Kia ALLAH Noor hai ??? Ayat-e-NOOR (An-Noor Ayat-35) ki Tafseer ??? (By Engineer Muhammad Ali Mirza)

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 26 ธ.ค. 2016
  • A Video Clip from 241-Lecture of Weekly QUR'AN Class By Engineer Muhammad Ali Mirza (Recorded on 24-Dec-2016). Link of Complete Lecture : • 241-Lecture : Surah-e-...

ความคิดเห็น • 206

  • @UsmanAli-jx4ke
    @UsmanAli-jx4ke 3 ปีที่แล้ว +11

    اللّٰه اکبر کبیرہ۔۔۔۔
    My ideal Scholar.... 🍁🌸

  • @AsifAliRizwaan
    @AsifAliRizwaan 3 ปีที่แล้ว +12

    8:57 Allahu Noor Uss Samawat ...

  • @zafartarrar5011
    @zafartarrar5011 4 ปีที่แล้ว +7

    ماشاءاللہ بہت خوب انتخاب ماشاءاللہ

  • @junaidraza7058
    @junaidraza7058 4 ปีที่แล้ว +3

    Subhanallah mashaallah allahumdulillah Beshaq bhut hi zyada khubsurat bayan hai hazrat ka Andaaz bhi Mashaallah bhut Acha hai

  • @nailaimtiaz3617
    @nailaimtiaz3617 4 ปีที่แล้ว +3

    Mashallah
    Allah apki lambi zindagi keray
    Dunia or aherat main alah mukam atay kery
    Dil ko sakoon agya

  • @yasirali3450
    @yasirali3450 11 หลายเดือนก่อน +2

    صلی اللہ علیہ وآلہ وسلّم ❤️

  • @007baba2
    @007baba2 5 ปีที่แล้ว +5

    ALLAH hum sab ki Magfirat Farmai

  • @maalimofficial5382
    @maalimofficial5382 ปีที่แล้ว +2

    اللّٰہ تعالٰی آپ سے راضی ہو اللّٰہ تعالٰی آپ کو جزائے خیر دے

  • @ruheelahmed1859
    @ruheelahmed1859 7 ปีที่แล้ว +11

    MashaALLAH... ALLAH aapki Madad farmaye....aur hum sub ki hidayat farmaye....

  • @bushrashaikh15
    @bushrashaikh15 4 ปีที่แล้ว

    Bahot bahot zazakllah itni achhi bat batane ke liye allah apko tandursati dewe umar daraz dewe

  • @gulamdastagirkhan5273
    @gulamdastagirkhan5273 7 ปีที่แล้ว +6

    Good LEcture
    Give this kind of lecture rather than those which are controversial and not much use to common man

    • @muneebnaveed7938
      @muneebnaveed7938 5 ปีที่แล้ว +1

      Vese to subcontinent mai ese controversial topics hi kaam aate han common man ke liye hahaha

  • @imranimran1281
    @imranimran1281 7 ปีที่แล้ว +13

    Mashallah Mashallah zenda bad

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว +8

    Allah hi Noor hae Zameeno asaman ka, ye mahawri jumla NH h dr reality h ap kya Janne Allah ke RaaZ ko, orgin of universe pe Jaen kuch zyda samjh aa jae ga

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 2 หลายเดือนก่อน

    Allah pak ali bhai ko lambi umar or sahat wali zindgi day....amieen....🤲🌹❣

  • @usamahaiderlone4061
    @usamahaiderlone4061 4 ปีที่แล้ว +1

    JazakAllah Khair...

  • @saeedghodiwala4445
    @saeedghodiwala4445 5 ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah khairan.

  • @rakshansohaib983
    @rakshansohaib983 6 ปีที่แล้ว +2

    Masha Allah JazakAllah

  • @zebahassan9136
    @zebahassan9136 4 ปีที่แล้ว +1

    Jazak ALLAH ......

  • @talibeilm1394
    @talibeilm1394 5 ปีที่แล้ว +2

    جزاك اللهُ‎

  • @nisarmahmood5288
    @nisarmahmood5288 7 ปีที่แล้ว +9

    Such a special Lecture.

  • @lkj569
    @lkj569 10 หลายเดือนก่อน +1

    Sirji the best example is Hazrath SALMAM FAARSI r a and Hazrath Abuzarr Giffari r a for ayat Noor.

