Very good explanation that battery should have voltage at least minimum 12 volt .This controller will not function if less charged battery or zero charged battery is connected to it .
200w solar panel 850 va solar inverter 100ah solar battery inke sath isko laga sakte hai? Mean battery me inverter or ye controller ek sath? Coz luminous ke inverter me display nahi ata to ye display ka bhi kam karega or DC load bhi kuch side se de sakte hai, waise laga sakte hai?
मै रास्ते पर स्ट्रीट लाईट कि तरह चलाना चाहता हूं मेरे पास 50 वॅट का पॅनल है और मोटरसाइकिल कि ओमराॅन 7 amp battery🔋हे तो क्या मैं यह चार्ज कंट्रोलर इस्तेमाल करके बॅटरी से कन्ह्वरटर लगाकर 12 v to 220 v ac वाला 20watt 2 tublight चला पाऊंगा क्या 10 घंटे
मेरी चैनल पर दूसरा वीडियो भी डाला हुआ है मैंने जिसमें 20 वाट पैनल का सोलर पैनल है लगा हुआ है और उसमें वही 7 एंपियर की बैटरी लगी हुई है तो वह वाला वीडियो आप एक बार देख लीजिए तो आपको पूरा समझ में आ जाएगा थैंक यू
अगर ये एक महीना तक ऐसे चलता रहा चार्जिंग क्या खराब हो सकता हे,,,मेरा पास हे, दो दिन लगाया ,चार्ज हुआ और आज इसे खोल दी,बैटरी का सोलर का wire, Fir दो दिन के बाद लगाऊंगा ,क्या ये ठीक रहेगा या हमेसा के लिए बैटरी और सोलर चार्ज कंट्रोलर के साथ रहना चाहिए,,
40 ah ki battery ek din me aadhi hi charge hogi...full charge home me 2 din lagenge 50 w solar panel se...but aapko 9 watt ka ek hi bulb use karna he to aap 50 watt solar and 40 ah ki battery se aap 24 ghante continue use kar sakte he.... Calculation 40 ah * 12 v = 480 watt 480 watt /9 Watt=53.33 hours Tak use kar sakte he aap agar battery full charge ho to...
Dost aap bug converter laga ke direct jitne voltage chahiye us hisab se bug converter me output voltage set karke hain... Yaa fir aap Inverter use kar sakte hain 🙏🙏
Lead acid battery hain... Solar charge controller apne aap woh setting kar leta Hain... Aap jab paheli baar connect krenge tab... But ek baat dhyan rakhna bhai ki battery first time connect kre tab full charge kar ke hi controller se connect kre
Sir plz reply :- Jab Mai 20 amp ka soler pannel or Scoty ki battry se jab connect karta hu tab battery 0 dikha raha hai ... Kyun lekin dikha raha ki solar pannel se crg v ho raha hai magar display mai bettery khali dikha raha or blink kar raha ..?aisa kyun
Sir maine socha tha ke solar lunga or charger controller se mobile charge karunga lekin aapne bataya Android mobile nahi charge hoga to ab me kya karu please bataye 😢
Sab video me bataya hua hain pls dubara se sune video ko samaj aa jayega Waise aap pahle solar panel ka connection khole baad main aap battery ka wire khole 😊
Jo chahe output le sakte he.... Mere Ghar me me DC se chala Raha hu...agar aapko AC me chahiye to aap AC DC convert le sakte he Jo aapko bazaar me 400 rs ke aaspas padega jisase aap DC to AC convert kar sakte he
Solar charge controller 20 A ka bhi use kar sakte he aap usme koi pareshani nahi...balki acchha hain aap jyada solar panel setup karte ho to bhi woh 20 A Tak Kam aa sakta hain...
