Warranty 3 ki jagah 5 saal kar do hai . Or naye bios bhi diye hai download karne ko par oosse abhi ke liye productivity me 25% tak performance kam ho gayi hai inki . Aage abhi or bios aane wale hai to kya pata issue resolve kar de . Par mai to bolta hoon ki High end ke in processor ke liye thoda rukna chaiye jab tak Intel apne defected cpu ko waapis nahi bulata market se or naye Wale nahi bhejta . Tab tak kisi ko chahiye to 12gen hi lelo .haan performance drop hogi 13gen se uski . Par ab kya hi kar sakte hai is situation me .
Uncle Aapki videos dekhna accha lagta hai. Par Aapke customers ajoobo-gareeb GPU😂 choose karte hai. Kya UPS Lena zaroori hai ya bina UPS ke bhi components safe rhenge?
Koi important aap kaam kar rahe ho to or light jaati hai to ups aapko apne oos kaam ko save karne ka time de deta hai . Agar Bina ups ke suddenly light gayi to wo kaam bhi gaya jo aap kar rahe ho . Or baaki load bhi ups pehle khud ke upar leta hi hai main cpu ki jagah.!!
jab jante ho intel ka istype ka cpus main problm hai to client ka paisa kyun kharab karte ho roj roj ghyan ke baat bolte ho bt khud gyan kam rakhte ho yase gyan se logo ko kya sikhaoge intel XTU software se is pc main stess test karke dekhao to pata chal jayega is processo main v problm hai
Sir aap ESD Safe 🧤 (Gloves)use nahi krte ho kya??
Me aapka har video 📸 ko dekhata hu
Aa gye bhaiya line pe last ek build ma ap ne only cooler hi laga diya tha 😂😂
Sir ji apki muskan badi cute ha ❤❤❤❤❤
Autocad ke liye kaon ss prosseser acha rahega
Sir ji Acer Predator ki ram use kiya kro bohot op h
❤❤❤
Gift mast tha 😅
Apke pass bajaj finance card chalta hai kya
Bhai aap benchmarks test nahi karte game test plz😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Sir Intel ke 13th and 14th generation me jo issue chal rha hai wo solve ho gya kya
Kya problem ho raha hai??
Sir Price bhi mention kr deya kro,
Price 270k 😅😂
@@seulipal1504 😀😀
Sir intel i7 13&14 series me jo issue aa rha h tha woh resolve hua kya?
Warranty 3 ki jagah 5 saal kar do hai . Or naye bios bhi diye hai download karne ko par oosse abhi ke liye productivity me 25% tak performance kam ho gayi hai inki . Aage abhi or bios aane wale hai to kya pata issue resolve kar de . Par mai to bolta hoon ki High end ke in processor ke liye thoda rukna chaiye jab tak Intel apne defected cpu ko waapis nahi bulata market se or naye Wale nahi bhejta . Tab tak kisi ko chahiye to 12gen hi lelo .haan performance drop hogi 13gen se uski . Par ab kya hi kar sakte hai is situation me .
Cabinet model?
Antec C5
Uncle Aapki videos dekhna accha lagta hai. Par Aapke customers ajoobo-gareeb GPU😂 choose karte hai. Kya UPS Lena zaroori hai ya bina UPS ke bhi components safe rhenge?
Ups must rahega
@@jpsenterprises4230 thanks uncle batane ke liye
Koi important aap kaam kar rahe ho to or light jaati hai to ups aapko apne oos kaam ko save karne ka time de deta hai . Agar Bina ups ke suddenly light gayi to wo kaam bhi gaya jo aap kar rahe ho . Or baaki load bhi ups pehle khud ke upar leta hi hai main cpu ki jagah.!!
@@ONLY_BHARATVAASI thanks for guiding me. Bas bas itna bata dijiye ki lowest price pe Sabse best UPS konsa lu. My config: i7 13700k+ RtX 4070 super
@@Joltmodgaming artis 1kva
Bhai sabka RS bhi. Bta diya karo