41-Mas'alah: Noorum min NoorILLAH, Wahdat ul Wajood & ILM ul Kalam (Surah An Nisa Ayat 171-175)

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 16 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 126

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 ปีที่แล้ว +5

    NABI pak s.a.w.w or ahly baiet a.s py lakhon or karooron rahmaten nazil hoon....💚🌟🌹❣

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 ปีที่แล้ว +29

    JazakALLAH ! It is a very difficult topic but AlhamduLILLAH I tried my best to expose the TRUTH without considering Firqawariat.
    Wassalam

    • @tayyabamoodi5644
      @tayyabamoodi5644 6 ปีที่แล้ว +2

      Engineer Muhammad Ali Mirza (Complete Lectures Channel) assalamu alai kum Ali bhai I like your both videos sir Ji good job my big brother! !

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 ปีที่แล้ว +16

    JazakALLAH !
    In-sha-ALLAH this Lecture will become an equivalent of many BOOKS on this topic. Please help us in DAWAT work by introducing these lectures to your friends as well.
    Wassalam !

  • @mohammadasimjamil
    @mohammadasimjamil 5 ปีที่แล้ว +3

    Allah Paak aap ke ilm me or izafa farmaey, Aameen

  • @4ximt4n
    @4ximt4n 6 ปีที่แล้ว +8

    bahi jaan me dr israr ahmed ko bohat suna he Allah pak ne un ko bohat ilam ata kia thaa Allah pak un ki qabar par apni Rehmat kare ameen

    • @ArifKhan-be4ik
      @ArifKhan-be4ik 4 ปีที่แล้ว

      Sir aap barelvi shirqiya aqaaeed par speech de please

    • @4ximt4n
      @4ximt4n 4 ปีที่แล้ว +1

      @@ArifKhan-be4ik bahi jaan Allah pak ham sabh ko hidayat de hame koi ejazat nahi kisi ko bura bahla kehne ki Allah ham sabh par karam kare ham muslman he bahi bahi he

    • @ArifKhan-be4ik
      @ArifKhan-be4ik 4 ปีที่แล้ว +2

      @@4ximt4n ji bilkul badhiya thinking hai aur isi mein bhalayi bhi hai. I agree with you

  • @xeeawan4975
    @xeeawan4975 3 ปีที่แล้ว

    Quran k trjma ha ..Allha hi har cheez k jana wala ha or jis ko cahta ha apna illam sa atta krta ha...

  • @HarisMahboobKhan
    @HarisMahboobKhan 2 ปีที่แล้ว +1

    JAZAKALLAH
    Best way to clear the concept.
    MASHAALLAH you are the most rational, logical and easy to understand kind of schooler.

  • @OTGAMING1.
    @OTGAMING1. 5 ปีที่แล้ว +1

    Ma sha Allah. Haq biaan krne pr aap pr Allah.Allah ki rehmten nazil hon. Aamin.

  • @ghufranshabbir2109
    @ghufranshabbir2109 7 ปีที่แล้ว +13

    GOD bless u. keep it up. may ALLAH help u.

  • @javiedahmadshah5630
    @javiedahmadshah5630 5 ปีที่แล้ว +3

    Allah bless you my dearest engineer M. Ali Mirza sahib. Plz Dua for me . Thanks

  • @ghufranshabbir2109
    @ghufranshabbir2109 7 ปีที่แล้ว +4

    jazakALLAH MA SHA ALLAH Ali Bhai. u r given us very great lectures.

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 ปีที่แล้ว +2

    Ayee Musalman kr ly es py goor...🧐
    Baboon ka khuda oor.....😨😡
    Kitabon ka khuda oor.....📚🌹❣

  • @muhammadbilalijazbutt350
    @muhammadbilalijazbutt350 7 ปีที่แล้ว +4

    great job, ALLAH PAK Azawajal, apko jazaye khair ata fermye ameen Aur apko salamat rakhy ameen

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 3 ปีที่แล้ว +1

    Ali bahi great man and scholar....🌹❣

  • @KING___HASNAIN
    @KING___HASNAIN 10 ปีที่แล้ว +4

    MashaAllah, Very Great Speech good points you raised and clear misconception about faith and the basic ideology of islam..jazakumullah khair. keep go on.

