rechargeable torch ko kaise theek kare || how to repair led torch light || rechargeable led torch

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 ก.ค. 2021
  • rechargeable torch ko kaise theek kare || how to repair led torch light || rechargeable led torch
    Hi
    I am Raj Welcome to our yoautube channel Technical jugaad hindi
    About this video :-
    Hello Friends Is video me maine aapko rechargeable torch me ane wali problem jaise rechargeable torch not charging problem ko kaise theek kare. rechargeable torch battery charging problem ko kaise theek kare. rechargeable torch ke charging circuit ko kaise ghar bar banaye. rechargeable ki torch charging system ko kaise ghar par judaad se banaye. rechargeable torch ki charging problem ko kaise theek kare. rechargeable torch ki switch ko kaise repair kare. rechargeable torch ki on off button ko kaise theek kare. jaise kai problem ki repairing ke bare me maine is video me bataya hai aap is video ko dekh kar badi aasani se aapni kisi bhi rechargeable torch torch ko check kar ke repair kar sakte ho is video me maine full detail se sab kuchh bataya hai
    Umeed Karta Hu Ki Aapko Ye Video Pasand Aayegi
    Thank you so much......🇮🇳🇮🇳
    Topic covered in this video :-
    1) टॉर्च रिपेयरिंग कैसे करें
    2) how to repair rechargeable torch
    3) rechargeable torch repair
    4) led torch
    5) rechargeable led torch
    6) rechargeable led torch repair
    7) rechargeable torch
    8) charging torch repair
    9) led torch kaise thik kare
    10) how to repair torch light
    ****************************************************************************************💥💥💥 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    My affiliate marketing ( increase Earning )
    MY Boya Mi Mic :- amzn.to/3gmwQ9F 👈
    My Hand free :-
    amzn.to/2YqUPhy 👈
    My Canon 200D Camera :- amzn.to/3gmqhUj 👈
    Background Light :- amzn.to/3vcYeQ7 👈
    New Background RGB Light :-
    amzn.to/3v6w352 👈
    Ring Light :-
    amzn.to/3epBCpz 👈
    Ring Light Stand :-
    amzn.to/2PKnMnl 👈
    Soft light umbrella :-
    amzn.to/3v7eSAe 👈
    Mic stand :-
    amzn.to/3cfzFJg 👈
    Tripod :-
    amzn.to/3qqocMh 👈
    Vlogging tripod :-
    amzn.to/3t09NrL 👈
    Mobile Holder :-
    amzn.to/3cdujOY 👈
    My First Mobile :-
    amzn.to/3egf76l 👈
    My Mobile :-
    amzn.to/38jXxKF 👈
    Boya MM1:-
    amzn.to/3c9b2hD 👈
    Soldering iron kit :-
    amzn.to/3qtqDxz 👈
    Best multimeter :-
    amzn.to/3c94r6N 👈
    Saudi Torch :-
    amzn.to/3rs08cZ 👈
    Resistance kit :-
    amzn.to/3kYC0N0 👈
    Best glue gun 150 watt :-
    amzn.to/3bvm6ql 👈
    ***************************************************************************************
    Social networking ( Follow Me On ) :-
    / rajrnder0 👈
    / jugadhindi 👈
    / technical_jugaad_hindi 👈
    / technicaljugaadhindi 👈
    ****************************************************************************************⚡⚡⚡🇮🇳🇮🇳🇮🇳
    Hashtags :-
    #rechargeable_torch
    #रिचार्जेबल_टॉर्च_कैसे_ठीक_करें
    #rechargeable_torch_repairing
    #rechargeable_torch_battery
    #rechargeable_torch_switch
    #rechargeable_torch_charging_circuit
    #Hindi
    #technicaljugaadhindi
    Disclaimer :-
    Video is for educational purpose only Copyright disclaimer undersection 107 of the copyright act 1976 allowance is made for " fair use" for purposes such as criticisms, comment, news, reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, non-profit educational or personal use tips the balance in favour of fair us
  • วิทยาศาสตร์และเทคโนโลยี

