Jashn-e-Rekhta 2016: Mushaira

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 8 ก.ย. 2024
  • Bazm-e-Sukhan
    Mushaira: Jashn-e-Rekhta - 2016
    Mohammad Alvi, Abbas Tabish, Anwar Masood, Fazil jamili, Khushbir Singh Shaad, Rajesh Reddy, Shariq Kaifi, Manish Shukla, Syed Kashif Raza.
    Anchor: Moin Shadab
    Website: rekhta.org, www.jashnerekht...
    Facebook: / rekhtaforum
    Twitter: / rekhta
    Rekhta TH-cam Channel: / rekhtashayari
    Jashn-e-Rekhta TH-cam Channel: / @jashnerekhtaofficial #JashneRekhta #BiggestUrduFestival #CultureCelebration

ความคิดเห็น • 135

  • @ishratjeh2012
    @ishratjeh2012 8 ปีที่แล้ว +31

    Main hi sabab ha apni zindagi mein Shikast ka..
    Is baar bhi ilzaam muqaddar ke star Gaya..
    ....Rajesh Reddy Saab, bahut Khoob.
    Heard Rajesh Reddy for the first time at a Mushaira in US. He is a rare contemporary sha'ir of our times..

  • @shaukatmahmood9086
    @shaukatmahmood9086 8 ปีที่แล้ว +14

    Anwer Masood, The one and only. Wah Wah maza aa gaya, Anwer sahib aap hi Is mehfil Ki jan aur ronaq hain. Kiya anokha andaz hai, incomparable, alfaz nahi key aap Ki tareef Ki ja sakey! Pakistan ka fakhar aur shaan!

  • @habiburrehman123
    @habiburrehman123 8 ปีที่แล้ว +6

    anwar sab or tabish sab e bsss poet lgy han legend of urdu anwar sab. proud of pakistan

  • @ahmarakmal9629
    @ahmarakmal9629 5 ปีที่แล้ว +1

    Aaina dekh zra kya mai galat kehta hu
    Tune khud se bhi koi bat chupa rkhi hai
    Anwar masuud saheb kamal Jamal umda behtreen shandar zbrdsstt bht hi aaaalaaa

  • @aamirhamid5069
    @aamirhamid5069 7 ปีที่แล้ว +21

    one man show
    Anwar Masood...

  • @dantepal7948
    @dantepal7948 8 ปีที่แล้ว +3

    ye jo hai phool hatheli pe ise phool na jaan
    mera dil jism se bahar b to ho sakta hai......Wah Wah... 1:09:40

  • @ahmarakmal9629
    @ahmarakmal9629 5 ปีที่แล้ว +1

    Bat krne ka haseen tor treeka seekha
    Hmne Urdu ke bhane saleeka seekha Wah Wah lajwab

  • @mushtaqkhan2108
    @mushtaqkhan2108 11 วันที่ผ่านมา

    Bahut unche astar ki shayri. Behtareen Shayer.

  • @raheeforever
    @raheeforever 6 ปีที่แล้ว +5

    Wah unbayaneble...wah bohot umda...

  • @lokeshgsadhmaya5499
    @lokeshgsadhmaya5499 3 ปีที่แล้ว +3

    Anwar Masood saheb is unique and great.
    I am a long time fann 😎

  • @gauravnautiyal2638
    @gauravnautiyal2638 ปีที่แล้ว

    Marhoom Alvi sahab 4 minute me aap jo baat keh gye woh so callwd bade bade shayar apni poori zindagi me nhi keh paaye.aap baakamaal shayar hain!!!

  • @tejeshwar31
    @tejeshwar31 7 ปีที่แล้ว +7

    shaad sahab bohot khub.... love and respect from lahore

  • @mohammadumar6887
    @mohammadumar6887 3 ปีที่แล้ว +2

    ہم اپنے وقت کی رفتار سے نہ تھے واقف . ...!!! گذر گیا وہ بڑی تیز پَر لگا ئے ہوئے.....!!!م. عمر فاروق..

