jo condition aap bata rahe hain usse to yahi lagta hai ki compressor ki pumping ( pressure ) fail hai lekin ek baar compressor ko check kar len kahi heat to nahi hai agar compressor heat hoga to pressure nahi banayega . compressor ko thandha kar len phir on karke dekhen . aur agar compressor already cool hai to aap phir check kar len kahin chocking to nahi hai agar chocking nahi hai to phir aapka compressor pressure less ho chuka hai ab aap dusra compressor use karen ye nahi chalega ..
Lakin bhai COMPRESSOR bandh karne ke bad me beck pressure turant niche jatahe bhai and usme se oil bhi bahut atahe jab gas ko bahar chodte tab and grill temperature 19 ke niche jata nahihe tho kya indoor dusre fridge ke COMPRESSOR se indoor ko niche utarke ctc se flashing kare and capillary and dryer cheng karde tho chalega Kyo ki nitrogen available nahihe mere pass r22 ki system he 5 sal purana split ac he bhai bhai please riply
follow this step . 👉 1- compressor ko system se bahar nikal len aur compressor ka pressure aur amp. check kar len aur ye sab sahi to compressor ka purana oil sara nikal karke naya oil dal len. 2- ab poore system ko flush / clean kar len with any refrigerant ( dryer filter aur capillery nikalne ke baad ) 3- ab flushing karne ke baad compressor laga len . naya dryer filter aur nayi capillery laga len 4- ab leak check karne ke baad vacuum kare ( only vaccum pump ) 5- gas charge kar len ( gas new use kare na ki back ki hui aur china wali bhi na use kare only indian ya USA ) NOTE :- YE SARE STEP AAP FOLLOW KARENGE TO AAP KO KABHI BHI PROBLEM NAHI AAYEGI . LEKIN AMBIANT TEMP. JYADA HOGA YA CONDENSOR WEAK YA DIRTY HOGA YA AC AISI JAGAH PAR LAGA HUWA HAI JAHAN PAR LOAD JYADA HAI TO YE SAB KARNE KE BAAD BHI PROBLEM RAHEGI KYONKI PROBLEM AC KA NAHI HAI ..
KCJ511 copeland hermatic ( bada wala ) ki baat kar rahe hain ? .. wo R22 par operate hota hai jiska matlab minimum 350 psi ( R22 head pressure .350 psi ) hona chahiye isse ooper hai to Best aur kam hai to Bad
Mashaa Allah great bro
wonderful sir
Bhai SKM package ac ka full wiring ka video upload kijiye plz plz plz ❤
Good ❤
Very good information ❤
Good bhai
Good info
Good explanation bro keep it up 🥰🥰🥰 from 🇦🇪🇦🇪🇦🇪
Exactly system me Chowking ko Kaise pata. Kare aur symptoms practical me bataye bro
💚🇸🇦
Insha Allah✅
Scroll c ka bi same hi hoga
Sir wiring diagram bhi bana kar bhi samjhaye..
watch this video th-cam.com/video/8ex36oVoaAo/w-d-xo.html
Please Brother whole fridge freezer Ki setting fault cooling whole shortage mukamil video please
i’ll try 🤝✅
Mera bhi esa hi hi rha he
Bhaijaan aap kaha se hai aapki zaban se aisa lagta hai ke aap shayad Lucknow se hai jawab dijiyega
😍 🇮🇳 yes i am lucknowi..
Lucknow me kaha se hm bhi Lucknow se hai
Cant used compressor with back pressure
Ager scroll ka pressure back a raha hy 2 sy 3 min main zero ho jata hy us ka kia krna chaie
aap us compressor ka pressure check kar len agar running condition par pressure maintain ho raha hai to aap use kar sakte hain , koi problem nahi hoga
Thanks bro
Zr 190 ka kmpershr section pressure 100 discharge pressure 120 dikha raha hai cooling nahin kar raha hai package ac hai York
jo condition aap bata rahe hain usse to yahi lagta hai ki compressor ki pumping ( pressure ) fail hai lekin ek baar compressor ko check kar len kahi heat to nahi hai agar compressor heat hoga to pressure nahi banayega . compressor ko thandha kar len phir on karke dekhen .
aur agar compressor already cool hai to aap phir check kar len kahin chocking to nahi hai agar chocking nahi hai to phir aapka compressor pressure less ho chuka hai ab aap dusra compressor use karen ye nahi chalega ..
ROTRY COMPRESSOR ME COMPRESSOR 500 PSIG ATAHE AND COMPRESSOR BAND KARTEHE THO COMPRESSOR ME PRESSURE BECK ATAHE THO PUMPING FAL MANA GAYEGA KYA BHAI BHAI BHAI PLEASE BATANA
running time par agar 500 psi hai to use kar sakte hain !
Lakin bhai COMPRESSOR bandh karne ke bad me beck pressure turant niche jatahe bhai and usme se oil bhi bahut atahe jab gas ko bahar chodte tab and grill temperature 19 ke niche jata nahihe tho kya indoor dusre fridge ke COMPRESSOR se indoor ko niche utarke ctc se flashing kare and capillary and dryer cheng karde tho chalega Kyo ki nitrogen available nahihe mere pass r22 ki system he 5 sal purana split ac he bhai bhai please riply
follow this step . 👉 1- compressor ko system se bahar nikal len aur compressor ka pressure aur amp. check kar len aur ye sab sahi to compressor ka purana oil sara nikal karke naya oil dal len.
2- ab poore system ko flush / clean kar len with any refrigerant ( dryer filter aur capillery nikalne ke baad )
3- ab flushing karne ke baad compressor laga len . naya dryer filter aur nayi capillery laga len
4- ab leak check karne ke baad vacuum kare ( only vaccum pump )
5- gas charge kar len ( gas new use kare na ki back ki hui aur china wali bhi na use kare only indian ya USA )
NOTE :- YE SARE STEP AAP FOLLOW KARENGE TO AAP KO KABHI BHI PROBLEM NAHI AAYEGI . LEKIN AMBIANT TEMP. JYADA HOGA YA CONDENSOR WEAK YA DIRTY HOGA YA AC AISI JAGAH PAR LAGA HUWA HAI JAHAN PAR LOAD JYADA HAI TO YE SAB KARNE KE BAAD BHI PROBLEM RAHEGI KYONKI PROBLEM AC KA NAHI HAI ..
Sir g aaj 29.6.2024 ko me aap ko sms bhej ta hu is ka jawab jaroor dena kcj 511 ka puping kitna psi hota hi is ka jawab aaj hi dedena sir
KCJ511 copeland hermatic ( bada wala ) ki baat kar rahe hain ? .. wo R22 par operate hota hai jiska matlab minimum 350 psi ( R22 head pressure .350 psi ) hona chahiye isse ooper hai to Best aur kam hai to Bad