Bhai meri wegon r hit ho rahi thi or fan bhi nahi chal raha tha.. 3.4 mistri ko bataya lekin vahi problem.... Phir aapki ye vali video dekhi... To mene mistri ko bola valve nikal ke dekho... To vahi se problem tha nikala valve or ho gya mera kaam... Thanks bhai.... Love you ❤
Bhai achcha video tha. Meri 2012 wali vista q-jet disel ek lakh pandrah hazar se jyada chali hui hai. Kya muze thermostat valve ko badalana chahiye?❤❤❤
Actually kal hi maine thermostat valve khola tha or usko ubal te hoi pani me daal kar check kiya tha kam kar raha hai. Fr gaadi 2 klm lekar jata hun heat nai hota but 1/2 ghante baad wapas aata hu tab heat hoti hai. Ye chiz samaj nai aya or 3/4 klm chale jao tab thik hai tab itna heat nai hota.
Thanks for the comment sir Thermostat valve dal dijyea three hole wala 87 degree ka wo acha hai or radiator cleaning ka video abhi upload karunga jisme thermostat kholna hota hai to ap radiator flush bhi kar lijyea same time ok.
Thanks for the comment sir Part no nahi hai iska Isko offline ya online only degree ke according lete hai. Or size match kar ke Or spare part shop pe bhi mil jaega kewal indigo ka thermostat valve 82 wala bolo mil jayega.
Sir Ji,, Indigo CS pe mechanic ne thermostat valve nikal diya,,, kaas jarurat nahi hai ,,, kya karna hai ?? Gadi ka kya problem ayaga,,, aapka advice dejiye ,,,,
Thanks for the comment sir Ji Agar jayda distance drive nahi karte hai to koi problem nahi hoga But agar jayda distances chlata hai gadi to problem hoga kafi To batyea ap kitna km chalti
@@crackover before there was no thermostat in my car,That's why I asked if I order the new thermostat, will I get the seal or not? I ordered thermostat a week ago and the seal did not come in the box ,Seal had to be purchased separately......
Thanks for the comment sir Yes sir check thermostat valve And radiator for any blockage. Also one more thing i had already uploaded a video on how to check thermostat valve must check your one also in same way Link in the description.
@@crackover When I drive in Eco Mode around 100 km per hour, it's gives this heating issue. I will stop driving at eco mode but still this problem shouldn't occur
Mera fiat linea deisel he. Mera heater meter par half tak uthta he but fan on nahi ho raha he. Me temperature sensor ka wire disconnect karne par fan ghum raha he. Mujhe lagta he ki mera gadi garam ho raha he. Please bataiye
Hi brother I'm also a owner of Tata Indigo.Meri indigo ki airfilter ke box ke aandar engine oil aa raha hai aur engine oil ka quantity v Kam ho raha hai. Mechanic bol raha hai ke turbo Kam karna padega 2,3k lagega please help me brother
Thanks for the comment Sir Turbo ka impler blade ko hila ke dekhyea ki play kitna hai agar 0.5mm se jayda hai to tourbocharger ka kam karwana hoga Also ek bar ap oil separator ko clean kar ke dekhyea
Sir pani.regulator ka km.ho jata...kabhi.km.nhi.hota....5 kilometers par hi.gadi bahot.garm.ho jati h..kaha problm.h..jbki.sab ok h..radiator bhee......
@@crackover sir temprature meter me nhi.dekhata...jisme colant dalte h.wo ek.dam.garm.ho jata h.2 kilometer par hi...dibba....kabhi.pani.km ho jata h.ek.dam.kabhi.nhi.hota...garm.ho.jati.h gadi.3 kilometer par hi..aur dibba bhe.sab jagah se ok h...
Thanks for the comment sir Ji ho raha hoga koi sa pipe ya coolant ka line block ho gaya hoga. Jab thermostat nikal tha tab heat ho raha tha ya abhi Start hua
80 की स्पीड से ज्यादा कार को 5 मिनिट भी चलाये तो ओवरहीटिंग होने लगती है 80 से कम स्पीड पर चलाये तो नही होती है और हीटर गर्म की जगह ठंडी हवा फेकता है (swift dzire zdi 2015 )
Thanks for the comment Sir Thermostat cr4 me radiatior ka jo uper ka pipe hai usme elbow hai uske under hai Same aise hi hai cr4 me lekin thoda sa uper niche hoga
Very informative vedio beother. Thanks for such hard work..