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 2 หลายเดือนก่อน

    Jazak Allah o khaira ali bahi....👍🌹❣

  • @haideralilang4676
    @haideralilang4676 ปีที่แล้ว

    Its all about way of thinking. Nice👍

  • @islamicurdubayan4122
    @islamicurdubayan4122 2 ปีที่แล้ว +2

    Bhai Al Noor ayat 35 ki tafseer ke liye sarch kiya tha is video ko play kiya is garz se ke Al Noor ayat 35
    Ki tafseer sununga par starting hi
    Bhai ne ulemao ke
    Fitne ki krdi
    Agar apko kisi ulema ne kch galat
    Kah diya h to bhai allah se dua kare
    Ke allah unah hidayat de
    TH-cam par jis tarah se aap ulemao ki waat laga rhe ho
    Usse wo masoom to or gumrah honge jo naye naye deen se jude hai
    Or youtube pr ulemao ke bayan is garaz se sunte h ke unki islah ho
    Pr yaha to ulema hi ek dusre ko nicha dikhane pr tule hue hai
    Us duniya mey or is duniya fir kya farq rah gaya
    Hazrat Ali ki us bt ko yaad kro kab apne ek Dushman ka gala is liye ni kata jab ke usne unke upar thooka bhi tha kyoke usme unka jatti gussa aa gya tha

    • @Sahood.
      @Sahood. 3 หลายเดือนก่อน

      video poori dekhte to aage pta chlta

  • @azazkhan8469
    @azazkhan8469 ปีที่แล้ว +1

    Sukriyaa ❤️

  • @becomeyoutubersyedishan5
    @becomeyoutubersyedishan5 5 ปีที่แล้ว +3

    Masha Allah

  • @Ayazqureshi-ge7nh
    @Ayazqureshi-ge7nh 6 ปีที่แล้ว +4

    MashaALLAH

  • @cowcollectionofkolkatta
    @cowcollectionofkolkatta 6 ปีที่แล้ว +2

    MasahAllah

  • @kabeerconstruction4053
    @kabeerconstruction4053 7 ปีที่แล้ว +13

    Ali bhai tussi great ho

  • @khalidtnwr
    @khalidtnwr 5 ปีที่แล้ว

    Mishkaat ul masabih ,India me kaise aur kaha milega ...mai Mumbai(Bombay) me hu .

  • @HerBiakaRubabUlMurtaza
    @HerBiakaRubabUlMurtaza 5 ปีที่แล้ว +4

    SubhanALLAH

  • @loveallahloveallah3555
    @loveallahloveallah3555 4 ปีที่แล้ว +1

    Bhai i kia Rasool SAAWW ne is aayat ki tafseer ni bati the logon ko batai to hogi Usne ??

  • @loveallahloveallah3555
    @loveallahloveallah3555 4 ปีที่แล้ว +1

    kyun ki Allah pak misaal bayan ki hai to misal k peeche kia raaz hai sahi tfseer kia hai is aayat ki

  • @zeeshansarfraz6951
    @zeeshansarfraz6951 5 ปีที่แล้ว +3

    Please also furnish translation and tafseer of Holy Quran Surah Hashr Ayat no 2 and 7 in detail taking help from renowned Tafseer e Quran.

  • @anisfathima2925
    @anisfathima2925 4 ปีที่แล้ว +1

    Asslammuaalaikum khuran ki 35 aayath wali surath konsi

  • @janefarida6606
    @janefarida6606 5 ปีที่แล้ว +3

    MA SHA ALLAH. ZABARDAST G BUHAT KHOOB❤❤❤

  • @naazkhan1820
    @naazkhan1820 5 ปีที่แล้ว +1

    Assalam walekum hazrat aap ne bahot pyari hadees batai zajak Allah par aap ne keemat ki jagah kuchh aur kehte to achha lagta q K hadish ki koi keemat nahi wo anmol hain

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว +10

    Term Noor ki Bohat meanings hn according to Quran & science

  • @SalmanSalimKhan-wo9gu
    @SalmanSalimKhan-wo9gu 4 หลายเดือนก่อน

    why are there no english subtitles or english caption option available on these videos, only hindi caption option is available

  • @naeemqasimch6492
    @naeemqasimch6492 3 ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah

  • @afsashaikh9256
    @afsashaikh9256 3 ปีที่แล้ว

    Kona se part mai hai ye ( kalam pak me se)

  • @muzammilkhanaspk2584
    @muzammilkhanaspk2584 ปีที่แล้ว

    Noor Dikta Hai Mirza Sahab jo moti ka tarah chamak raha hai , Wo Noor Zameen o Asman me hai uski misaal jo Allah ne diya...Sufi Buzurg Rubaru Wo Noor dikhadakte hai.🕊️

