1.Excercise ,yoga,follow flexible life style 2.Avoid cold food,try to consume your food within 3 hours after cooking. 3.Avoid sour foods Avoid processed and packaged food 4.Avoid animal proteins like chicken fish eggs milk
Màm ye problem mujhe bachpan se h but khud ki diet se problem ko bhout km kiya mam jo jo apne bola h ye sab maine khud ki experience se kya khana kya nahi se khud ko theek kiya or is bat ka bhout dhyan rakhti hoon jo mai kharahi hoon kya ye mere liye sahi h isi habit se main aaj fitt hoon or bhout positive hoon thank you so much mam aaj mujhe lga mera experience correct h once again thank you so much ❤
@@minakshibeniwal2947 ye problem kbi theek nhi Ho skti but isko cure kiya ya skta hai, ye sab pain uric acid ki wja se hota hai ,baki ye video me jo btaya Wo bilkul theek kha hai fresh food eat kro then exercise.
Insaallah apki baat sun ker bhut accha laga sayad mera bhi gathiya thik hojaye 3 mahinese mujhe huaa hai,,per gathiya ke saath saath mujhe Thyroid,Aur calsham ki kami ayi hai kal hi mera riport Aya hai me kaise 3 bimari ka samna karun mujhe bhut kamjori bhut dard rehta hai gathiya ka tablet kharahi hun per Aram nahi hai help me mam
मैम प्रणाम गठिया की जानकारी देने केलिए बहुत बहुत धन्यवाद ।मैम मुझे भी बहुत सालों से शरीर के जोड़ो जैसे हाथों की उगलियों के प्रत येक जोड़, को नी कमर, कंधों में, घुटनों सब पर बहुत सालों से दर्द है। एलोपैथिक व आयुर्वेद दोनों दवाई खा चुकी हूं लेकिन कोई असर नही है । शरीर मे बहुत अकड़न है। मैम आपके अस्पताल का पता दे दीजियेगा व फोन न.भी। धन्यवाद।
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai. 🎉🎉
Mujhe last 1 year se ghatiya ki problem hai.....kaafi medicine le rhi hu (HCQS,Saaz,folitrex,igurati,indocap,bone K2, ) par meujhe relief nhi mil rha....pHle left leg ki ankle me dard hota tha.....but ab maine notice kiya hai ki jb mai raat ko soti hu to mere dono legs me uper tk dard hota hai.....jb karwat badalti hu tb thoda relief milta. Please help
Same here ... I am suffering from last 5 years. .. please switch to ayurveda... Patanjali treatment is good as I have been there ... And felt so relieved
Mujhe bhi 1 sal se gathiya hai par ab m thik hu or m apne Ghar ka Sara Kam bhi kar leti hu ye Aram mujhe per mein challa phn ne se hua h aur ye challa pal gaon gajrola garh ganga mein phnaate h wha pahuch ke app kisi se puch Lena ki gatiya Bai ka challan kon phnata h
Patanjali me gathiya ka treatment diet, massage,hot cold press, basti etc. se treatment Kiya jata hai.....mera sep.22 me RA650 tha aur me bed ridden thi ....per ab me bilkul theek hu...
@@bhagwatichoudhary4641 yes humne apni mother ke liye Dr. Sarika se treatment liya tha , meri mother touch wood ab bilkul theek ho gayi hain. Unko ab kahin bhi pain nahi hota. Dr. Sarika saari medicines band karwa deti Hain aur kewal diet plan se hee theek karti hain.
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai. 🦋🦋
Meri umar 17 sal thi tab hi muze vat ki shikayat hi aur mere hath ki unglìya dhili pad gai fir maine u_tube pe yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule ke bare me jana. Yah dwa khane se meri tedi aur dhili padhi ungliya ab sidhi ho gai. Yah dwa maine flipkart se mangwai hai.🎉
No curd or milk products in arthritis No sour also except lemon. Vit D intake by sun or supplement. Rice or Bread very small quantity. Fruits more and more Deep breathing two times for 1 hr each time in empty stomach. O2 supply in body should be 4 to 5 times more than normal. Fully hot water one cup 5 or 6 times daily Avoid or less animal protein. Take veg protein Aloevera juice, giloy juice one or two time empty stomach. Sajina, kalmegh in alternate day to be continue
Madam namaskar ham aapse kaise mile mere ko bhi gathiya hai ungaliyon mein Dard hai ungali pairon ki ungaliyon mein Dard hai ham aapse ilaaj kaise karvayen aap hamen bataiye ki ham kaise mile
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai. 🎍🎍🎍🎍
Ma'am mujhe last year se Rheumatoid arthritis ki problem hai. medicine (indocap,folitrx,tfct nib) le rhi hu,phir inflammation ho rhi hai,aap please help kijiye.