It's my pleasure
Thank you for like 🙏😊😃💥👍
Today:05:17-THANKS SIR. 👌🌹👍 (madhaadev Kulkarni)
Thanks 🙏👍 sir
Bhai ap ke video bohot interesting hoti hay
Thanks for the comment sir
❤😁😄
Bhai meri wegon r hit ho rahi thi or fan bhi nahi chal raha tha.. 3.4 mistri ko bataya lekin vahi problem.... Phir aapki ye vali video dekhi... To mene mistri ko bola valve nikal ke dekho... To vahi se problem tha nikala valve or ho gya mera kaam... Thanks bhai.... Love you ❤
Thanks for the comment sir
🙏👍❤😃
Bhai valve dobara lagwa lena ,bina valve ke milege kam ayega
Price Kitna h
जानकारी देने के लिए धन्यवाद 🙏🙏
Dhanyawad Bhai apka😃❤️👍
Very nice video bhai aur best video banaiye 👌👌👍👍
The real is slightly different than the video,The video is not completed,But the video is useful...
Very nice 👌👍 thanks so much
Most welcome 😊
Bhai ap ke video achi hai nice
Thanks for the comment sir
👍😁😃😀
Bhai achcha video tha. Meri 2012 wali vista q-jet disel ek lakh pandrah hazar se jyada chali hui hai. Kya muze thermostat valve ko badalana chahiye?❤❤❤
Agar engine me temperature ke related koi problem nahi hai to change karne ka koi jarurat nahi hai
Good, helpful Video nice ❤
Glad it was helpful!👍😀
Bohot badiya bhai🙏❤
Tata zest ka kaise change kare bata sakte ho ap?
Thanks for the comment sir
Ji main video upload karunga but same process se hoga.
@@crackover okk 🙏🙏
Actually kal hi maine thermostat valve khola tha or usko ubal te hoi pani me daal kar check kiya tha kam kar raha hai. Fr gaadi 2 klm lekar jata hun heat nai hota but 1/2 ghante baad wapas aata hu tab heat hoti hai. Ye chiz samaj nai aya or 3/4 klm chale jao tab thik hai tab itna heat nai hota.
Nice bhaisab,thanks
Thanks 🙏👍
Thanks bhai, ye nikal de to kiya problem ho sakti hai brodar.
Thanks for the comment Sir
Ji ha video upload karunga jaldi
Nikaldo to heatar sahise work nahi karenga
Sir maray pass Logan petrol car hai uska thermostat vall nahi mil rha hai kya kisi or car ka vall mil sakta hai kya please suggest thanks
Thanks for the comment sir
Yes you can use other one
Sare gadiyo ka thermostat valve size same hota hai. Lekin 82 degree ka lijyeaga
Sir mere paas 2015 modal lndigo hai mere mistri ne tharmostet nikal diya hai kya mujhe vapas lagwana chahiye plz reply 2 laac 50 hajar runing
Thanks for the comment sir
Thermostat valve dal dijyea three hole wala 87 degree ka wo acha hai or radiator cleaning ka video abhi upload karunga jisme thermostat kholna hota hai to ap radiator flush bhi kar lijyea same time ok.
Meri kar Maruti ke series WagonR uske radiator hose pipe se pressure banne per coolant leakage ho raha hai yah thermostat problem ho sakta hai
Thanks for the comment sir
Ji ha ho sakta hai ya phir radiator jam ho gaya hoga.
dono taraf ka temprature bara bar hoga to thermostat ki jarurat hi kya ha hata do use
Thanks for the comment sir
Next video is pe hi hoga
Thermostat nikalne se 6 bade nuksan
Please help me. Bhaiya please mere 82 degree ka jo thermostat indigo me lagta hai uska part number dijiye bohut important hai
Thanks for the comment sir
Part no nahi hai iska
Isko offline ya online only degree ke according lete hai. Or size match kar ke
Or spare part shop pe bhi mil jaega kewal indigo ka thermostat valve 82 wala bolo mil jayega.
thermostat wall beat petrol ma kitna number ka or konsi company ka lagega
Thanks for the comment sir
80 degrees ka or company ka hi dalyea dusra brand acha bahi hota hai
Ye kitne temprature pr khulta h indigo ka ???
