Wow appi jaan Mai to apki biryaani ki fan hun apki bohot si recepies try Kar chuki hun or haan apki biryaani 100%original recepie k sath hoti hai ...waise bahut khushi hui sunkar k ap bhi wahi se ho jahase Mai hu Mai fancy market k opposite me rehti hun babu bazar k paas
Aaj maine aapki video dekha kr yeh biryani banayi hu kya btau itna lazeez bani thi na mere puri family mri tarif kr rahe the 😊😊😊😊thank u so much itni acchi biryani ki recipe share karne ke liye ❤❤
5-6 min alu fry krna h or low flame pe 10-12 min tk pkana h ek glass pani me 80 tk alu cook krna h thoda hard hona chye thoda soft........alu nikalna h or yakhni glass me nikal Lena h..... 100 grm tel me garam masala khada pyaz ek bada size ka colour change hone k bd adrak lassan paste dal kr flame medium krk 2-3 min bhunna h fir gosht daalna h high flame me 4 min bhunna h fir low krk namak mirch biryani masala dahi mix krk dhak k 10 min cook krna h low flame pe yakhni glass wala daalna h usme vapas dhak k fir 5 min low flame pe pakana h
Madam....hum to store se ek kilo ka India Gate rice purchase karte hain. Wahan se 250 gms agar alag karna hai (kyunki aapne 750 gm rice liya) toh uski measurement kya hoga?
Meri fvrt hai zam zam ki biryani bhot bar khaya hai hmne chicken ki biryani wahan ki....or ek request hai aap biryani masala bata dijiye jo is biryani me dala hai aapne.
Didi Maine apki recipe dekh ke bnai as it is but taste mujhe zam zam jaisi ni lagi buri ni thi but zam zam restaurant jaisi ni thi pta nii kya kami reh gayi Ap suggest kr skte hai kyaa ki aur kya kr skte hain
Mam bass ye bata dijiye chawal dalne ke baad pani me jab ubal ayega then uske baad 3 minutes chawal ko high flame me pakaye ya medium?? Aur han man 4 tablespoon mawa kitni grams ki hongi?reply jarur dena mam
Chawal dalne ke bad jab Pani me ubal aayne lage to 3 minut high flame per chawal ko pakana hai, aur 50 gram mava dalna hai yani ki 4 table spoon ,ok dear
@@LazeezDastarkhwan thnku so much mam...mam kal me iss recipe ko jarur banaunga.mam aap sach batayiye ye recipe tasty to banega na??matlab bahat tasty banega na??
Ma'am kolkata mai kisgage pe rahiti hai, i am also from kolkata, i have been watching ur recipe it's really amazing. I have tried many recipes it's really different. God bless you dear Allah Hafiz.
Assalamualaikum sister main bhi Kolkata se hun mera ghr garden reach m h aur meri shadi delhi m ho gyi h abi filhaal delhi m hu but Kolkata ko bht zada miss krti hu😭😭😭
Inshallah bro,m fir se aap ki recipe zarur upload karungi,thoda sa mujhe time dijiye,woh singhada ghee mein fry Kiya jata, aur Aalu ke andar Jo masale Dale jaate Hain vah green masale hote hain aur bahut sari ingredient hoti hai hai,m jaldi koshish krungi ,
Mam may zam zam ka baearchi hu fast shop hai Noor ali line २ nb hai fancy market ३ nb hai park circus Bally gunge rod lakin ham log aesy biryani nahi banata hu kabhi aey ga to bata dunga aapko 😊
Appi mujhe kamini rice banane me bahut pareshan hoti hai pls ap ek kamini rice ki tahari ki video upload kijye pls mere Ghar me sabko bohot pasand hai but mujhe timing samajh nahi aati k kitne der Tak kitni kitni flame par pakana hai pls ek video banaiye ispar
Wow appi jaan Mai to apki biryaani ki fan hun apki bohot si recepies try Kar chuki hun or haan apki biryaani 100%original recepie k sath hoti hai ...waise bahut khushi hui sunkar k ap bhi wahi se ho jahase Mai hu Mai fancy market k opposite me rehti hun babu bazar k paas
Or babu bazar k- Jubilee garden ke paas Mera maika h,or m shadi k baad Mumbai me rahti hun,
Apka number dijiye Help me
Bohat shukriya maam aapki sari biryani ki recipes lajawab hai bohat simple aur tasty mere ghar walon ko bohat pasand ata hai
apki biryani ki recipes dkh dkhkr mai v bnana sikh gyi hu
Your Biryani recipe is the best
Aaj maine aapki video dekha kr yeh biryani banayi hu kya btau itna lazeez bani thi na mere puri family mri tarif kr rahe the 😊😊😊😊thank u so much itni acchi biryani ki recipe share karne ke liye ❤❤
Masa Allah jazak allah,bazi bohot hi lazawab biryani recipe hai, allah aapke ghar mein kher aur Barkat aata kare aameen summa aameen 👍👍😘😭
Ameen,
Assalamu alykum mam apka bht bht shukriya video upload krne ke liye 😊
Amazing recipe mam...