  • @muhammadsagheer3375
    @muhammadsagheer3375 2 ปีที่แล้ว +1

    Geo mery sher Ali Bhai

  • @boejiden.1445
    @boejiden.1445 4 ปีที่แล้ว +1

    The Prophets light is a special light unlike other lights. Not equal are the angels even. It is unique to the Prophet himself. it is created ofcourse.

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 3 ปีที่แล้ว +1

    Allah pak apko salamat rakhy amieen....🌹❣

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  11 ปีที่แล้ว +6

    Assalamo alaikum !
    Please watch 39-Mas'alah and 55-a-Ms'alah regarding SOFIA's concept. You may contact me through my e-mail: '' mirza_95@yahoo.'' Remember me in your DUAA as well. JazakALLAH !
    Wassalam !

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 ปีที่แล้ว

    Ma sha Allah ali bahi booht khub...👍🌹❣

  • @mohammadsaddam9070
    @mohammadsaddam9070 4 ปีที่แล้ว +2

    Masha Allah Ali bhai aap ne apna haq ada kiya

  • @shahzadaslam1190
    @shahzadaslam1190 4 ปีที่แล้ว +1

    السلام علیکم انجینئر محمد علی صاحب،
    دل خوش ہو گیا آپ کا لیکچر سن کے۔ اللہ آپ کے علم میں اضافہ فرماے اور آپ کے اس کام میں برکت دے۔
    ڈاکٹر شہزاد اسلم

  • @loneumar9598
    @loneumar9598 ปีที่แล้ว

    Maa shaa Allah ❤❤❤❤❤

  • @azharahmed6992
    @azharahmed6992 2 ปีที่แล้ว +1

    Jazakallah for your efforts

  • @muhammadsagheer3375
    @muhammadsagheer3375 2 ปีที่แล้ว +1

    Love 💕💕💕💕💕💕 you 💕💕💕💕💕 Ali Bhai

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  11 ปีที่แล้ว +10

    Bhai jee please also watch 71-b-Mas'alah for the real issue that these ULMA do not say WRONG to their own BURAGs. It is a big TRAGEDY.
    Wassalam

  • @arsalankhan6257
    @arsalankhan6257 3 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @sarashafaqat4890
    @sarashafaqat4890 ปีที่แล้ว

    Ma Sha Allah

  • @deya5619
    @deya5619 3 ปีที่แล้ว +2

    ......the best

  • @shaerasif
    @shaerasif 12 ปีที่แล้ว +1

    he is looking great...... speaking very true

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 ปีที่แล้ว

    25 February 2023....💚
    49, 802 views.....💜
    462K subscribers.....💙

  • @muhammadumairmirza1369
    @muhammadumairmirza1369 11 ปีที่แล้ว +1

    MASHALLAH MIRZA BHAI ALLAH APKA ILM O AMAL MA BARAQAT ATA FARMAYE,

  • @FUNKAARYAN
    @FUNKAARYAN 6 ปีที่แล้ว +2

    ali bhai me bht bht barelvio se milta hn wo noor ul hidayat ni mante wo khte hn nabi allah k noor ma se noor hn

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  11 ปีที่แล้ว +2

    Assalamo alaikum !
    Bhai jee isi tarha ki aik aur ILMI discussion "39-Mas'alah:ILM-e-Wahi aur ILM-e-Science ki Ahmiat aur unki Domain" kay nam say hai. Usay bhi zaroor sunain.
    Wassalam !

  • @noreenidrees6208
    @noreenidrees6208 ปีที่แล้ว +1

    Ali bhai firqaon par atom bom sabit hoye hain....Allhamdulillah....💣👍🌹❣

  • @zaheerkhan870
    @zaheerkhan870 8 ปีที่แล้ว

    any way its between dr israr and Allah subhana watahala may Allah ptotect us all from deviant path and kept us all on straight path ameen

