Toilet ka chamber new banaya hei lekin pura chamber water vorke dekhta hu 12ghonta mei 1ft Pani niche chala jata hei.. Kiya aa korle Pani leakage rok sakta hu? Please sir reply
Mera pani ka tenk betha to nhi h lekin 3/4 saal se usko sukha rakhne se uake frs me halki darare aa gyi hai or pani bhi lik ho raha h. Kya esme sirf white ciment or chemical ke ghol se kaam chal jayega kya
@@punjabimindideas ok sir.thanks. Sirf frs par 2/4 darare h। Charo diware bilkul thik h or sare joint bhi thik h।ak baar koshis karke dekh lete h।rodi bajri ka masala lagane ki kya abhi jarurt h।
Terrace par lagi hui tiles ko tezab se clean karke (khaskar joints ko) white cement me grout admixture mila kar joint me fill kare pani nahi dalna h white cement m
Kuch mt kro tiles ki Jo gap hai usme grandeur se zari Maro...usme SBR dalo fir grout bharo fir clean kr ke transparent liquid Maro parament soulution hai....
@@punjabimindideas sir ji sarie ka jaal kabhi nahi baithta usko side se 4 inch upar utha dete uski majbooti or bad jati or na hi rcc mai crack ane deta baki apki marji maine to advice di hai
Hello sir. Mera tank bne hue 10 din se upar ho gya... Dr fix it diwal jodne se lekr plaster ar cement ka ghol tk use kiya sahi matra me... Fir dusre din cement ar fixit ko milkar paint v kiya.... Iske bawjud pahle wale chamber me partition ke aas pass leak ho rha hai bt pta nhi chal rha hai ki kaha se hai..... 3rd chamber pani wala thik hai usme leak nhi hai.... Lekin pahle 2no chamber/ partion me leak hai... Pani check krne ko dale to 24 ghnta me aadha se jyada pani km ho gya.... Kya kre? Please help me. Av pani 24 ghnta se partion jo 5 incha ka hai uska niche wla hisaab touch kr rha ar wha se km nhi hua bahut km matra me pani km hua lekin uske pahle bahut teji se.... Kya kre please help me.
Brother jaise maine video me tarika bataya h use karo lekin usme chinni(sugar) ki jagah gur ka seera aata h vo dale gur ka seera aapko factory area me milega tarika video wala hi use karna leakage ruk jayegi
Eshmey tho gusney ki jagh hai safety tank mey leakage hai barish key time safety tank subhe khali kraya or shyam ko bhra hua milta hai .. video bna kr dheka tho pta chala ander sey leakage hai khi ek jagh sey barish key time water level uper aakr pani whi sey bhr jata hai .. 4 bhar khali krwa liya 4 din mey ... Ab hum khali nhi krwaye eshey hi use krte rahe tho pani uper tho nhi aayega ye puchna tha lenter daal rakha hai
Nahi ayega kyuki agar Safety tank leakage hai aur barish ke time usme paani bhar jata h toh baad me level down ho jayega kyuki paani barish rukne ke baad jameen me chala jayega
Your floor treatment is not correct,should have used concrete surface cleaning diamond disc to remove all previous cement residue and thoroughly cleaned before commencing and BASF551AAnd B ARE EXCELLENT PRODUCTS TO SEAL TANKS
Maine video me dikhaya tha k wall ko thoda ruff kar le (aur agar chiknai h toh tezab (toilet cleaner) se aap wall ko saaf kar lena cement coating se pahle)
Pahle ki coating ko hata kar deewar ko taar (wire) wale brush se saaf kare aur lohe wale june se tezab se saaf kare phir deewar ko Hammer ya basoli se tuck laga kar video ke hisab se dobara coating kare
Good video, fruitful information
Thanks a lot 🙏
Toilet ka chamber new banaya hei lekin pura chamber water vorke dekhta hu 12ghonta mei 1ft Pani niche chala jata hei.. Kiya aa korle Pani leakage rok sakta hu? Please sir reply
Sir rcc wale tank agar andar wali side fata laga kar bana to kasa banta ha
Mast👌👌
Super
Bhai septic tank thoda thoda leak hota hai lenter daal diya hai aur chalu bhi hai kya krna chahiye .chalu kiye jyada din nhi hua hai
Very useful. Thnx sir🙏
Good
Mera pani ka tenk betha to nhi h lekin 3/4 saal se usko sukha rakhne se uake frs me halki darare aa gyi hai or pani bhi lik ho raha h. Kya esme sirf white ciment or chemical ke ghol se kaam chal jayega kya
Bhai chal sakta h lekin ghol 2-3 baar lagana h har coat 1 din chod kar pahle plaster ko ruff kar lena takai karke
@@punjabimindideas ok sir.thanks.