ความคิดเห็น • 187

  • @DhirenSahu-eo4ik
    @DhirenSahu-eo4ik หลายเดือนก่อน

    Ok sar bahut hi achhahe i love you sar

  • @nareshsahota2260
    @nareshsahota2260 10 หลายเดือนก่อน +1

    Very Good.Aapka samjhane ka tarika bahut hi achha hai. Kafi kuch sikhne ko milta hai

  • @INDIANELECTRICIAN106
    @INDIANELECTRICIAN106 3 ปีที่แล้ว +1

    Very nice viedo reapiring.viedo Raj.bhai.bhut.aachhi.trik.se.smjat.ho .👌🏻👌🏻

  • @soninoobgamer6503
    @soninoobgamer6503 ปีที่แล้ว +1

    Bahut achha hai bhai lekin agar resistance kitni om ki lagegi ye batane ka agar kust kar lete to aacha hota

  • @shabdamanatale190
    @shabdamanatale190 ปีที่แล้ว +1

    खूप छान समजावून सांगितले 👌🙏
    सरजी, बहुत अच्छी तरह से हमें समझाया 🙏👍

  • @prakashdiemaker2272
    @prakashdiemaker2272 ปีที่แล้ว +1

    Very nice thanks

  • @sandeepbhaini2173
    @sandeepbhaini2173 ปีที่แล้ว +1

    Thanks so much Sir.

  • @shaker5494
    @shaker5494 ปีที่แล้ว +1

    Bhaiya namaskar battery charging banane ka video bahut Achcha Laga aapka video Dekh Ke Ham bhi aapke jaisa charging machine Banaya usmein diode garm Hota Hai kya problem hai Humko reply jald se jald jald DJ bhaiya

  • @sandhyakumari860
    @sandhyakumari860 3 ปีที่แล้ว +1

    Very very nice video sir aap bohot achhe se video me ek ek baat samjhate ho aisi koi bhi nahi samjhata 👌👌👌👌👌

  • @iqbaljaved7906
    @iqbaljaved7906 ปีที่แล้ว +1

    Amazing very helpful Thanks friend keep it up

  • @msharafat5658
    @msharafat5658 ปีที่แล้ว +1

    Good 👍

  • @shivajiborse1138
    @shivajiborse1138 ปีที่แล้ว +1

    Very good👍 method you have shown practically😇

  • @prashantk3269
    @prashantk3269 3 หลายเดือนก่อน +1

    Bhai very informative video, nicely explained in detail.
    Kya ish circuit se mobile battery charge hoga aur battery mein laga sakte hai kya.
    Please guide

  • @bijaynaik1828
    @bijaynaik1828 ปีที่แล้ว +1

    Ur explanation method is best,

  • @kaushiksahil134
    @kaushiksahil134 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai mene bhi ese hi theek kri thi tarch shi trika h Bhai yo full bretnes h☺☺☺☺☺☺☺☺

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Ye bohot achhi baat hai bhai ❤️💛💓💚💜💙💝👍

  • @shaker5494
    @shaker5494 2 ปีที่แล้ว +1

    Bhaiya namaskar battery charging banane ka video Humne Dekha bahut Achcha Laga Ham bhi aapke Jaise Banaya diet Garam ho raha hai Kyon Ho Raha Hai use problem Set kijiye thank u dhanyvad

  • @b.kberry3207
    @b.kberry3207 ปีที่แล้ว +1

    Richarjebal Torch Ki Same Betrry Ye Black Colores. ki (Kitne Volt+How - MAH) Ki Hoti Hai ...God Blessed You

  • @sandeepbhaini2173
    @sandeepbhaini2173 ปีที่แล้ว +1

    Thank u Sir

  • @Ankit_M
    @Ankit_M 3 ปีที่แล้ว +2

    *Best Detail Video Brother..* 👌

  • @laxmikumkum5817
    @laxmikumkum5817 3 ปีที่แล้ว +1

    Good information Raj bhaiya ji

  • @AkashKumar-hx6pb
    @AkashKumar-hx6pb ปีที่แล้ว +2

    Sir 🙏 in my torchlight I have 2pin AC converter to charge but neutral,phase clamp set missing i don't know where to buy can u help me where to buy 😭

