@@MEGAINFORMATIVECHANNEL asal me mene Heater b pipe bhi band kya hai...Heater pipe ka to radiator fan se koi kaam to nai hai na bro.... Asal me ab mene pir direct kya hai... Direct pe to teek hai but auto krta hu to 20 mint k andar car heatup hona start hojata hai
Nhi heater pipe ka auto fan sa koi taluq nahi hota. Waisay alto ka radiator fan half needle pe aa ke on hota hain. Agar half se upar janay ke baad bhi on Na ho toh auto fan switch mein problem hoti hain.
Agar gari overheat ho rahi hain aur pani boil hota hain lakin needle half se upar nahi jati toh sab se pehle temperature sensor check karwaye ya meter ke needle
Fan auto ke sath thermostat laga hona zarori hai ?
Good information bhai, auto fan ka option Alto vxr k konse model mn Aya hai?
Great work thanks
Meri gaari ka cabin fan ni on ho raha sari wiring theek hai kia ye ecm ka problem hai ac on hota hai lekin fan ni on ho raha
Mere paas same car hai 2008 model.
Kindly btayae fan direct sai.hota hai ya auto
Sir fan late on hota ha kya issue ho ga?
Bahi meri alto ma temprature nidal half pa rehti h toh ma smjta hn k overheat ho gai car
Nice video bro keep it up
Thanks
Isi ki wiring pe video bana dain... Auto krny krni
nice vid man keep the grind.
Mery pass alto vxr 2008 hy or is ka temprature nidl bohat jaldi center main aa jati mager us KY baad us sy uper nahi jati Kia ye theek hy
G ye normal hain no need to worry
Same issue
Waooo nice sharing
Ager ap ka thermostat nahi tu auto fan chal Sakta ha pls reply
Yes ku k Sara kaam Auto fan senor ne karna hota Hain thermostat valve to siraf engine ko operating temperature par le Kar ata hain
@@MEGAINFORMATIVECHANNEL thanks 👍
sir agar app k pass cultus 2008 ki fan wiring diagram hay tu plz send kar den
Thanks 👍
Bhai iski wiring ka aj tak kisi ne nhi bataya... Radiator ki wiring kesy ki jati he...
Ok Bhai mein kosish karo ke apko aur Thora deeply Bata sakoo
Aoa sir alto ka meter ka review Kar dy.
I don't understand what are you saying
MAI SAMAJH GAHA...😜😜😜
Good video
Meter wiring kha sa kha tk kn se kis k wr h
Nice magar aap videos bohot kum upload kartay hain
Mene b same isi tara manual kya ta ..ab auto pe kya but fan on nai hoaraha
Check your fan fuse or fan relay aur agar direct karnay par fan chalta hain toh iska matlab ke thermostat sensor faulty ho sakta hain.
@@MEGAINFORMATIVECHANNEL asal me mene Heater b pipe bhi band kya hai...Heater pipe ka to radiator fan se koi kaam to nai hai na bro....
Asal me ab mene pir direct kya hai...
Direct pe to teek hai but auto krta hu to 20 mint k andar car heatup hona start hojata hai
Nhi heater pipe ka auto fan sa koi taluq nahi hota. Waisay alto ka radiator fan half needle pe aa ke on hota hain. Agar half se upar janay ke baad bhi on Na ho toh auto fan switch mein problem hoti hain.
@@MEGAINFORMATIVECHANNEL auto fan switch mean?
Joh fan ko auto pe on aur off karwata hain.
Sir Chevrolet beat diesel gaadi ka radiator fan ko kaise direct kare
Thanksss sir thanksss
No problem
میڑ کی سوئی ہاف سے اوپر کیوں نہیں جاتی جبکہ گاڑی اوور ہیٹ ہو جاتی ہے
Agar gari overheat ho rahi hain aur pani boil hota hain lakin needle half se upar nahi jati toh sab se pehle temperature sensor check karwaye ya meter ke needle
meri gari mein clip ni sensor hay😂
Bhai direct fan ziada better he. ya Auto ??
Agar apki car heat up hoti hain toh direct kar dein warna auto pe rehne dein.
Bhai aese phir bi nahi chal rha hai
Ho sakta Hain apkay fan ka fuse ya phir relay kharaab ho gai ho
@@MEGAINFORMATIVECHANNEL fuse sahi hai Bhai relay konsa
Fan mein relay bhi hota hain check your owner manuals ya phir fuse box mein relay hota hain
@@MEGAINFORMATIVECHANNEL relay sahi hai Bhai
Janab pankha band ho gya hai mehran 1990
ok i will explain you what to do
بالکل غلط ویڈیو ٹائٹل ہے ۔ بھائی ، آپ نے فین کو آٹو کرنے کا طریقہ تو بتایا ہی نہیں ۔