क्या AUTISM बच्चों को medicine देनी चाहिए या नहीं ?

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 22 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 56

  • @nittukaur3221
    @nittukaur3221 3 หลายเดือนก่อน +1

    Thanks for this video ma'am, apki video dakh kar muja bhot kuch pta chala ki autism Bachy ko medicine dani chahiye ja nahi, apki video se parents ko bhot help hoya, tusi ada he videos upload krta rhna ta jo har koi parents apna bachy no medicine no chad ke therapy karvani chaye, thank you ma'am 😊

  • @MandeepSingh-xr3ek
    @MandeepSingh-xr3ek 4 หลายเดือนก่อน +1

    Bhout Asha information ha mam ap ki is video se hume pata chal gya ki bachy ko koi bhi Madison nahi deni chahiye dimag li to bilkul bhi nahi ap ki is video se mere bhout sare sawal clear ho gye ha.bhout bhout thanks mam

  • @kd_Queen_11
    @kd_Queen_11 4 หลายเดือนก่อน +2

    Yah video un sabhi parents ke liye helpful hogi Jo Autism bacchon ko thik krne k kiye dawai dete Hain unko yah lagta hai ki Autism koi bimari hai lekin Autism koi bimari nahin hai vah ek disorder hai jo ki kisi medicine se theek nahin ho sakti balki therapy se hi theek ho sakti hai kyunki Jo Autism baccha hota hai use sensory issues Hote hai use communicate karne mein bhi problem aati hai vah dusron ke sath jaldi se mixup nahin hota hai agar ham use bacche ko dawai denge to use dawai ka asar sidha uske brain per padega Jo ki Autism bacchon ke liye Sahi nahin hai bche ko agar koi health issue hai to hi dawai Deni chahie agar koi disorder hai to dawai nahin Deni chahie aapane bahut acche se explain Kiya ki Autism bche ko dvyi ni deni chiye usse therapy k liye cntre bhejna chiye yeh bahut hi useful video hai ...

  • @santokhsingh5515
    @santokhsingh5515 4 หลายเดือนก่อน +1

    Ji mam tusi bhout changi tra samjya ki Sanu bachy nu koi dimagi problem soch k samj k koi Madison nahi deni chahiye Sanu bachy samjna chahida ha bhout clearly daseya mam tusi is bare vich bhout bhout Dhanbad mam thouda

  • @shubisahota8184
    @shubisahota8184 4 หลายเดือนก่อน +1

    Very nyc viedo mam apne bhut ache se batya ki bache ko medicine nhi Deni chahiye jisse bache bhut hi lazy ho jate hai apne viedo Mai bhut hi ache se bataya hai thanku mam

  • @poojanayak2876
    @poojanayak2876 4 หลายเดือนก่อน +1

    Tnqqq so much mam for this informative vdo .
    Apne iss vdo me bhtt hi clearly explain ki h sari chije .
    Thnxx alot mam for this knowledgeable vdo .

  • @SharnPanaag
    @SharnPanaag 4 หลายเดือนก่อน +1

    Sach bola mam ap ne bhout sare parents apne bachy ko dimag ki Madison dene lag jate ha but wo jy nahi samjye ki is tra hum bachy ko Jada problem me dal rahy ha ap ki is video se sab ko je baat clear ho jyegi.ap ne bhout ashy se explain Kiya ha.thank you mam

  • @NavjotsandhuNavjotsandhu
    @NavjotsandhuNavjotsandhu 4 หลายเดือนก่อน +1

    Very helpful video and mam apne bhut esay way mai explained kiya hai ki bacho ko medicine nhi Deni chahiye bache need me rehte hai .thank you mam.

  • @AminGill-er5jl
    @AminGill-er5jl 4 หลายเดือนก่อน +1

    Thank for you mam apki is video se parents ki bhout help ho gyi . Autism ik disorder ke lye theory best hai. medicine se bacche ko health issues ho sakte hai . Medicine se bachaye sust Ho jata hai jiski vajah se uski therapy ke result bhi kam ho jaate Hain .