  • @syedabdulhaq1994
    @syedabdulhaq1994 10 ปีที่แล้ว +2

    Asalamualaikum, Ali bhai buhut shukriya Dr Israr ka Aqeedah wazeh karney k liye although one point to be noted is that k unho ney apni kitaab mein kaha tha k unka wahdatul wajood ka aqeedah Ibn Arabi wala hai as pointed by Tauseef Ur Rehman in this video. Aur Jahan tak baat hai Abu Ala Maududi ki to please unper aur research karein app. Unko Ahle Sunnat ya Ahle Hadees kehna sahi nahi samhajta mein. Sab sey pehley to Muqallid they woh, then Jamhoori Nizam mein apni party banana, Allah ki Hakimiyat ko bayan karney mein ghulu kar jana. ALLAH k arsh ki taweel karna jo k Salaf ney nahi ki. Yeh sahi batein buhut important hain. And hum taweel uski kartey hain jiski Salaf ney kardi, uski nahi kartey jiski unho ney nahi ki. And Arsh ki taweel Salaf ney nahi ki.
    Jazak ALLAHU Khair

    • @ikram0459
      @ikram0459 10 ปีที่แล้ว +1

      dr israr abandoned this aqeeda in 1998 which he supported one pehlo of ibn-e-arabi, if you wana see wahdatulwajood of dr.israr read this nice document from his student.
      data.tanzeem.info/BOOKS/Miscellaneous/BO-23-Nazaria_Wahdat-ul-Wajood.pdf

  • @dobashirahmed8363
    @dobashirahmed8363 4 ปีที่แล้ว +1

    Jazak Allah,,,Sir

  • @salty4096
    @salty4096 12 ปีที่แล้ว +1

    Ali Bhai 11:00 par aap ka ishaaraa kiss ki taraf thaa woh mujhe samaj aagayaa.Jazak Allahu Khair for clearing Dr Israr's position. I am a big fan of Dr Israr and I was confused about him after I heard the lecture criticising him by that Ahle Hadith Sheikh (I won't take his name also).

  • @abdurrahman-ze7iv
    @abdurrahman-ze7iv 9 ปีที่แล้ว

    jazakmullah.....mai muntazir rahonga....wassalam o alikm wr wb

  • @Shahbaz.Ahmed.Gujjar
    @Shahbaz.Ahmed.Gujjar 5 ปีที่แล้ว +1

    v.v.good ali brother

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 ปีที่แล้ว +4

    Please try to convey this message of TRUTH to him as well if you can ! ! ! JazakALLAH !
    Wassalam !

  • @naturalbeauty..9h507
    @naturalbeauty..9h507 6 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah

  • @mirzanasir263
    @mirzanasir263 6 ปีที่แล้ว +1

    jazak allah

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  11 ปีที่แล้ว +16

    Bhai I am an Engineer (Mechanical) by profession and a simple Muslim just like you. You may contact me through my e-mail: '' mirza_95@yahoo.'' Remember me in your DUAA as well. JazakALLAH !
    Wassalam !

    • @aamiribrahim2615
      @aamiribrahim2615 6 ปีที่แล้ว

      Engineer Muhammad Ali Mirza (Complete Lectures Channel) Yeh Jaahil Ghamdi ka bhi difa karta hai jo Hayat o Nazul e Isa (alayh salam) ka munkar hai tou Wahab kya samjhain gay Wahdat ul Wujood ko.
      Neechay Wahabi Jahil aitraz kar rahay hain. Wahdat ul Wujood Quran o ahadees say sabit hai. Nabi Kareem nay kaha Allah mere Ummat ko gumrahi par akatha nahi karay ga. Wahdat ul wujood ko Ahle Sunnat aur deobandi (yaani jumhoor ummat o ulama) mantay hain tou hujjat tamaam hoi. Allah nay tou Dr. Israr say bhi Wahdat ul Wujood ka ikrar karaya.
      Agar kisi Wahabi Najdi Kharji main himmat hai tou mujh say direct voice par debate karay.

    • @MSthesmart
      @MSthesmart 5 ปีที่แล้ว +1

      @@aamiribrahim2615 tumhari so called daleel ko sadqay jao. Ali Quran Hadith pesh kr raha hai aur tum so called firqo kay ijmah ki baat kartay ho. Ijmah wo hai jiski Shia Sunni Bralvi Deobandi Alhe Hadith Hanafi Malki Hanabali Shafi Jafri sab manay. Is maslay mai asa kuch nhi. Bralviat say niklo Alhe Sunnat kay manhaj ko mano

  • @tamimihayat
    @tamimihayat 12 ปีที่แล้ว +3

    Jazakallah, great speach.
    I know which person you mean as I have met him personally here in Saudia.
    WasSalaam.