Sirf frs par 2/4 darare h। Charo diware bilkul thik h or sare joint bhi thik h।ak baar koshis karke dekh lete h।rodi bajri ka masala lagane ki kya abhi jarurt h।
Are uncle humare ghr k tank me pas Wale peepal k ped ki jaden aa gai h ..uska kya ilaz kre
Bhai kiye ilajie kiye fir
Terrace pr 2*2 ki tiles lgi Hui hai... Barish hone pr niche seeln aati hai.. esa hi koi trika ho to please bta de
Terrace par lagi hui tiles ko tezab se clean karke (khaskar joints ko) white cement me grout admixture mila kar joint me fill kare pani nahi dalna h white cement m
Kuch mt kro tiles ki Jo gap hai usme grandeur se zari Maro...usme SBR dalo fir grout bharo fir clean kr ke transparent liquid Maro parament soulution hai....
Total cost kitna hota he with labour
Boss sugar ki coting ke baad tank me badboo aa rahi hai and keede bhi lg gae hai boht
Yaha per humne yeh coating kari thi waha toh aisi ko problem nahi aayi
Ghar ke main hole main leakage or pani deewar ki neev se bahar ata ha kya kre
Main hole saaf pani ka hai ya drainage
@@punjabimindideas dono Hain Jo chhote chote chamber bne hote hai.
Mery pass itna amount ni ha Bhai apna gaher khardna ha I m from karachi pakistan
👍👍👍🎉
agar rcc dali hi thi to 8mm sariye ka jaal bana ke uske upar daal dete apke tank me jaan aa jati ye jo apne kiya hai ye phir se bhaith jayega...
Brother jab pani leak nahi hoga toh baithega nahi sariye ka jaal bhi daal dete toh support kaha milti woh jaal bhi toh baith sakta h
@@punjabimindideas sir ji sarie ka jaal kabhi nahi baithta usko side se 4 inch upar utha dete uski majbooti or bad jati or na hi rcc mai crack ane deta baki apki marji maine to advice di hai
Jaankaari dene ke liye shukriya 🙏
Hello sir. Mera tank bne hue 10 din se upar ho gya... Dr fix it diwal jodne se lekr plaster ar cement ka ghol tk use kiya sahi matra me... Fir dusre din cement ar fixit ko milkar paint v kiya.... Iske bawjud pahle wale chamber me partition ke aas pass leak ho rha hai bt pta nhi chal rha hai ki kaha se hai..... 3rd chamber pani wala thik hai usme leak nhi hai.... Lekin pahle 2no chamber/ partion me leak hai... Pani check krne ko dale to 24 ghnta me aadha se jyada pani km ho gya.... Kya kre? Please help me. Av pani 24 ghnta se partion jo 5 incha ka hai uska niche wla hisaab touch kr rha ar wha se km nhi hua bahut km matra me pani km hua lekin uske pahle bahut teji se.... Kya kre please help me.
Brother jaise maine video me tarika bataya h use karo lekin usme chinni(sugar) ki jagah gur ka seera aata h vo dale gur ka seera aapko factory area me milega tarika video wala hi use karna leakage ruk jayegi
@@punjabimindideas thanks ,, ha gur mil aasani se mil jayega.... Yahi tarika apnayenge.. Uske baad rply krenge.
