Hello Doctor this is Ali from Pakistan I was facing depression & panick att@cks from 2_3 weeks but recently completed ur playlist on CBT I'm slowly being aware and logically understanding the core problem nd slowly coming out of it Thanks a lot Lots of love to u nd ur family ❤❤
Sir please TH-cam per podcast ki tarah videos banaye. Lambe videos mein jankari behtar tarike se मिल पाती है। पॉडकास्ट की खासियत यह है कि उसमें एक टॉपिक पर गहराई से चर्चा किया जा सकता है। इसीलिए गुजारिश है की पॉडकास्ट बनाना शुरू करें 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Hello doctor Bhai how are you ? Sach kahu aap ko itne time k baad dekhar mujko itne Kushi ho Rahi hai me baya nahi kar skta 😍 god blessed 🙌 doctor Bhai 🙏☺️
Dear Sir/Ma'am Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya wahtsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
book mein kuchh bhi word galat rahata hai to use theek karne ke bad bar bar mere dimag mein vahi words aata hai please help me doctor it is so dangerous disease .. may be
Sir Mai recently aapke videos dekhe bohot ki achchi jankari Aapne di hai . Mai kafi saalo se kuchh psychological problems se gujar rahi hu but maine koi pura treatment nahi liye ak baar gayi thi tab mujhe Kaha gaya tha ki DID hai (2018)per maine fir gayi hi nahi aur koi ilag nahi liya kuchh lalo baad halat aur bhi bigadne lage aur mai depression me chali gayi tab2020 me dusri baar psychologist k paas dikhaya to unhone baiboler disorders or Manik aisa hi kuchh kaha tha tabh bhi maine kuchh ilaj shuru nahi kiya maine apni apni ak friend k ke ke per jo psychology me Master hai kuchh therapy try ki usse thoda to farak pada magar puri tarah thi nahi hua, ab ak saal se mujhe fir se depression, stress and anxiety issues ho rahe hai achanak se jyada stress level badhne se panic attack and anger issues ho rahe hai , sumjh nahi aa raha ab kya ho raha hai.
I have started taking Cipralex 10 mg for my anxiety and fears. Also started taking cyclobenzaprine 10 mg for severe whole body pains including joints and fingers. Please advise if possible. Thanks 🙏
@@siddhantsingh2433 Mai Ek Introvert hu. Means Mai public me sant rehna pasand karta hu. Kyuki Mai Bina matlab kuch bhi karna pasanda nahi karta. Ha Ristedaro ke samne to pure introvert hu. Lekin At the last Hum sabko inse bahar nikalna hai. Kyuki aise hum sabhi life ko enjoy nahi kar sakte. Apne life ki jaise bhi halat hai, unko fruitfull banana hoga. Mai bhi class 12th , 2021 ka passout hu. Tumhare anxiety ke symptoms kya the bro?
Sir aapke bataye niyamo ko maine follow kiya or ekdam savsth hogya really aap meri life ke greatest change maker rhe h aapko shukriya ada karne k liye mere pass shabd nhi hai 🙏🙏
Sir mere husband ko 2007 dispersion hua tha jb wo lagbhag 12 ,13 saal ke the uske bad 2010 me hua fir 13 me hua uske bad 2015 me humari shadi hui shadi se pahle is bare humare pariwar ko koi jankari nhi di gai thi shaadi ke bad wo 2017 me bimar huye one month me lagbhag thik ho gye the tb se unska ilaj proper chal raha hai fir bhi 2019 me bimar huye 7 8 month me thik huye tb se abhi bhi unko ilaj chal rha h abhi march mein job ki kuchh dikkat hone ke Karan unko FIR samasya hone lagi hai sir medicine regular chal rahi hai fir bhi problem ho rahi hai is bare mein kuchh bataen
Hello Sir! Are you giving online consultation. I called up your clinic I was told that you are no longer giving consultation. Kindly confirm. Pls let me know how to contact you Thank you sir
Hi sir mara ko anxiety, depression, schizophrenia bipolar disorder or bhi bohot Sara problems hai jinbagimain kuch accha nahi lagta please mara liya ak video dana dijiye sir mara name Abu Talha
Hiiii sir genetic mental illness par ek vidoe banaiye na kyunki jin bachcho ke mata ya pita ko genetic mental illness hote hain un bachchon ko badi galat najariye se dekha jata hain so please sir 😢😢😢😢😭😭😭😭😭😭
hello sir please help me.I am 22 year old and suffering from depression anxiety and ocd .And I have done also many suisidal attempts please help me please sir
Dear Sir/Ma'am Depression ki samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain. Dhanyawad Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi Renowa care , Noida
Sir mereko negative thought ate rthete he kitni be koshis krlo rokne ki ruk nhi rhye m student hu ghar wallo ko bta nhi skta pls mujhe thik hone me kitna cost lag Jayega please tell:
Hello sir,sir mujhe aapse baat krna hai sir mai mere city me kyu psycatrist hai per mai aapse hi consult krna chahti hu sir pls bta dijiye online consultation available hai
Sir ham hamesa think tarke hai baisa thinking Jo Hamra daily life ya professiona ka hisab nahi hai ex-ham ek student hai aur Indian cricket match dekhne par jaise lagta hai ham khel rahe hote to kya hota es type ke think aate hai
Sir mere ander bhi bure vichar aate hai mere saath kuch bhi aacha nahi hoga main aapne aapse baatie krte hun mujhe badbdane ke aadat hai depression bhi ho jaata hai plz mujhe soluation bataye maine bhi bhuat medicine khaye hai
Hello Doctor this is Ali from Pakistan
I was facing depression & panick att@cks from 2_3 weeks but recently completed ur playlist on CBT I'm slowly being aware and logically understanding the core problem nd slowly coming out of it
Thanks a lot
Lots of love to u nd ur family ❤❤
Nice guidance & very good information to improve mental health. Doc, you have done a great job!!!
