Thank you for making this recipe maam it helped me a lot meri mamma ku bahot pasand aayi hai thankyou meri frnds ku bhi pasand aayi thi Maine ye 2baar banayi aur 2 baar bhi acchi bani students can try it araam se😎
Mashallah 😍😋 Jitni aasan tareqe se aap ne ye shandar biryani recipe banai hai dekh ke monh main pani aagaya 😋 main bhi jald hi try karongi in sha Allah
Assalamualaikum mai ap bahut bade lover hu biiiiiiiiiiggggg faaaaan hu ap ki class ana tha par ap busy they is se attend nahi hupai ap ki books hai mare pass mai gift bhi sab ko wahi karti thi ab Tu ap online ate ap ko pata hai mai apne sasural mai faimas hugai hu ap ki recipes se ❤❤❤ thans Allah ka shukar hai k ap mare pass hai ya mare jaise or ladkiyon k pass ap se milna hai inshallah Allah ap ko or kamyabi de amin summa amin
Dear hiba beti bahot achha laga bahot khushi hui ke aap ko meri recipes se itna fayeda hua ....bahot shukriya aapke iss purkhulus comment ke liye..stay connected
Assalamualaikum warahamatullahi wabarakatuhu Mashallah Mashallah tabarak Allah buhuth acche recipe hai saba ji Allah Subhan o Tala app k sehath de aur lambi umar de Aameen summa ameen ya RabulAlameen app recipes mouth watering huti hain app t younger generation k liye inspiration hain jazakallahu khairan for sharing sister
Assalamu alaikum Saba aunty aap ko bhi Eid Mubarak Masha Allah so yummy biryani mooh mein paani aa gaya biryani dekh ke aap ki voice itni sweet hai Masha Allah so nice of you Saba aunty love you so much.....😘😘😘😘😘💞💞💞💞💞💞💞💞
Aap ko bhi eid Mubarak ho madam, MashaAllah bahot khub bahot ache se aap ne explain kiya madam ki biryani ksisea banayean bahot hi assan tareeqa hai,mushkil nahi hogi banate wakt thank you very much ma'am
Hi, very nice recipe. Is the first 10 ingredients the biryani masala? In the recipe in description box stated biryani masala. Is it also the powdered masala? Or we use our own biryani masala?
Hello. Thank you so much ❤️ ☺️ yes is a Biryani Masala spices and in the description box started 10 spices for Biryani Masala and yes 😊 you can use your own Biryani Masala 😊✨️❤️
Mashallah Saba madam mujhe yeah recipe itni Pasand aayi hai ki Inshallah main soonch rahin hoon ki isey try karon aur karongi bhi but madam maine kabhi biryani essence use nahi kiya biryani mein aur kewra water bhi nahi Kiya hai toh madam kaunsa biryani essence best hota use ap advice kariye waise mujhe kewra Essence toh Pasand nahi aata hai toh biryani essence kaunse use karein .Best brand ?
Assalamu alaikum appi please reply me bht pareshan hu yh puchne ke liye ghost ka aachar sirf mutton main banta ya gay cow ka ghost se bhi bana skte charbi wala ya without charbi wala beef please reply m
Adha kilo dahi dalna hai 1 kg gosh me baji hamare yha kg ke hisab se dahi milta plz rply dena adha kilo dahi dalna hains bhot achi biryani sikhaye aapke sare biryani bhot yummy bante
Thank you for making this recipe maam it helped me a lot meri mamma ku bahot pasand aayi hai thankyou meri frnds ku bhi pasand aayi thi
Maine ye 2baar banayi aur 2 baar bhi acchi bani students can try it araam se😎
Very tasty 😋 recpi ... mashallah ❤️ bohat achee bane ...😊 Thanks 😊 dear
Mashallha buhat aachi banthi hai
Very tasty biryani bani hamari bahu bahut shukriya.
बहुत सुन्दर प्रस्तुति के लिये बधाई एवं आभार आदरणीय महोदया जी ।
जय हिंद जय मीम।
Assalamualikum
Jazak Allah u khair saba appi...mein ne ye recipe try ki...nd alhamdulillah bohat achi biryani bani thi❤❤❤
Bahot khushi hui jaan kar..issi tarah recipes try karte rahein aur feedback dete rahein..bahot shukriya iss pyare se comment ke liye
Hamesha ki Tarah kiraak👌👌👌👍👍shukrriya saba ma'am
Ma Sha Allah Subhan Allah bahot achhe se batai
Mashallah 😍😋
Jitni aasan tareqe se aap ne ye shandar biryani recipe banai hai dekh ke monh main pani aagaya 😋 main bhi jald hi try karongi in sha Allah
Thanks dear sobia
Baji bht behtreen Insha Allah must try kru ga thanks from Pakistan
Masha allah lajavab biryani recipe banaya apne sister apki sari recipes lajavab hoti hai
Masha Allah from Johannesburg South Africa 👍
Aunty Nanded ki chhattu ki tahari bahut famous hai.plz aap chhattu ki tahari ki recipe daliye plz???