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Bhai is topic par maine video bana rakhi hai aap mere TH-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @krishnaagrawal9144
    @krishnaagrawal9144 3 ปีที่แล้ว +2

    1like and nice

  • @yogeshshuklaandjokes8075
    @yogeshshuklaandjokes8075 3 ปีที่แล้ว +1

    Shop toor video please we want to see your shop

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai abhi nahi jis din mujhe youtube ki taraf se silver play button mil jayega mai us din aapki shop ki video bana kar sab ko dikha duga silver play button pana mera ek bohot bada sapna hai bhai

  • @nandlalpandit8728
    @nandlalpandit8728 2 ปีที่แล้ว +2

    Very nice videos

  • @parmarakshayparmar1157
    @parmarakshayparmar1157 3 ปีที่แล้ว +3

    Isle andar Jo black Battey aati ho repir ki trick bto

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai is battery repairing par video maine pahle se hi bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @newcontentvlog6005
    @newcontentvlog6005 ปีที่แล้ว +1

    Thanku sir for information 😅

  • @KMAAGARIGAMER
    @KMAAGARIGAMER ปีที่แล้ว +1

    Hello sir ese circuit se led acid battery charge hoti he kya. Fategi nahi na

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Nahi hogi battery jaldi kharab ho Jaye aap aisa try na kare

  • @shabluaslam8007
    @shabluaslam8007 3 ปีที่แล้ว +1

    Very good knowledge

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Thank you bhai ❤️💞❣️💝🖤💜💛💚💙💗💖💕💔💓💘👍

  • @sanjivtirkey2479
    @sanjivtirkey2479 2 ปีที่แล้ว +1

    Nice explanation

  • @biswajitbarik278
    @biswajitbarik278 11 หลายเดือนก่อน +1

    Sir, charging pin me 220v A. C aya Mobile charger ka D. C supply dena hai

  • @UnikFACTZ
    @UnikFACTZ 3 ปีที่แล้ว +2

    Ek siron ki glue gun ki video banao jisme ham pahchan sake ki konsi glue gun asli hai ya nakli

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai maine video bana rakhi gai glue gun video bana rakhi hai aap mere youtube channel par jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @KaranKumar-kg6rc
    @KaranKumar-kg6rc 3 ปีที่แล้ว +1

    Very good sir

  • @nemaidey5211
    @nemaidey5211 3 ปีที่แล้ว +1

    Big said informasan sii.

  • @waheedgull4249
    @waheedgull4249 ปีที่แล้ว

    Nice🇵🇰👍

  • @ppraghuvansi6275
    @ppraghuvansi6275 ปีที่แล้ว

    Aarti wali electronic device kharab ho gayi hai kaise repair kare bataye.

  • @kamaleshhalder560
    @kamaleshhalder560 2 ปีที่แล้ว +1

    So nice 👍👍👍👍👍👍

  • @pin2vlogs123
    @pin2vlogs123 3 ปีที่แล้ว +1

    Thank you bahi

  • @kumarkumar-kt2vs
    @kumarkumar-kt2vs 3 ปีที่แล้ว +3

    Very nicely explained step by step.

  • @bijayrout2791
    @bijayrout2791 ปีที่แล้ว +1

    Sir, Namaskar diod kiyon lagaya

  • @chatramanchetry1601
    @chatramanchetry1601 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir pehele ke jamaneki charger avi band ho gaii,Kiya patla pin jo mi sumsung mobile ki ati ushka connector nahi laga sakte

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +2

      Laga sakte ho bhai bas wire ke connection thik karna bhai

    • @chatramanchetry1601
      @chatramanchetry1601 2 ปีที่แล้ว

      Sir 2.2 ohms ka ragistanc v lagana parts he,uska v details Bata do

  • @pramodpatil3750
    @pramodpatil3750 3 ปีที่แล้ว +2

    आपने डि सी जो करंट बॅटरी को दिया वो कितना volt दिया और क्या ये ईलीमीनेटर का यूज किया या मोबाइल चार्जर का ? ये आपने बताया नही कृपया ये बताइए

