Ola Electric Scooty 40 दिन बाद ख़राब

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 11 ก.ย. 2024
  • Ola Scooty लेने से पहले एक बार जरूर देखेंम बारिश में क्या क्या समस्या आती है 🔥
    NAMASKAAR DOSTON... OLA SCOOTER KE PICHLE VIDEO KO PASAND KARNE KE LIYE AAPKA BAHUT BAHUT DHGANYVAD. PICHLE VIDEO ME HAMNE APKO BATAYA THA KI 1 MAHINE BAAD HAMARI OLA KA KYA EXPEREINCE RAHA. AAJ KE VIDEO ME HA APKO BATAYNGE KI BARISH ME OLA CHALANE KE LIYA KIN BATON KA DHYAN RAKHNA CHAHIYE. KYONKI BARISH ME HAMNE OLA CHALATE SAMAY KAI TARAH KE ANUBHAV KIYE. TO AAIYE JANTE HAI EK SAFE OLA RIDING KAISE KARE.....
    1. SABSE PEHLE DOSTON APKO BATA DU KI BARISH ME OLA YA KOI OR BIKE YA SCOOTER CHALATE SAMAY USKI SPEED KAM RAKHNI HAI. KYONKI BARISH ME ROAD PAR KICHAD KE VAJAH SE FISLAN HO JATI HAI OR GADI GIRNE KA BADH JAATA HAI. ...... 2. DUSRA IS BAT KA DHYAN RAKHE KI ROAD PAR BARISH KI VAJAH SE PANI BHAR JATA HAI JAGAH JAGAH GADDE HO JATE HAIN, SADAK KI BAJRI BAHAR NIKAL JATI HAI AISI JAGAB BHI APKO BAHUT DHYAN SE APNI BIKE MODTE SAMAY BAHUT DHYAN RAKHNA HOGA NAHI TO GIRNE KA KHATRA BADH JAATA HAI.
    TEESRA DHYAN YEH RAKHNA HAI KI AAPKO BARISH ME APNI OLA ELECTRIC SCOOTY KO PANI SE BHI BACHANA HAI. WESE SABHI COMPANIYAN APNI GADI KO WATER PROOF RAKHIT HAI LEKIN HAME APNI TARF SE BHI SAFETY RAKHNI CHAHIYE. ELECTRIC HONE KE KARAN HAME APNI OLA KO BARISH SE JYADA SE JYADA BACHANA CHAHIYE. KYONKI HAMAIR OLA KI MOTOR PICHLE PAHIE ME HOTI HAI. TO AGAR VEH PANI ME JYADA RAHEGI TO USKE ANDAR PANI JA SAKTA HAI YA KICHAD BHI JAMA HO SAKTA HAIO. JISASE MOTOR KI LIFE HI KAM HOGI. DUSRA HAMARA OLA KA DISPLAY BHI DIGITAL HOTA HAI USE BHI PANI SE BACHANA CHAHIYE, JAISE HAM APNE MOBILE KO BACHATE HAI. BARISH KE MOSAM ME MOISHCHAR HO JATA HAI ISILIYE HAMR ESABHI ELECTRIC INSTRUMENTS CHAHE VEH TV HO, MOBILE HO, LAPTOP HO YA APNI ELECTRIC CAR YA BIKE SABHI KO PANI SE DOOR HI RAKHNA HAI.
    MERI OLA ME 42VE DIN EK PROBLEM AAGAI THI.. MUJHE LAGTA HAI KI YEH PROBLEM BARISH KI VAJAH SE AAI HAI. ISKI PURI JANKARI AAPKO AGALE VIDEO ME MIL JAYGI.
    AGAR AAP OR KUCH BHI OLA SCOOTY KE BARE ME JANANA CHAHTE HAIN TO COMMENT BOX ME JARUR LIKHE...VIDEO DEKHNE KE LIYE BAHUT BAHUT DHANYVAD.. AISE HI USEFUL VIDEO DEKHNE KE LIYE HAMARE CHAANEL KO LIKE OR SUBSCRIBE JARUR KARE.. JAI HIND JAI BHARAT
    Ola Electric Scooter Series :
    Ola Electric Scooter Review After 1 Month.
    • OLA स्कूटी लेने से पहल...
    Ola Electric Scooter Review After 3 Month.
    • Ola स्कूटर लेने से पहल...
    नई OLA कैसे हुई खराब ? OLA ELECTRIC SCOOTER COMPLAINT
    • नई OLA कैसे हुई खराब ?...
    Ola Electric Scooter के लिए हेलमेट लेने से पहले जरुर देखो Ola Scooter Helmet
    • Ola Electric Scooter क...
    Ola Electric Scooter स्क्रीन गार्ड नहीं लगाया तो ! Ola Screen Guard
    • Ola Electric Scooter स...
    OLA Electric Scooter के रेट क्या हैं ? Ola Electric Scooter All Models
    • OLA Electric Scooter क...
    बाइक Lovers के लिए बड़ी खुशखबरी | Top Electric Bike Price :
    • बाइक Lovers के लिए बड़ी...
    #ola #olaelectric #olas1x #uttarakhand #kashipur #evscooter

ความคิดเห็น • 1

  • @newsonenationlive
    @newsonenationlive หลายเดือนก่อน +1

    Very good information Ola ev ❤