Gur nahi? gur ka seera
@@punjabimindideas Ok
@@sushantkumarsingh3785 thik hua bhai kya aapka
Sunil Kumar hello Sri agr hmaine apse tenk ko repair kurbana ho to
Apko contact kese krna h
Aap kaha rahte h
Himachal pardesh ke hamirpur jile se
sir aapne koi reply nhi diya
क्या सेप्टिक टैंक भी इसी तरह से रिपेयर किया जा सकता है
Mushkil h kyuki septic tank ki deewaro par chiknahat jami hoti h agar tank pahle achi tarah clean ho toh yeh idea kaam kar sakta h
@@punjabimindideas सेप्टिक टैंक में लीकेज आ रही है इसका कोई उपाय हो तो कृपया बताएं
Septic tank pakka h ya kacha size bhi bataye
@@punjabimindideas 8 फुट लंबा 5 फुट चौड़ा और 11 फुट गहराई अंदर से पक्का सीमेंटेड उसकी सतह भी पक्की
Eshmey tho gusney ki jagh hai safety tank mey leakage hai barish key time safety tank subhe khali kraya or shyam ko bhra hua milta hai .. video bna kr dheka tho pta chala ander sey leakage hai khi ek jagh sey barish key time water level uper aakr pani whi sey bhr jata hai .. 4 bhar khali krwa liya 4 din mey ... Ab hum khali nhi krwaye eshey hi use krte rahe tho pani uper tho nhi aayega ye puchna tha lenter daal rakha hai
Nahi ayega kyuki agar Safety tank leakage hai aur barish ke time usme paani bhar jata h toh baad me level down ho jayega kyuki paani barish rukne ke baad jameen me chala jayega
Mere yha pani ke tenk me pani aata he jata nhi he to kya kre
Matlab motor lagi hui h k nahi
Your floor treatment is not correct,should have used concrete surface cleaning diamond disc to remove all previous cement residue and thoroughly cleaned before commencing and BASF551AAnd B ARE EXCELLENT PRODUCTS TO SEAL TANKS
Aap kaise keh sakte h k yeh tarika sahi nahi h kya aapne ye tarika kabhi use kiya h
भाई बिना तक मार भी सीमेंट तो पड़ी ही लगी तक करने की कहां जरूरत है
Ruff hone se cement pakad karta h
भाई चीनी सोडा कितना पानी कितना बताना
10 kg white cement me 1kg चीनी और 500 ग्राम सोडा और पानी आवश्यकता अनुसार
Mixture ka single coat karne ke 2 din baad bhi cement chune(चुना) ki tarah chut raha h.
Toh pani ka leakage kese rokega
Yaha coat kiya tha waha ka area chikna toh nahi tha kya?
@@punjabimindideas chikna toh tha.
Plaster k upper se kiya tha
Maine video me dikhaya tha k wall ko thoda ruff kar le (aur agar chiknai h toh tezab (toilet cleaner) se aap wall ko saaf kar lena cement coating se pahle)
@@punjabimindideas ab kya kar sakte h?
Pahle ki coating ko hata kar deewar ko taar (wire) wale brush se saaf kare aur lohe wale june se tezab se saaf kare phir deewar ko Hammer ya basoli se tuck laga kar video ke hisab se dobara coating kare
KAAM KARNE WALE MAJDOOR 😅😅😅😅😅😅😅
VIDEO SE FAYADE TUJHE 😂😂😂😂😂 KYA IDEA 😂😂😂😂😂😂😂❤❤❤💖🙏.
Teri kyu jal rahi h
क्या मज़दूरी करने वाले इंसान नहीं होते?
वीडियो बनाकर knowledge share नहीं कर सकते??
𝙥𝙧𝙤𝙢𝙤𝙨𝙢
No
सर जी आपके नंबर
Wrong method . कुछ दिन बाद वही हाल होगा . इससे मालिक का खर्चा बच गया .
Bhai aap mathod bata do
When you dont know how to do work..😂😂😂😂
I have stopped the leakage of many tanks, it has also been successful. If the leakage had not stopped, I would not have told in the video.
@@punjabimindideas up me Firozabad se hu.tank leakage ki problem h..shi krvana h . contact no.do