AC gas pressure full rakho , duct switch off rakho windows pan closed rakho , doors ki rubber seals intact ho, back window glass curtains ho back wind shield partial cover ho cooling best hogi
In such complicated topic with so many different results arrived by others handling same Query, your analysis seems best with Practical demo shown as proof of Compressor on off timing difference, Thanks, Very Good ! Regards
Sahab, compressor cut hota hai inside temp. Optimal reach hone ke baad. Fan Speed se iska koi lena dena nahi. Tej garmi me aap ka compressor der se hi cut hoga, andar ka temp. Reqd. Tak lane ke liye.
Another must see video. Your videos always teaches us something new. Please tell me if I should go for extended warranty for BS6 alto as it's near the end of company's two year warranty period. Is it important to spend money on warranty for alto as it's reliable.
Compressor cut off sirf automatic climate control wali gadiyon mein hi hota hai. Manual AC mein nahi. Aap wrong information de rahein hain. Switch ke speed se compressor ka koi lena dena nahi hai. Jab tak AC ka switch on rahega, tab tak compressor on rahega.
Sir meri alto ki 4th service october me honi thi but me bahar hu to nahi kara paya hu gadi meri chalti nahi hai koi dikkat to nahi hogi ?plzz replay kijiye ga 🙏🙏
Jyada dino ke baad engine oil kharab hone lag jata hai aur engine ko long time tak Start na kiya jaye oil thick ho kar engine ke enternal parts me jamne lagta hai isliye engine ko week me 2 se 3 bar 10 minutes ke liye start jarur kar de aur ho ske to jaldi hi service bhi karwa lijiye
मेरी k 10 चार साल पुरानी है। 1st or 2nd गियर में ac में बहुत दबी हुई सी चलती है, बाकी किसी भी गियर में कोई दिक्कत नही आती। समझ में नही आता जब भी ac चलती हुई गाड़ी को किसी स्टॉप पर रोकता हूँ तो ac on में रुकजाने पर थरथराने लगती है। क्या सभी के10 में ये समस्या है?कृपया बताएं
lgta hai tumhe bhai car ke Ac ki classes lgani chahiyee. blower fan ki speed se Ac ka koi link nhi hota. chahe 1 pe chlao, chahe 4 pe. logo ko bevkoof bnana band kro. thumhari car ke Ac main problem hai jo trip kar rha hai and agr cooling jldi krni ho gadi main to blower ki speed 4 pe rkho ya full rkho. ta jo jldi se andr ki air recrculate ho ske. and centre ke air flow ko piche ki aur rkho. 1 ya 2 no. sardiyao main heater chalne ke liye hote hain
Wrong information yeh sirf car drive na karey tab hota hai means park Kee gayi car ka ac automatic ho Raha hai chalti gaadi mein compressor kabhi band nahi hota
AC gas pressure full rakho , duct switch off rakho windows pan closed rakho , doors ki rubber seals intact ho, back window glass curtains ho back wind shield partial cover ho cooling best hogi
Blower gan tu battery se chalata h..??
In such complicated topic with so many different results arrived by others handling same Query, your analysis seems best with Practical demo shown as proof of Compressor on off timing difference,
Thanks, Very Good ! Regards
Alto k10
Problem
Gadi chalte chalte ac vents se garam hawa ana bina blower chalaye plz rply
Sat Sri akal ji,.....sir Alto 800 14madal me bi same he cut hota hai compressor.......sir please reply
I just watched this video and directly subscribed because no one has this kind of detailed knowledge :)
Very informative and technically justifiable... Thank you 👍😊
Sahab, compressor cut hota hai inside temp. Optimal reach hone ke baad. Fan Speed se iska koi lena dena nahi. Tej garmi me aap ka compressor der se hi cut hoga, andar ka temp. Reqd. Tak lane ke liye.
Sahi kaha par ek baar aap blower ki speed ke hisab se jara check kijiye fir aapko sab pata chal jayega
Sirji you are very right Manual AC ho ya Automatic AC Compressor on /off cabin temp se hota hai...
you r right bro. ye saale logo ko fudu bna rhe bsss
Respect to your efforts to show this practically. 👍
Another must see video.
Your videos always teaches us something new.
Please tell me if I should go for extended warranty for BS6 alto as it's near the end of company's two year warranty period.
