I tried this recipe yesterday. Cooked it in pressure cooker for 25 minutes. It turned out to be the yummiest Palak Gosht I have ever had. Best thing about your recipes are that they do not require fancy ingredients unlike most of other channels. Thank you for the recipe.
Aunti poori duniya may Ab say achha salan aap he pakati ho Aap nay fatafat palak gosht paka k dil he meet liya hamari Ammi aap k stile say he pakaeen gi each BOHHAT bhariya AUT sundar
Kal banaya tha meine is tareeqe se palak gosht ,yakin Hi nahi aaaya ke kitna umdha bana tha mashallah maza gaya kha ke ...jazakallah khair for your recipe , meri ammi Jo purani Delhi ki khaas thi, hamesha gosht bhun ke banati thi aur mein bhi waise Hi banati thi lekin kal aapki recipe try karne ke baad pata chala ke itne easy tareeqe se kitna badyia aur umdha ban sakta hai palak gosht. ..vey vey good recipe
assalamu aliekum dear bazi mene az palak gost ki sabji bnayi bhut acchi bni mere hasband or baccho ko bhot pasand ayi app hme aise hi roj nyi nyi recipe deti rhe mughe cooking krna accha lgta h aapki help se hm nyi nyi dish bna te h
Very nice very good easy idea I really appreciate I can say you know how to cook but we should boil meet because meet always leaves brown fat need to take out before pot in the pot to start cooking thanks
Asslamualaikum aap ki har recipe sab se alag hoti h or jab kisi kaam ki shruwat allah k nam se ho to uski barkat bhi badh jati h.thank u di hme itna acha khana banana sikhane kliye.👍👍
Ek perfect recipe banake ek complete video shoot karna kitna mushkil Kam hota hai inku appreciate karne ke bajaye log chote chote nuqs nikalte h aise waise , ye galat ye sahi , Aunty ap Apne tareeke se karti jayen sab thik hai ye logon ki sonch aur inka nazarya h ju ye comments me negative batate h
Bji Masha Allah ap ki awaz boht pyari h..or ap K khane ki to bt hi alag h mere to hubby bhi ap ki recipe dekhte h order krte h k m ye sb unhe khilau zarur
Assalamwalekum mai apki recipes try karti hun hamesha or awesome Banti hai ghar pe sab ko Pasadena b ati hai but I'm maine suna hai palak or Tamatar k combination se kidney problem hoti Kia sachi hoti hai kia??
as salamu alaiqum khala Ji masha allaha Aapki bnayi hui recipes bht Hi lajwab hoti h pr khala Ji jese ye aapne gosht me palak mix kiya h to kya me kheeri me palak mix kr skti hu or ha ek or bt aapne isme gram masala b nhi dala pr khud kyuki mene dekha h ki gosht me bina garm masale k zaykha nhi aata plzzz reply jarur kijiyga khala Ji allaha hafiz
Bahot hi lajawab Aapa 1 no palak gosht main zarur try karungi Insha Allah Allah Aap ko aur kamyabi de aur umar daraz kare.....Aameen...Summa Aameen 😊😊😊😘😘😘😘👌👌👌👌👌👍👍👍
Aaj maine banaya hai ji palak gosht main bhi aapke tariqe se hi banati hun fark sirf itna tha k main hari mirch kat k nahi pis k dalti hun aaj maine banaya aapke tariqe se main Lucknow se hun to Lucknow main bahot banaya jata h
+shahishtiyaq1 ji Walekumassalam dear your welcome in my chennal & Thanks for like our recipes sister inshaallah aap ka pyar milta rahe ga Allah se yehi dua he love you
Zaika Dilli 6 thank you mam main na unhy batya hay ka main na aap sa new tareeqa seekha hay mam main na borra tagaar ka msg bhi kiye hay woh galat hogayie nahi banni mujhy woh pani ki miqdaar sahi samjh nahi ayie shayed zaida hogya tha phir oil dala. Woh para hay uss ka Kia kerro plz guide
Zaika Dilli 6 mam mere mangater ka aap ka liye special thanks hay ya unn ka msg hay ju unhoo na mujhy kaha hay ka maan gay jee ham India ka muslman ustadu ka shukeriya Ada kerty hain unhoo na waqie kamal ker diya Allah unhy asay hee sekhany ki tofeeq. Ata kerry orr hamri mangater ku pakany ki orr hamy khany kee amin. Woh buhht khush hain main na aap ka ziker unn sa bhi kiya hay na tu merri dishes woh bhi taste kerty hain tu buhht like kerty hain main aap ki rice ki banyie tamam dishes sekh ker jauoo gi InshaAllah aapmere liye dova kerry gi na . Meri dova ha Allah hur beti ku apny ghr ka sukh ata kerry orr apny ghr wala kerry orr khush rakhy Illahi amin.