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap is torch ko charge karne ke liye kisi bhi mobile charge kar use kar sakte ho phir aapka charge chahe keypad mobile ka ho ya phir android mobile ka ho

  • @Star_typhoon
    @Star_typhoon 3 ปีที่แล้ว +1

    Super

  • @rizwan1794
    @rizwan1794 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai aapka favourite youtuber kon hai ❤

  • @pabitraproblemandsolution4833
    @pabitraproblemandsolution4833 3 ปีที่แล้ว +1

    Micro USB V2

  • @pabitrakadma4424
    @pabitrakadma4424 3 ปีที่แล้ว +1

    I am fast

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Ok bhai 1st thank you ❤️💜💙💝💛💓💚👍

  • @adilelectrician3799
    @adilelectrician3799 3 ปีที่แล้ว +1

    1 st view

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Ok bhai 1st thank you ❤️💜💙💝💛💓💚👍

  • @ravinderelectronicbilaspur
    @ravinderelectronicbilaspur 2 ปีที่แล้ว +1

    Charger konsa lena h bhai ji

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap koi bhi mobile charger se ise charge kar sakte ho

  • @dharmjain1693
    @dharmjain1693 3 ปีที่แล้ว +1

    6 volt ki better charge karne ke liye connector or charger kounsa use karenge.
    Raj bhai |

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap 6 0 6 500mA ka transformer lakar ek charger banao mai bohot jaldi uspar bhi ek video bana duga bhai baki jaise mai aapni ek video me transformer se 12 volt ka charger bana kar dikhai hai same usi tarike se aapko ye charger bhi banana hai

  • @wheeliboy5035
    @wheeliboy5035 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir.namaskar.mere pas 1.Bajaj company la 16 led rechargeable torch light hai oska cerket plate kharab hai .osko dorsi tarika se kaise THIK kare batadijiye.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai ye to torch ke circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega bhi ki usme kya jugaad lag sakta hai kyo ki sabhi company ke board alag alag hote hai

  • @bharatthakkar6887
    @bharatthakkar6887 2 ปีที่แล้ว +1

    नमस्ते सर ।
    आपने बैटरी को AC सप्लाई कि जगह DC में कन्वर्ट
    बहुत ही अच्छा लगा ।अब मोबाइल से चार्ज कर सकतें ।
    अगर मोबाइल से चार्ज करना है तों क्या डायोड 4007 , लगाना जरूरी है ? ४००७ लगा ने से क्या फायदा होता ?
    आपने Led लगाया बहुत ही अच्छा लगा ।
    सर एक बात बैटरी फुल चार्ज हुईं कि नहीं कैसे पता चलेगा ? दुसरी बात आपने Led के बाजु में सफेद रंग का सोकेट लगाया, मेरे पास सेमसंग का मोबाइल है ,उसकि पीन जाएगी नहीं , तो क्या सेमसंग पीन का सोकेट आता है क्या ? कैसा होगा कैसे जोड़ें ? बैटरी चार्ज हुईं कि नहीं ।
    जैसा आपने सप्लाई दी और Led जलने लगी तो क्या बैटरी फुल चार्ज हुईं दिखाने Led लगा सकते क्या ।
    कैसे लगाएं ?
    सर आपका बहुत समय लिया , माफ करना सर ।

  • @electriccreation713
    @electriccreation713 3 ปีที่แล้ว +1

    Raaj Bhai muje pahchana ?

