये न थी हमारी क़िस्मत कि विसाल-ए-यार होता
अगर और जीते रहते यही इंतिज़ार होता
bhut khoob
khud ba khud chor gye hn to chlothek hva
itny ahbab ham sy khan sambhaly jaty
ghalib ki trah kocha e janan sy mohsin na niklty to nikaly jaty
Hassan Cheema wah
new friends hu 🤝
Wo khubsurat the is liye hame nahi mile . Or ham gareeb bhi itne the ke unhe khareed nasake
MashAllah
Adaab sir rekhta bait bazi me participate kaise karenge koi idea dijiye please sir
Sir mujhe v participate krna tha kaise karen kuch idea dijiye plz sir mera dil bht kr rha h participate krne ka
@@hadiyahuda4198
Aji humne bar bar mail kya kuchh nahi hua aur maloom kya tha to pata chala ki jo team ek bar ja chuki hai wahi jayegi bar bar
Ye log sirf har jageh dal dete hain magar lete kisi ko nahi hai
Sirf bewaquf bana rahe hain bas
Hum pichhle sal se koshish kar rahe hain kuchh nahi hua
Umar bhai rocks
yaad ata hai tera Juda hona
jab KISI NY kaha k khuda hafiz
wo is ana mai rehte hyn.k hum unko unse mangy..
hum is goror mai rehte hyn k hum apni he chezey manga nahi karte...
Brwazan sher pr zyada wah wah ho rha h ....sher ka wazan dekhte hue ranking karen......
Dhaapa h apne GAM ko libaas-e- nishat me
Duniya samjh rahi h bht shadma hoon me
Maza aa gya