kabhi kabhi do compressor aapas main jod karke system ko design karte hain to dono compressor ka oil balance karne ke liye ye point use kiya jaata hai aapas main connect karke aur oil drain karne ke bhi kaam aata hai
jo condition aap bata rahe hain usse to yahi lagta hai ki compressor ki pumping ( pressure ) fail hai lekin ek baar compressor ko check kar len kahi heat to nahi hai agar compressor heat hoga to pressure nahi banayega . compressor ko thandha kar len phir on karke dekhen . aur agar compressor already cool hai to aap phir check kar len kahin chocking to nahi hai agar chocking nahi hai to phir aapka compressor pressure less ho chuka hai ab aap dusra compressor use karen ye nahi chalega ..
Sar ji Yorker ka 25 ton ka AC hai ismein ham log do compresser zr 190 call fit Kiya lekin ek compressor cooling kar raha hai ek Nahin cooling kar raha ek mein 70 PS section 300 PS upr discharge pressure dikha raha hai Lekin section pressure ka line se hot ho raha hai kuchh samajh mein Nahin a Raha hai Kya Karen sar ji
Exception wall change karke dekh liya sem problem dikha raha hai kuchh bhi reason Nahin hai😮😢 compressor new lagaya pulling nahin karta hai garm hokar band ho jata hai😮😢😢 please sar ji kuchh bataiye kuchh Idea dijiye
Assalamualaikum bhai paikej ac h usme 1ph nahi aaraha sare contactor me aaraha second stage bm cfm tak aaraha bass fast stege com contactor mein nahin a raha hai ek aur teen line me
matlab sab ok hai aur compressor ratate nahi ho raha hai jaise jaam ho gaya ho right ? .. agar aisa hai to aap starting capacitor use karke ek baar start karke dekhen shayad aapke compressor ka rotar jaam / seej ho gaya hoga shayad isi wajah se aisa ho raha hoga ..
Assalam walekum Sar kya hal hai Sar aapka number chahie tha personally aapse batchit karni thi main aapki video ko bahut acchi Tarah Se dekhta hun aur Mujhe samajhne mein bahut help Milta Hai aapki video Dekhkar main Pakistan se hun Magar job Saudi Arabia Mein karta hun
Bhai same company ke compressor me oil daalne ke baad system chalu kiya to uske baad oil glass me nahi dikha raha tha same type compressor hai bas aapka model 110 hai aur mera 120tha kya problem ho sakta hai
@@thetechhvac Bhai running me nahi band hone ke Kuch ghanto Baad bhi show nahi karta hai 2 Baar oil charge kar Chuka lekin oil sayad Kahi Chala ja raha hai aur compressor kat kat ke awaj karta hai
is condition main aap sabse pahle ye check karo ki system main chocking to nahi ho rahi hai . agar system ok hai chocking nahi ho rahi hai to fir ho sakta hai aap ka compressor faulty ho
charging line ko suction aur discharge line main connect karne ke baad system ko on karen jab compressor chalu ho uske turant baad agar gauge ki sui zero par aa rahi hai to aapka system kahi se chock hai(filter, expention valve,)
Good information👍
Good teaching sir..
Same ok termainal showing ok .. ground ok shorting trmsinal showing no good ground shoring conuvety showing not bodey ok ..
Wah guru ji
Helpfull
Assalamualaikum warhmatullhahi wabarakatuh ...
Bhaii isme kon sa oil dalte hai ?
Pls btea
Thanks vai
Sir ye split ac k filed me kon konse compressor aty hai
Nice ❤️
Thanks for liking
Bhaiya ager compressor overload ka trip mare to kya problem ho shkta h
❤
Bhai with out gas yah compressor kittna pressure banaye gsh
You have good knowledge please tell me sir where you are doing work
KSA in jeddah🇸🇦
@@thetechhvac jaddah me kaha per work hai aap ka me bhe jaddah me hu HVAC me
@@technicalrizwanhvac9181 balad
@@thetechhvac me old jadda me hu mera work gormint office or jaddah ki jail me Ac ka work hota hai
Zr190 new compressor lagaya 65 PS section pressure 320 discharge pressure a raha hai section line se Hot 🔥 hota hi bhai ji kya reason how shkta hi
discharge pressure jyada ( 320 ) hai condenser coil dirty hai kya ?
Ton aur type ke hisab se Kitana oil charge kare please give data
Bhai video acha banateho leken bagraund music Nahi dali focus disturb hotahi please
ok
Shi bol rhai
Kya problem hai bata sakte hain
Sir
Bahut achhi jankari di apne
Lekin sir compressar me kon sa oil dala naam bata dijiye
Pls
R22-Mineral Oil (MO)& Alkylbenyene Oil (AKB)
R410A-Polyolester Oil (POE)
R134-Polyolester Oil (POE)
R32-Polyolester Oil (POE)
R407-Mineral Oil (MO)
R600-Mineral Oil (MO)
Assalamualaikum Faiz Bhai ye compressor me back side me flyer Nut Q Diya hai
kabhi kabhi do compressor aapas main jod karke system ko design karte hain to dono compressor ka oil balance karne ke liye ye point use kiya jaata hai aapas main connect karke aur oil drain karne ke bhi kaam aata hai
Okay thanks Bhai 😊
EK oil charge karne ke liye Hai dosra side glass Hai
3phase ka compressor agar direct start kre to capacitor lgna jrori hai ja nhi
ji nahi three phase main capacitor nahi lagate hain.