  • @mking7325
    @mking7325 ปีที่แล้ว +1

    Manish shukla sahab bohut zabardust shair hain I am amazed 😬🙏👏👏👏👏🙏

  • @ahmarakmal9629
    @ahmarakmal9629 5 ปีที่แล้ว

    Agr ye bat hai jeena pdega teri sharto pr
    Phir ai zindagi hm jeene se inkar krte hai
    Bht hi aala umda behtreen

  • @ishratjeh2012
    @ishratjeh2012 8 ปีที่แล้ว +70

    Kisi din zindagaani mein Karishma kyun nahi hota
    Main har din Jaag to jaata hu Zinda kyun nahi hota

    • @MrCitizenwarrior
      @MrCitizenwarrior 8 ปีที่แล้ว

      Wah Wah..

    • @chefsonu5908
      @chefsonu5908 8 ปีที่แล้ว +1

      +MrCitizenwarrior nice

    • @chefsonu5908
      @chefsonu5908 8 ปีที่แล้ว +1

      +MrCitizenwarrior nice

    • @sportyAKY
      @sportyAKY 8 ปีที่แล้ว

      Khub
      Hi subscribe me , I am big fan fan of urdu poetry and nazm

    • @MA-qs2dj
      @MA-qs2dj 7 ปีที่แล้ว

      Waha waha both kuba

  • @shaukataliapthoriproudkuen4281
    @shaukataliapthoriproudkuen4281 4 หลายเดือนก่อน

    God always bless you 💟 JEENDA wasda reh BHI Shehzaday you Mohbit Ki farawani Mubarak

  • @malinwazir5429
    @malinwazir5429 3 ปีที่แล้ว

    Bahut bahut shukriya rekhta, Allah ye mohabbaten daaem o qaaem rakge

  • @mashhoodalam8481
    @mashhoodalam8481 7 ปีที่แล้ว +10

    anwar masood superb

  • @kashifnaim
    @kashifnaim 8 ปีที่แล้ว +5

    Shandar Mushaira...Mubarakbaad

    • @hashmiurooj7431
      @hashmiurooj7431 6 ปีที่แล้ว

      kashif naim Jason e rekhta moshaira 2017

  • @Rishikesh791
    @Rishikesh791 7 ปีที่แล้ว +3

    lots of love from Pt. Abhishek tiwari ....."" aur bhi kaam he jamane me mohabaat he siwaa "'....ARZ H (".jitni tumhari, utni meri bhi ....jitni tumhari, unti meri bhi ..maa hindi na kha, mousi se milte aanna ...tou mousi kah paadi maa kyo nhi kahte "" self effort )

  • @anujagnihotri8594
    @anujagnihotri8594 5 ปีที่แล้ว +5

    वो अक्सर देती है मिसाल मुझे परिंदों की
    पर साफ़ साफ़ नही कहती अनुज मेरा शहर ही छोड़ दो

  • @tasawaralinoor4291
    @tasawaralinoor4291 8 ปีที่แล้ว +5

    Anwar Masood SB!
    Sir, You catches all tension of audience through his "Kalaam"...

    • @Betaal1985
      @Betaal1985 6 ปีที่แล้ว +1

      Waah.. Kyaa baat hai Shaad Sb ki..

  • @tariqmehmood6759
    @tariqmehmood6759 4 ปีที่แล้ว

    Shukla sahib ki ibtidaya sharaye ka bahut maza aya.
    Kuwat e zuban or ho ziada!

  • @manifasharmalihabadisyed2309
    @manifasharmalihabadisyed2309 2 ปีที่แล้ว

    راجیش صاحب کے ایک شعر کا مصرعہ ء اولیُ میری زندگی کے کتنے حصے دار ہیں لیکن۔ خارج از بحر ہے۔ داد کافی ملی۔ مبارک ہو

  • @ramshelekar4915
    @ramshelekar4915 8 หลายเดือนก่อน

    Good Shukla sahab

  • @JITENDRAKUMAR-ok1vo
    @JITENDRAKUMAR-ok1vo 3 ปีที่แล้ว +1

    बधाई मनीष शुक्ला साहब

  • @SubhanUllah819
    @SubhanUllah819 6 ปีที่แล้ว +2

    Waah Anwar Sir

  • @moj1938
    @moj1938 2 ปีที่แล้ว

    Very enchanting, beautiful very mature and appropriate Takhyyul, Masha Allah. Manish sahib..

