@@youlikeexperiment9132 Bhai mere pass 4440 ka board hai. Jis board pe rectifier lga hua h pahle se 2 diode 5408 or 1 capacitor 4700uf 25v. Abhi mere pass 12-0-12 ka transformer hai to kya mai usko direct board se connect kr Sakta hu? Ya mujhe ek additional bridge rectifier lgana padega?
Bhai mere pass 4440 ka board hai. Jis board pe rectifier lga hua h pahle se 2 diode 5408 or 1 capacitor 4700uf 25v. Abhi mere pass 12-0-12 ka transformer hai to kya mai usko direct board se connect kr Sakta hu? Ya mujhe ek additional bridge rectifier lgana padega?
@@youlikeexperiment9132 Kab ho shakta hai? Matlab mera jada load nahi chalta, 5-10 min, Maine ek water overflow alarm banaya hai, tank mein 12 volt wire fit hai, jo ki water level upar ane se alarm baje ga, Toh mera darr hai ki 12 volt supply ki jagah 220 volt AC na nikal jaye, aur koi hadsa na ho jaye?!!
Sir capacitor lagne se bahut fayde hote he .. jaise ki power supply ke ampere badna , dc current ko clean karna ..or bhi bahut kuch 😊🤗 Thanks for comment ❤️
Ji nahi koi problem nahi hogi Lekin aapne 555 dc motor ka fan bana Rakha hai hai To aap usko 12 volt per hi chalayen 24 volt drill project ke liye achcha hota hai ya fir grander ke liye 😊😊💕
bro keya same connection pr hum 12v 4.5ah lead acide battery ko charge kr sakte hein? keya battery jaal jayega jeyada volt k liye, ya battery motor ki tarha volt adjust kr lega?
My friend aap ko to Pata Hoga Ki motor Ke Do Prakar ke starter hote hain Ek to Bina oil wala aur ek oil per chalne wala to kya 12 volt car Transformer oil per chalne wala Vakya mein hai ya nahin
TH-cam पर बहुत फेक वीडियो है भाई पर आप का रियल है बहुत-बहुत धन्यवाद आपका भाई
Thank you so much Bhai 🤗😘
@@youlikeexperiment9132 Bhai mere pass 4440 ka board hai. Jis board pe rectifier lga hua h pahle se 2 diode 5408 or 1 capacitor 4700uf 25v.
Abhi mere pass 12-0-12 ka transformer hai to kya mai usko direct board se connect kr Sakta hu?
Ya mujhe ek additional bridge rectifier lgana padega?
@@rohit9828 sir apko is video me ..Puri knowledge mil jayegi 😊... thanks for comment 💗
Real video ❤️
Transformar kitne amp ka hai ?
Bahut hi Achcha
Thank you so much sir ❤️
Maza aa gaya video main super hitt lge raho
Thanks yar
Excellent....very Good.....sir .
Thank you so much subscribe my channel 😊
Bahut acchi suruaat hai...
Thank you ❤️ muze dc fan banana tha apane madat kar di 👍
ThankS To sir 😊🙏❤️
Maine dc fan ki bhi video post ki he !
I like ur ideas and work
Fir yaar support Karo apne is Bhai ko 🤗❤️ thanks for comment 🤗
Very real video
Apko is chennal par sare video real hi milenge bro 🤗😊 thanks for comment 💗
NICE SIMPLE EXPLANATION
Bhai aapki video me sb se achchi baat ye lagi ki
Tumne sirf or sirf kaam ki baat batik
Faaltu ki baat nahi
Sukriya janab ❤️ support Karo yar apne bhai ki 😊🤗
welcome to TH-cam
Zaki Anwar
Pakistan
Your Welcome Thanks for comment ❤️
Bahut umda video hai nazim bhai
Thanks
Very nice work 😍😍😍
Sir mera 12 0 12 3a ka transformer hai mene 25v 4700 uf capacitor lagaya hai aur wo kafi jada heat ho raha hai pls give me a solution ❤
Peechay lay lo
Connection mein koi problem hogi. Please video ko ap ek baar acche se watch ki jiye fir apko sab samaj AA jayega Thanks for comment ❤️
मेरा ट्रांसफारमर् वाइंडिंग के बिना लोड के बहोत गरमहो रहा है क्या कुछ सेकंड मे हि तो क्या करे जो सही होजाय
100 %work Tazim Bhai gujjar
Thanks
ماشاءاللہ عزوجل اللہ عزوجل آپ کو ترقی وکامرانی دے
جزاک اللہ خیر ❤️
Excellent very good video
Thanks sir
Bahut acha video he
Great work dimple 👌🏻👌🏻👌🏻
Thanks yar
My pleasure
Awesome shadan bhai super
Thanks
Bhaiya ap bohot ache video banao. Aur mai bhagwan se prathna karunga ki apka channel acche se grow ho.😊😊😊😊
Thank you so much brother ❤️🥰 support my TH-cam channel 🤗
Bhut achcha bhai
Thank you so much 🥰
🙏🏻👌🏻👌🏻OP BRO
Thanks 😊😊
Tractor battery charger video bonao
Ok ji 😊
Nazim bhai jawarjast
Thank you so much 😊🤗😘
Bhai ye moter kharab to nahi hoga is se
Ji bilkul bhi nahi hogi kharab ap isko
dc 24 volt se bhi chala sakte ho 😊
Nice video ❤
Awesome work
Nice video 👌 bhai
Thanks
Ek ek baat btai hy ser apny.super vido hy. Per 12volt knyk sen kha sy nikaly
12 volt ke or bhi video banaye mene ap Jake dekh sakte ho 😊🤗
Bhai video achi lagi
Thank you so much 😊 ma'am
Gud job bro
Thanks
Bhai ye apki first video hai na 😍😍
Nice work bro.