Very delicious and tasty recipe sister
Thank you zam zam biryani batane ke liye
Thanks for a delicious traditional recipe...
I cooked it today.... All family members r love it.....
Student kam time me biryani kaise bnaye. Please ek recipe bnaeyega ❤❤
Zabardastt.....
Appi fancy ki halim ki recipe dijiyega
Masha Allah
So delicous ❤
Nice look yummy.
Nice recipe 👍👍👍👍👍
Meetha atar konsa use krti ho?
Wow 😲 ameging ❤️❤️❤️🥰
Biryani queen
I will try this method this time
Wow mouth watering I will make it soon
U r always great👌
Thanks Ghazala ji
Ma'am आप जो कुछ भी बनाने के लिए बताती हैं उसे देख कर मुझे बिल्कुल अच्छी तरह समझ में आ जाता है।
आप की जितनी भी तारीफ करूं कम है।
Thanks dear
Aappi tomorrow ye ne ki 14th November ko meri birthday hain to kaal main ye recipe jorur try korugi. Buy ❤❤❤❤
Wow too delicious 😋
Bhopali biryani masala recipe dijiyega.pls
5-6 min alu fry krna h or low flame pe 10-12 min tk pkana h ek glass pani me 80 tk alu cook krna h thoda hard hona chye thoda soft........alu nikalna h or yakhni glass me nikal Lena h..... 100 grm tel me garam masala khada pyaz ek bada size ka colour change hone k bd adrak lassan paste dal kr flame medium krk 2-3 min bhunna h fir gosht daalna h high flame me 4 min bhunna h fir low krk namak mirch biryani masala dahi mix krk dhak k 10 min cook krna h low flame pe yakhni glass wala daalna h usme vapas dhak k fir 5 min low flame pe pakana h
Zabardast 😇😇🤗🤗🤗🤗🤗
Mashaallah
You are a great chef 🙂..love all your videos
Wow so delicious 👍
Rice ki brand batao plz
Xcellent superb ☺👍👍👍
Very yummy
Mam please zam zam restaurant m friday jo khichda pkta h khichda zam zam style upload kijye please
Nice
Hii zeba appi kaise hai ap mai zainab minu appa ya ap ka chenal ka bara mai bataya mashallah
Kolkata Wedding Authentic Beef Biryani recipe like Zam Zam from Phool Bagaan watching your videos from Canada and America people love your recipes
Mazedaar
Ap plz zaiqa ki biryani bnana btaeyena plz
Mam light sweet hogi ya zyada zyada meethi hui to hum delhi waale kha nhi paenge ise
Kya Mawee ko skip kr sktee h ? Hmare yaha mawe bht dur milte h please reply
جزاک اللہ
لاجواب مرغ بریانی
واہ! مجھے میرا گھر کلکتہ یاد آگیا -
Excellent ❤️ also share zam zam biryani with mutton
Main ye recipi try kiya tha bahut testi thi😋.. Aap kese hain??? Video pichle 3 month se nahi dal rahi hain. Kiu???
For 1kg rice Kitna yakhni Dena parta hai? Agar glass k hisab se bole toh?
Aap kaun sa chawal lete hain ?
Yakhni or pani glass se ni, wazan ke hisab se bataye
Assalam o alaikum
Meri apse ek request h ki ap nargisi kabab ki recipe share kre origenal recipe rehti h hmesa thank u so much☺for all recipes👩🍳💐
Very nice baji.
Aur AP please AJ se 20 Saal pehle Jo zayke wali biryani bnti thi degi Jo bawarchi bnatey they wo bnayein .
mai khai hun zam zam biryani chiken wali
Khidirpur mein bhi hai zamzam
Pani ko litar ya wazan k hisab se bataye glass k hisab se nahi bataye please
Delicious
Madam....hum to store se ek kilo ka India Gate rice purchase karte hain. Wahan se 250 gms agar alag karna hai (kyunki aapne 750 gm rice liya) toh uski measurement kya hoga?
Meri fvrt hai zam zam ki biryani bhot bar khaya hai hmne chicken ki biryani wahan ki....or ek request hai aap biryani masala bata dijiye jo is biryani me dala hai aapne.
description me link diya hai
Thank u
If I keep the quantity of rice same as your recipe but increase the quantity of chicken to 1kg ,should I also increase the quantity of masala?