80 pe khulna start ho jata hai
Hello bhai .happy deepawali....Ye wala t volv nahi mil reha ...plz agr possible ho sake to by link ..ya part no Dena..
Isko spare shop se lijyea acha rahega
Dekhta hu link milta hai to share karta
Tata magic Express ka thermostat valve Kitna number lagta hai ki koi sabhi
Sir Ji,, Indigo CS pe mechanic ne thermostat valve nikal diya,,, kaas jarurat nahi hai ,,, kya karna hai ?? Gadi ka kya problem ayaga,,, aapka advice dejiye ,,,,
Thanks for the comment sir Ji
Agar jayda distance drive nahi karte hai to koi problem nahi hoga
But agar jayda distances chlata hai gadi to problem hoga kafi
To batyea ap kitna km chalti
Cr 4 thermostat vale change pe video banyee sir pls
Sir isme anabond lagana hota h kya? Ya aise he fit kar de? I have a SX4 petrol and its thermostat position is wierd...
Thanks for the comment sir
Ji nahi nahi dalna chahiye or without anabond dalna hota hai
@@crackover thank you so much sir
Sir mujhe Logan ka thermostat vall nahi mil rha hai toh mujhe bataye kon see car ka thermostat vall sahi hoga please suggest thanks🙏
Thanks for the comment sir
82 degree ka thermostat valve dal dijyea mahendra ka
@@crackover sir scorpio vlx 2013 mhawk me kitne degree ka lagna chahiye.. i mean actual kitne degree ka hona chahiye...plizz anz🙏
Kya thermostat ka houseing khol ke set nhi kr sakte , fitting me bhi asani hoga ..?
Thanks for the comment sir
Ji ha kar sakte hai apko jaise asan lage wase change kar sakete hai
मस्त भाई...
Very good sir
Thanks for the comment sir
😃❤👍
Conisder English as well please , will be helpful for those living out of india that's watching
Very informative video
Thanks for the comment sir
😀❣️😄🙏👍
@@crackover scorpio sle ka engine head lathe machine pe theek karne k liye kitna paisa lagega. Average anumaan lagaeye toh
Brother mera thermostat valve tuta hua hai adha bhag hai adha bhag spring uske andr wala rod nahi hai kya mai naya vala dal du?
Isuzu G1 engine ka Thermostats कहा मिलेगा please मूँजें help करेंगे। 🙏
Please check on Boodmo
Sir ji 2007 model Swift gadi hai uska thermocol wall Kitna number ka aur kaun se company ka lagega
Thanks for the comment sir
82 ka rehta hai or 76 ka
Also tell me whether seal comes with Thermostat and should be bought separately
No you have to use old one
@@crackover before there was no thermostat in my car,That's why I asked if I order the new thermostat, will I get the seal or not? I ordered thermostat a week ago and the seal did not come in the box ,Seal had to be purchased separately......
Valuable information 😊
Thanks for the comment sir
😁👍🙏
Brilliant dear,, thank u.
Thanks for the comment sir
👍😀
Brother technology nic
Thanks for the comment Sir
😁👍
Indica Vista TDI me kitne Degree ka Thermostat valve aata he ????
Maruti ka Thermostat valve isme lag jaye ga ????
Tata safri 3.l ke thermostat vale pe video bhno
Thanks for the comment sir
Ji main video upload karunga jaldi
Sir mera gadi me coolent kaam hote rehta hai to kai problem hogi mujhe kai karna hoga
Thanks for the comment sir
Kitne km ke bad kitna liter collent dalna padta hai batyea
Tata magic Express ka thermostat valve Kitna number lagta
Excellent work. 👏👏
Is the car in this video is Indica?