  • @alifaraz3271
    @alifaraz3271 8 ปีที่แล้ว +1

    #shariq kaifi superb ,,,,,,great shayri

  • @rjabhishekshamshu6980
    @rjabhishekshamshu6980 3 ปีที่แล้ว

    मोईन साहब की निजामत लाजवाब 👌💐

  • @masa4936
    @masa4936 7 ปีที่แล้ว +2

    Respect to Khushbir Singh

  • @amaanaayshaa5351
    @amaanaayshaa5351 5 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @cryptobit9608
    @cryptobit9608 6 ปีที่แล้ว +2

    anwar masood this is supreme/...

  • @gulreznawabansari4125
    @gulreznawabansari4125 6 ปีที่แล้ว

    My favorites poet maneesh shukla

  • @sumitanand4744
    @sumitanand4744 8 ปีที่แล้ว +10

    live show was better ....i was there.

  • @AhmadJunaidAli
    @AhmadJunaidAli 8 ปีที่แล้ว +6

    Anwar Masood @ 1:30:00

  • @ahmarakmal9629
    @ahmarakmal9629 5 ปีที่แล้ว

    Aag Apne hi lga skte hai
    Gair tu srf hwa dete hai
    Alvii saheb beshakkk pura ek Adara hai aap

  • @muhammadanjum3177
    @muhammadanjum3177 3 ปีที่แล้ว

    Dile nadan tuje hua kia hy Muhammad anjum on youtube listen and like its a new tune ghalib ghazal

  • @gulamkadarkhan2676
    @gulamkadarkhan2676 7 ปีที่แล้ว +2

    Mashallah

  • @BestCollectionOffical
    @BestCollectionOffical 6 ปีที่แล้ว +1

    amazing keep it;;;;;;

  • @muhammadanjum3177
    @muhammadanjum3177 3 ปีที่แล้ว

    Daim para hua hu tere dar pr Muhammad anjum on youtube listen and like it

  • @voiceforpoetry8821
    @voiceforpoetry8821 8 ปีที่แล้ว

    لاجواب سعر ہیں ! واه!!

  • @Bkakelashorts
    @Bkakelashorts 5 ปีที่แล้ว

    Wah wah kya bat h sir

  • @muhammadanjum3177
    @muhammadanjum3177 3 ปีที่แล้ว

    Tuj sey bichar ky hm tu Muhammad anjum on youtube listen and like it

  • @mdmobashshir8003
    @mdmobashshir8003 2 ปีที่แล้ว

    Pehla shayar 🤭

  • @syedjafferimam5789
    @syedjafferimam5789 7 ปีที่แล้ว

    Mohabbat ye sewaaye dard ek paisa nahi deti
    kabhi sone nahi deti kabhi sona nahi deti
    Jahan se wo gaye they ye wahin pe takti rehti hai
    Meri Aankhein mujhe rone ka bhi mauqa nahi deti..
    tumhare paas aaye hain wahi toota sa dil le kar
    yaqeen Jaano mohabbat doosra mauqa nahi deti
    kahan bazaar mein dil le ke aaye ho ke lutjaaye
    ye maa ke qadmon mein rakhdo, ke maa dhoka nahi deti
    Haan pyaar deti hai biwi bhi beti aur behen lekin
    ke jaisi maa ki mamta hai koi waisa nahi deti
    jo milta hai khiladeti hai wo hum bhai behno ko
    ghareebi meri maa ke pet me khana nahi deti
    Tumhari saas ne tum pe bharosa karke saunpa hai
    suna hai maa kabhi ghairon ko yun beta nahi deti
    .
    kabhi insaan isko yaad bhi karta nahi phir bhi
    Qaza aaghosh me lekar kabhi tana nahi deti
    musibat mein kabhi hans kar bhi dekho na miyaan jaffer
    ke aankhein aansuon ko girne ka theka nahi deti

  • @anujagnihotri8594
    @anujagnihotri8594 5 ปีที่แล้ว

    shukla ji jbrdast

  • @urdupoetrystar3024
    @urdupoetrystar3024 2 ปีที่แล้ว

    W....ah❣️

  • @tusultan
    @tusultan 3 ปีที่แล้ว

    Wow ❤️

  • @abhinavsrivastava4154
    @abhinavsrivastava4154 8 ปีที่แล้ว +4

    lajawaab

  • @munirdin9881
    @munirdin9881 8 ปีที่แล้ว

    bahut khoob.