Thanks
Thank u sir nice video 👌
Thank you so much 😊 sir ji 🙏
Please support my channel 😊
O bhai awesome video
Thanks
Nice video thanks sir
Your welcome 😊
Thank you so much sir 😊🤗
kitne amp ka load le skta le transform
3 Ampere Tak ka load le sakte he 😊
Awesome 👍 work
Thanks
Ase video or banna bhiya ❤
Dear bro 😊 dc supply ke upar bahut sari video post ki mene .. ap dekh sakto ho
Thanks for comment 🤗😊❤️
Ok bhaiya
Bhai mere pass 4440 ka board hai. Jis board pe rectifier lga hua h pahle se 2 diode 5408 or 1 capacitor 4700uf 25v.
Abhi mere pass 12-0-12 ka transformer hai to kya mai usko direct board se connect kr Sakta hu?
Ya mujhe ek additional bridge rectifier lgana padega?
Haa
Very nice
Thanks ❤️
Bhaiya.... 4 daoid ka full rectifier pr bhi connection btaiye.
Ok ji 😊
అన్న గారు exlent bro
Thank you so much 😊🤗
Good work
Sukriya Bhai Jaan 😊 ❤️
इस डीसी करंट से mono amplifier बेस्ट ट्यूब बजा सकते प्लीज बताइए
Endaktar. me kitane volt diye he
AC 220 v
Capisitar kon sa lagaya kuch pata nahi
Bhai video forward kar kar ke dekho ge to kaise se pta lagega 🤭😄 ke kon sa capacitor lagaya bhai ne 😜
@vesali 25v-35v 4700uf in dono me se koi bhi le sakte ho aap 😊
Doivot or capicitar kon kon sa lena he could nhi bataya
Diode - 5408
Capacitor- 25v 4700 uf
Ya fir 35v 4700uf bhi laga sakte ho no problem 😊
Lage rahe mere bhai
Thanks
Brij rectifier banaiye
Ok sir
very nice super
Thank you so much 😊
Esh me cepitar na lgaye to ye wark nhi krega kya
Ji han bilkul work karega 😊
Amp of transformer ??
Super ❤️❤️
12-0-12 ka transformar kitne amp ka le
2-3-4-5 jitna ap chahe 😊
Bhai kya aisa ho sakta hai ki 12 volt step down transformer se 220 volt AC nikal jaye output se?
Han ji bilkul possible hai...😊
@@youlikeexperiment9132 Kab ho shakta hai? Matlab mera jada load nahi chalta, 5-10 min,
Maine ek water overflow alarm banaya hai, tank mein 12 volt wire fit hai, jo ki water level upar ane se alarm baje ga,
Toh mera darr hai ki 12 volt supply ki jagah 220 volt AC na nikal jaye, aur koi hadsa na ho jaye?!!
It is really working
Thanks 😊
Bhi Jan kya ahm DC fan chalashka ha isssa
Sir 35 v 47uf ke alava kon sa number ka capestor laga sakte
25v 4700 uf
35v 4700 uf
50v 4700 uf
No problem 😊
@@youlikeexperiment9132 thank you
Yar bohot slow fan ko chalta ha kaya kary ka as ka amfir zayada ho jaya
Bhai 24 volte wale transfarma se bulb kise jalate hai?
Please isma ek video banao
Or iss thara ka video link v send kar plz
Kya ap ye janna cha rahe he 24 volt tarasfarmmer se 12 volt kaise nikalte he
18 0 18 ka trsnformar hai use 12 volt ki bettery se kaise chalaye
Kya isse nichrome wire hot ho payega
Ji bilkul work karenge 😊
25 volt capisitor fat Gaya sem Aisa Kiya tha!