Kya baat hai 😂
Zabardast recipe .....mam ap ki voice aur apke recipes .....u r amazing thankyou so much for sharing aunty ji
Mashallah..bhot achi vedio banate h ap
Masha Allah, jazakallahu qairan mam,apsab ko bhi Eid Mubarak
Mashallah 👌 very good explained
Chiken biryani btai y aap masha allah
Mashaallah 😋 ambade ki bhaji ka achar ki recipe boli plz
Ok
Aunty ji Nanded me chhattu ki tahari bahut famous hai.plz chhattu ki tahari ki recipe daliye plz
Ma'am app pls kofte ki biryani kese banaye bataye Is ki ek video aplod ki jiye please
Ok inshallah aaj hi banati hoon
Assalamu alaikum.pls nanded ki chhattu ki tahari ki recipe batao.
Assalamu alaikum please behan ji nanded ki biryani ki recipe bataiye bawarchi ke jarie
Assalamualaikum mai ap bahut bade lover hu biiiiiiiiiiggggg faaaaan hu ap ki class ana tha par ap busy they is se attend nahi hupai ap ki books hai mare pass mai gift bhi sab ko wahi karti thi ab Tu ap online ate ap ko pata hai mai apne sasural mai faimas hugai hu ap ki recipes se ❤❤❤ thans Allah ka shukar hai k ap mare pass hai ya mare jaise or ladkiyon k pass ap se milna hai inshallah Allah ap ko or kamyabi de amin summa amin
Dear hiba beti bahot achha laga bahot khushi hui ke aap ko meri recipes se itna fayeda hua ....bahot shukriya aapke iss purkhulus comment ke liye..stay connected
Plz aunty Nanded ki chhattu ki tahari ki recipe daliye plz???
Assalamualaikum 🌹aap Ko bhi Eid Mubarak ❤️
Saba tr agar chicken ki biryani ho to bhi aise hi kare kiya chicken ko marinate
Method thoda different rahega
Wow so yummy delicious😋 recipes really thankx for sharing such an amazing recipes really liked it litts keep growing and stay connected all the 👍💯
Mashaallah.nice recipe
Thanks mam for the easy biryani
very nice recipe dear stay connected 👍
Assalamualaikum warahamatullahi wabarakatuhu Mashallah Mashallah tabarak Allah buhuth acche recipe hai saba ji Allah Subhan o Tala app k sehath de aur lambi umar de Aameen summa ameen ya RabulAlameen app recipes mouth watering huti hain app t younger generation k liye inspiration hain jazakallahu khairan for sharing sister
Aamin.jazakallah khair dear sajeda
Mashaallah thanq so much
Inshaallah kal eid par banaungi
Hello mam, thank you for such tasty reciep share. And requested you kindly share latur ku madhur beef biryani recipe share ki jiye pls
Thanks for the beautiful comment ❤️ 😀
@@sabasbestclasses5470
Hello Mam,
Pls Share latur ki famous Shadiwali beef biryani recipes by bawarchi
Mashaallah thank u right time pe share kiyr
Ma sha allah bahot zabradast mam.. In sha allah I'll try tomorrow.. Lots of thanks mam for this delicious briyani.. & Eid mubarak mam..
Eid mubarak to you too dear shabana..thanks a lot for your love and support..stay connected
Assalamu alaikum Saba aunty aap ko bhi Eid Mubarak Masha Allah so yummy biryani mooh mein paani aa gaya biryani dekh ke aap ki voice itni sweet hai Masha Allah so nice of you Saba aunty love you so much.....😘😘😘😘😘💞💞💞💞💞💞💞💞
Thanks dear raheema aapko bhi eid mubarak dear ..
@@sabasbestclasses5470 Love you so much Saba aunty..😘😘😘😘😘😘😘
Aap ko bhi eid Mubarak ho madam, MashaAllah bahot khub bahot ache se aap ne explain kiya madam ki biryani ksisea banayean bahot hi assan tareeqa hai,mushkil nahi hogi banate wakt thank you very much ma'am
Thanks
Mam... 3kg ke liye???
Madam meri biryani kabhi kabhi kasali kyu hoti hai please give me reason
Thanx for an amazingly easiest yet yummmmmiest biryani recipe 😊👍🏾
Assalam kiya aap tomato nahi dalte to grave kaise banegi
ماشاء اللہ
جزاک اللہ خیر
Superb.biryani my favourite.
Eid mubarak in you and your family🌹🌹🌹🌹🌹
Subhanallah..!!!
Ek baaat batayea
Yeh bakre ka gosh hai ya Beef ka??