Is it important to spend money on warranty for alto as it's reliable.
Agar aapki running month me kam se kam 1500 km hai tab warranty extended karwana sahi otherwise koi jaruri nahi hai
@@CARPOINTHINDI thanks for suggestions
Sir Old k10 2011 main bhi compraser band hota ha automatically?
Ha
Bhaai sb gaadiyo me auto cut hota hai
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने सर 👌👍👍👍👍
Very informative and useful. Thank you brother.
इतनी अच्छी जानकारी देने के लिए धन्यवाद
Agar heater (red pe dial ko rakh ke) ac button chalu karde to kya hota he
Compressor cut off sirf automatic climate control wali gadiyon mein hi hota hai. Manual AC mein nahi. Aap wrong information de rahein hain. Switch ke speed se compressor ka koi lena dena nahi hai. Jab tak AC ka switch on rahega, tab tak compressor on rahega.
Lagta hai aapne Video me dekha nahi ki compressor on off ho raha hai woh bhi manul Ac wali car me
@@CARPOINTHINDI I don't know how but aisa nahi hota hai. Aaur agar aisa ho raha hai to aapke car AC mein problem hai.
Ac me problem 😁😁
Yeah. It's wrong information. How everybody is appraising it? How fan speed can cut compressor. It's a joke.
Video me Live dikhaya fir bhi joke lag raha hai
Sir ac off ho but fan chalu ho full speed m fuel consumption hoga ya nhi
Nahi
Well done👍
Thanks for information
CAR POINT HINDI for CAR POINT WORLD ! nice point how ac works even by blower fan speed.
Sir .jab mai apni car mai A/c on kartha hoon or city mai pickup bohot Kam hojatha hai .aisa q sir ? Pls suggest
Kyoki ac on karne se engine par ac compressor ka extra load aata hai jisse engine ka power kam ho jata hai
Worthy information...👍
Sir mere wagon r k series C.N.G A.C par sirf 17kmpl ka milege de rahi hai kya karu kuch solution hai kya
Obd dignos tool se scan karwa kar cng ki setting karewaiye
Meri AC par petrol me 17km milege de rahi hai
Aur cng par 28 to 30 km
But this fan blower is operated on car battery...
Very much informative, Thanks🌹🌹🌹
Sir AC fan gets power from battery and not connected to compressor. The fan speed will not affect the mileage !
You are right but not 100% actually car ka ECU manual AC wali cars ke blower ki speed ke hisab se compressor ko on off karta hai
Sir meri alto ki 4th service october me honi thi but me bahar hu to nahi kara paya hu gadi meri chalti nahi hai koi dikkat to nahi hogi ?plzz replay kijiye ga 🙏🙏
Jyada dino ke baad engine oil kharab hone lag jata hai aur engine ko long time tak Start na kiya jaye oil thick ho kar engine ke enternal parts me jamne lagta hai isliye engine ko week me 2 se 3 bar 10 minutes ke liye start jarur kar de aur ho ske to jaldi hi service bhi karwa lijiye
@@CARPOINTHINDI thankyou sir
Very good . Informative video . Keep it up please.
Fan battery se. Chalta hai is ki speed se fuel consumption se koi lena dena. Nahi hota...
Aapne sahi kaha par car ka ceu ye monitor karta hai ki blower ki speed kitne par set hai usi hisab se compressor ko on off karta hai
Sir Alto 800 me band hota h compressor 1 No. Ac chalane pr please btaye
Ji haan
@@CARPOINTHINDI ok bhai ji
Bahot aacha explain kiya
1 par rakhe ki 2 par
Thanks so much sir.
Nd keep it up?
Thanks 🙏
मेरे पास बलेनो डेल्टा है जिसमें ओटो एसी है अभी गरमी का सीजन है तो २४ पर रखकर एसी फेन एक पर रखता हूं तो कैसा रहेगा
Sahi hai
Bhai ye ideal me hoga running me mahi hoga
Running me bhi hota hai aur ideal me bhi mene check Kiya hai
Compressor temperature k hisab se on off hota hai.. Blue red wale knob pe depend krta hai kha rakhte ho
Sir mera alto 800 ka piche ka Tyre ek side se gis raha hai kya huwa hai?