  • @Happy19989
    @Happy19989 4 หลายเดือนก่อน +1

    Well explained mam..Is video mai app ne bht ache se smjaya k autism bache ko medicine deni chahiye ja nai.. Medicine khane se bad effects hote hai or bacha week or sust hote hai..Bache k liye therapy best hoti hai..Video dekh kr parents ko clear ho gya k bache ko medicine deni chahiye ja nai..

  • @ReenuNayak-ct6ct
    @ReenuNayak-ct6ct 4 หลายเดือนก่อน +1

    Vry well explained mam ... Iss vdo k jariye apne bhtt ache se smjhaya h ki autism bache ko medicine de ya na de .
    Autism koi bimari ni ak disorder h or bimari ho to dwai di jati h disorder ko bimari smjh kr usko dwai se theek krne ki koshish krna hi glt h .
    Isse bache ki growth rukti h or baccha lazy ho jata h thnxx alot for this vdo mam .it will be vry helpfull.

  • @jotkaur7263
    @jotkaur7263 3 หลายเดือนก่อน +1

    Aapne ekadam sahi bola ki autism ki koi bhi dawai abhi available nahin hai aur jis chij ki koi dawai hai hi nahin uski dawai ham de hi kyon rahe Hain to inn chijon ke bare mein hamen acche se samajh honi chahie aur autistic bacchon Ko davaiyan nahin Deni chahie kyunki davaiyan Dene ke Karan baccha jo hai aur jyada aggressive ho sakta hai aur bhi jyada pareshaniyan bacche ko a sakti hain later on

  • @radhikabains931
    @radhikabains931 3 หลายเดือนก่อน +1

    Sahi kha hai mam bache ku medicine dekar shust mat kare uski kise ache centre mai therapy karveye aur bache ki problems par dhayan dekar work karveye na ki medicine dekar bache ke brain ku Sola de thaki vo kuch samje hii na .hamesha uhse nid aati rehe . Nice explain.

  • @bhagatkumar-kg9nn
    @bhagatkumar-kg9nn 4 หลายเดือนก่อน +1

    Mam Bhtt hi acchiii trh se explain Kiya h apne medicine de ya na de iss chej ko le kr bhtt preshan the pr ab iss vdo ko dekh kr sare doubt CLR hogye
    Thnqq so much for this vdo
    Bhtt hi hlp mili h muje iss vdo se or baki parents ko bhi bhtt hlp milegi iss vdo se thnqqq so much again mam for this knowledgeable vdo .

  • @AjayGill-hb2wc
    @AjayGill-hb2wc 4 หลายเดือนก่อน +1

    Wonderful information mam
    Jaise ki apne btaya ki autism koi bimari nhi hai ek disorder hai to Jo medicine hoti hai vo disease ki hoti hai na ki disorder ki
    Bahut sare parents ke man me yeh question hota hai ki autism bacche ko medicine de sakte hai par autism baccho ko medicine nhi deni chahiye balki therapy karwani chahiye therapy se hi bacche improve hote hai na ki medicine se
    Medicine se bacche par bahut bura effect padta hai baccha lazy ho jata hai
    So parents ko autism baccho ko medicine nhj deni chahiye jo ki apne is video me bahut ache se samjaya hai

  • @Manisha-vp7zi
    @Manisha-vp7zi 5 หลายเดือนก่อน +1

    After watching this video i don't know about this but now get to know about deeply nd well explained thankyou soo much mam for your video

  • @HarrySandhu-kc3he
    @HarrySandhu-kc3he 4 หลายเดือนก่อน +1

    Mam aap yeh video bhut vadia he and helpful bani hai. Parents ko help mile gi k autism bacho ko jada medicine nhi deni chahiye because bacho ko bhut problem a skti hai . thank you mam