  • @lohitkumarrana6905
    @lohitkumarrana6905 2 ปีที่แล้ว +2

    No ...over voltage ,over current, short-circuit protection provided

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +2

      Bhai isme jo circuit laga hua hai to kya usme ye sare function the tab bhi to battery charge ho rahi thi na to phir abhi hogi baki aapki marzi hai bhai aapko jaisa thik lage aap waise karo

    • @ashokbhaivyas2034
      @ashokbhaivyas2034 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi right 👍

  • @singhmachanicalworks4081
    @singhmachanicalworks4081 3 ปีที่แล้ว +1

    And electronic think needed

  • @shaheenff5202
    @shaheenff5202 2 ปีที่แล้ว +1

    Charging k liyay aap NY direct 220 v diya hy ya mob phone k charger sy

  • @radhesounds
    @radhesounds 2 ปีที่แล้ว +1

    Charger konsa he kitne volt ka he 🙏

  • @abhijitpatil9098
    @abhijitpatil9098 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai agar jo plug tut gaya he us ki jagah dusara plug lagaya aur mobile charger torch me laga diya aur backup badhane ke liye lithium ion battery laga di to chalega

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Ha bhai chalega bass aap battery ke connection thik se karna bhai bas

  • @shivammaury4952
    @shivammaury4952 3 ปีที่แล้ว +1

    best solar panels kaun sa kharide
    and Inverter aur battery please batao

  • @experimentdnyaneshwar3062
    @experimentdnyaneshwar3062 3 ปีที่แล้ว +2

    Aapka setap dikhaiye please Bhai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Dikhaunga bhai jarur dikhaunga par abhi nahi jis dine mujhe youtube ki tarah se silver play button mil jayaga us dine mai aapne shop video bana kar dikhauga kyo usi shop me mai aapni sari video banata hu

  • @VikashKumar-ep3ns
    @VikashKumar-ep3ns 3 ปีที่แล้ว +1

    Sirige lamp se soldering iron chala sakte hai bhai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Ha chala sakte hai par bhai aap aise ho iron ko chalana chahte ko aap sidhe soket me laga kar iron ko use karo bhai aise use karne ka kya matlab banta hai

  • @deveshsharma2108
    @deveshsharma2108 2 ปีที่แล้ว +1

    सर नमस्ते rechargeable torch ka backup badhane ke liye दो बैटरी 18650 लगाई है तो कितने का डायोड
    लगाऊं

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Ha bhai laga sakte ho wahi same number ka diode use karo IN4007

    • @deveshsharma2108
      @deveshsharma2108 2 ปีที่แล้ว

      टोर्च की जो फोकस लाइट होती है वह खराब ना हो इसके लिए कितने का रजिस्टेंस लगाएं

  • @medicineknowledgehindi7136
    @medicineknowledgehindi7136 3 ปีที่แล้ว +1

    Amezing vedio bhai hmko bhi btao kasey bnta h sir apna contact number do

  • @shahbaz01995
    @shahbaz01995 11 หลายเดือนก่อน +1

    Diode kon se hi

  • @saddamshaikhofficial4000
    @saddamshaikhofficial4000 2 ปีที่แล้ว

    Bro Us Badhe Light Ke Liye Konsa Resistor Best Rahega

  • @sanjivtirkey2479
    @sanjivtirkey2479 2 ปีที่แล้ว +1

    Charging k liye Mobile charger use kiye h

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Ha bhai aap ise kisi bhi mobile charger se use kar sakte hai

  • @nimehkmar5342
    @nimehkmar5342 2 ปีที่แล้ว +1

    Kya hum isme 1N4006 ki diode use kar sakte hai

  • @jitendrakumarmuduli7073
    @jitendrakumarmuduli7073 2 ปีที่แล้ว +2

    Bhai diod hot 🔥 ho jata he

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +2

      Bhai charging lagane par sabhi diode heat hote hi hai aap use karo koi dikat nahi hogi bhai bas aap keypad ke mobile charger ka use kare

  • @tausifaltamsh2127
    @tausifaltamsh2127 2 ปีที่แล้ว +1

    Agar Saudi wale torch Ka circuit khrab ho Jaye to aisa kar sakte hain

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai saudi torch puri metal ki hoti hai isi liye usme ye jugaad nahi ho payega

    • @tausifaltamsh2127
      @tausifaltamsh2127 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi battery Nikal kar dosre me laga kar ye kar jugad kar sakte hain

  • @VikashKumar-ep3ns
    @VikashKumar-ep3ns 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mughe series lamp banane ke liye bata do bhai mughe series lamp ke bahut jarurat hai bhai please, please, please bhai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai agar aapko mere youtube channel par video nahi mil rahi hai to aap youtube par search karo aapko serice lemp ke upar hajari video mil jayegi bhai

  • @skmajeed1387
    @skmajeed1387 ปีที่แล้ว +1

    Haw to contact with u for order

  • @vishalnewar58
    @vishalnewar58 2 ปีที่แล้ว +1

    Humne banaya tha lekin register garom huta hea kiyo sir ji??