Saag sabji khaye Or vitamins C jismai milte hai wahi jayda lijiye Or garam pani din mai 5gilas lijiye Or machali maas band kijiye kam se kam 1saal tak fir bad mai tora tora le sakte hai
Hi mam mushe v h j problem mushe back m bhut pain hota mere anti ccp 27and ra factor 70 aea mam kya kro medicine v chl rehi wt pian m koi rileb nhi a kbi km ho jata pian kabi jayda kya kru mam tell me
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai. 💫⭐💫
What should I take in breakfast... I'm suffering 😢 from 4years... I need a proper diet plan I am from Assam there's no any proper diet expert about RA...can you help
I tried contacting her and they said they are available only online. Ap unko physically jakr mil nhi skte ho clinic m . Kya hi chla hua h? Agr ap patient se mil nhi skte ho to uska ilaaj kaise kroge?
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai. 🍁🍁
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai. 🍁🍁🍁
Maine 38sal ki hun hamare joint pair hath nason mein Dard 5 sal se ho rahi hai lekin Aaj hamen pata chala hai ki hamen gathiya hai aapka clinic kahan per hai main aapse Milana chahte Hain😂😂
Mujhe v ye problem tha par ab thik hu .patanjali ki wataari churn ,peedantak,guggul khaya 3mahaine me thik ho gaya
Thanks aapne bata diya,🙏🏻
Sch h kya ye
Aap ki bat sunkar bhut acha lga aap ki video sunkar m thik ho jaugi 💯👏👏👏👏👏👏👏👏👏
1.Excercise ,yoga,follow flexible life style
2.Avoid cold food,try to consume your food within 3 hours after cooking.
3.Avoid sour foods
Avoid processed and packaged food
4.Avoid animal proteins like chicken fish eggs milk
थैंक यू 🎉
Very good information
Màm ye problem mujhe bachpan se h but khud ki diet se problem ko bhout km kiya mam jo jo apne bola h ye sab maine khud ki experience se kya khana kya nahi se khud ko theek kiya or is bat ka bhout dhyan rakhti hoon jo mai kharahi hoon kya ye mere liye sahi h isi habit se main aaj fitt hoon or bhout positive hoon thank you so much mam aaj mujhe lga mera experience correct h once again thank you so much ❤
Hi plz help me
I m also r.a patient from last 4year but mjhe smjh ni aarha h how I recovered from it ppz i want to contact with u
@@minakshibeniwal2947 ye problem kbi theek nhi Ho skti but isko cure kiya ya skta hai, ye sab pain uric acid ki wja se hota hai ,baki ye video me jo btaya Wo bilkul theek kha hai fresh food eat kro then exercise.
@@minakshibeniwal2947 kise ache se diet chart bnaye
अर्थराइटिस और रुमेटेडेट अर्थराइटिस में क्या अन्तर होति है?
Thank you bahut hi mahatvapurn jankari hai
खूप छान आणि बरोबर करेक्ट माहिती सांगितली, आपले मानावे तेवढे आभार कमी आहेत,. 🙏🙏🙏🙏😊
प्रणाम मैडम आपकी वीडियो बहुत अच्छीलगी मुझे भी दोनों कूल्हों मैं घुटने मेऔर मेरे पांव के नीचे बहुत दर्द है
Insaallah apki baat sun ker bhut accha laga sayad mera bhi gathiya thik hojaye 3 mahinese mujhe huaa hai,,per gathiya ke saath saath mujhe Thyroid,Aur calsham ki kami ayi hai kal hi mera riport Aya hai me kaise 3 bimari ka samna karun mujhe bhut kamjori bhut dard rehta hai gathiya ka tablet kharahi hun per Aram nahi hai help me mam
Mam Muje Apki video Bhut achhi lagi Muje abhi one month hua ye problem hai
मैम आप की क्लीनिक कहाँ पर है क्या हम आप से मील सकते है😢😢
आपको सम्मान पूर्वक प्रणाम जी ❤❤
Thankyou so much for information mam
मैम प्रणाम गठिया की जानकारी देने केलिए बहुत बहुत धन्यवाद ।मैम मुझे भी बहुत सालों से शरीर के जोड़ो जैसे हाथों की उगलियों के प्रत
येक जोड़, को नी कमर, कंधों में, घुटनों सब पर बहुत सालों से दर्द है। एलोपैथिक व आयुर्वेद दोनों दवाई खा चुकी हूं लेकिन कोई असर नही है । शरीर मे बहुत अकड़न है। मैम आपके अस्पताल का पता दे दीजियेगा व फोन न.भी। धन्यवाद।
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai.