Salm ainty ap bht acha btTi hen but ek bt achi nhi lghti kyn k hmrd ps presure cokr nhi hy ap se request hy k presure cokr k bina khna bana sikhaya kren
Ek sawaal Agar palak aur gosht ek saath cooker pe chada denge with 30minutes or 8-10 whistle to palak and gosht to hlawa hojayenge na?? Hum gosht ko alag gala lete hai aur phir palak usme daalke sirf thodi deer paka lete hai...
Assalamualikum Baji superb MashAllah,Aap ka tarika bht acha lagta h,Aap bht sweet ho,Jitne bhi dish Aap se sikhi sb lajawab yk se badkar yk MasaAllah love you Baji ALLAH Aap ko khus rakhe Ameen duwa me yaad rakhna 👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌😙😙😙❤❤❤🌹🌹🌹
Assamualaikum wa rehmat Allah hi wa barkat ahu LAZEEZ,,, Ham bhi bachpaney se aisey he khatey aya rahey hai.. Waqaiy me bohoot testy hota hai. 👋 nice dish. Allah hafiz.....
aasalaam oaalikum samina aunti AP kese ho aunti Kya laajawab dish bnae hy just ka koi jawab ni palk gosht bht hi zbrdst kmal recipe aunti mai AP ki sari dish try krti hn or bht hi laajawab bnti hn hm SB diwane hn AP k khanon k aunti mai ne AP se kofta change ki frmaish ki thi plz mri kitchen qaeen aunti puri kr do kush rhn aunti sehat zndgi k sth aameen love you miss you aunti Hllah Hafiz
I tried your recipe many times that was awsome excellent bahtreen zabardast❤
Thanks for liking dear 😊
I tried this recipe yesterday. Cooked it in pressure cooker for 25 minutes. It turned out to be the yummiest Palak Gosht I have ever had. Best thing about your recipes are that they do not require fancy ingredients unlike most of other channels.
Thank you for the recipe.
We2w
Asslamwalekum baji awsm recipe hai .maine aaj he banayee aur lajwab taste tha
Aapa aap ka sabhi dishes itni aasaan tarike se sikate hai jo humsabko bahut pasand. Waqt bhi bahut bachta hai. SHUKRIYA.
.
Bht hi asan or payara sa recipe apne share kia..good mam
Aaj many aap ke recepi dekh ker ise tarah palak ghost banaya bht acha bana
Maine bht video dekha palak meet but apka banane ka andaz bht accha h...
Simple and easy recipe..aj m apni walida k liye yahi banaunga..dua kijiye Allah unhe shifa de.
mene try kra owsem masha allah boht acha bna ta or boht asaan b h recipe shukriya mam
Hi
Aunti poori duniya may Ab say achha salan aap he pakati ho
Aap nay fatafat palak gosht paka k dil he meet liya hamari Ammi aap k stile say he pakaeen gi each
BOHHAT bhariya AUT sundar
Apny bilkul Meri mama ki Tarah pakaya hai ..,❤️bhot tasty bnta hai aese...
