Maneybhanjang se sandakphu ki bich me kya kya ata he aur kya ham solo tent ⛺️ camping kar sakte he Maneybhanjang se sandakphu me kahi bhe aur kon sa pass ki jarut hoti he
Tent Camping kar sakte ho per only in Nepal side....and Manebhanjan se permit and Singalila national park ka entry ticket lagega.. Vedio Pura dekho bhai sab mention kiya hu
May be but it's too risky.. People usually makes a group and reserved a vehicle and capacity of vehicle is only 6 pax... If you have good luck then you will😊
Main November ko Darjeeling ja raha hu aur mujhe Darjeeling per 2,3 din ghumne ke bad mujhe tracking karna jaane Hain Manevanjang se sandakphu tumhen Mane bhanjan kaise puchun matlab koi guide ko pakru ya fir koi Tavera ko pakdu ya fir wapas Jo gadi rahata hai Rishabh gadi vah gadi se main manyavansham Tak ja sakta hu uske bad Manevanjang se kya main koi homestay book Karun ya fir main Manevanjang jakar usi din se tracking shuru kar mere ko usi din tracking karna Jana chahie Mera ek din aur Bach jaega Manevanjang ka to koi guide Ho to Aisa batao Manoranjan Tak Sandhya janeka tumhare pass koi guider hai to uska number mujhe provide karo na main Jaise usse baat karte clear ho sakta hun pura. Aur main baat tumko Darjeeling se manevhanjang se Sandakphu jaane mein Kitna Paisa khara huaa khane peene mein aur homestay per Rahane per Kitna hua aur guide le jaaye to guide ka Kitna padega.
Long query huh😁 Manebhanjan jane k liye Sharing Vehicle v milega yeah reserve v kar sakte ho. ..... Sharing Vehicle Day ko nikal ta hai Chowk Bazar se and reserve lena ho to 2500 leta hai .. ..Jaha Hotel per rukhte ho baat karlena . ... Ab rahi trekking k.. .... Toh Guide leta hai per Day 1k to 1200 charge and apko best suggest karta hu Manebhanjan jao ....Ek Office hai GTA ka ....Trekking ka lodge Guide wahi se book kardega...and Agar dusra group hai toh merge ho k Jana sasta parega.. Fir v koi Guide chaiye toh I will provide you a number. Channel ko SUBSCRIBE karlena
@@sikkimddvlog2487 guide kya Lena hi padega guide ke alava nahin ja sakte matlab Manebhanjang se shuru karke local se poochh poochh kar Sandakphu jaenge oha per homestay na lekar khud ka Ghar se tent lekar jaaye to Sadi jyada per tent Laga sakta hun tent mein night stay kar sakta hun kya ag jala sakte hain khud ka khana khud banaenge etcetera
@@ranajit9227 Koi v jaga Tourism Spot hai to ek hi makshat hai local Unemployed Youth ko employee banana..so koi na koi toh lena hi padega apko warna allow nahi hai... Permit banate wakt pakar jahoge.. Tent ki baat..India side allow nahi hai Nepal side kar sakte ho per apko camping site ka charge kar sakta hai.. Aag jalane ki baat...World ka kisi v kone main jaiyega...National Park main Aag jalana allow nahi hai 🙏
@@sikkimddvlog2487 first of all thank you for information Thanku for information ❤️😊 aur ham Darjeeling per do din rukenge 2 din rukne ke bad kya ham Manoranjan sleeper ja sakte hain Darjeeling Sai
Still remember those days pure walk ... Nice bhai
Thank you so much🤗
Awaxm vlog 👍
Amazing video ❤️
Thank you Sathi 😊
This is beautiful ❤
Thank you😊
Awesome🥰👍👍
Thank you🥰❤❤
Wow!!!
😊😊😊
Thank you😊
Ohh Wow!! One of my favourite Destination ❤️ I visit there everyday in my dreams🥺Thanku you for this amazing video ❤️
One Day...keep Dreaming 🥰
And thank you for visit🙏
❤❤❤
🤗
I'm going in November..And it will be my first trekking..
All the best🤗
And you choose the perfect Trek .....
Good trek for first time❤️
Kamon chilo Trek?
@@redwood2119 just wow...khub sundor..
@@subarnalaha9440kono group er through diye giechile?
@@redwood2119 yes.. Facebook er ekta female group.. "narir tane narir bhromon" er sathe
Ap konsa month mai gaya tha
Sandakphu k liye Dasera time and till Dec sahi hai
😮❤️❤️🔥
Thank you Da❤
Maneybhanjang se sandakphu ki bich me kya kya ata he aur kya ham solo tent ⛺️ camping kar sakte he Maneybhanjang se sandakphu me kahi bhe aur kon sa pass ki jarut hoti he
Tent Camping kar sakte ho per only in Nepal side....and Manebhanjan se permit and Singalila national park ka entry ticket lagega..