  • @nabeelemanuel7818
    @nabeelemanuel7818 6 ปีที่แล้ว

    Kya bat kya bat

  • @javedalam8367
    @javedalam8367 7 ปีที่แล้ว

    bht khoob

  • @muhammadanjum3177
    @muhammadanjum3177 3 ปีที่แล้ว

    Udas ankhu sey ansu nahi Muhammad anjum on youtube listen and like it

  • @urdupoetrystar3024
    @urdupoetrystar3024 2 ปีที่แล้ว

    Urdu Poetry Star❣️

  • @javedalam8367
    @javedalam8367 7 ปีที่แล้ว

    masha Allah

  • @safwanmaniyar9783
    @safwanmaniyar9783 6 ปีที่แล้ว +1

    Bahot afsarda hu a dekh kar k aaj ke shaura me ghalib ki o rooh nahi dikhti

  • @mdtauseef9200
    @mdtauseef9200 8 ปีที่แล้ว

    bahut khoob

  • @saleemansari7729
    @saleemansari7729 5 ปีที่แล้ว

    le de ke ek yahi shaks hai is sehar main apna.....
    duniya kahin isko bhi samajhdar na karde...

  • @staunchtraveller5599
    @staunchtraveller5599 4 ปีที่แล้ว

    very nice🙏🙏

  • @anujagnihotri8594
    @anujagnihotri8594 5 ปีที่แล้ว +3

    प्यार वाली फ़ीलिंग अनुज मैं अब डिलीट मरूँगा
    तू जहाँ भी मिलेगी मुझे बस मैं अब ईंट मरूँगा

  • @ASHRAFANSARI-gx5ky
    @ASHRAFANSARI-gx5ky 5 ปีที่แล้ว +1

    All po3t too good but jhans e rekhta se gujarish hai ki app 1 poet ka 1 part bna kr upload kre app ke liye bhi aasani ho gi aur sab ke liye bhi asani ho gi

  • @ahmarakmal9629
    @ahmarakmal9629 5 ปีที่แล้ว

    Gali kuucho me choraho me ya bs ki kataro me
    Mai us chupchap si ladki ko aksar dekh leta hu
    Alvi saheb tussy great ho

  • @muzzammilraza8794
    @muzzammilraza8794 4 ปีที่แล้ว +3

    This happens everywhere. Legends are surrounded by zombies. Anwar Masood.....

  • @safwanmaniyar9783
    @safwanmaniyar9783 6 ปีที่แล้ว +1

    Rajesh Reddy 👍👍👍

  • @muhammadanjum3177
    @muhammadanjum3177 3 ปีที่แล้ว

    Chethi bhori vee tabiba muhammad anjum on youtube listen and like it thanks

  • @imjunaidrind
    @imjunaidrind 7 ปีที่แล้ว +2

    واہ ! عباس تابشں

  • @Jarrarbukharichannel
    @Jarrarbukharichannel 8 ปีที่แล้ว +20

    Anwar Masood being brilliant as usual but what's wrong with other poets sitting along with him? They seem so disinterested. And the Nazim e Mushaira is so incompetent.

  • @ahmarakmal9629
    @ahmarakmal9629 5 ปีที่แล้ว

    Bht gadla tha pani us nadi ka
    Mgar mai apna chehra dekh aya
    Umda sharik saheb