Plz mention next time
HELLO SISTER, Beed ki shadio me banne Wali kolam chawal ki dum biryani, bht Tareefe suni he dosto se , kya us ki video banaskte ho..
baji parbhani ki deghi biryani ki recepie send keriye pls
Lazeez biryani 😘👌🌹
ASSALAM o ALEKUM mam apko b Eid ki bht bht MUBARAQ Baad h
Shukriya bohot bahot..khair mubarak
Mashallah mouth watering 🤤 I m gonna try this tomorrow inshallah ❤️
Inshallah zaroor try kijiye
In shaa Allah me too
@@sabasbestclasses5470 ye konsa meat hai Aunty plz bataye
Aunty plz Nanded ki chhattu ki tahari ki recipe daliye plz ???
Aunty Nanded ki chhattu ki tahari bahut famous hai.plz aap chhattu ki tahari ki recipe daliye plz ??
Assalamu alaikum please behan ji bawarchi ke zariye nanded ki mashhur biryani ki recipe bataye
Already uploaded..50 kg wali biryani
Mashallah zabardast 👌👌
Thanks
Ma'am biryani essence konsa acha hota hai
Eid Al Adha Mubarak mam
Eid Mubarak dear
Nice Recipe
Hi, very nice recipe. Is the first 10 ingredients the biryani masala?
In the recipe in description box stated biryani masala. Is it also the powdered masala? Or we use our own biryani masala?
Hello. Thank you so much ❤️ ☺️ yes is a Biryani Masala spices and in the description box started 10 spices for Biryani Masala and yes 😊 you can use your own Biryani Masala 😊✨️❤️
@@sabasbestclasses5470 excellent. Thank you for your reply. Wish you success
Biryani escence zyada hogaya to kya karein?????
Aap ne kaha 3 tali hui pyaz.....jo pyaz aao ne dali kya wo kisi bhi lihaz se 3 nazar a rahi hain?
Sauron na ho to kya kare
Aapa aapko bhi Eid Bohat Mubarak
Gosht galne ke liye aapne pani nahi dale?
Bohot badhiya, thanks
Really amazing recipe...
Looking soo yummy 😋❤️
Good recipe ❤❤❤❤🇵🇰🇵🇰
MashAllah nice yummy
Masha allah 👌🏻👌🏻
Mashallah Saba madam mujhe yeah recipe itni Pasand aayi hai ki Inshallah main soonch rahin hoon ki isey try karon aur karongi bhi but madam maine kabhi biryani essence use nahi kiya biryani mein aur kewra water bhi nahi Kiya hai toh madam kaunsa biryani essence best hota use ap advice kariye waise mujhe kewra Essence toh Pasand nahi aata hai toh biryani essence kaunse use karein .Best brand ?
Eid Mubarak ❤️Yummy always creative god give you health and wellness
Thanks for the best chef in the world
Thanks for all recipes ❤️😍😍💐❤️😋🌺🌹🌹
Ye konsa meat hai Aunty plz bataye
Assalamu alaikum appi please reply me bht pareshan hu yh puchne ke liye ghost ka aachar sirf mutton main banta ya gay cow ka ghost se bhi bana skte charbi wala ya without charbi wala beef please reply m
Kisi bhi gosht mein achar bana sakte.bus charbi nahi honi chahiye
Mashallah mam nice recipe 👍
Super cooking
This is looking the best biryani... Which brand rice you are using sister??
India gate basmati
Excellent recipe came really nice
Please can you also help us with 1 kg chicken biryani
Thank you
One kg chicken biryani recipe already uploaded plz watch my channel
Thank you 🙏
Nice 👌🥰👍🏻
What an excellent recipe!
Biryani masala wahi hai jo apney grind kya tha?
Yes
Nice recipe share
Mashallah yammy
Isko ko 3 kg me banana ho toh???
Madam Dhaniya 2 tsp dikh raha hai vah ek one tablespoon Nahin Hai
Very nice
Baji masalo ki yahi quantity 750 gm rice me bhi use kr saktey hein
Thodi qty kam karni padegi
@@sabasbestclasses5470 ok
First viewer
Thanks
Baji kia ye sara process tender meat k sath masalo ko laga k uper se 70 percent rice cook kr k dum par paka saktey hein ?
Yes
@@sabasbestclasses5470 JazakAllah thank you very much
1 kg rice me kitne log kha sakte hai ??
Agar 4 bade log aur 4 kids khana ho to kitna rice pakana hoga ??
One kg
Amazing
Adha kilo dahi dalna hai 1 kg gosh me baji hamare yha kg ke hisab se dahi milta plz rply dena adha kilo dahi dalna hains bhot achi biryani sikhaye aapke sare biryani bhot yummy bante
One kg ke liye 400 se 500 ml dahi kafi jota hai
Lemon juice not required in this recipe?
You can add
Agar biryani masala na ho to kya kare...?
Biryani masala zaroori nahi
Mashallah
4 kg Hyderabad chiken biryani bataye plz reply 🙏 😢
Ok.inshallah
Yummy 😍
Maa sha allah
So delicious...👌
Parbhani railway station ke pass wali khichadi ki recipe 🙏
jazakallah mam
Walakumsalaam.
Mashallaha
❤❤❤