Capacitor nahin lagane se voltage nahin aata hai kya
Sir capacitor lagne se bahut fayde hote he .. jaise ki power supply ke ampere badna , dc current ko clean karna ..or bhi bahut kuch 😊🤗 Thanks for comment ❤️
Bhai divod garam hota ha motar chalta huh
Details do sir sare parts ki ..
Brother transformer kitna ampere ka lena chahiye
Bro Apko kya chalana he usse .. pehle ye batao ?
@@youlikeexperiment9132 bro 12 volt ka motor chalana hai aur 3 ampere me transformer bahut heat ho raha hai motor chalane par
2no diode jo lgaye h kabi khrab ho jaye to trasfarmer khrab toni hoga na
Agar ap transformer best quality ka lagate ho to transformer kharab hone ke chance bahut km he ....
Keval diode hi kharab honge
I will try
Now and say something after testing
Thank you so much 🤗😊
Can I make perfect 12v supply from this transformer?
Yes ----- thank you so much ❤️
Veri nice
Agr 24volt se 555 motor chalaye to koi problem hoga ya nahi??
Ji nahi koi problem nahi hogi
Lekin aapne 555 dc motor ka fan bana Rakha hai hai To aap usko 12 volt per hi chalayen
24 volt drill project ke liye achcha hota hai ya fir grander ke liye 😊😊💕
@@youlikeexperiment9132 Bhai ampere change hoga ya nahi?? 12-0-12 se 24 volt nikalne par
Ampr change nahi hoga 😊
Sar Maine char 4007 diode se bridge rectifier banaya 25 Watt ka capacitor bhi lagaya 2 par work nhi kiya
Ismain kitne amp ka out put hai?
3 Amp
Awesome video
Thanks
Super
Thanks
bro keya same connection pr hum 12v 4.5ah lead acide battery ko charge kr sakte hein?
keya battery jaal jayega jeyada volt k liye, ya battery motor ki tarha volt adjust kr lega?
Nice
Thanks
iN Nahi 😂😂😂1N Hota hai 😅😅😂😂😂
Isse ham 12 v 15 amp ka peltier chala sakte hai
Kya Aap Thermo electric peltier Module ki baat kar rahe hai
@@youlikeexperiment9132 ha jo dc current se chalta hai
@@pradeepgupta1190 sir ji vah module 10 se 15 Amp ke bich mein chalta hai.
Use Kam se kam 10 Amp chahiye work karne ke liye .
@@youlikeexperiment9132 to fir aapka transfarmer 12v 15 amp current generate karta hai kya
@@pradeepgupta1190 No Sir 😊
Yeh 3 Amp ka he
Ismein 12v 12v 2 out put aa sakta hai??
Bhai ye saman aap ko kis circuit board se mila hai please bata do😅
Bhai me khud ek electrician hu 😊
Or ye saman local market se parches kiya he mene 😊
Good
Nice very nice
Kitne ampere ka transformer hai
3 AMP
Divod kon sa istemal kiya he ap ne
5408 diode
Please subscribe my youtube channel 😊
Bhai diode ka silver patti minus(-) hota hai aur black patti plus(+) hota hai
Yah answer galat hai 😊
Input saply kis se di he
220 v AC
kya Capacitor nahin lagaenge to DC nahin Banega
Capacitor keval power ko filter or Ampere ka rich badane ke liye hota he 😊
Fantastic
My friend aap ko to Pata Hoga Ki motor Ke Do Prakar ke starter hote hain Ek to Bina oil wala aur ek oil per chalne wala to kya 12 volt car Transformer oil per chalne wala Vakya mein hai ya nahin
Mohd Najim 11
my Insta he ap us par koi questions puch sakte he 😊
Bhai Maine banaya yah charger
4 diode ki jarurat hoti hai....
Sir agar Aap chaho to 1 Diode se bhi supply bana sakte ho .. 😊🌄
Dc me kitan APM Milta plzzz jaldi bta na
Depend your transformer ...aapne Transformer kitne Ampere ka lagaya hai apni supply me !
12 volt 2.5amp ka h kitna amp dc me milta h
Fir bhi apko itna hi Ampre milega sir ji
😊
Transfarmer Mera 12 volt 2.5 amp h to dc me kitna milta h amp
Mohd Najim 11 my insta id
sir is taraha supply dene per ampere change toga kya matlab transformer 1amp me hai to 1amp hi rahega na pls reply
Ji han 1 Amp hi Rahega
@@youlikeexperiment9132 Thanks sir
30.0.30 ka supply bataiye
15-0-15 Transformer se ap bana sakte ho 😊 bas usme apko capacitor 60 v 6800 uf lagana ..
Bhi 25V ka chlaga
Matlab?
kitne apmr bna ye
3 apr
Cool