🎉🎉
Mai jb 6 saal ki thi tabhi se hai muje arthritis 😢 aur aaj mai 23 year ki hu thandi me bahut problem hoti h yar raatko nind ni aati drd se.....
Where is your clinic Dr??
Sb thik ho jaoge❤❤❤❤
Aapse kaise mil sakte hai ? Please jankari dijye.
Mujhe last 1 year se ghatiya ki problem hai.....kaafi medicine le rhi hu (HCQS,Saaz,folitrex,igurati,indocap,bone K2, ) par meujhe relief nhi mil rha....pHle left leg ki ankle me dard hota tha.....but ab maine notice kiya hai ki jb mai raat ko soti hu to mere dono legs me uper tk dard hota hai.....jb karwat badalti hu tb thoda relief milta. Please help
Same here ... I am suffering from last 5 years. .. please switch to ayurveda... Patanjali treatment is good as I have been there ... And felt so relieved
milletes खाइये
Mujhe bhi 1 sal se gathiya hai par ab m thik hu or m apne Ghar ka Sara Kam bhi kar leti hu ye Aram mujhe per mein challa phn ne se hua h aur ye challa pal gaon gajrola garh ganga mein phnaate h wha pahuch ke app kisi se puch Lena ki gatiya Bai ka challan kon phnata h
@@Happyminutes24 go to meddanta hospital gurgaon dehli..waha rehmotologest se mily dhandy Pani se door rahy red meat na khaye ..
Patanjali me gathiya ka treatment diet, massage,hot cold press, basti etc. se treatment Kiya jata hai.....mera sep.22 me RA650 tha aur me bed ridden thi ....per ab me bilkul theek hu...
Mam please answer my questions
Can I eat tomato
Can I drink milk
How can we improve gut lining
Mam . Please suggest me how to remove inflammation at the knee and ankle.
Mam aap apna clinik ka pata bata den, I am satishfied with your discussion. Thanks
Vry vry useful n genuine information
Mam anda aur lemon ly sakty hn kya
Aap konse hospital ki Dr. Ho. Mujhe apke yaha se meri mummy ka ilaj karwana h.unko last 12 saal se gatiya h. Plz reply me
Thankyou mam.aapkamarg darshan bhut hi behtar hai
मुझे भी यही प्रॉब्लम है मै होम्योपैथिक इलाज भी ले रही हूँ प्लीज डाइट के बारे मै बता दीजिये 🙏🏻🙏🏻
Hi, ap kitne time se homeopathy medicine le rhe h, apko kitna result Mila, meri mom n bhi chalu kiya h, unko bhi bhot problems ho rhi h, plz bataiye
10:43
Bk krmjeet kaur arthritis vedio you tube me dekho please
Muje bhi 3 months sae yeh problem hae..but homeopathy sae kuch bhi effect nhi hua... or ab mae steroids par hu.
Hello, can you advise whom to consult in Noida for Arthritis.
आपसे कैसे मिल सकते हैं ? कृपया अपनी जानकारी दीजिए
Mujhe bhi kafi dino se gethiya ki shikait h plz mujhe kuch ilaj btauen
सब कुछ छोड़ सकते हैं जिंदगी भी सिवाय चाय और दही को छोड़कर फिर हम उस डॉक्टर को ही छोड़ देते हैं 😊
Bahut hi achi information dee. Aapki kripa se meri mother ab bilqul theek hain. Dr. Sarika hum aapka yeh upkaar kabhi nahi bhoolenge.