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว

      Bhai jada watt ka resistance use karo

    • @vishalnewar58
      @vishalnewar58 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi Humne 1k Ohm ka tha.

  • @Devendradixit125
    @Devendradixit125 3 ปีที่แล้ว +1

    जिस पिन का यूज किया कि कितने वॉल्ट से किया जो दिखाया वो तो बच्चे भी आज कल करते है

  • @singhmachanicalworks4081
    @singhmachanicalworks4081 3 ปีที่แล้ว +1

    I need charging sockets

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap is socket ko apni local electronic shop par pata karo kyo ki mai to uttar pardesh ke ek chhote se gav me rahta hu or gav me hi meri shop hai

  • @subratgarnayak1056
    @subratgarnayak1056 3 ปีที่แล้ว +1

    Resistance oms daead

  • @saurabhkuver
    @saurabhkuver 3 ปีที่แล้ว +1

    2.2 Ohm ki resistance kyon lagayi hui h

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Taki bhai hamari torch me lagi led kharab na ho

    • @saurabhkuver
      @saurabhkuver 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi ok bhai.

  • @ind_gamer5426
    @ind_gamer5426 3 ปีที่แล้ว +1

    Aap k left hand per vo skin per kya nishan he 😢😢

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai ek bar ek customer ke speaker ka charging Jack hot gun se replace kar raha hu tabhi lagti se hot gun ka hendal mere sath par aake gir gya or mera hath jal gya mai us time bhi youtube ki video bana raha tha bhai

    • @ind_gamer5426
      @ind_gamer5426 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi koi baat nahi aap bahut acha video banate ho👌👌🔥

  • @santoshmahapatra9820
    @santoshmahapatra9820 3 ปีที่แล้ว +1

    Charge nahe rakathi ha sir ji

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Kya charge nahi karti bhai

    • @santoshmahapatra9820
      @santoshmahapatra9820 3 ปีที่แล้ว

      Battery charge hoteha liken battery ki life 10 mint ma khatam ho gaye ha kaya saluson

  • @patelvishal104
    @patelvishal104 2 ปีที่แล้ว +1

    AC કરંટ દિયા હે યા DC

  • @pramodbabariya6339
    @pramodbabariya6339 2 ปีที่แล้ว +1

    સર ડયોડ કેવડો છે તે બતાવ સો ૯૫૭૪૪૦૧૯૮૭

  • @skmajeed1387
    @skmajeed1387 ปีที่แล้ว +1

    Aap ka n.o.mel.sakta hi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Sorry bhai aapka jo bhi sawal ho aap comment kar ke hi puchhe

  • @helthfactrohit
    @helthfactrohit 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mein Apne se PVC pamp mein 1 laptop ki battery lagakar aur bulb lagakar metros banaya aur switch bhi ek jo aap use karte hain usi Tarah ke lagaya

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai mere gav me repairing shop hai or mai jada to usi device ki video banata hu jo device mere pass repairing ke liye ati hai

    • @helthfactrohit
      @helthfactrohit 3 ปีที่แล้ว

      Thank Bai

  • @subratgarnayak1056
    @subratgarnayak1056 3 ปีที่แล้ว +1

    Daead no

  • @adilelectrician3799
    @adilelectrician3799 3 ปีที่แล้ว +1

    Kitne rupe le

  • @mddulare9414
    @mddulare9414 2 ปีที่แล้ว +1

    Kam aisa kam na 20 mint ka video bana dya bekar hai aisa video dekhna