  • @PreetiSaini-gl8ow
    @PreetiSaini-gl8ow 5 หลายเดือนก่อน +1

    Mam apne bahut hi ache se bataya ki autism bacho ko dawai deni chahiye ki nhi ....bahut log sochte hai autism bimari hai pr apne bataya autism bimari nhi hai...jab brain proper function na kre tab hota hai ....dawai dene bache ka dimag dead ho jata hai dawai se acha hai kise therapist se therapy leni chahiye ....therapy se koi loss ya side effects nhi hote bache pr
    Dawai dene se bahut complications ajati hai samajhne ki shakti chali jati hai

  • @JazzpreetKaur-ej1gw
    @JazzpreetKaur-ej1gw 5 หลายเดือนก่อน +1

    It's very informative unn sbb parents ke liye Jo dusre logon ki baton mei aa kar apne bache ko therapy dilane ki bjaye dwai dena prefer krte hai
    Es video mei mam ne Jo b btaya 100 percent right hai , dwai Dene se positive result ka to pta nahi but Haan negtive jror hoga jaise lazyness , ek body mei agar energy hi nahi hogi to body work kaise karegi chlo body ki baat to side sbse bad effect Jo bache je brain pe padega uska kya? Bache ke brain ki development ruk jayegi uska brain wahi par stuck ho kar reh jayega jiska result bache ki overall life pe pdega so better hai jaise ki mam ne es video mei btaya hai dwai ki bjaye therapy laini chahiye , sabi log Es video ko ache se dekho or smjho ta k sbko difference pta chle k kya shi hai or kya galat

  • @AnanyaSinha-sg1wv
    @AnanyaSinha-sg1wv 5 หลายเดือนก่อน +1

    Very informative video,
    Kuch parents bache ki therapy to karwate h but uske sath usse medicines v dete h, jisse bacho ko bht si problems aa skti h, bht se behaviour me changes ho skta h. Thank you mam aapke iss video ki help se parents disadvantages samjhenge autistic bacho koedicime dene ka.

  • @shardasharma1437
    @shardasharma1437 4 หลายเดือนก่อน +1

    Bilkul sahi bol rahe hai jo kaam aap peactical tarekay say kar saktey hai vo kaamvmedicine nai kar sakte

  • @OfficialRavidigitek
    @OfficialRavidigitek 5 หลายเดือนก่อน +2

    gd video about autism

  • @AnshBatra-q7l
    @AnshBatra-q7l 3 หลายเดือนก่อน +1

    ਜੇ ਤੁਸੀਂ ਬਿਲਕੁਲ ਸਹੀ ਹੋ, ਔਟਿਜ਼ਮ ਕੋਈ ਬਿਮਾਰੀ ਨਹੀਂ ਹੈ ਅਤੇ ਔਟਿਜ਼ਮ ਬੱਚਿਆਂ ਨੂੰ ਕੋਈ ਦਵਾਈ ਨਹੀਂ ਦਿੱਤੀ ਜਾਣੀ ਚਾਹੀਦੀ ਕਿਉਂਕਿ ਉਹ ਨਸ਼ੇ ਵਿਚ ਰਹਿੰਦੇ ਹਨ, ਉਹ ਕਿਸੇ ਨਾਲ ਗੱਲ ਨਹੀਂ ਕਰ ਸਕਦੇ, ਅਤੇ ਇਹ ਬਹੁਤ ਜਲਦੀ ਰੋਣ ਲੱਗ ਪੈਂਦਾ ਹੈ, ਉਹ ਇਕੱਲੇ ਰਹਿਣਾ ਪਸੰਦ ਕਰਦਾ ਹੈ ਭਾਵੇਂ ਅਸੀਂ ਉਸਨੂੰ ਬੁਲਾਉਂਦੇ ਹਾਂ ਉਹ ਇਸਦੀ ਵਰਤੋਂ ਕਰਨ 'ਤੇ ਜ਼ੋਰ ਦਿੰਦਾ ਹੈ, ਪਰ ਉਹ ਦੁਨੀਆ ਵਿੱਚ ਗੁੱਸਾ ਦਿਖਾਉਂਦਾ ਹੈ, ਉਹ ਦਵਾਈ ਵਿੱਚ ਗੁੱਸਾ ਦਿਖਾਉਂਦਾ ਹੈ, ਉਹ ਵੱਧ ਤੋਂ ਵੱਧ ਵਿਹਾਰ ਕਰਦਾ ਹੈ