Kaha se h aap..aapne treatment liya h kya inn se
@@bhagwatichoudhary4641 yes humne apni mother ke liye Dr. Sarika se treatment liya tha , meri mother touch wood ab bilkul theek ho gayi hain. Unko ab kahin bhi pain nahi hota. Dr. Sarika saari medicines band karwa deti Hain aur kewal diet plan se hee theek karti hain.
Kya aapki mother koi medicine nhi leti ab
Mujhe ye problem hai kya aap dawa de sakte hai
Hello,can you advise me for mytreatment please
Jhy 20 saal sy ye mrz hy. Lefora ar pain killers leti hn. Kia ye continue rkho.
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai.
🦋🦋
Pulses kh skte h kya plz bataiye
Mam plz tell,ki cold water mei hand wash kar sakte hain,,kya
Meri umar 17 sal thi tab hi muze vat ki shikayat hi aur mere hath ki unglìya dhili pad gai fir maine u_tube pe yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule ke bare me jana. Yah dwa khane se meri tedi aur dhili padhi ungliya ab sidhi ho gai. Yah dwa maine flipkart se mangwai hai.🎉
Kon si dwa hai
@@shantikasingh067 rumatol capsule,rumatol oil aur livcon capsule lane se bard se aaram milega ***(
@shantikasingh067 mat sunna inki ye marketing hoti h har video me jake ese comments krte h
@@ravinathacker22 nhi hi mujhe aaram mila hai.
@@shantikasingh067 rumatol capsule,rumatol oil aur livcon capsule lane se bard se aaram milega.
Mam curd kha sakte h ya nahi
No curd or milk products in arthritis
No sour also except lemon.
Vit D intake by sun or supplement.
Rice or Bread very small quantity.
Fruits more and more
Deep breathing two times for 1 hr each time in empty stomach.
O2 supply in body should be 4 to 5 times more than normal.
Fully hot water one cup 5 or 6 times daily
Avoid or less animal protein.
Take veg protein
Aloevera juice, giloy juice one or two time empty stomach.
Sajina, kalmegh in alternate day to be continue
Aap bataye Aap kaha par hai kis taraha Dikha sakte h
Madam namaskar ham aapse kaise mile mere ko bhi gathiya hai ungaliyon mein Dard hai ungali pairon ki ungaliyon mein Dard hai ham aapse ilaaj kaise karvayen aap hamen bataiye ki ham kaise mile
Kya isme makka kha sakte hai ?
वीडियो बहुत अच्छा लगा धन्यवाद
Mam ye bhi bta dijiye ki khana kya h??? Please. I m so confused what should I eat🤔
Thank you mam
mam ra me homeyopethi dava le sakte he
Ma'am mujhe apse bht zruri bat krni h plzz reply zarur dijiyega 😢
Can you use apple cider vinegar
Hello mam...
kya arthritis patient se saririk sambhandh rakhne se ye rog hume bhi ho sakta hai kya please bataye ?
Thank you so much 😢
Dr. Sarika sharma ji se kaise consult kar sakte hai
Please share
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai.
🎍🎍🎍🎍
Ma'am mujhe last year se Rheumatoid arthritis ki problem hai. medicine (indocap,folitrx,tfct nib) le rhi hu,phir inflammation ho rhi hai,aap please help kijiye.
मुझे भी यही बीमारी है लेकिन सारी चीज़ें छोड़ देंगे तो बचा किया 😢😢😢
फिर और बीमारियां हो जाएगी उन चीजों की कमी से
Saag sabji khaye Or vitamins C jismai milte hai wahi jayda lijiye Or garam pani din mai 5gilas lijiye Or machali maas band kijiye kam se kam 1saal tak fir bad mai tora tora le sakte hai
Mujhe bhi h
Mujhe be ye bemare hay Mujhe Kuch madat kijeya
@@MeeraBora-b9e nahi jitna mass machali khaoge uthni bimar padti hai sab se best saag sabji khaye kvi bimar nhi rahoge
Is possible to concern mam online
Very Good information in detail😊
Pichhle 2 Sal se Ilaaj Karva raha hun
बहोत अच्छा व्हिडिओ dr🙏🙏🙏👌👍👌👍
Hi mam mushe v h j problem mushe back m bhut pain hota mere anti ccp 27and ra factor 70 aea mam kya kro medicine v chl rehi wt pian m koi rileb nhi a kbi km ho jata pian kabi jayda kya kru mam tell me
Blood gthiya ke bare me kiya kre 24yesra me h
Hello mam meri mom ki age 55 hai unhe RA factor positive hai kya unhe kisi oil se massag kar sakte hai please bataye 🙏🏻
Maam pllss tell me where is your hospital
AAP ek diet chart mujhe share kar de mujhe 5 yrs se h ab knees mein kafi pain hai chlna muskil h
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai.