  • @rajneeshbharadwaj9586
    @rajneeshbharadwaj9586 3 ปีที่แล้ว

    Mejority has a focus to stomach 🙏🙏

  • @rajneeshbharadwaj9586
    @rajneeshbharadwaj9586 3 ปีที่แล้ว

    Little too Philosophical

  • @subayyilkhursheed5625
    @subayyilkhursheed5625 3 ปีที่แล้ว

    9:00

  • @1101smartkooldude
    @1101smartkooldude 3 ปีที่แล้ว +1

    pahle filbadi chand shair aur phir aap ka shair-
    ishaaron kinaayon mein baat kahi suni aur samjhi jaaye toh behtar
    wagarna hamein be-jurm o khataa saza denge desh ke yeh rehbar
    main karoon toh kya karoon munaafiqat meri fitrat mein nahin hai
    Oh khudaaya mujhe bhi bakshde jibreel ki tarha se abhi sheh par
    jo haq goyi mera farz hai use khul kar kardoon main bayaa'n
    un ke kirdaar ko desh bhar mein kar ke rakhdoon ayaa'n.
    manish bhai aap ke @13.24 ke is shair ko thodi tarmeem ke saath pesh karta hoon dekhiyega -
    Phir usi par yaqeen karne lage ho
    tumhe tumhaari naadaani mubarak
    kitni thokrein khaoge ek hi pathar se
    aap ko yeh harkate bachkaani mubarak

  • @shamkhalid8130
    @shamkhalid8130 7 ปีที่แล้ว +4

    Mr alwai poetry also great... but he looks nervous

  • @GauravSingh93
    @GauravSingh93 7 ปีที่แล้ว

    To be part of a budding Hindustani literary community. click here: facebook.com/ZubaaneHindustan/

  • @ShaykSahib
    @ShaykSahib 7 ปีที่แล้ว +13

    Anwar sahab ke sath bethy dusre shoara ek dam disappointed lag rhy hain
    Jesy theek thaak jealous hain

    • @HeyGuysHave121
      @HeyGuysHave121 4 ปีที่แล้ว +1

      Sahi pehchana, jalney waley ko na sirf aap deykh saktey hain, bulke ous ki bu bhi mehsus kar saktey hain lol

  • @noorahmed-lv3vi
    @noorahmed-lv3vi 5 ปีที่แล้ว

    jin k angan mein ameeri ka shajar lagta ha
    un ka hr aib zamaney ko hunar lagta ha

  • @milkybharti8479
    @milkybharti8479 8 ปีที่แล้ว +5

    urdu zabaan ko school syllabus say kiyu hataa diya gaya hai?
    Jashn e Rekhta waalo Jawaab do kitna paisa berbaad kiya hai ? Mob.....9958394895

  • @humblethoughts1140
    @humblethoughts1140 6 ปีที่แล้ว +1

    2 minat khamosh rehny k bajai samaeen sur shoara kiram 3 martaba sure ikhlas (qul huwallah sharif) parh kar sawab pahuchaty to marhoomin ko kitna faida hota.

  • @altaffaqeer1082
    @altaffaqeer1082 2 ปีที่แล้ว

    ?

  • @hasnainsahil2750
    @hasnainsahil2750 3 ปีที่แล้ว

    ناظم مشاعرہ صاحب مشاعرے کو موشاعرہ کہے رہے ہے

  • @sajidahmed5079
    @sajidahmed5079 ปีที่แล้ว

    ‼ ‼
    महब्बत में वो भी बेवफा निकला और हम भी बेवफा निकले
    हमें इल्म था वो बेवफा हे फिर भी वफ़ा खुद से न कर सके हम
    ♂साजिद एहमद

  • @tanveerahmad5996
    @tanveerahmad5996 8 ปีที่แล้ว

    Dene wale ki mashiyat pe hai sab kuch maukoof..
    mangne wale ki haajat nahi dekhi jaati

  • @equbalmahmood5221
    @equbalmahmood5221 7 ปีที่แล้ว +5

    Anchor is extremely irritating. He should not interfere in between reciting of poems.

  • @satyagopalsaxena4776
    @satyagopalsaxena4776 3 ปีที่แล้ว

    %

  • @shakirahmed5095
    @shakirahmed5095 3 ปีที่แล้ว

    zach, z

  • @tariqmehmood6759
    @tariqmehmood6759 4 ปีที่แล้ว

    Anwar Masood sahib ki bari per sathi shahiron ka itna rukha andaz, intahi bad thezeebi or bad tameezi hay.
    Kam az kam meezbani ka bharam he rakh letay.

  • @ashukla7150
    @ashukla7150 3 ปีที่แล้ว

    Must watchth-cam.com/video/4rJovQgQ-RU/w-d-xo.html

  • @KkP027
    @KkP027 7 ปีที่แล้ว +1

    lacks of Bengali Hindus were killed by Pakistanis as they wanted to impose Urdu. lest we forget.