Thanks for the comment sir
Tata indigo tdi 2009
Tata Indigo cr4 cr4 model hai Uske bare bare mein bataiye aur uski wall kahan per rahti hai
Thanks for the comment sir
Radiator main upper hose ka elbow me laga hua hai
Sir mere pas Scorpio s2 2016 model hai but may thermostat lagata hu to gari hit hojsta hai bahar kare ke bad nahi hota hai kya kare
Heater coil check karwao choke hai ,isiliye ho raha hai aisa
Tata ace ma b asha he ho ga kay ji
Thanks for the comment sir
Ji ha same hota hai
Bhai Nishan trainen gadi old model thermostat Laga Hoga ya nahin kya Iske bare mein bata sakte ho aap
Nice VDO... पर कैसे जानेंगे कि थर्मोस्टेट वॉल्व ठीक से काम कर रहा है या नहीं। खासतौर से कोई कार ओनर नया नया हो।
Thanks for the comment sir
Ji description me video link hai mainr batya hai ki thermomostat valve ko kaise check karna hai
tata indica v2 dicor diesel thermostat valve kitar mileka bhai?
350
Apne thermostat valve kon sa degree wala dale apne nai batya
Thanks for the comment Sir
82 ka hai main bhul gaya batana
But thermostat ka next video me sara kuch bataunga
ਸਤਿ ਸ੍ਰੀ ਅਕਾਲ ਸੁਖਵਿੰਦਰ ਸਿੰਘ ਆਟੋ ਵਰਕਸ਼ਾਪ ਜੀਰਾ
Super
Thanks
Chevrolet beat me konsa lagega and kya cost hoga
Thanks for the comment sir
72 se 82 degree ka rs 400 pagega
@@crackover koi si bhi gadi ka fit hojayega kyu beat ka costly hai thermostat
Mere second hand car me ye pehele owner nikal kar chuka he..is se koyi problem he sir??
Thanks for the comment sir
Ji ha bahit sari problem ho jayegi gadi me
Thermostat naya dal dijyea
@@crackover ok ji
Tata venture thermostat is there in which place
Badya video
Thank you 👍🙏
Mare garri vigo 13 model hy uska wall open nhi ho raha heat up bhi kia hy tb bhi nhi open nhi ho raha
Ha valve kharab hai change karna padega
3 dafa change kia hy original dala hy phr bhi nhi ho raha water bottle Ka Pani up ho jata hy aor gass Banta hy
Mera pas maruti 800 2000 modl
Hi. Ausme thermostat vall ata ha?
Thanks for the comment sir
Ji ha
Indigo cs pamp me rpm fyuj me dijal likesh ko kese kholkar band kare sota sa video banana bhai
Meri Tata Tigor Over hear margayo Brother, Should I get thermo wall changed, Fan is working coolant is.changed but still the issue is same
Pls reply
Thanks for the comment sir
Yes sir check thermostat valve
And radiator for any blockage.
Also one more thing i had already uploaded a video on how to check thermostat valve must check your one also in same way
Link in the description.
@@crackover When I drive in Eco Mode around 100 km per hour, it's gives this heating issue. I will stop driving at eco mode but still this problem shouldn't occur
Thank Sir
Thanks sir ☺️
Mera fiat linea deisel he. Mera heater meter par half tak uthta he but fan on nahi ho raha he. Me temperature sensor ka wire disconnect karne par fan ghum raha he. Mujhe lagta he ki mera gadi garam ho raha he. Please bataiye
Kitna digri ka thermostat valve Hota h indigo me
82
Nice information sir
Hi brother
I'm also a owner of Tata Indigo.Meri indigo ki airfilter ke box ke aandar engine oil aa raha hai aur engine oil ka quantity v Kam ho raha hai. Mechanic bol raha hai ke turbo Kam karna padega 2,3k lagega please help me brother
Thanks for the comment Sir
Turbo ka impler blade ko hila ke dekhyea ki play kitna hai agar 0.5mm se jayda hai to tourbocharger ka kam karwana hoga
Also ek bar ap oil separator ko clean kar ke dekhyea
@@crackover thik hai Bhai 😁😁 thank you 🙏🙏
Nice
Thanks for the comment sir
😀😁
thenk you
Your welcome sir
Bhai wal ka price sentro xing old 2005
Thanks for the comment sir
300
Thermostat ball dehli me kaha milega
Har Authorized delor pe mil jayega Google kar ke call kar ke pata kar lijyea
U r from which state?