  • @Jeenatheer
    @Jeenatheer 4 หลายเดือนก่อน +1

    Mam yeh apki video parents ke liye bhut working hai . Apne shi bola autism ik disorder hai na ki ik disease. bacho mai autism therapy se kam hota hai naki medicine se. But parents bache me autism kam karne ke liye medicine khila dete hai jo ki unke health per bad effect karta hai.
    Ty soo much mam apne yeh video bnai iss video mai bhut acha explain kiya ki bacho ko medicine nai deni chaiye😊😊

  • @riyasadhukhan9393
    @riyasadhukhan9393 5 หลายเดือนก่อน +1

    Very good video .therapy kno krbo ba medicine die kno hbe na seta amra onek e buzte parina .but sei jinis ta ei video te mam khub valo vabe explain krechen khub valo laglo video te j eto kichu prb hoy r sotti to amra jmn vabi medicine die ba doc dekhale e sob jinis ta solution hoy na . setar jnno onno upay o thakte pare

  • @simranKanwar-gc8bq
    @simranKanwar-gc8bq 5 หลายเดือนก่อน +1

    Mam Tusi bahut changi Tara Naal Dasea hai ki Autism vaste Koi medicine de jarurat Nahi Hundi hai Kyuki Autism Koi Bimari Nahi Hai eh sirf ek disorder hai jo ki sensory issue de vajah Naal hunda Hai ess vich bacche nu communication vich problem ande hai, socialization vich problem ande hai nl hi bacche De behaviour vich change ande hai bacche nu medicine den Naal medicine brain te asar kar Di Hai jekar bacche Nu Koi health issue hai uss tym hi bacche nu medicine Deni chahide hai otherwise medicine de Koi jarurat Nahi hundi Agar bacche Nu without health issue medicine deva gy ta problems aandiiyan rahan giya thank u mam for your valuable information, thde iss vedio nl bhut parents de help hoyi hai.

  • @eshaadhikari9066
    @eshaadhikari9066 5 หลายเดือนก่อน +2

    Very helpful and informative video ...thank you mam ❤...sab problem ka solution sirf medicine se hi nhi hota hai therapy ka bhi bohot role hote hai .....aisa medicine to bilkul bhi nhi use karna hai jisse bacho par side effects hua kuchh....aur for autistic children therapy is a must needed thing.....😊

  • @Komalsandhu586
    @Komalsandhu586 5 หลายเดือนก่อน +1

    Yes mam you are right hume autism bche ko kbhi medicine nai deni chahiye kyu k jo bche ko medicine dete hai woh bche ki growth ko rokti hai aaur bche ko sust bnati hai kyu k autism ek disorder hai disease nai aaur aapki es video se bht sare parents ko help milegi

  • @kavitasingh2982
    @kavitasingh2982 5 หลายเดือนก่อน +1

    Medicines chahe kisi bhi chij ki ho wo side effects krti hi hai.
    Or rhi baat asd ya adhd ya isi type k bhot sare disorders ki jo koi bimari nhi h un medicines se to side effects to kya bas bad effects hi hone hai
    Very nice topic.
    Thanks for sharing with us.