  • @uzmariasat4261
    @uzmariasat4261 2 ปีที่แล้ว +1

    Stay blessed Ali bhai

  • @haroonkhan4029
    @haroonkhan4029 5 ปีที่แล้ว +1

    Shabash.Qari.m.ali bhai shabash

  • @abidpatel2147
    @abidpatel2147 5 ปีที่แล้ว +1

    ayat no. 40 konse pare me he

  • @sonihunfiansari6288
    @sonihunfiansari6288 5 ปีที่แล้ว +1

    Asslamualaikum beshk allah apko jzaayekher de

  • @sonalkapoor6166
    @sonalkapoor6166 6 ปีที่แล้ว

    allahhumma salle ala mohammed sallallaho alaihewasallam

  • @rockymasterdesignermuzammi6226
    @rockymasterdesignermuzammi6226 5 ปีที่แล้ว +1

    Masha allah

    • @wajidanwar7820
      @wajidanwar7820 3 ปีที่แล้ว

      From last 5 minutes just describing the so many other items instead of the topic. This is topical masjid ka molvi style, not expected though.

  • @afiaahmad5393
    @afiaahmad5393 6 ปีที่แล้ว +1

    Tafseer sikhany r samjhany waly ka ye usloob nhi hota r na hi daaee ki ye sifaat hoti hen khudpasandi wali Allah hmyn sahi smjh naseeb frmye

  • @shamshadshaikh5908
    @shamshadshaikh5908 5 ปีที่แล้ว

    माशा अल्लाह

  • @rubyruby4416
    @rubyruby4416 4 ปีที่แล้ว

    Mufti shab asslamu alykum . Rply dena .. pathri ke liye. Koi nuska btay .aap

  • @sultanmahmudsayed2476
    @sultanmahmudsayed2476 2 ปีที่แล้ว +1

    💚 from Bangladesh

  • @noushadali4329
    @noushadali4329 4 ปีที่แล้ว +1

    Mashalllha

  • @asrafaliashtakfirullahalla7713
    @asrafaliashtakfirullahalla7713 2 ปีที่แล้ว

    Allhamdulillah Allah Mohammed Sallallahu Aleahu wassallam Masha Allah Ameen Allahumma Ameen Masha Allah 💖💖💖💖

    • @asrafaliashtakfirullahalla7713
      @asrafaliashtakfirullahalla7713 2 ปีที่แล้ว

      Ashtakfirullah Allah Mohammed Sallallahu Aleahu wassallam Masha Allah Ameen Allahumma Ameen Sallallahu Aleahu wassallam 📿💖📿💖

  • @Islam-45-q2g
    @Islam-45-q2g หลายเดือนก่อน

    Thank u

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว +3

    MN ap ka ahtram karta hon Engr bhai u r doing gd work sachi bateen byan kar rahe hn Lekin ek baat hae ke israr e Elahi asani se samjh mn na aane wale hn my dr brother

  • @mohdafzalansari3637
    @mohdafzalansari3637 4 ปีที่แล้ว

    App bich bich me distribution paida karte ho fala.masla.fala.masla dekhe.. please ye last me.bataye..

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Bhai Maza nh aaya ap kya keh rahe hn nuromaswat wa-al-arz ki explain sahih clear nh ki Engr bhai

  • @anjumfarooqui1722
    @anjumfarooqui1722 5 ปีที่แล้ว

    Assalamu alaikum Maulana Sahab meri beti ka naam kanaz Rakha hai kaisa naam hai achha hai kya

  • @finearts1821
    @finearts1821 2 ปีที่แล้ว

    jazak allah

  • @tayyabakhushnood5891
    @tayyabakhushnood5891 9 หลายเดือนก่อน

    Kia ye Urdu MN hy?