Thanks for the comment sir
I am from Bokaro jharkhand
Buying link share kijiye please
Thanks for the comment sir
Offline market se purchase karyea
Tharmoset new chahiye online milage xsent gadi ka
Thanks for the comment sir
Online jayda rice hota hai or duplicate bhi mil jayega
To shop se ya service center se purchase karyea
Sir pani.regulator ka km.ho jata...kabhi.km.nhi.hota....5 kilometers par hi.gadi bahot.garm.ho jati h..kaha problm.h..jbki.sab ok h..radiator bhee......
Thanks for the comment sir
Temperature half se jayda ja raha hai kay
@@crackover sir temprature meter me nhi.dekhata...jisme colant dalte h.wo ek.dam.garm.ho jata h.2 kilometer par hi...dibba....kabhi.pani.km ho jata h.ek.dam.kabhi.nhi.hota...garm.ho.jati.h gadi.3 kilometer par hi..aur dibba bhe.sab jagah se ok h...
Can we have this in English
Thanks sir i will update subtitles in English soon
sir, please give answer
Hamare vista me valve nahi he bhir bhi bahut heat hoti he
Thanks for the comment sir
Ji ho raha hoga koi sa pipe ya coolant ka line block ho gaya hoga.
Jab thermostat nikal tha tab heat ho raha tha ya abhi Start hua
@@crackover sir hamne second hand gadi liye he aur valve pahale se hi nakala hua he aur heat bhi pahale se ho rahi he
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Thanks for the comment Sir
👍😁🙏
83’ heat degrees theromostat lagana chahiye Noeda four men kaha 👍🏻
Mene nikal diya to kya nuksan hoga
Kaya. Thatmosttat. Nahi. Rahne se bhi gadi. Kabhi. Kabhi istart. Nahi. Hoti. Hai. Ka Alto.lxi me
Thanks for the comment sir
Ji nahi
80 की स्पीड से ज्यादा कार को 5 मिनिट भी चलाये तो ओवरहीटिंग होने लगती है 80 से कम स्पीड पर चलाये तो नही होती है और हीटर गर्म की जगह ठंडी हवा फेकता है (swift dzire zdi 2015 )
Thanks for the comment sir
Collent overflow ho raha hai kay
Or fan sahi se on ho rha hai kadi gadi mr
फेन एक दम सही चल रहा है और कूलेंट भी ओवरफ्लो नही हो रहा है
Meri Swift gadi bahut hoti hai
Thanks for the comment sir
Radiator ko check karyea
Ertiga mein Bal ki location bataen
Online car parts shopping sites give
Thanks for the comment sir
Already uploaded
Visit channel
thermostat location in cr4 engine
Thanks for the comment Sir
Thermostat cr4 me radiatior ka jo uper ka pipe hai usme elbow hai uske under hai
Same aise hi hai cr4 me lekin thoda sa uper niche hoga
Aapka contect number dena bhiya
meri same gadi he kuch importent baat karni h plz..
Thanks for the comment Sir
Video ke end me mera Watsapp no hai
@@crackover
Can i call u tomorrow ? it's important !!
थर्मोस्टेट वाल्व कोनसी कंपनी का खरीदना चाहिए।
ए थर्मोस्टेट वाल यदि जाम हो गया तो गाड़ी में क्या प्राब्लम आती है
Overheating ka problem ayenga
Hi
Hello Mukesh ji Main Janna chahta hun Hyundai Amaze ka kya response yaar kya Mare ja raha hai
Indica Vista TDI me kitne Degree ka Thermostat valve aata he ????
Maruti ka Thermostat valve isme lag jaye ga ????
Thanks for the comment sir
Tata me 76 se 86 degree ka thermostat valve ata hai
Vista me 82 ka lagta hai
Also maruti ka nahi lagega
Thank you
Can we have this in English