  • @soniarani2054
    @soniarani2054 4 หลายเดือนก่อน +1

    Thanku mam for this video kafi parents ko help mile gi k autism bacho ko jada medicine nhi deni chahiye is se bacha nind me rehta hai and active nhi rehta jis se wo lazy rehta hai and boby moments nhi hoti jike karna bacho me result nhi ata so bacho ko therapiest ki need hoti hai jada se jada na k medicine ki

  • @tanniyaheer2579
    @tanniyaheer2579 4 หลายเดือนก่อน +1

    Mam aapane aapane is video mein explain kiya hai ki Autism Autism disorder hota hai na ki ek diseases hoti hai aur Autism Khud ki problem ko Dur karne ke liye Iske therapy best hoti hai na ki medicine khane se bacche ki health per bahut bed effect padta hai Jaise bacche lazy Ho Jaati vah Hamesha Sone ko Karte Rahte Hain Koi Bhi kam Karke Khush Nahin Hote to iske liye therapy hi best Hoti Hai Kyunki therapy karvane se bacche ki concentration power communication skills speech Kafi improvement hoti hai thanks mam aapki yah video bahut hi beneficial Hogi UN parents ke liye Jo Autism ko ek dieases samajh lete hain aur apne bacchon ko medicine khilate Hain unhen aapki is video se Pata Chale ki medicine khilane Se Kya bed effect hote hain bacche ki health per

  • @AnuVashist-tf6lw
    @AnuVashist-tf6lw 5 หลายเดือนก่อน +1

    Thanks for sharing this kind of information ma'am

  • @Trannum-fb6hr
    @Trannum-fb6hr 5 หลายเดือนก่อน +2

    Sahi bola mam apne autism koi bimari nhi hai
    Autism to ek disorder hai or medicine bimari ki hoti hai disorders ki nhi
    Autism baccho ko theek karne ke liye sabse best therapy hai na ki medicine
    Medicine baccho ko lazy kar deti hai vo har kam me lazy ho jate hai yeh video har autism bacche ke parents tak pahunchni chahiye jo apne baccho ko medicine de rhe hai baki apne yeh video bna kar bahut acha kiya thanks mam 👍

  • @rajneetkaur8079
    @rajneetkaur8079 4 หลายเดือนก่อน +1

    You said it very right that autism is not a disease, in fact, it's a disorder. And medicine is given to treat the disease, medicine can't manage disorder. If medicine is given to autistic child, instead of improvement, child condition may deteriorate, one may feel lazy or behaviour may also get worse. For disorder, therapies like cognitive behavioural therapy, sensory integration therapy, occupational therapy are the solution, not the medicine. It's better to avoid medicine and parents must be aware of the side-effects if they are giving medicines.

  • @ManvirKaur-sx1pz
    @ManvirKaur-sx1pz 4 หลายเดือนก่อน +1

    Very well explained mam....iss video ch tuci bahut hi vadia treeke naal dseya ty samjaya aa ki autistic bacheya nu medicine deni chahidi aa yaa nahi.... Medicine naal bache di problem hor jyada vadd sakdi aa ty bache de theek hon de chances vi ghat jande aa ....iss de naal hi bache di physical and mental health ty vi effect painda ty growth vi bache di honi rukk jandi aa

  • @parulgill4923
    @parulgill4923 4 หลายเดือนก่อน +1

    Yes mam apne shi bola ki autism ik disorder hai naa ki disease or disorder ki koi medicine nhi hoti uske liya therapy helpful hoti hai. Medicine khane se bache ki body pr bhut bad effects prta hai bache koi or weak or sust bnati hai . Medicine khane pr bache koi therapy me bhi km results milte hai so parents ki bhut help hogyi apki es video se mam asi or bhu videos share krte raha kro jis se parents ko help mil ske .👍

