200w solar panel 850 va solar inverter 100ah solar battery inke sath isko laga sakte hai? Mean battery me inverter or ye controller ek sath? Coz luminous ke inverter me display nahi ata to ye display ka bhi kam karega or DC load bhi kuch side se de sakte hai, waise laga sakte hai?
Agar pahle solar panel jod denge to battery charge nahin Karega aur na hi so Karega isliye pahle solar controller mein battery ka tar jode uske bad solar panel ka
Solar controller mein agar battery ka voltage so nahin ho raha hai to controller mein jo plus mines wire hai usko check kar le Sahi tarike se lagaya ya nahin agar Sahi tarike se Laga Ho to controller mein dikkat ho sakti hai kyunki controller mein battery ka 6 se 12 volt ke bhitar Jo bhi voltage rahega controller show Karega.
Mere solar charger me 21, 28, 27 v aa rha h aur is se kam nahi Ho rha aur bettary 14 v tak full charge Ho jati h, ab sollar ko auto disconnected kese set kre 14v se pahle
Only you showed proper way to run this solar controller, thanks
Nice
200w solar panel
850 va solar inverter
100ah solar battery inke sath isko laga sakte hai? Mean battery me inverter or ye controller ek sath? Coz luminous ke inverter me display nahi ata to ye display ka bhi kam karega or DC load bhi kuch side se de sakte hai, waise laga sakte hai?
Sar samjh nahi aa raha Keya kahna chah rahe hai short massages kare
Thank you
Sir mera solar panel 35.6v 20a hai kounsa charge control use karun reply karo plz
Sar kitane Watt ka hai panal apka
Solar ke back side ditels sticker dekhakar batae
170watt
Sir agar battery full ho jayega fir bhi charge hoga to battery kharab to nhi hoga
Battery full ho Jane par, soler chargeing jo Aro kaa Nisan blink karta hai band ho jayega, Agar app sahi seteing kiye honge tab
12-24 waly mn 6 volt ki battery b laga sakty hn
Nahi
Continue 24 v aa raha keise chang koro 12 v battery k lia
AAP kaa soler panal 24 volt kaa hai Keya?
May be may solar pehly laga dia tha. Please confirm
Pahle controller mein battery ka tar jode uske bad solar panel ka,
Agar pahle solar panel jod denge to battery charge nahin Karega aur na hi so Karega isliye pahle solar controller mein battery ka tar jode uske bad solar panel ka
Sir mera inverter 1450 va or battery 12v ka hai usme kitna ka converter lagana padega
Aapka inverter solar wala hai ?
Kitne empier ki battery hay aapki
Apni battery ke upar sticker per dekhenge to AH likha hoga kitne empier ka hai bataiye to ham bataen
मेरे पास 335 वाट का सोलर पैनल है तो उसमें कितना एम्पियर का कन्ट्रोलर लगेगा
Kitane ampere ki battery charg karni hai aap ko???? usi ke hishab se solar controller Lena padega aapko sar
260 ah hai solar panel 510watt
Kya yeh direct 20w panel se mobile ko charge krata h without battery
Questions samajh nahi aaya bhai
12 vlot 8a ki 3 battery chalegi kay
No only 24 volt. 12 volt ki 2 battery
3 battery kaise chalaye please batao
Bhai iske liye app ko 36-48 volt wala soler charger Lena padega uske baad app 3-4 battery laga shakte ho.
thank you Bhai
किंमतमोबाईलनंबर
क्या कह रहे हैं
Kya ise grid se nahi connect kar sakte hain
Nahi
Ager battery ka voltage show na ho to
Solar controller mein agar battery ka voltage so nahin ho raha hai to controller mein jo plus mines wire hai usko check kar le Sahi tarike se lagaya ya nahin agar Sahi tarike se Laga Ho to controller mein dikkat ho sakti hai kyunki controller mein battery ka 6 se 12 volt ke bhitar Jo bhi voltage rahega controller show Karega.
Kitne ka he bhai❤️🔥❤️🔥❤️🔥
Bhai Rs.699
Aapnanovejia
Ripit
Solar kitne watt ka hai
220 watt
❤❤❤
Chaple raha ho bhaiya
Mere solar charger me 21, 28, 27 v aa rha h aur is se kam nahi Ho rha aur bettary 14 v tak full charge Ho jati h, ab sollar ko auto disconnected kese set kre 14v se pahle
Aap ke controller me 14 volt pe set rahta company dowara .12volt ki battery capacity 14 volt full charge ho jaati hai .
App Sabse pahle soler controller pahle battery kaa waer lagaye . phir soler kaa waer lagaye.