Jab battery full charge ho jati hai tab bhi kuchh minimum power woh apne aap decrease karti rehti hain..isliye jab battery full ho jati hai tab bhi woh charge controller mein charge point blinking hota rehta Hain.... Aap sirf yeh vertical lines hi dekhe aur dekhe... Agar 12 v 7.2 ah battery hai to woh 8 hour main full charge ho jayegi agar 20 watt solar panel se charge ho rahi hain to...
Mere channel per jakar aap aur bhi video dekh sakte hain jismein maine sab kuchh bataya hua hai usmein aapko acche se samajh a jaega ki pure din aur Raat aap solar light kaise use kar sakte hain... Thanks...
Isme aap DC wala bulb Lagana padega , agar aapko AC wala bulb lagana hai to uske liye aapko AC DC converter use karna padega Jo market mein ₹400 ke aaspaas mein milega jisse aap AC bulb jala sakenge
Battery or solar panel connect karne se dc load blink nahi karta bhai...yeh solar controller me setting kaise karte hain uspe depend karta hain...aap pura video dekhe tab pata chalega ki 24 hr and manual setting kaise hota he dc load ko on off karne ke liye... Thanks
پاکستان میں ہر طرف لوٹ مار ہے بھائی۔ انڈیا اور پاکستان میں چیزوں کی قیمتیں دیکھ کر پتہ چلتا ہے پاکستان کی معاشی حالات کتنے بد تر ہیں اور یہاں کا تاجر اور دکان دار طبقہ کتنا بے ایمان ہے۔
Sir ji woh charge Kam nahi ho raha hain...but woh charging voltage upar niche hote rehte hain... Bcoz of environment is cloudy... It's depends on solar light ( hard or soft) If solar light hard- show 14.4 v If its soft - show less than 14.4 v
50 watt solar panel and 24 ah ki battery le lo aapka Kam easy ho jayega charging bhi karega aur agar power bank bhi charge karni hain to bhi kar sakte hain
Ankit bhai thanks 🙏 tamaro video bau Saro lagyo. And A to z samjan padi gai thank you Bhai😊
Dhanyawad
आपका बात समझ मेंआ गया thanku sir
Very good explanation that battery should have voltage at least minimum 12 volt .This controller will not function if less charged battery or zero charged battery is connected to it .
खुप चांगली व व्यवस्थित माहिती दिली 👌
Very nice information sir ji
Thanks for information and video on charge controller
Good explanation
Bohut badiya sikhya
Bohat badya video hai sir ❤
200w solar panel
850 va solar inverter
100ah solar battery inke sath isko laga sakte hai? Mean battery me inverter or ye controller ek sath? Coz luminous ke inverter me display nahi ata to ye display ka bhi kam karega or DC load bhi kuch side se de sakte hai, waise laga sakte hai?
बहुत अच्छे से बताया he,
Good explain 🎉
Why did you set float voltage 14.4? 13.7 is mentioned on the battery
So Wonderful 👍❤
Good information sir
Excellent, explained in a perfect way, informative... Thank you brother....
So nice of you
225 watt mono utl solar pannel
150 ah acid battry
30 amp ka controller sahi rahega ya nahi plz rply
Very nicely explained 👍
Thank you 🙂
Defference between 10 Amp and
20 Amp solar controler?
Hi! Are your amperes not showing either? The Chinese guy sells it with volts and amps! I don't have one. I want to send it back!