  • @LovelyMehra-ed6og
    @LovelyMehra-ed6og 4 หลายเดือนก่อน +1

    Ji mam app bilkul sahi samja rahe oo autism koi bimari nhi hai ji Autism bacho ko koi medicine nhi deyni chahiye kyu ki bacha nashe main rehta hai kisi se bat nhi kar taa hyper bhut jaldi hone lag ta hai kisi se bat krna psad nhi ata use bs akela rehna hi psand karta hai agr hum use bulaye toh wo zid karta hai hmari bat nhi maan ta gussa dikhata hai medicine den nal bache daa behavior hor v jada krabh hon lag janda hai bacha active nhi rehnda thanku mai thodi aha video ohna parents lai bhut hi jada helpful howe gi jehde autism bache nu thik karn lai dvaiya dinde han .

  • @manugill8801
    @manugill8801 4 หลายเดือนก่อน +1

    you are right mam har ik problem da solution madican ni a bahut sare parents awe dy ny jo apny bachy nu madican kawa dendy ny jis kar k autijum bachy da behavior hor v ganda ho jnda as lyi tharpy krwoni jada jruri a kuki tharpy nl bachy ch vad vad improvement hundi a ty na koi us da koi side effect aa

  • @harmankaur6786
    @harmankaur6786 2 หลายเดือนก่อน

    Thank you ma'am for this video
    Jaisi aapane is video mein bataya ki jo autism bacche hote hain unko medicine Deni chahie ki nahin kyunki bahut se hamare parents hote Hain Jo yah question karte Hain ki hamara baccha autism hai ham use medicine de sakte hain to aapane jaise ki is video mein bataya ki nahin hamen bacche ko medicine provide nahin karni chahie agar bacche ko koi health issue hai tab ham bacche ko medicine provide kar sakte hain otherwise bacche ko disorder hai tab ham use medicine provide nahi kar sakte kyunki agar hum bache ko medicine provide karte Hain to in future us medicine ka bache ke brain par effect hota hai bacche ka brain kaam karna band kar deta hai baccha active nahin rahata bacha slow ho jata hai uski concentration power low ho jati hai uski understanding power Low ho jati hai . Aapne is video mein bataya ki bacche ko medicine Dene se jyada achcha hai ki parents ko bacche ko kisi acche therapy centre mein therapy provide karvani chahie taki unke bacche mein jaldi improvement ho sake . Thank you mam hamare parents ko aware karne ke liye 😊

  • @RanjnaDevi-cb7po
    @RanjnaDevi-cb7po 4 หลายเดือนก่อน +1

    Mam aapane se hi bola ki Autism Bimari nahin hai aur kuchh log to Autism bacchon ko dawai Dena Shuru kar dete Hain Ki yah Shayad dawai se theek ho jaega lekin Aisa bilkul bhi nahin karna hai Kyunki baccha jyadatar dawai Lene se Nind mein hi rahata hai bilkul active Nahin rahata aur main Asha Karti Hun Ki parents ko is video se bahut help Mili Hogi...

  • @PoojaVerma-gv5qm
    @PoojaVerma-gv5qm 5 หลายเดือนก่อน +1

    We don't even think about this before due to lack of knowledge humein lgta hai ki bacha bol nhi pata mtlb usk dimag m kuch problem hai restriction hai
    Or hum. Medicines ka. Or treatment sochte hain