2.5kg rice k liye masale ki quantity kya hogi??
Mam aap chawal konsi late h plz batayea
Wellness biryani rice, description mein link Diya hua hai h foodfashion.in
Didi Maine apki recipe dekh ke bnai as it is but taste mujhe zam zam jaisi ni lagi buri ni thi but zam zam restaurant jaisi ni thi pta nii kya kami reh gayi
Ap suggest kr skte hai kyaa ki aur kya kr skte hain
Kolkata Hotel Grand Hotel purani cook ke naam bataiye
Bohot badiya ❤️❤️❤️ mam shimla biryani ka recipe layiye please 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Maine iss video ke last me kaha h k, mere ek viewers hai unka Shimla Biryani ki farmaish mein jaldi upload karungi
M jaldi upload krungi,
@@LazeezDastarkhwan thank you mam❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️😊😊😊😊😊😊😊😊
Mam please haji mutton biryani ki recipe dijiye 🥺
Haji ki receipe dali Hui hain iss channel mein.
@@jyotsnaroy438 mutton haji biryani ki recipe chahiye thi
Thanks dear
Mam bass ye bata dijiye chawal dalne ke baad pani me jab ubal ayega then uske baad 3 minutes chawal ko high flame me pakaye ya medium?? Aur han man 4 tablespoon mawa kitni grams ki hongi?reply jarur dena mam
Chawal dalne ke bad jab Pani me ubal aayne lage to 3 minut high flame per chawal ko pakana hai, aur 50 gram mava dalna hai yani ki 4 table spoon ,ok dear
@@LazeezDastarkhwan thnku so much mam...mam kal me iss recipe ko jarur banaunga.mam aap sach batayiye ye recipe tasty to banega na??matlab bahat tasty banega na??
Bahot zyada testi banegi yeh biryani,but zyada spicy nahi hoti
Dear, inshallah Biryani aapki acchi banegi aur aap feedback zarur dijiyega
@@LazeezDastarkhwan jarur denge ji
Mam aap kolkata main kaha pe rahte ho main bhi kolkata se hu
Ma'am kolkata mai kisgage pe rahiti hai, i am also from kolkata, i have been watching ur recipe it's really amazing. I have tried many recipes it's really different. God bless you dear Allah Hafiz.
Assalamualaikum sister main bhi Kolkata se hun mera ghr garden reach m h aur meri shadi delhi m ho gyi h abi filhaal delhi m hu but Kolkata ko bht zada miss krti hu😭😭😭
Walaikum assalam, mashaallah, I love Kolkata,or Kolkata jaisi best koi Citi nhi,m abhi Mumbai me rahti h,
Didi plz tiwari Brothers ka Samosa ka recipe dijiye ♥️
Inshallah bro,m fir se aap ki recipe zarur upload karungi,thoda sa mujhe time dijiye,woh singhada ghee mein fry Kiya jata, aur Aalu ke andar Jo masale Dale jaate Hain vah green masale hote hain aur bahut sari ingredient hoti hai hai,m jaldi koshish krungi ,
Kolkata ka tandori rastudan ka diga na
Mam may zam zam ka baearchi hu fast shop hai Noor ali line २ nb hai fancy market ३ nb hai park circus Bally gunge rod lakin ham log aesy biryani nahi banata hu kabhi aey ga to bata dunga aapko 😊
Didi app kaise ho,apki tabiyat kaisi hai.....Didi green chicken ki recipe video share kijiye.
M achhi hun,aap kaise ho bro, inshallah November mein mulakat hogi m Kolkata November mein jaaungi or iss baar m aap se zarur milungi
Ok
mayka Bihar me hai na
Bihar me bhi h , Kolkata me bhi h.....
Main bhi kidderpore (Fancy market) me rahta hu aap ka video dekhta hu
Kidderpore mominpore Ekbalpore
Appi mujhe kamini rice banane me bahut pareshan hoti hai pls ap ek kamini rice ki tahari ki video upload kijye pls mere Ghar me sabko bohot pasand hai but mujhe timing samajh nahi aati k kitne der Tak kitni kitni flame par pakana hai pls ek video banaiye ispar
Ok dear zarur
@@LazeezDastarkhwan thank you
Aapne adrak lehsun. Use nhi kiya
Pyaz thoda fry hone k baad, videos fir dekhiye dear...
4: 20 par aap check kar sakti h ,
Jii sorry maine dekha nahi
Banglai bln apu
Mam aapka video aane me itna late horahai
Mam can you please upload your style of Bangladeshi Chicken Roast Recipe...
Ok dear,m jaldi koshish krungi
Zam zam mottn bitiyani quasmol bala ka pasma goha ha diga didi borhani zam zam diga didi gi