Dangerous Excavators Accident | Excavator Accident

แชร์
ฝัง

ความคิดเห็น • 18

  • @ghumakkadengineer1
    @ghumakkadengineer1 หลายเดือนก่อน

    😮😮😮

  • @technicalprashant2824
    @technicalprashant2824 หลายเดือนก่อน

    Bhai ek question puchna tha aapse jaise ki swing motor ko break release karne ke liye pilot pressure chahiye vaise par travel motor mai bhi to koi bhi pilot pressure nahi hota hai break release karne ke liye to to fir travel motor mai vo kaise work karta hai...

    • @HeAvYMaChInEsByAkash
      @HeAvYMaChInEsByAkash  หลายเดือนก่อน +1

      It's internal construction of the Travel Motor , Brakes are released by the main pressure through Counter Balance valve..

    • @technicalprashant2824
      @technicalprashant2824 หลายเดือนก่อน

      @@HeAvYMaChInEsByAkash what will happen when the counter balance valve is not working..

    • @HeAvYMaChInEsByAkash
      @HeAvYMaChInEsByAkash  หลายเดือนก่อน +1

      @@technicalprashant2824 As the Name Indicate Counterbalance it act as to balance the flow and the pressure when the machine is in working condition, it direct the oil flow to Motor and release the parking pressure as well help motor to prevent the cavitation, oil pressure act both side of the Counter balance spool it manage the oil from to the motor..

    • @technicalprashant2824
      @technicalprashant2824 หลายเดือนก่อน

      @@HeAvYMaChInEsByAkash thanx bro

  • @technicalprashant2824
    @technicalprashant2824 หลายเดือนก่อน

    Bro mera tata hitachi ex-200LC mai engine load le raha hai maine control valve ka kaam bhi karaya hai diesal pump nozzle ka bhi kaam karaya hai fir bhi engine load le raha hai.
    Hydraulic pump ka pressure 300bar hai aur maine dono regulator change bhi karke dekh liya hai fir bhi machine load le raha hai bhai koi help kar sakte ho kya ho sakte hai usme.

    • @HeAvYMaChInEsByAkash
      @HeAvYMaChInEsByAkash  หลายเดือนก่อน

      Kya machine load Dene pe band ho Raha hai...

    • @technicalprashant2824
      @technicalprashant2824 หลายเดือนก่อน

      @@HeAvYMaChInEsByAkash haa bhai rpm ek dum se down ho jata hai aur machine bhi band ho jati hai kabhi kabhi lever ka use karne par

    • @HeAvYMaChInEsByAkash
      @HeAvYMaChInEsByAkash  หลายเดือนก่อน

      To low idle me , hyd load dena aur check karne machine band ho Raha hai kya.... If yes then it's hyd side issue

    • @technicalprashant2824
      @technicalprashant2824 หลายเดือนก่อน

      @@HeAvYMaChInEsByAkash bhai idle mai load dene par machine band ho jata hai

    • @HeAvYMaChInEsByAkash
      @HeAvYMaChInEsByAkash  หลายเดือนก่อน

      It's your hydraulic side issue