Vedio Pura dekho bhai sab mention kiya hu
@@sikkimddvlog2487 bhai abhi bhe confused muje pass kaha baega aur kitna rupe lagta he please teal me
@@sikkimddvlog2487 Bhai Bina gide ke ja sakte he
Can you please tell me about the weather condition on May last week or june 1st week?
There will be Lil Foggy and may Lil rain will be there....but Morning will be clear...
But if I suggest then you must go during Oct mid to November
Lu malai panee jindage ma ek tal chai lanus hoi amphoi 🤞😎😇😇
Janu parxa ekdin
Without guide hum trek karsakte hai kya
Noo
Daa 10 mail Pani januu naa hamroo goau
Surely in Mext Time😊
Which agency did you book through?
I am Guide from Sikkim 🤗..
Our Agency Glacier Trek and Adventure
Bhiya apke sath bat karna hain for treking
Ji Boliyena
Da I'm going tomorrow 😌 I
Kha?
Sandakphu?
Thanks a lot .. can u please say, ki Oct myn temp kysa rahga ?
Not much Cold...but yeah during morning and evening there will be windy.....
Day is OK with Sun🤗
Don't forget to carry warm jacket
@@sikkimddvlog2487 n how about the network?
Bro can we go sandakphu from Hitchhiking?
May be but it's too risky..
People usually makes a group and reserved a vehicle and capacity of vehicle is only 6 pax...
If you have good luck then you will😊
@@sikkimddvlog2487 sharing car cost kitna padega Bhai
Koi fix nahi hai
paisa kati lagyo hau??
6-8K also depends on your distance where you coming from and your Living Style🤗
Main November ko Darjeeling ja raha hu aur mujhe Darjeeling per 2,3 din ghumne ke bad mujhe tracking karna jaane Hain Manevanjang se sandakphu tumhen Mane bhanjan kaise puchun matlab koi guide ko pakru ya fir koi Tavera ko pakdu ya fir wapas Jo gadi rahata hai Rishabh gadi vah gadi se main manyavansham Tak ja sakta hu uske bad Manevanjang se kya main koi homestay book Karun ya fir main Manevanjang jakar usi din se tracking shuru kar mere ko usi din tracking karna Jana chahie Mera ek din aur Bach jaega Manevanjang ka to koi guide Ho to Aisa batao Manoranjan Tak Sandhya janeka tumhare pass koi guider hai to uska number mujhe provide karo na main Jaise usse baat karte clear ho sakta hun pura.
Aur main baat tumko Darjeeling se manevhanjang se Sandakphu jaane mein Kitna Paisa khara huaa khane peene mein aur homestay per Rahane per Kitna hua aur guide le jaaye to guide ka Kitna padega.
Long query huh😁
Manebhanjan jane k liye Sharing Vehicle v milega yeah reserve v kar sakte ho. .....
Sharing Vehicle Day ko nikal ta hai Chowk Bazar se and reserve lena ho to 2500 leta hai .. ..Jaha Hotel per rukhte ho baat karlena . ...
Ab rahi trekking k.. .... Toh Guide leta hai per Day 1k to 1200 charge and apko best suggest karta hu
Manebhanjan jao ....Ek Office hai GTA ka ....Trekking ka lodge Guide wahi se book kardega...and Agar dusra group hai toh merge ho k Jana sasta parega..
Fir v koi Guide chaiye toh I will provide you a number.
Channel ko SUBSCRIBE karlena
@@sikkimddvlog2487 guide kya Lena hi padega guide ke alava nahin ja sakte matlab Manebhanjang se shuru karke local se poochh poochh kar Sandakphu jaenge oha per homestay na lekar khud ka Ghar se tent lekar jaaye to Sadi jyada per tent Laga sakta hun tent mein night stay kar sakta hun kya ag jala sakte hain khud ka khana khud banaenge etcetera
@@ranajit9227 Koi v jaga Tourism Spot hai to ek hi makshat hai local Unemployed Youth ko employee banana..so koi na koi toh lena hi padega apko warna allow nahi hai...
Permit banate wakt pakar jahoge..
Tent ki baat..India side allow nahi hai Nepal side kar sakte ho per apko camping site ka charge kar sakta hai..
Aag jalane ki baat...World ka kisi v kone main jaiyega...National Park main Aag jalana allow nahi hai 🙏
@@sikkimddvlog2487 first of all thank you for information Thanku for information ❤️😊 aur ham Darjeeling per do din rukenge 2 din rukne ke bad kya ham Manoranjan sleeper ja sakte hain Darjeeling Sai
@@ranajit9227 yes
❤❤❤❤
Thank you😊
paisa kati lagyo hau??
7-8K....Maxx take a 10K
But it always depends on your distance.