Gadi chala rhe ho iska matlab
Bhaiya meri Omni bs4 start karte samay safed dhuwan chhodta hai woh bhi kabhi kabhi. aisa kyun hota hai koi kharabi hai kya
Valve stem seals replace krwa lo..
Esa har time hota hai ya keval morning me?
@@CARPOINTHINDI morning nahin baki ke samay mein aksar hota hai
thank you bhai
Great information 👍 👌
Valuable info 👍
Gwalior m koi local car service center btao accha wagon r ki service karwane ke liye
मेरी k 10 चार साल पुरानी है। 1st or 2nd गियर में ac में बहुत दबी हुई सी चलती है, बाकी किसी भी गियर में कोई दिक्कत नही आती। समझ में नही आता जब भी ac चलती हुई गाड़ी को किसी स्टॉप पर रोकता हूँ तो ac on में रुकजाने पर थरथराने लगती है। क्या सभी के10 में ये समस्या है?कृपया बताएं
Throttle body spark plug clean karwaiye aur tab bhi problem Sol na ho tab clutch plate check karwaiye
थैंक यू जी।।
Bahut acchi jankari thi
I normally use number 2 position.
Good knowledge sir g
क्या कार का AC गाड़ी चलते हुए अपने आप कट भी मारता रहता है
Informative vdo 👌👌
आपने गाड़ी चालू करी तब AC स्विच ऑन था ! यह ग़लत है !
alto 800 Ka mileage highway 80% and city 20% mein 17 de rahi he . Kya ye Sahi he. Aap ko kya mileage mil Raha he.
neela laal wala bhi smajhao bhai
Temprature knob se bhot effect padta
Sirf petrol car mein ac lagne se mileage kum milta hai
Fan ne to aapko bus air deni hai
Sat Sri akal ji.... sir Alto 800 ...14modal me bi same he cut hota hai compressor
Ji haan
Thank you very much sir for replying me
Very good information sir..... thank you
Good information
Good idea
बात कुछ हजम नहीं हुई।इतनी गर्मी,तेज धूप में कार इतनी गर्म हो जाती है कि AC कभी कट ही नहीं होता है।
superrrrrbbbbb 👌👌👌🙏
Pehle full karke car thandi ho jaye to medium kar dijiye.. bss etna batane k liye puri video😂😂
lgta hai tumhe bhai car ke Ac ki classes lgani chahiyee. blower fan ki speed se Ac ka koi link nhi hota. chahe 1 pe chlao, chahe 4 pe. logo ko bevkoof bnana band kro. thumhari car ke Ac main problem hai jo trip kar rha hai
and agr cooling jldi krni ho gadi main to blower ki speed 4 pe rkho ya full rkho. ta jo jldi se andr ki air recrculate ho ske. and centre ke air flow ko piche ki aur rkho. 1 ya 2 no. sardiyao main heater chalne ke liye hote hain
Tum ek baar apni car ke compressor ko ek baar check Karo aur bewakoof banne se bacho 😁
Sir mileage par asar blower ki speed se padta hai ya achi ke temperature se
Below ki sapeed se
Nice video 😌
Nice sir
Climate control me kya kare
Wrong info, Fan has nothing to do with consumption
Petrol barwalo pahly 😂
Nice👍👍👍😊
Janab fan speed se koi lena dena nai hai
Ek bar try kijiye fir aapko pata chal jayega
@@CARPOINTHINDI kar rkha hai
Kaunsi car hai ? Aapke pass
@@CARPOINTHINDI old verna
Are bhai ab to sab automatically aane laga hai
Agar aap atomatic AC ki baat kar rahe hai to use bhi manually use Kiya jata hai and sabke pass atomatic ac wali car nahi hoti
@@CARPOINTHINDI right
Justified
Alto 800 mein bhi same...?
Ji haan
🌲🌲😩😩
Yeh baccho wali baate to koi bhi kar lega.....yeh tune jo solution bataya woh to kisi ko bhi pata hoga.....worst video 👎
First view
Wrong information yeh sirf car drive na karey tab hota hai means park Kee gayi car ka ac automatic ho Raha hai chalti gaadi mein compressor kabhi band nahi hota
Aap ek baar acche se check kijiye fir comment karna kyoki main bhi esa sochta tha
fake information
Isme Kya fake hai ?
Nice information
Nice information