💫⭐💫
Mujhe arthritis hai wrists pain hai...mam kya kare
Thanks for great information ma'am where is your client??
Aap kaha pr elag krte ho
मुझे आप से बहुत अच्छी जानकारी मिली
Namaskar mam main Delhi mein rahti hun aur main aapse Milana chahti hun aap kahan per aapka cleaning hai mujhe bhi aap ka adress chahie
Mem only dyting hi importance hai ya medicine bhi kuchh
black tea pi skte he kya
जादा परहेज से शरीर में कमजोरी आ जाती है, उर्जा के लिए क्या खाएं?
Mam aapka dawakhana kaha hai
What should I take in breakfast... I'm suffering 😢 from 4years... I need a proper diet plan I am from Assam there's no any proper diet expert about RA...can you help
I tried contacting her and they said they are available only online. Ap unko physically jakr mil nhi skte ho clinic m . Kya hi chla hua h? Agr ap patient se mil nhi skte ho to uska ilaaj kaise kroge?
साइटिका अर्थरिटिस के बारे मे जानकारी दे 🙏
Mam apka medical kis state me hai ya clinic kaha par address bhejiye mujhe remotied arthritis ka problem hai mujhe titment karana hai
is rheumatoid arthritis ko jad se khatm kr skte h kya
Where is your clinic please.
Aap ek ankylosing spondylitis ke bare me Ayurveda ke bare jankari de
Aap kahan per hai doctor sahab
Mam aapka clinic clinic kaun si jagah per hai please please adress batao
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai.
🍁🍁
Mam mujha aapka clinic address Janna hai please reply
@@GEETARANI-hb4cq me ra clinic nhi hai mene rumatol capsule, rumatol oil aur livcon capsule liya to mujhe aaram mila hai
Meri ammi ko 17 years de hai ye problem kaise thik hoga ma'am btaye , aapse kaise contact kr skte h
Mam mujhe bhi 1 mahin se yeh sab dard horaha hai aaj ripot main pata chala ke ganthiua hain aap ka cailnic kaha han
Im suffering for last years and English medicine no difference back and neck problem suggest me
Mai Suleman hakim ka dawa kha rhe hai 1 month se aaram nhi hai
Iski dawa ka nam kya h
Mam kya apke clinic ka address mil sakta hai pls urgently I want to meet you because I suffer from RA
Vat ki vajah se mere ghutno me dard tha to maine yah rumatol capsule, rumatol oil and livcon capsule online Amazon se mangwake liya to ab muze aaram hai.
🍁🍁🍁
Kya artharitis thik ho sakta h
Mam knee me lubrication ko kese badaya ja sakta hai
Mem mujhe 15dib se hanth k ungliyon m
Please reply mem
Mam Dahi kha sakte h
Aap ki hospital kha hai
Mem aap ka clinic kha h
Kya khaye ye bhi bataye mam
Mere ko abhi gathiya hona suru hua hai please medam ji meri madd kre 🙏🙏🙏🙏
Mame yapak clinic kahan hai
Maine 38sal ki hun hamare joint pair hath nason mein Dard 5 sal se ho rahi hai lekin Aaj hamen pata chala hai ki hamen gathiya hai aapka clinic kahan per hai main aapse Milana chahte Hain😂😂
Mam आपका क्लीनिक कहा है क्या हम मिल सकते है
Aapka dwakhana kha hai hme milna hai
Mam plz mjhe fatty liver ke sath Bons mai bhut drd hai aur shruat hai bons mai
आपकी जानकारी बहुत उपयोगी है हाथ से मिलना हो तो कैसे मिल सकते हैं