You are absolutely right Doctor.।।
Thanks 🙏🙏
Dr. You r great aap bahot acha samjate ho God bless u
Bohot din k bad channel PE vedio aya acha laga...
Ap regular vedio bana k koshish kigiye bohot acha lagta hai 👍
Sir please TH-cam per podcast ki tarah videos banaye.
Lambe videos mein jankari behtar tarike se मिल पाती है।
पॉडकास्ट की खासियत यह है कि उसमें एक टॉपिक पर गहराई से चर्चा किया जा सकता है।
इसीलिए गुजारिश है की पॉडकास्ट बनाना शुरू करें 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Thankyou so much ❤ Dr sahab
Nice information for mental health patients.
Hello doctor Bhai how are you ? Sach kahu aap ko itne time k baad dekhar mujko itne Kushi ho Rahi hai me baya nahi kar skta 😍 god blessed 🙌 doctor Bhai 🙏☺️
OCD thi kya aapko
AAP bohot ache doctor h....ty sir..🙏
You are right dr.tripathi
I am agree with you
Sir aapki videos muje bhout aachi lagging ha ❤😊
Thank u sar aapke suggestion se bahut help milati hai thank u so Mach
Sir regards…… your words , your guidance is torch bearer for world to understand mental health…..
Bahot kuch sikha apki video se thankyou ❤️😊
Honourable Dr. Sir .......
I ,shyam Prajapati from Varanasi, have been suffering from OCD since 2021.
Dear Sir/Ma'am
Iss samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya wahtsapp kar sakte hain.
Dhanyawad
Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi
Renowa care , Noida
book mein kuchh bhi word galat rahata hai to use theek karne ke bad bar bar mere dimag mein vahi words aata hai please help me doctor it is so dangerous disease .. may be
Very good information about mental health. I appreciate you sir 🙏
Very best explanation 😊
Yes sir Maine aj hi city ke gov. Hospital Mai dikhaya vha Mai bat bhi Ki or problem btaya unhone medicen di
Sir,you explain explain everything in amazing way.Thanks a lot 🙏💐
Always love to watch your videos. The amount of effort and care that goes into them, is much appreciated. Thank you so much king of psychiatry 💙💜
Right 👍
Thanks sir
Ekdam right kisi bhi chiz ko Bina parkhe usko kuch bolna nhi chahiye
Yes sir❤❤
Can you plz write✍️ sutitle in English . I don't understand Hindi.
Thank you very much sir
Love you sir
Aj inhi k wjhe se me puri tarika se thik hu.. Thanks dr sahab
OCD thi aapko
please do upload video frequently. we need guidance and positive vibes from you that we get always
I Respect you Dr.Praveen tripathy sir🙏🙏🙏🙏 me apko bhagwan Manta hu
Aap bata sakatay Inka adress
Q dikhana h
सर मैं आपको वीडियो देखती हूं पहले से ही
Depresonalization and derealization bimari par video banao sir please
Sir schizophrenia pe video banaye aur delusions halucination ke baare mai bataye please sir
Schizophrenia treatment duration ke upar video bnao
Love you sir ❤
Sir Mai recently aapke videos dekhe bohot ki achchi jankari Aapne di hai . Mai kafi saalo se kuchh psychological problems se gujar rahi hu but maine koi pura treatment nahi liye ak baar gayi thi tab mujhe Kaha gaya tha ki DID hai (2018)per maine fir gayi hi nahi aur koi ilag nahi liya kuchh lalo baad halat aur bhi bigadne lage aur mai depression me chali gayi tab2020 me dusri baar psychologist k paas dikhaya to unhone baiboler disorders or Manik aisa hi kuchh kaha tha tabh bhi maine kuchh ilaj shuru nahi kiya maine apni apni ak friend k ke ke per jo psychology me Master hai kuchh therapy try ki usse thoda to farak pada magar puri tarah thi nahi hua, ab ak saal se mujhe fir se depression, stress and anxiety issues ho rahe hai achanak se jyada stress level badhne se panic attack and anger issues ho rahe hai , sumjh nahi aa raha ab kya ho raha hai.