  • @KanikaThakur-x8i
    @KanikaThakur-x8i 2 หลายเดือนก่อน

    Thank u very Mach mam yah topic hamare sath share karne ke liye,
    Mostly hamare parents hote Hain Jo ki ek question karte Hain Ki ham Apne bacche ko koi medicine provide karva sakte hain to aapane is video mein un parents ko clearly answer diya hai ki bacche ko kisi bhi tarah Ki medicine provide nahin karni chahie because agar ham bacche ko medicine dete Hain to uss medicine ka Jo asar hai vah bacche ke brain per hota hai, agar bacche ko koi health issue hai koi disease hai tab bacche ko medicine di ja sakti hai but agar parents disorder se related bacche ko koi medicine dete Hain to vah galat hai . agar baccha medicine le raha hai tohuske brain per asar hoga jiski wajah se bacha active nahin hoga , restless rahega kisi bhi chij ko karne mein active nahin hoga , kisi bhi kam ko concentration ke sath nahin kar payega. Aapane is video mein parents ke ek aur question ka answer diya hai ki unka baccha bimar nahin. Jo parents question karte Hain Ki ham Apne bacche ko medicine provide Karen to unhen nahin karni chahie , infect unhen bacche ko medicine dene ke bajay unhen bacche ko kisi acche therapy centre mein therapy provide karvani chahie taki unka baccha improve ho sake apni skills ko improve kar sake. Aapane parents ko jaise ki bataya video mein ki jo parents Apne bacchon Ko medicine dete Hain UN parents ke bacchon ka brain response karna band kar deta hai to usse kya hota hai ki bacche ki social skills develop nahin Ho paati hai baccha acche se interact nahin kar pata hai dusre logon ke sath.
    So thank you very much mam hamare sath aur hamare parents ke sath yah topic share karne ke liye ki bacche ko medicine nahin Deni chahie. Aapki is video se hamare parents ko bahut help milegi , awareness aaegi parents mein ki unhen medicine Dene Ki bajay bacche ko therapy provide karvani chahie taki unka baccha jaldi improve ho sake.😊😊😊

  • @jaspreet5074
    @jaspreet5074 4 หลายเดือนก่อน +1

    Ma'am you have made a very good video about autism children whose children are autistic they take too many medicines when this is completely wrong thing there is no medicine made for autism children which can be cured by eating children....

  • @renuarnote4277
    @renuarnote4277 4 หลายเดือนก่อน +1

    Yes medicine uss cheez ke liye di jati jisme kisi cheez ki deficiency h ya desease h but asd disorder h . Asd ki koi medicine hoti hi nhi h . Only therapy hi autism ke liye best treatment h medicine bache ki mental growth ko rok deta h .

  • @Naveenydv2112
    @Naveenydv2112 5 หลายเดือนก่อน +1

    mam merko bhi dr. n btaya tha dwai k liye toh mne socha ki mai phle dekhugi ki deni chye ya na lekin apki video ko dekh k pta chla ki nhi deni merko apni beti mai therapy lena start krugi mam thnq aap aisi video bnate rhe taki hume pta chlta rhe kya kre kya na kafi effect pdta hai video ko dekh k

  • @rohitthind1701
    @rohitthind1701 6 หลายเดือนก่อน +1

    👍👍👍

  • @Amant-sidhu
    @Amant-sidhu 2 หลายเดือนก่อน

    Thank u very Much mam hamare sath yah topic share karne ke liye . kyunki hamare pass Jo mostly parents aate Hain vah humse ek hi question karte Hain ki mam Apne him bacche ko medicine de sakte hain . Kya medicine se hamara baccha theek ho sakta hai to ham Apne parents ko yahi kahate Hain ki nahin aapko Apne bacche ko medicine nahin Deni chahie to aapki is video se UN parents ka yah question ekadam clear ho jaega ki unko Apne bacche ko medicine provide nahin karvani chahie . kyunki yah ek disorder hai na ki koi health issue hai . agar aapke bacche ko koi health issue hai to aap usko medicine provide kar sakte ho but agar aapke bacche ko disorder hai to aap apne bache ko medicine nahi de sakte because medicine se aapke bacche per us cheez ka negative asar hota hai kai baar bache ko fits start ho jaate Hain . so aapki ye video un parents ko clear karegi ki bacho ko medicine nahi deni chahiye. Kyunki Kai bar kya hota hai ki doctor bacche ko itni strong medicine de dete Hain ki baccha active nahin rahata vah nind mein rahata hai to jab bacha active nahin hoga to vah acche se Sikh nahin payega , aur agar baccha Sikh nahin payega to usmein improvement kaise hogi ,vah bilkul bhi improve nahin Ho payega. Medicine Lene se baccha chidchida ho jata hai usmein concentration power kam Ho jaati hai aur agar bacche mein concentration hi nahin hoga to baccha kaise koi bhi kam mein apna Dhyan Laga payega. So thank you very much mam hamare UN parents ko clearly yah batane ke liye ki unko Apne bacche ko medicine bilkul bhi nahin provide karvani chahie. bacche ko therapy Centre mein bheje taki baccha improve ho sake medicine ki bachaye bacche ko therapy provide karvani nahin chahie😊😊

