mere pass 180 ke 2 pannel hai 150ah ki battery or 1150va ka invertor hai pls sugget kre muje garden ke liye ek half hp lagana hai kya is pr chal jaega ya or pannel badane pdege
Chal jayega agar ek time pe sirf moter chalayege to . Panel badhane ki jarurat nhi hai 150ah ki battary 180w ke 2 panel se din bhar me full charge ho jati hai
Nice video ❤
Thanks 🤗
Bhai agar 5 hours / day chalaye to kitna year chalega .
Ye dc moter h to apne jarurat ke hisab se kitna bhi chala sakte h
mere pass 180 ke 2 pannel hai 150ah ki battery or 1150va ka invertor hai pls sugget kre muje garden ke liye ek half hp lagana hai kya is pr chal jaega ya or pannel badane pdege
Chal jayega agar ek time pe sirf moter chalayege to . Panel badhane ki jarurat nhi hai 150ah ki battary 180w ke 2 panel se din bhar me full charge ho jati hai
@@ujjawalsinghkushwaha80437 thnks dear fir konsi lu me abhi half hp me submersible jo long time chale or maintenance jyada nhi mage
Bhai solar par video banayenge to aapka view bahut aayega, kyuki aasi real jankari bahul Kam hi milti hai
Thank you bhai 😊
Bhai ye pump kitne foot gaharai mei lga hai
120 foot
कितने फिट तक काम करेगी ये भाई
120 feet tak main use kar rha hu
ये कितने hp की मोटर है , और सोलर से सीधे चलती है तो DC motor है क्या ?
0.5 HP KI DC MOTOR HAI
Bhai ye kitne baje se kitne baje Tak Pani dega,pani bahut achha de raha hai.
9 baje se 3 baje tak agar panel pe proper sun light aa rhi ho tb