धन्यवाद सर
Bhai aaisa negative thoughts ke upor video banao please give me sloution how to stop ❤
So nice
Sir mujhe ocd tha maine aapke videos dekhkar treatment liya aur aaj main 50 percent theek huin.
Nyc video❤
Mujhe anxiety , depression, furstration, disappointment, bad luck savi hai
Can you give advice about hypersomania
Sirr plsssss make a video on somatic ocd
Ocd par aur video banaeye sir
Sir please or video banaiye na yahi sb se related please sir
Sir ji psychotic depression k bare mai kuch bataiye na Main psychotic depression ka patient hoon😭😭
sir .bpd ke bareme kuch bolia plzzz .pbleme hu sir.plz help me.
Lucknow kb aate h ilaaz kr ne...😢 0:27
Hame diparesan ha Dr
I have started taking Cipralex 10 mg for my anxiety and fears. Also started taking cyclobenzaprine 10 mg for severe whole body pains including joints and fingers. Please advise if possible. Thanks 🙏
my doctor suggest me Escitalopram 10 mg daily with etizolam 0.25 mg for GAD
Sir dipretion aur nashe ka ilaj saath saath liya ja sakta hai kya. mujhe neele capsules ki lat Tobacco aur dipretion bhi hai please bataen sir
Sar mere ko anxiety depression mein mere ko bolane mein kathinai hoti hai
Sir bahut achha lga aapka video dekh kr aapse kanha aur kaise mil skte hai mai u.p Lucknow ka rahne wala hu 🙏
This video need to be viral, you deserve it💙✨
Sir gifted child or person kyse jan sakte hai ki wo gifted hai iq ke term me?
Iss par vedio ban sakta hai?
Humko anxiety and depression hai
Phir tune laughing logo kun lagaya hai tumhe depression and anxiety ka matalab pta nhi hai mzaak samjh te ho tum bimari ko 👺🥸
@@amitmann982 bhai tum naraz kyu ho gaye bhai..mujhe 7class se hi anxiety (severe) hai ...
@@siddhantsingh2433 Hi, ab tum kis Class me ho?
@@ThePeoplesEditorial abi mujhe class 12 pass kiye 2 saal ho gaye bhai...ab mujhe sociophobia bhi hai
.🥲
@@siddhantsingh2433 Mai Ek Introvert hu. Means Mai public me sant rehna pasand karta hu. Kyuki Mai Bina matlab kuch bhi karna pasanda nahi karta. Ha Ristedaro ke samne to pure introvert hu.
Lekin At the last Hum sabko inse bahar nikalna hai. Kyuki aise hum sabhi life ko enjoy nahi kar sakte.
Apne life ki jaise bhi halat hai, unko fruitfull banana hoga.
Mai bhi class 12th , 2021 ka passout hu.
Tumhare anxiety ke symptoms kya the bro?
Pls make a video on how to stop MIND CHATTERING
Sir, patient admit nahi ker rha hai ki usee koi problem hai. Patient doing unusual things. How to make the patient vist to hospital
Sir, schizophrenia ki bimari me konsi dawaiyan de
Same prblm mjhe v h 😢😢😢😢😢😢 God religion related family k liye prblm aur napaka wala thought 😢😢😢😢
Most of the doctors who do their own practice prescribe substandard medicines.
Sir aapke bataye niyamo ko maine follow kiya or ekdam savsth hogya really aap meri life ke greatest change maker rhe h aapko shukriya ada karne k liye mere pass shabd nhi hai 🙏🙏
Aapko kya problem thi
@@humairanaginewale3318 ocd, depression
Apko kya problem thi
Please बताइए
@@lokprakashyadav553 anxiety disorder hai
बहुत दिनों के बाद sir🎉
America ka contact no aur address send kar do please
Sir lmbey tym se anxiety depression ki dwaiya Lene se bht hairfall ek side effects ho skta h?