  • @mirajsk7682
    @mirajsk7682 4 ปีที่แล้ว

    আমার একটা প্রশ্ন আছে শাবনূর নামের অর্থ কি শরীয়ত হিসাবে

  • @ahmedsyed921
    @ahmedsyed921 ปีที่แล้ว

    I think channel Islam in quran explained it very nicely in the light of qauntum physics

  • @nazimhiba9485
    @nazimhiba9485 4 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah

  • @zahirahmed7542
    @zahirahmed7542 5 ปีที่แล้ว +1

    v nice

  • @real.sakoon
    @real.sakoon 2 ปีที่แล้ว

    Yar point to point bath kro surhe noor me allnoro fi smawathi ki thashri kly aya tha ap yaha woha ki batha rhy hu

  • @azanjani441
    @azanjani441 4 ปีที่แล้ว

    Kon se sipary m ati h sorat noor

  • @mujtabafilms2262
    @mujtabafilms2262 4 หลายเดือนก่อน

    Beautiful explanation

  • @ChAtiya4296
    @ChAtiya4296 ปีที่แล้ว

    Bhai Ali apki app Jo hy us me mishkat book ko bhi add krdyn please please

  • @amiruddin6344
    @amiruddin6344 5 ปีที่แล้ว

    Sir asalamoalekum.. Meri sawal hai namaz ka? Maia aksar duty ki wajh se ya kisi or wajh se namaz ada nhi kar satkta hun.. Sunaan wa quraan ki roshni koi tariqaa smjao ..allah hum sb ko tuofiq dy..muje both khaf hai allah pak ki azaab both sakht hai

    • @urougharoon3183
      @urougharoon3183 11 หลายเดือนก่อน

      Ap ghr a k... Sari nmazain qazza perh ln.. bht behter... Wese b koshish krn jitna b time mile at least farz perh ln... Sunnat jb time mile tb perh ln.. lekin farz time se perh ln... Aur Allah se dua krn k wo apko taufeeq aur hidayat de aur asani de k ap nmz perh sko aram se aur time se

  • @soniasajjad1224
    @soniasajjad1224 2 ปีที่แล้ว +1

    SubhanAllah

  • @soniasaeed9920
    @soniasaeed9920 ปีที่แล้ว

    Engineer sahab ap ney baat utni krni hai jitni apki smjh hai. Muhawaratan baat nhi hai. Zameen o asmaan Allah k noor se hee roshan hai

  • @yasminkhan9260
    @yasminkhan9260 3 ปีที่แล้ว +1

    Very Good

  • @siddiquekatiya
    @siddiquekatiya 7 ปีที่แล้ว +5

    Is there any English translation of Miskhat available online ?

  • @masoodahmad360
    @masoodahmad360 5 ปีที่แล้ว +2

    nice

  • @danyalshahbaz3620
    @danyalshahbaz3620 4 ปีที่แล้ว +2

    REAL TOPIC STARTS HERE ===> 8:13

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว +1

    Noor se murad light Hae ek angle se dosri angle Kya Engr sahab

    •  4 ปีที่แล้ว

      haan bhi nahi bhi...light garam hoti hai...noor nahi...light booj jaat hai noor nahi...noor light ki tarah hai aur energy ka feature bhi rakhti hai...energy cant be created nor be destroyed..

  • @nazimulhaquebiplob4180
    @nazimulhaquebiplob4180 5 ปีที่แล้ว

    Engineer sab ki sab ki sare followers/subscribers/viewers sey guzarish hai ki aap issi topic par Allama Sayed Abdullah Tariq youtube channel ka video 'The meaning of lights of Allah and its parables' dekh ligiye (title english hai par bayan hindi/urdu me hai). Insa'allah apko pasand ayega. Abdullah Tariq sab India ka Rampur (UP) ka rehnewala hai. yeh sab vi sare firqa ke raad karne wala "Ilmi Qitabi Muslim" hai.

  • @osta007
    @osta007 7 ปีที่แล้ว +4

    @ 06:01 ....amazing example....

  • @kamransaeed3483
    @kamransaeed3483 8 หลายเดือนก่อน

    Haq narrated by Engineer sb

  • @ReallHeroes
    @ReallHeroes 7 ปีที่แล้ว +3

    please change the name of video to something like noorun ala noor insead of Quran kisay gumrah karta hai

    • @mehedihasanpranto1498
      @mehedihasanpranto1498 2 ปีที่แล้ว

      @ Jawwad Ahmed what did you wanted to say? can you explain in details.

  • @maroof80s84
    @maroof80s84 7 ปีที่แล้ว +7

    good

  • @yasirahmadq
    @yasirahmadq 5 ปีที่แล้ว

    surah al imran ayat 81 tafseer bata de

  • @soniasaeed9920
    @soniasaeed9920 ปีที่แล้ว

    Tafseer ka maza nhi aya. Kyun k ap ney us level pay baat btai nhi jis ko Allah ney mention kiya hai is ayatt main

  • @Mubashirhassan-mf3qk
    @Mubashirhassan-mf3qk 9 หลายเดือนก่อน

    keep it up.