Kal banaya tha meine is tareeqe se palak gosht ,yakin Hi nahi aaaya ke kitna umdha bana tha mashallah maza gaya kha ke ...jazakallah khair for your recipe , meri ammi Jo purani Delhi ki khaas thi, hamesha gosht bhun ke banati thi aur mein bhi waise Hi banati thi lekin kal aapki recipe try karne ke baad pata chala ke itne easy tareeqe se kitna badyia aur umdha ban sakta hai palak gosht. ..vey vey good recipe
Masha Allah nice video me zarur try karuga
Mujhe aapka tariqa bahot pasand aya baji mai aaj inshallaha isi tariqe se banaungi bahot bahot shukriya ye testy respie sher karne ke liye
+Falak Choudhry ji
Thanks for like our recipes sister
assalamu aliekum dear bazi mene az palak gost ki sabji bnayi bhut acchi bni mere hasband or baccho ko bhot pasand ayi app hme aise hi roj nyi nyi recipe deti rhe mughe cooking krna accha lgta h aapki help se hm nyi nyi dish bna te h
+Syed Faiz Ali ji walekumassalam
Bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipes follow karne k liye sister
Today I tried and it became tasty.... Very simple recipe but nice....
Bahtareen andaz e bayan... I like your way of saying
Ap ki recipie bht achi hai
Aj ye recipe try ki bohat hi tasy bna thank u so much sis...love u
Very nice Recipe....will surely try ...thanks mam
Assalamu alaikum very simple recipe and very delicious Thanks
Aapa - aapke banaye hue saare dishes simple aur bahot taste hote hai
Very nice very good easy idea I really appreciate I can say you know how to cook but we should boil meet because meet always leaves brown fat need to take out before pot in the pot to start cooking thanks
I tried this...this is awesome. Thank u for the recipe.
इससे आसान और टेस्टी recipe nahi ho sakti hai
Bahot yami hi palak goste shukariya
V v easy alakan gosht thank u baji
Thank you boht achi r asan recepi
MashaAllah bahtareen cook
Asslamualaikum aap ki har recipe sab se alag hoti h or jab kisi kaam ki shruwat allah k nam se ho to uski barkat bhi badh jati h.thank u di hme itna acha khana banana sikhane kliye.👍👍
Mam dekhne m bahut hi achha h thanks man so nice
Ek perfect recipe banake ek complete video shoot karna kitna mushkil Kam hota hai inku appreciate karne ke bajaye log chote chote nuqs nikalte h aise waise , ye galat ye sahi , Aunty ap Apne tareeke se karti jayen sab thik hai ye logon ki sonch aur inka nazarya h ju ye comments me negative batate h
Bji Masha Allah ap ki awaz boht pyari h..or ap K khane ki to bt hi alag h mere to hubby bhi ap ki recipe dekhte h order krte h k m ye sb unhe khilau zarur
+seemu Khan ji
Bohot bohot shukriya aap ka Hamari recipe's pasand Karne ke liye dear
Madam ji khushbo to mobile me se bhi aane lagi very nice
Zabardast hai aapki ye recipe especially ho humlog gulf countries me rehte hain unke liye aapka channel bahut Hi mufeed hai
+junaid anwar ji
Bohot bohot shukriya hamari recipes pasand Karne ke liye
Delicious recipe 👌😋
Wonderful sharing 🤗
I made this recipe mashaallah ausume
Asak excellent way of explaining cooking .keep it up lovely dish.love yu
Bohot easy tareeqa n Mazedaar recipe..Main gosht bhoon ke palak daalti hoon Thanks Dear Samina ji ⚘
Aysha Mirza aap Maharashtra se ho??