मै रास्ते पर स्ट्रीट लाईट कि तरह चलाना चाहता हूं मेरे पास 50 वॅट का पॅनल है और मोटरसाइकिल कि ओमराॅन 7 amp battery🔋हे तो क्या मैं यह चार्ज कंट्रोलर इस्तेमाल करके बॅटरी से कन्ह्वरटर लगाकर 12 v to 220 v ac वाला 20watt 2 tublight चला पाऊंगा क्या 10 घंटे
मेरी चैनल पर दूसरा वीडियो भी डाला हुआ है मैंने जिसमें 20 वाट पैनल का सोलर पैनल है लगा हुआ है और उसमें वही 7 एंपियर की बैटरी लगी हुई है तो वह वाला वीडियो आप एक बार देख लीजिए तो आपको पूरा समझ में आ जाएगा थैंक यू
@@ANKITPATEL-iu6oi तुम्हे जजमेंट नहीं है क्या दुसरा व्हिडिओ देखा मै
Good 👍
DC to AC inverter kyon nahin Laga sakte ismein लोड के आउटपुट में
अगर ये एक महीना तक ऐसे चलता रहा चार्जिंग क्या खराब हो सकता हे,,,मेरा पास हे,
दो दिन लगाया ,चार्ज हुआ और आज इसे खोल दी,बैटरी का सोलर का wire,
Fir दो दिन के बाद लगाऊंगा ,क्या ये ठीक रहेगा
या हमेसा के लिए बैटरी और सोलर चार्ज कंट्रोलर के साथ रहना चाहिए,,
Nice information
Battery-40ah
Solar panel - 75watt
Controllar-20A
Sahi hai kya
Ha sahi he
सोलर बॅटरी चार्ज करेगा दिनभर ओर बॅटरी से लाईट चलाएगा कन्व्हरटर 2 ट्युबलाईट 20 watt
Super
Good
Subhe 8 baje se 10 baje tak keya satting kare ga
50w solar panel aur 40ah battery use kar sarke hai ? 9w bulb bulb ka back up kya hoga
Bus 1 hi bulb
40 ah ki battery ek din me aadhi hi charge hogi...full charge home me 2 din lagenge 50 w solar panel se...but aapko 9 watt ka ek hi bulb use karna he to aap 50 watt solar and 40 ah ki battery se aap 24 ghante continue use kar sakte he....
Calculation
40 ah * 12 v = 480 watt
480 watt /9 Watt=53.33 hours Tak use kar sakte he aap agar battery full charge ho to...
But aapko to 9 watt ka ek hi bulb use karna he to aap aaram se 24 ghante chala sakte he...
Thanks
what about over charge protection ??????????
ખુબ સરસ
Sr ji solar charger controller se sirf solar panel se load de sakte na battery ki bina
Battery chahiye sir
Dost aap bug converter laga ke direct jitne voltage chahiye us hisab se bug converter me output voltage set karke hain...
Yaa fir aap Inverter use kar sakte hain 🙏🙏
Bhai mere pass 12v ki battery h or 24v ka 335waat wala panel h keya es control se battery charging ho jaye gi
Nahi...MPPT charge controller se aap kar sakte ho
Sir, क्या सोलर चार्जर Controller से बैट्री को उपयोग में ले सकते है
Jarur usi se hi to juda hua hain
❤❤❤
एंड्रॉयड फोन का 6000h की बैटरी चार्ज हो सकता है या चार्ज कंट्रोलर से
Uske liye aap 20 ah ki battery le aao aur 50 watt ka solar panel to ho jayega aaram se balki aur bhi equipment charge kar sakte he
100 watt kei solar panel mei bhi agar 30 amp ka solar controller use karei to koi nuksaan to nahi hoga...?
nahi aram se use kre
@@adityakashyap951 thank u sir
Not at all ...koi nuksan nahi hoga...
Aap 20 amp bhi use kar sakte ho
12 v 5ah battery ko charging krne ke liye kitna volt select krna padega cantroler me
Controller ko jab paheli baar battery se connect karoge tab woh khud hi apne aap set kar leta he battery ke hisab se
How was your experience. Is this work properly
Yaa sure proper work karta hain...aap laga sakte ho...
Aap ka solar kitna watta ka hai bhai mera solar 20watt ka hai 12volt 7amp sahi rahega kaya
Ji ha
Sir is controler sain 300 wt ka soaler aur battery 200ah cherge kar saktain hain keya
Yes.
Sir 50 watt main kinta volte bettry lagana chaihaa???
Jitna watt hota hain usase aadhi battery laga sakte hain..means aap 24 ah Tak ki battery charge kar sakte ho 1 din mein...