  • @akrambarcha2650
    @akrambarcha2650 2 ปีที่แล้ว

    sir yahan aik sawal paida hojata hy k Allah ne noor ki misal chiragh se q di? jab k soraj chiragh se ziada roshan hy.

    • @urougharoon3183
      @urougharoon3183 11 หลายเดือนก่อน

      Allah ne ye ayyat madina mai utari .. uss waqt k lehaz se aur unki aqqal k lehaz se misal biyan hui... Quantum physics pe b Allah baat kr skta tha .. lekin uss waqt k logon ko smjhana mushkil hota... Ye quran ka maujza hai k wo hr daur k logon k lye hidayat hoga... Yhn pe dil ko chiragh se misal di gai . .. aur insan k pasli k dhanchay ko taaq se... Yani seene k taaq mai chiragh ho jese

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว +2

    Ye Surah Noor se ayat 35 ko explain Karna hae to Paaji ap kahan se kahan chale gae ap aalim hn Ikhlaq ki haddod mn reh kar baay Karna hae hi sahih ilm sikhata h ap jo bateen ki hn ghade wali baat pe 😢

  • @rainaseer6438
    @rainaseer6438 7 ปีที่แล้ว +1

    sure maida15 Kaad ja Kum min Allah e noor wa Kitab Mubeen. here noor means Prophet Muhammad S. A. w. nothing else.

    • @ukworld1686
      @ukworld1686 6 ปีที่แล้ว +1

      Rai Naseer Noore hadayat not literally Noor. In one place Noor is been used for Quraan also. Mishal rah.

  • @ayazdin8582
    @ayazdin8582 4 ปีที่แล้ว +1

    Noorun alla Noor ko smjna aur smjana bht mushkil hai....!

    • @mohammad1906
      @mohammad1906 11 หลายเดือนก่อน

      Bhai mai toh samj ta hu k khuda nai hamay iss aayat ko samj nai ki samj hi nhi di hai

    • @urougharoon3183
      @urougharoon3183 11 หลายเดือนก่อน

      Noor e imani ko noore hidayat se milne pe kaha gya k noor pe noor.. yani ye do noor mil gae tau aag bharak uthi imaan ki

  • @Islam-45-q2g
    @Islam-45-q2g หลายเดือนก่อน

    Allhaowakber

  • @AbduRahmanlodhi6001
    @AbduRahmanlodhi6001 2 ปีที่แล้ว

    Apne aap ko promote mat Karen. Pooray lecture mein apnay contribution per baat ki he. Itni khoobsurat ayat ko jitna waqt denay ka haq tah woh bilkul ada nahi kiya la hawla wala quwwata illa billah. Allah apko hidayat e noor ata farmayen aur her tarah ke takabbur se apni panah ata farmayen

  • @Abid_Muslim
    @Abid_Muslim 10 หลายเดือนก่อน

    Noor... ❤️❤️❤️

  • @soniasaeed9920
    @soniasaeed9920 ปีที่แล้ว

    Sharqi gharbi ka quran main jo matlab btaya gya hai wo yeh hai k us darakht ki koi jehat na ho

  • @sokatmehar6098
    @sokatmehar6098 5 ปีที่แล้ว

    Marshall

  • @themysteryboy2452
    @themysteryboy2452 4 ปีที่แล้ว +1

    App janab bohat bare bakre hain jo din raat main main aur sirf main ki dawat karte hai

  • @kabirahmad4432
    @kabirahmad4432 2 หลายเดือนก่อน

    Dear Sir,
    6 Doller. Not 15 Doller against Rs,1500

  • @saminayasmin6801
    @saminayasmin6801 ปีที่แล้ว

    Let it go "" leave please Gadda. ". Muslim we all 😎🌷🌷🌷ap please 😊 aslamualikum 😍

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 2 หลายเดือนก่อน

    03 May 2024.....💚
    213, 105 views.....💜
    2.74M subscribers.....💙

  • @arifaghauri3003
    @arifaghauri3003 ปีที่แล้ว

    محمد علی آپ اچھے آدمی ہو محقق ہو مگر تفسیر تمھارے بس کی بات نہیں

    • @MaxZ564
      @MaxZ564 9 หลายเดือนก่อน

      ap acha nahi bol sakthy thu bura bhi na bolo Arif sahab

  • @lkj569
    @lkj569 10 หลายเดือนก่อน

    Sirji, highly volatile nahin sirji highly INFLAMMABLE.