charging light का सामने वाला bulb बटन बन्द करने के बाद भी बिल्कुल धिमा जलता रहता है पुरि तरह से बन्द नहि होता है क्या problem हो सकती है राज भाई. battery 4 v 1amp कि है.
Bhai mob or use dob light ki protection ki liye hoti hai na kisi roshani kam jada karne ke liye aap dob ki light ko kaise thoda sa bada sakte ho is problem par maine full detail se video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake dekh sakte ho
bhai aapne to capacitor ka value nhikana bata diya per uska microfarad kaise nikalenge ye to bataya hi nhi. aur aap bole the ki agle video se har video m main pink wala board use kerenge to aapne vobhi use nhi kiya.
Aur ek agar ye battery kharab ho jati to iske jagah aap kya use karte. Agar lithium ion cell use karte to kitne mAh ke aur kitne use karte.cell lagane baad Yahi charging circuit use karte kya ya change karte. Bhai mujhe reply jaroor dena pura.... Mujhe ye help chahiye puri guide karo....
Aap ka cikhaneka tarika our samjaane ka bahut acacha he achchi jankari dene ke liye dhanywad
Very very very very nice video. thank you sir
Ok bhai 🌻🌹💐🌷❤️👍
App achi video banate hu Danwad❤
Waw bhai great vedio
Thank you bhai 🌻🌹💐🌷🥀❤️👍
Capister ya resistanice laganay ka tarika bi bata diya karain...shokriya
Ok bhai
@@TechnicalJugaadHindi..Thank you.
Bhai ji dil jeet liya ❤
Nice information sir ji😎
Thank you bhai 🌻🌹🌷💐❤️👍
Nice information bhai,
Agar capacitor fat jaye, aur uska uf na pata ho to kitne uf ka capacitor lagaye, kaise pata chalega? Please reply bhai....
Sir mere paas 16v 220uf ka capacitor hai ise lagayange to koi dikkat nahi hoga na
Nahi bhai
Sir switch connection dekhna Tha,or curkit ka upar niche ki side battery to ro Acha lagta
Nice video Sir👍👍
Thank you bhai 🌻🌹💐🌷❤️👍
Aup kaha se ho bhai? reply dena. Your information very helpful. Love you from (West bengal )❤
Thank you bhai ❤️👍 mai uttar pardesh ke ek chhote se gav me rahta hu
Oh
6 volt kee battery ke saath 4 volt led chalaane ke lie main kitane ohm register ka upayog karoonga? Or konsa circuit? love from 🇧🇩
10 ohm
@@TechnicalJugaadHindi thanks I will try
Bhai capacitor ka uf kuch bhi ho sakta hai kya?
Use thoda bohot Kam jada rahega to bhi jal jayega kam
Sunny pro 25w soldering iron best hai ki nahi AAP bolo to main buy kar loo best company ka hai ki nahi sunny pro 25w
Sorry is compny ka iron maine kabhi use nahi kiya
3-3.7v led cob jo aati hai usko hum 5v3amp mi ke power bank se kese jalaye jisse ki hamari cob damage na ho please bhai reply karna
Kewat 7 watt ati hai
Bhai g kya hum is battery ko blutooth speaker m use kr sakte h
Ha bhai kar sakte ho
Very nice videos
Thank you bhai 🌻🥀🌹💐🌷❤️👍
sir kya iss emergency light se mobile battery charge kar sakte hai ya iss light ki battery ko 5 volt mobile charger se charge kar sakte hai?
Ha bhai kar sakte hai
Aap achi video banate hai 😍😍❤️🔥🫁
Jay hind sir 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Jay hindi bhai 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Bhai capacitor m uf se kya hota h
Voltage store capacity hoti hai uf ka matalab
Bhai ek Vlog banao apne dukan ki
Bhai mai vlog video banau ki repairing ki video banau
Sir ek baat samajh me nahi ayi capacitor jis jagape lagarahe hen us jaga ke plush manes kaise pehchane
Multimeter se
Sir ek baat aur he mere pas ek charging light he uska problem yehe ki switch of karne sebhi on hi rahta he.isme kiya problem hosakta he?
Sir ak lead acid battry ke mah kasa chaka kara
Bhai battery par likha hota hai
Bhai lead acid por likeha. nai hota
Bo laptop battry por likha hota hai
@@srimayeebabupanda1922 bhai aap size se bhi pata kar sakte ho
size. Se pata hoga kiy
Bhai is 🔋 ko direct 5v charger se charge kr sakte h kya
Ha bhai kat sakte ho
@@TechnicalJugaadHindi Thanks bhai
Very nice
Thank you bhai ❤️👍
charging light का सामने वाला bulb बटन बन्द करने के बाद भी बिल्कुल धिमा जलता रहता है पुरि तरह से बन्द नहि होता है क्या problem हो सकती है राज भाई.
battery 4 v 1amp कि है.
Bhai button badal kar try kare
Baj bhi mere emergency light light ka folt yah hai ki plus minus ki jagah AC line aata hai
Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega
Sir ji plz ek mini amplifier banaona very simple wala
Ok bhai ❤️👍
Bhai apna multimeter kitna ka ha or vo chota wala yellow kitna ka hai
160
Unity ka
Green wala jo apka pad ha
Sir me iski battery ko mobile charger se charge kar sakta hua kya.