Plz mujhe batana q ki merit ek frnd hai Mirza Ayesha baig from beed
Mai Maharashtra se nahi hoon...Aapki friend ka naam mere naam se milta hai...🤗
+Aysha Mirza ji
Kiya me pooch sakti hun aap kahen se hen your choice
Zaika Dilli 6
اسلا م علیکم ورحمة الله وبركاته
Assalamwalekum mai apki recipes try karti hun hamesha or awesome Banti hai ghar pe sab ko Pasadena b ati hai but I'm maine suna hai palak or Tamatar k combination se kidney problem hoti Kia sachi hoti hai kia??
as salamu alaiqum khala Ji masha allaha Aapki bnayi hui recipes bht Hi lajwab hoti h pr khala Ji jese ye aapne gosht me palak mix kiya h to kya me kheeri me palak mix kr skti hu or ha ek or bt aapne isme gram masala b nhi dala pr khud kyuki mene dekha h ki gosht me bina garm masale k zaykha nhi aata plzzz reply jarur kijiyga khala Ji allaha hafiz
I love the way you cook palak ghoost. I tried it. Yummy. Thank You Love.
Thxx mainay aaj apki recipe try ki or bahut achchi bani onion ko slice kar k daali thi or flower watana bhi daali thi
Again a very and tasty recipe no doubt....
Bahot hi lajawab Aapa 1 no palak gosht main zarur try karungi Insha Allah Allah Aap ko aur kamyabi de aur umar daraz kare.....Aameen...Summa Aameen 😊😊😊😘😘😘😘👌👌👌👌👌👍👍👍
Thank you sister
Mein hmeaha sy isi treekay sy bnati hun boht tasty bnta hai
Assalam o alaykum main gosht bhunne k baad paalak dalti hu ab aap ki tarah banakr try krungi inshaallah jazaq allah
+Saba Khan ji
Walekumassalam dear zaroor banayn inshaallah tasty banega
🤤🤤🤤🤤🤤🤤
माशाअल्लाह क्या बात है बाजी
आप तो जादूगर हो
मेरी फ़ेवरेट डिश है पालक गोश्त
आपकी रेसिपी बहुत अच्छी है
शुक्रिया बाजी,,☺️☺️☺️
Bht aala bnaya apny Appa plz khatta achar bnany ka treka b btaen bazar jesa
+Nosheen Talib ji
Hamare aam ke achar ki video dali hui he aap dekh sakte hen
B0ht zada asan or lazez banaya he
Mast h
Buhat acha... Meri ammi bhi banati hain aisa... Dry wala bhi banati hain aur ye wala bhi
+Zubb Rabb ji
Thank you sister
Mashallah buht laziz Palak gosht m ne aaj hi banaya tha ....jazakillah khaira Samina ji....♥️
Aaj maine banaya hai ji palak gosht main bhi aapke tariqe se hi banati hun fark sirf itna tha k main hari mirch kat k nahi pis k dalti hun aaj maine banaya aapke tariqe se main Lucknow se hun to Lucknow main bahot banaya jata h
+nargis Sayyed ji
Aapko kesa lga? Share your feedback
Salam sister. People like us who lives overseas can cook and enjoys all these tasty foods. Thanks to you.
+Shamu Mahmood ji
Your welcome
H790
Masha Allah bahot khub and tasty and yummy 😋😋
.mashallah very nice tasty recipe
Assalamu’alaikum warahmatullahi wabarakatuh...
Aapa....mai aapko aapa bolungi....
Mai aapke videos 2 months se follow kar rahe hun.... Aur aapke sabhi recipes excellent hai....maine apke bataye biryani recipe...dal fry...egg curry...chicken masala...chicken korma....aur bhi bohot kuch try kia aur sabhi bohot tasty bani.ghar pe aur guest sabhi ne appreciate kia....credit goes to u....aapke sabhi recipes easy aur bohot tasty hoti hai...aap bohot aasan language aur way me presentation karte ho....Allah aapko sehat(health) de aur Imaan aur Islam ke daulat ata farmaye...Ameen....