Hi
Zr 190 kmpershr hi vai jee section pressure 100 discharge pressure 120 dikhara hi coolling nahin kar raha hai
jo condition aap bata rahe hain usse to yahi lagta hai ki compressor ki pumping ( pressure ) fail hai lekin ek baar compressor ko check kar len kahi heat to nahi hai agar compressor heat hoga to pressure nahi banayega . compressor ko thandha kar len phir on karke dekhen .
aur agar compressor already cool hai to aap phir check kar len kahin chocking to nahi hai agar chocking nahi hai to phir aapka compressor pressure less ho chuka hai ab aap dusra compressor use karen ye nahi chalega ..
Jee o ke bahut bahut dhanyvad sar@@thetechhvac
Sar ji Yorker ka 25 ton ka AC hai ismein ham log do compresser zr 190 call fit Kiya lekin ek compressor cooling kar raha hai ek Nahin cooling kar raha ek mein 70 PS section 300 PS upr discharge pressure dikha raha hai Lekin section pressure ka line se hot ho raha hai kuchh samajh mein Nahin a Raha hai Kya Karen sar ji
Your ka 25 tan ka 12 unit hai lagbhag aadha compressor section lain se Hot 🔥 HOTA hai 😢
Exception wall change karke dekh liya sem problem dikha raha hai kuchh bhi reason Nahin hai😮😢 compressor new lagaya pulling nahin karta hai garm hokar band ho jata hai😮😢😢 please sar ji kuchh bataiye kuchh Idea dijiye
Q ki aap ne yeh nhi bataya k capacitor lgaya hai ja nhi plz
harpreet ji capacitor single phase motar ya compressor main use kiya jata hai three phase main nahi.
Assalamualaikum bhai paikej ac h usme 1ph nahi aaraha sare contactor me aaraha second stage bm cfm tak aaraha bass fast stege com contactor mein nahin a raha hai ek aur teen line me
same comp hai running. hai laga hua hai par awaj kara bhot jyada halla karta hai or firr trip ho jata hai hp dikhne lagta hai kya karna chahiye
discharge pressure kitna hai?
Sir which compressor this
Danfoss ( 3 phase commercial , refrigerant) compressor
Scrol
Choking kise pahchano ki hai koi tarik eze
ye video dekh sakte hain isme explain kiya huwa hai 👉.th-cam.com/video/aTAN0wR1sk8/w-d-xo.html
Compressor Chalu karka oil kaisa dala
shayad aapne kuchh miss kiya hai ..replay
Oil ka naam bataye sir
R22-Mineral Oil (MO)& Alkylbenyene Oil (AKB)
R410A-Polyolester Oil (POE)
R134-Polyolester Oil (POE)
R32-Polyolester Oil (POE)
R407-Mineral Oil (MO)
R600-Mineral Oil (MO)
Compressor totally start nhi hota.compresure terminal body sb thik h.capacitor new h.fir v chalta nhi h.ky reson h.single phase ac h.
matlab sab ok hai aur compressor ratate nahi ho raha hai jaise jaam ho gaya ho right ? ..
agar aisa hai to aap starting capacitor use karke ek baar start karke dekhen shayad aapke compressor ka rotar jaam / seej ho gaya hoga shayad isi wajah se aisa ho raha hoga ..
Customer ko new ker kay lagaou giy
aapki sonch ke ooper main chhoodh raha hoon aapki apni sonch hai jaise marji ho waise sonch sakte hain .. thanks for comment🙏
Assalam walekum Sar kya hal hai Sar aapka number chahie tha personally aapse batchit karni thi main aapki video ko bahut acchi Tarah Se dekhta hun aur Mujhe samajhne mein bahut help Milta Hai aapki video Dekhkar main Pakistan se hun Magar job Saudi Arabia Mein karta hun
Bhai same company ke compressor me oil daalne ke baad system chalu kiya to uske baad oil glass me nahi dikha raha tha same type compressor hai bas aapka model 110 hai aur mera 120tha kya problem ho sakta hai
running condition main nahi compressor band hone ke lag bhag 5 se 10 minute baad hi aap glass main oil check kar payenge..🤝
@@thetechhvac Bhai running me nahi band hone ke Kuch ghanto Baad bhi show nahi karta hai 2 Baar oil charge kar Chuka lekin oil sayad Kahi Chala ja raha hai aur compressor kat kat ke awaj karta hai
is condition main aap sabse pahle ye check karo ki system main chocking to nahi ho rahi hai .
agar system ok hai chocking nahi ho rahi hai to fir ho sakta hai aap ka compressor faulty ho
@@thetechhvac choking kaise PATA kare
charging line ko suction aur discharge line main connect karne ke baad system ko on karen jab compressor chalu ho uske turant baad agar gauge ki sui zero par aa rahi hai to aapka system kahi se chock hai(filter, expention valve,)
48 number ka oil
its mineral oil