  • @preetpalkaur3718
    @preetpalkaur3718 2 หลายเดือนก่อน

    Yes ma'am hamare Jo mostly parents hamare pass assessment ke liye aate Hain unka Mostly yahi question rahata hai ki mam aap apne bacche ko jaldi theek karne ke liye medicine provide kar sakte hain. Mam jaise ki aapane apni video mein yah clearly bataya hai ki hamen bacchon ko medicine provide nahin karni chahie. Jaise ki aapane mam video mein un parents ko clearly yah answer de diya ki unko medicine bacchon ko kyon nahin Deni chahie. Jaise ki aapane bataya ki medicine khane ki vajah se bacchon ka brain kamjor ho jata hai . Baccha active nahin rahata bacche ki concentration level kam ho jata hai baccha UN cheezon ko Gain nahin kar pata Jo unhe sikhai jaati hai . Parents ko yah mostly Dhyan Dena chahie ki vah Apne bacchon Ko medicine Na de kyunki medicine khane se baccha active nahin rahata hai. Aapane is video mein clearly bataya hai ki bacche ko medicine dene ke bajay parents Ko kisi acche se therapy centre mein usko therapy provide karvani chahie taki bacche mein improvement ho sake kyunki medicine se bacche mein koi improvement nahin aati hai aapane yah bhi bataya ki bacche ko tabhi medicine de sakte hain agar bacche ko koi health issue hai. aur yah koi bimari nahin hai yah disorder hai ise medicine se nahin balki therapy ke sath theek Kiya ja sakta hai. Thank you very much mam hamare parents ko is chij ke liye aware karne ke liye kyunki hamare parents mostly bacchon ko medicine Dena hi prefer karte hain but aapane jaise ki unko bataya video ke through ki medicine Dena bacche ki health ke liye Kitna galat ho sakta hai to aap kis video se hamare parents ko bahut knowledge milegi aur hamare parents aware honge is chij ko lekar😊😊

  • @hopespeechtherapyldh7022
    @hopespeechtherapyldh7022 5 หลายเดือนก่อน +1

    ,,👍

  • @poojadeep1905
    @poojadeep1905 5 หลายเดือนก่อน +1

    Mera beta 6saal ka h or vo autism h Mam maine aapki ye video ache se dekhi or smji b h but mam mera aapse 1 question h ki m apne bete ko 3saal se lgatar dwai de rhi hu or ye dwai akdm se band kr skti hu?? video dekhkr mujhe lgta h ki m apne bache ke sath glt kr rhi hu mujhe dwai nhi deni chahiye mam pls. Reply jrur krna

  • @SinghranaSinghrana
    @SinghranaSinghrana 4 หลายเดือนก่อน +1

    Ji mam tusi sahi kya sareya nu eh hi lagda ha ki bachy nu koi dimagi bimari ha ..sab autism nu ek bimari hi samjde han .thoudi is video to eh pata ta lago sab nu ki koi v bachy nu is tra di bimari na samjhe oh sirf ek disorder ha ..is da elag dawaei nahi ha.. bhout danwad thouda is gal nu samjon da.🙏

  • @OfficialRavidigitek
    @OfficialRavidigitek 5 หลายเดือนก่อน +1

    gd video about autism