Mehwish shah
+shahishtiyaq1 ji
Walekumassalam dear your welcome in my chennal & Thanks for like our recipes sister inshaallah aap ka pyar milta rahe ga Allah se yehi dua he love you
Main aapke channel ki ad kabhi skip nahi karti...
Well deserved!
+Saman K ji
Very thanks sister
Assalamualaikum.
Aap ki wajah se meri cooking easy ho gyi hai very very thanks
+naushad ali ji
Walekumassalam dear shukriya
Vry simple vry esy. Allah kreem apko slamt rakhy aapa
+Samerzahra Zahra ji
Thank you sister
Assalamualaikum mam mny bnaya tha Masha Allah bohot achcha bna.. Shukriya...
Walekumassalam dear shukriya
Asalaam Aliakum
Aap nay 12 sabz mirch dalee hai the bahut zayada hain
Gosht aur palak aik wazan hai
I always try your recipes mashallah very tasty
Walekumassalam dear shukriya
Wow so easy. Excellent presentation. Will try soon.
+Rafiq Halani ji
Thank you so much
Agar mustard oil mein pakeyein to kya paka hua oil dalein kyun ki mustard oil ko pakaya jata hai pehley...
aoa baji zabardast mujha palak ghost bhout pasand hai ajj try karo gi inshallah take care 😙❤👏👏👏
+Shahana Sajid ji
Walekumassalam dear shukriya jazakallah
bht achi h aapi this recipe jazakaallah
+Maryam Bi ji
Thank you sister
meri ammi bilkul ap jesa bnati hai bhuttt Acha lgta he ye dish...or udad gosh ki bhi video review kijiye plzzz mam
+Kamran Khan ji
Urad gosht ki video dali hui he aap dekh sakte hen
Assalam o alikum Zaberdast aur asan recipe next Sunday hum inshallah ye hi banany waly hain
+Mrs Shafique ji
Walekumassalam & Thanks for like our recipes
Palak gosht waise bhi bahot testy lagta hai abhi maine garam2 chawal se khaya maza agaya
+nargis Sayyed ji
Very good dear Thanks
Wow baji ab me bhi tomato daal kar bnaungi thodi alag trah se bnaya hai aapne achvha he baaji chawal ki roti ya makka ki roti bnakar dikhaye plz plz 😚
+Nadeem Khan ji
Makka ki roti humne dali hui he chawal ki roti bhi ham jald hi banaynge
Superb aap ki sub recipy best
Merri aami ki fav dish hay Orr main inhy bana ker dongi bachpan main aami banati ti buhht passandeeda dish ha orr aap na tu ur asan ker di
+Sitara Sehar ji
Shukriya aap zaroor aapni waldah ko ye dish pesh ki jiye
Zaika Dilli 6 thank you mam main na unhy batya hay ka main na aap sa new tareeqa seekha hay mam main na borra tagaar ka msg bhi kiye hay woh galat hogayie nahi banni mujhy woh pani ki miqdaar sahi samjh nahi ayie shayed zaida hogya tha phir oil dala. Woh para hay uss ka Kia kerro plz guide
Zaika Dilli 6 mam mere mangater ka aap ka liye special thanks hay ya unn ka msg hay ju unhoo na mujhy kaha hay ka maan gay jee ham India ka muslman ustadu ka shukeriya Ada kerty hain unhoo na waqie kamal ker diya Allah unhy asay hee sekhany ki tofeeq. Ata kerry orr hamri mangater ku pakany ki orr hamy khany kee amin. Woh buhht khush hain main na aap ka ziker unn sa bhi kiya hay na tu merri dishes woh bhi taste kerty hain tu buhht like kerty hain main aap ki rice ki banyie tamam dishes sekh ker jauoo gi InshaAllah aapmere liye dova kerry gi na . Meri dova ha Allah hur beti ku apny ghr ka sukh ata kerry orr apny ghr wala kerry orr khush rakhy Illahi amin.