Sir Amaron SMF VRAL battery 12v 26 Ah b1,b2, b3 setting kon sa Karna hai sir
Lead acid battery hain...
Solar charge controller apne aap woh setting kar leta Hain...
Aap jab paheli baar connect krenge tab...
But ek baat dhyan rakhna bhai ki battery first time connect kre tab full charge kar ke hi controller se connect kre
❤
12 volt ka 200 wat solar mein ye Kam karega ?
Ji ha solar panel bhi 12 v wala select Karo and controller bhi 12 v wala select kro but ha aap 10 ko jagah 20 Ampere wala controller purchase karna
Battery full ho jane se 9w ka dc bulb Kitna der tak light de payega rat ko ?
Takriban 7- 8 hours chal jayega 12 volt 7.2 Ah ki battery se
Charge hone se kitna time lega sir 20w kaa panel se 7ah 12 v ups battery?
@@jaypal8108 dhup sahi ho to 8-9 hr me full charge ho jayegi battery...
Thank you
Sir plz reply
:- Jab Mai 20 amp ka soler pannel or Scoty ki battry se jab connect karta hu tab battery 0 dikha raha hai ... Kyun lekin dikha raha ki solar pannel se crg v ho raha hai magar display mai bettery khali dikha raha or blink kar raha ..?aisa kyun
Controlar me battery ka negetive point connect karne paar battery ka display work nssi kaar raha .. kya kare??
Check controller
मै आपका चैनल ससकराईब कर लिया है
Sir maine socha tha ke solar lunga or charger controller se mobile charge karunga lekin aapne bataya Android mobile nahi charge hoga to ab me kya karu please bataye 😢
Solar plate ke watt badha do charge ho jayega mobile solar charge controller se
Goods❤
Sab video me bataya hua hain pls dubara se sune video ko samaj aa jayega
Waise aap pahle solar panel ka connection khole baad main aap battery ka wire khole 😊
Baik ka batri use karsakte hai kay
Ha jarur kar sakte hain
Kya din me jab solar se battery charging hota he..to kya hame inverter bandh raxni sahiye
Inverter chalu rakhne se kuchh nahi hoga
Ac light output deta hai kya
AC light bhi chala sakte hain agar aap DC AC converter laga le
Filhal abhi Maine DC use Kiya hua hain
Output is DC or AC?
Jo chahe output le sakte he....
Mere Ghar me me DC se chala Raha hu...agar aapko AC me chahiye to aap AC DC convert le sakte he Jo aapko bazaar me 400 rs ke aaspas padega jisase aap DC to AC convert kar sakte he
Led light ac hai ya dc led hai
DC light hain bhai
Esko baik ka batri jod sakte hai kay batao
Ha jarur jod sakte hain
12 v ki honi chahiye
Can we charge Bajaj chetak ebike
Uske liye aapko bada setup lagana padega bro
Battery full charger hone par kese pta chalega, kya auto dis connect hoga
14.4 v dikhayega main display mein...
Aur indicator vertical line full ho jayega...
Goode
we need English or subtitles
Agar hame dusari battery lagani hai to uski setting kaise karna hi
Me i know the maximum voltage of LVD or voltage cutoff of this SCC? I can only see 11volts on your video,. Ty
9.5 v
Battery control mai mobile ki tarah % mai nahi dilayega.
Nahi Bhai woh 14.4 V par full dikhata hain aur 10.8 v par mostly nill batata he yeh uski calculations hain
Sir by default agar 20 le liya hai to kya kare
Solar charge controller 20 A ka bhi use kar sakte he aap usme koi pareshani nahi...balki acchha hain aap jyada solar panel setup karte ho to bhi woh 20 A Tak Kam aa sakta hain...
कितने लोड कनेक्ट कर सकते है?