Ha bhai
Shouldering karna sikhalo jaldi video dalo please...
Bhai video video bana rakhi hai soldering kaise ki jati hai
Lekin pink wala hi jyada acha lagta hai
Bhai aapki baat bikul thik hai ❤️👍
Bhai 🔋Charge to ho rahi h pr charging se hattane k baad dheere dheere voltage km ho rahi h 🔋 khrab ho sakti h ya koi or problem h
Bhai battery kharab hai aap use replace kare
10 या 16 v का कैपेसीटर लगेगा
Ha bhai
@@TechnicalJugaadHindi हाँ सर
Bhai mery dob light ki Bright bhot Kam h aur phir jab mov aur fuse Lagata hu TU aur Kam hu jati h koi solution batao
Bhai mob or use dob light ki protection ki liye hoti hai na kisi roshani kam jada karne ke liye aap dob ki light ko kaise thoda sa bada sakte ho is problem par maine full detail se video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake dekh sakte ho
जबरदस्त
bhai aapne to capacitor ka value nhikana bata diya per uska microfarad kaise nikalenge ye to bataya hi nhi. aur aap bole the ki agle video se har video m main pink wala board use kerenge to aapne vobhi use nhi kiya.
Bhai wo kya hai jab jo board mere pass laga rahta hai mai wahi board use kar leta hu
Sir ji Esme kon sa number ka transistor laga hain
Bhai transistor number kitna hai
Nice
Thank you bhai 🌻🌹💐🌷❤️👍
Nice👍
Thank you bhai 🌻🌹💐🌷❤️👍
Nice video
Thank you bhai 🌻🌹💐🌷❤️👍
अगर सर्रकिट और बैटरी ठीक है और LED नहीं जल रही हैं तो कैसे चैक करें
Led ko check karo bhai phir
Battery kharab hai ya Sahi
Battery ok bhai bhai
Ye battery kitne ampire ki hai. Aap ne kisi video main kaha tha 2 ampire hai. Aur aaj 5-6 ampire ki bol rahe ho confuse ho gaya main to.
Aur ek agar ye battery kharab ho jati to iske jagah aap kya use karte. Agar lithium ion cell use karte to kitne mAh ke aur kitne use karte.cell lagane baad Yahi charging circuit use karte kya ya change karte. Bhai mujhe reply jaroor dena pura.... Mujhe ye help chahiye puri guide karo....
Bhai us battery par likha nahi tha bhai tha lekin bad me pata chala ki battery 5 Am
Aap kisi jagah koi bhi mobile ki battery ya phir cell wali battery ko use kar sakte ho
2 nd comments pura reply dijye bhai to mujhe samaj aayega
😃😃😁 nice
Thank you bhai 🌻🥀🌹💐🌷❤️👍
Are Maine ek vlog banane ko kaha hai aap meri comment achhe se nahi padhte 😰
Bhai mai sab ka comment padta hu
Sar new PF lagane ke ke bad bhi light jalte rahata hai to kaise solution nikaalen
Toh bhai please pink wala board hi hamesha dukaan pe use kiya keriye please please please please please please please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thik hai bhai ❤️👍
This board ka transister number kitna hai bhai
Emergency me led patta jalta nai hai kya kare
Jiske pass multimeter Nahin Rahega to kaise check Karega
Sorry Bhai Bina maltimeter ke nahi ho payega
Nice to
Thank you bhai 🌻🌹💐🌷❤️👍
Sir mera charge karte samay charging lite jal raha hai lekin charge nhi ho rha hai lights on nhi ho rha hai
Battery badal kar try kare
Charge mein lagane ke bad automatic chalta hai
good morning
Good morning bhaj kya karu bhai bohot busy rahta hu time nahi mil pata mujhe
Me to ye soch raha hoon ki transistor ka use kya hai
Sorry bhai samjha nahi apki baat ka matlab
@@TechnicalJugaadHindi Matlab ye ki ckt me transistor lagaya hua hai wo kya Kaam karta hai.
Sound eto kom keno..?
Sorry bhai
Please solutions
Bhai aap ne mobile repairing kue band kar di
Bhai mobile ka kam bohot ki bariki kam hota hai meri ankhe or sar bohot tej dard hone lagta tha isi liye bhai mai bohot jada paresan ho gaya tha
@@TechnicalJugaadHindi ohhhhh to aab aapa kay kay repair karte ho
Mitar nhi he keesechekkre
Sorry Bhai mai kuchh samjha nahi
Udaya🔋🔋💡💡🪛🪛
Bro my emergency light automatic on while charging
What is the solution
1st like
1st thank you bhai ❤️👍
1st views
1st thank you bhai 🌻🌹💐🌷❤️👍
Market se 15 rupaye ka driver circuit liya tha 9v ki smd light me lagaya led nahin jal rahi hai😭😭😭
Bhai to driver ko check karo
Kaise theek Karen
😍😍😍
Thank you bhai 🌻🌹🌷💐❤️👍
Landan pahle multimeter chalana Shaikh le doffe
Ok bhai bohot jaldi multimeter kaise use kiya jata hai uske upar video ane wali hai
🇵🇰👍👍👍
Very nice
Thank you bhai 🌻🌹🌷💐❤️👍
Nice
Thank you bhai 🌻🌹💐🌷❤️👍
Nice
Thank you bhai 🌻🌹💐❤️👍