+Sitara Sehar ji
Usey tea ya milk me use kar Len dusra banayn
Zaika Dilli 6 ustad jee kal chanay ki daal goshat banaya aaj palak gosht bana rahi hoo . Kal buhht acha laga sab ku
Salm ainty ap bht acha btTi hen but ek bt achi nhi lghti kyn k hmrd ps presure cokr nhi hy ap se request hy k presure cokr k bina khna bana sikhaya kren
Ek sawaal Agar palak aur gosht ek saath cooker pe chada denge with 30minutes or 8-10 whistle to palak and gosht to hlawa hojayenge na??
Hum gosht ko alag gala lete hai aur phir palak usme daalke sirf thodi deer paka lete hai...
Assalamualikum Baji superb MashAllah,Aap ka tarika bht acha lagta h,Aap bht sweet ho,Jitne bhi dish Aap se sikhi sb lajawab yk se badkar yk MasaAllah love you Baji ALLAH Aap ko khus rakhe Ameen duwa me yaad rakhna 👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌😙😙😙❤❤❤🌹🌹🌹
+Amina Patel ji
Walekumassalam dear & Thanks for like our recipes sister love you too
Kya ham sarso oil use nhi kar sakte🤔🤔🤔
Aapne garam masala nhi add kiya isme🤔
👍 you are the best, l really like your recipes
+Fatimah Sikandar ji
Thank you sister
Cooking right now and I'm sure it will taste as good as your recipe is....
Assamualaikum wa rehmat Allah hi wa barkat ahu
LAZEEZ,,, Ham bhi bachpaney se aisey he khatey aya rahey hai.. Waqaiy me bohoot testy hota hai. 👋 nice dish.
Allah hafiz.....
+Ghazala Khan ji
Walekumassalam dear bohot shukriya take care
😵♉
Assalamualikum baji hum bhi banate palak gusht Larkin aap ka tariqa thoda alag hai me aap jaisa bhi zarur try karungi inshallah shukriya baji
You are an awesome cook Masha Allah...
aasalaam oaalikum samina aunti AP kese ho aunti Kya laajawab dish bnae hy just ka koi jawab ni palk gosht bht hi zbrdst kmal recipe aunti mai AP ki sari dish try krti hn or bht hi laajawab bnti hn hm SB diwane hn AP k khanon k aunti mai ne AP se kofta change ki frmaish ki thi plz mri kitchen qaeen aunti puri kr do kush rhn aunti sehat zndgi k sth aameen love you miss you aunti Hllah Hafiz
+Fatima Noreen ji
Walekumassalam dear inshaallah zaroor bataynge dear jald hi
Aap ne iss mein oil ya ghee nahi daala?
Check karain gay but main ghosh boon k bad main palak dalti hon yeh tariqa bhi try karain gy
Dhanyawaad. bahut hi swaadisht aur aasan tareeka banane ka.
वैरी वैरी यमी रेसीपी 👍 👍 👍 👍 👍
Nice recipe.thanks
Chicken masala our mutton masala mai farak kiya Hota hai plz ?
Mam mai bhi bnati ho palak gosht lekin gosht ko bhun leti hoo uske bad palak dalti ke bhunti hoo ab apki tarha hi bnake dekhungi
+Mohd Arif ji
Thank you sister
thanx for this recipe. Difrent style, very yummy, will definately gonna try 2moro morning.
+safura doll ji
Thanks for like our recipes dear
safura doll free
Super quick
Aapa thank you for your easy chikan korma aaj hm banaye bahut testy bana thank you so much aapa
+Imran Ahmed ji
Thanks for like our recipes dear
Bahot laziz h.👌👌
Palak me tomato milakar paka sakthe hai kya
Mashallah bhot achche bana he
+Zaki Abbas ji
Thank you
Ap n asan kar dia ham logo k lye thanks
Agar bhagone me banaye to kaisa rahega
Very very nice 👍👍👌💗 good looking and tasty food