Same hai mere bro ke sath 10 saal se
Sir depression mai tharapy lena sahi hai kya
मुझे बायोपोलर है ऐसे लगता है अब मैं कभी ठीक नहीं हो पाउँगा दवाई का भी कोई खास असर नहीं होता है हिम्मत टूट गई है 😢
Same here 🙃
Sir mere husband ko 2007 dispersion hua tha jb wo lagbhag 12 ,13 saal ke the uske bad 2010 me hua fir 13 me hua uske bad 2015 me humari shadi hui shadi se pahle is bare humare pariwar ko koi jankari nhi di gai thi shaadi ke bad wo 2017 me bimar huye one month me lagbhag thik ho gye the tb se unska ilaj proper chal raha hai fir bhi 2019 me bimar huye 7 8 month me thik huye tb se abhi bhi unko ilaj chal rha h abhi march mein job ki kuchh dikkat hone ke Karan unko FIR samasya hone lagi hai sir medicine regular chal rahi hai fir bhi problem ho rahi hai is bare mein kuchh bataen
sir mujhe clozapine salt lga hai ..i want to get rid off from it give some advise
THANK YOU SIR ME DEPRESSION SE BAHAR NIKAL CHUKA HU ❤❤❤
कैसे में bro
Sir, mere sath kuch incident hua tha kuch saal pehle aur uske thoughts mujhe abhi bhi pareshan krti hai, kya kru??
Hello Sir!
Are you giving online consultation. I called up your clinic I was told that you are no longer giving consultation. Kindly confirm. Pls let me know how to contact you
Thank you sir
You have gone to the next level to keep your work interesting, You are the best forever 💚💫
nice
Hi sir mara ko anxiety, depression, schizophrenia bipolar disorder or bhi bohot Sara problems hai jinbagimain kuch accha nahi lagta please mara liya ak video dana dijiye sir mara name Abu Talha
Sir I see sparks
Mujhe bhi yahi problem hai
Same 😢
Hiiii sir genetic mental illness par ek vidoe banaiye na kyunki jin bachcho ke mata ya pita ko genetic mental illness hote hain un bachchon ko badi galat najariye se dekha jata hain so please sir 😢😢😢😢😭😭😭😭😭😭
sir kya vipassana karne se mera depression thik ho sakta hai?
Sir please mereliy kuch kijyega bachpan se hi hm kishise baat nh karte haan bus jonosha wahi bolne lagte then
Doctor sahab kya mansik rogon mein joining dava theek theek se fayda Karti
hello sir please help me.I am 22 year old and suffering from depression anxiety and ocd .And I have done also many suisidal attempts please help me please sir
Dear Sir/Ma'am
Depression ki samasya ke liye aapko Psychiatrist se milna chahiye , proper evaluation ke baad hi aapko next step guide kiya ja sakta hai Jyada jankari ya doctor se appointment book karne ke liye 9818083017, 9999808648 par call ya whatsapp kar sakte hain.
Dhanyawad
Amit Kumar Assistant, Dr. Praveen Tripathi
Renowa care , Noida
THE HIGHEST MEDITATION IS TO THINK OF NOTHING IF U CAN REMAIN WITHOUT THOUGHT GREAT POWER WILL COME.
Shaabaash palvinder puttara😂❤
Sir mereko negative thought ate rthete he kitni be koshis krlo rokne ki ruk nhi rhye m student hu ghar wallo ko bta nhi skta pls mujhe thik hone me kitna cost lag Jayega please tell:
Please help kijiye
Hello sir,sir mujhe aapse baat krna hai sir mai mere city me kyu psycatrist hai per mai aapse hi consult krna chahti hu sir pls bta dijiye online consultation available hai
Sir ham hamesa think tarke hai baisa thinking Jo Hamra daily life ya professiona ka hisab nahi hai ex-ham ek student hai aur Indian cricket match dekhne par jaise lagta hai ham khel rahe hote to kya hota es type ke think aate hai
1st view ,,1st comment
Bipolar shi ho jata hai muje bhi hua lekin aaj me akdham shi ho
🙏🙏🙏🙏🙏
Sir meri aik query hai kya mai aik saath 2 psychiatrist ki dawai khaa sakta hun
Sir hum khud se paresan h bahut overthinking hoga h bura bura sochte rahte 🥺
Sir mujhe pta nhi q any time bechaini rhti hai pdti hu ya soti hu hmesa please btaye solution 😢😢😢😢
Mujy ibs hai is ka koi ilaj bta dain...
I hit the like 👍
Sir muzhe ear main gane sunai dete hain kya karu sirf gane
What happens if someone takes 20 tablets of amisulpride (amijoy) 50mg each