9 volt ke 2 led bulb connect kar sakte hain 3-4 hr ke liye
Mere pass yahi wala controller ha battery kabhi full nhi batata kya dikkat h sir batana
Jab battery full charge ho jati hai tab bhi kuchh minimum power woh apne aap decrease karti rehti hain..isliye jab battery full ho jati hai tab bhi woh charge controller mein charge point blinking hota rehta Hain....
Aap sirf yeh vertical lines hi dekhe aur dekhe...
Agar 12 v 7.2 ah battery hai to woh 8 hour main full charge ho jayegi agar 20 watt solar panel se charge ho rahi hain to...
@@ANKITPATEL-iu6oi sir 12 v 7.2 h ki battry kitni gante chal jati h load p or kitni dulb chala sakte ha
24 hours lod kaise chalaye
Mere channel per jakar aap aur bhi video dekh sakte hain jismein maine sab kuchh bataya hua hai usmein aapko acche se samajh a jaega ki pure din aur Raat aap solar light kaise use kar sakte hain... Thanks...
Maine Apne village mein chhote se Ghar mein ek Chhota setup Kiya hai uska ek video hai vah jakar aap dekh sakte ho aapko sab kuchh samajh mein a jaega
Android mobile charge hota he bhai 😊😊
Abhi naye Wale solar charge controller se mobile charge hoga but slow charging hoga
Ismein bulb LED kaun sa lagega AC wala ya DC wala
DC item
Isme aap DC wala bulb Lagana padega , agar aapko AC wala bulb lagana hai to uske liye aapko AC DC converter use karna padega Jo market mein ₹400 ke aaspaas mein milega jisse aap AC bulb jala sakenge
30amp solar charger controller 30amp battery 40wat solar kese set kare
Battery or solar panel connect karne ke bad dc load blink kyu karta he
Battery or solar panel connect karne se dc load blink nahi karta bhai...yeh solar controller me setting kaise karte hain uspe depend karta hain...aap pura video dekhe tab pata chalega ki 24 hr and manual setting kaise hota he dc load ko on off karne ke liye...
Thanks
Please review 4 button version.
YyYyTa
Amh show kha se hoga?
Uske liye aapko solar charge controller aur solar panel ke bich me wire se amp meter lagana padega
Din me load kaise on karen
Hour ka seeting me jaiye aur 24 hr kar dijie....fir main display par aa jaiye...baad me load ka button press kare..
@@ANKITPATEL-iu6oi ok
@@ANKITPATEL-iu6oi battry ka maximum charging voltage kitna rakhna h 7 ah ka battry h
@@anjanboro1750 14.4 v
Ok
Pakistan mai ye battery 15000 ki hai or charg controlar 5000 ka
پاکستان میں ہر طرف لوٹ مار ہے بھائی۔ انڈیا اور پاکستان میں چیزوں کی قیمتیں دیکھ کر پتہ چلتا ہے پاکستان کی معاشی حالات کتنے بد تر ہیں اور یہاں کا تاجر اور دکان دار طبقہ کتنا بے ایمان ہے۔
India the 12 v 7ah battery cost around Rs. 3000 and Sol. charger about Rs.700.
भाई साहब कहां से मिलेगा नंबर भेजना
Kya??
Meriko swmws nehi arai
Samaj nahi aaya..kya bata rahe he aap
Wapis dubara se video suniye
Sir .. chargeing ke seel km q hoti ja rhi hen halanke bettery charge pe he ...kya problem he bettery se wapas solar ke tarf charge ja rhi hen
Sir ji woh charge Kam nahi ho raha hain...but woh charging voltage upar niche hote rehte hain...
Bcoz of environment is cloudy...
It's depends on solar light ( hard or soft)
If solar light hard- show 14.4 v
If its soft - show less than 14.4 v
Boliye
Andriod mobile is charging Samsung m21 without any issue
50 watt solar panel and 24 ah ki battery le lo aapka Kam easy ho jayega charging bhi karega aur agar power bank bhi charge karni hain to bhi kar sakte hain
But time jayda waste kar rahe ho
Boliye