    • @mirsuhail09
      @mirsuhail09 3 ปีที่แล้ว

      tauseef Ur Rahman

  • @zafarkhan-oh3rf
    @zafarkhan-oh3rf 5 ปีที่แล้ว +1

    Excellent

  • @guddualvi4419
    @guddualvi4419 5 ปีที่แล้ว +1

    Bhai kuch log ye kehte hai ki sabse pehle Allah ne nabi SAW ka noor rakha hai or ye bhi kehte hai nabi SAW noor hai or Bashar bhi hai yaha tak ke ye kehte hai Allah ke noor mai se noor hai Maaz Allah or hum kehte hai ki Bashar hai or Hidayat ke noor hai

  • @MrKebasi
    @MrKebasi 7 ปีที่แล้ว

    wahdatul wujud means when you make sit between 2 sujud you make ietiqad in your heart no bestowerness but THE BESTOWERNESS and add I love YOU O ALLAH Ilove You Rasul ALLAH

  • @zaheerkhan870
    @zaheerkhan870 8 ปีที่แล้ว +1

    assalam o alikum mere bahi unko yeh khud clear karna chahiye tha 15 se ziyada saal ho gaye thy unky is interview k bad ap unsy parhy hain ap ka aqeedha sahi lagta hai qooli Allah behtar janny or apni zuban ko acha istemal main hi rakhain 6 parah la yuhibbun ist ayat ka meaning dhaikh lain agar ap ka ustad gumrah ho giya kia nabion ki olad gumrah na hoi biwian baap etc is liye un ko Allah par chor dain or apni islah karin insha Allah

  • @ILoveThisGame778
    @ILoveThisGame778 3 ปีที่แล้ว

    To iska mtlb hai k jab quran me ata hai k me uska hath bn jata hu jis se wo pakarta hai. Iska mtlb h k ALLAH us shkhs k hath bn jata hai literally? Q k is me pakarta hai lafz hai?

  • @VISION321able
    @VISION321able 12 ปีที่แล้ว +1

    Brother mirza asalam oalikum
    If any one find any contraduction and complicated thing in Quran He should read Allam rehmat ullah Tariq 'Tafseer Meezan ul Quran.Burhan ul Quran.Mansookh ul Quran.Brother you are very very bound and hard in hadiths Ijmaa Please Every things are under The Holy Quran and holy quran we can understand by arabicGrammer;arabic literature;pure and true history and hadiths And jews and christian books and FIqh also

  • @sohail3015
    @sohail3015 4 ปีที่แล้ว

    Hazoor (P.B.U.H) ke Hadess mubrak hai K Muhammad (P.B.U.H) ke zuban Mubrak sa Srf Haq Aada hota hai 😍😍
    Iss baray main rehnumai farma dain zera

  • @EngineerMuhammadAliMirzaComp
    @EngineerMuhammadAliMirzaComp  12 ปีที่แล้ว +2

    Sorry ! His name is an open secret ! Leave him in his FIRQAWARIAT !
    Wassalam

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Halake Allah ka koi saya hi nh, aor hath se Pak h means jism se Pak h phir hm log Ye kyn kar rahe hn

  • @m.akmaldogar169
    @m.akmaldogar169 8 ปีที่แล้ว +1

    Asslam o Alaikum
    Ali bhai ap say ek request hai k ap surah e Maidha ki ayat no. 14 kay sath 15 ko bhi parheye ga or wo bhi Arabic Grammar k sath it,s my request to you bcz i m your big fan and i think you are little wrong there so plz try to understand and give my the reply please.

    • @m.akmaldogar169
      @m.akmaldogar169 8 ปีที่แล้ว

      Asslam o Alaikum
      sorry wo ayat no . 15 or 16 hain galti say 14 or 15 likh dya tha.

    • @CHANDI997
      @CHANDI997 8 ปีที่แล้ว

      Good.

  • @CHANDI997
    @CHANDI997 8 ปีที่แล้ว +4

    Surah Baqarah Ayat 204:
    وَمِنَ النَّاسِ مَنۡ یُّعْجِبُکَ قَوْلُہٗ فِی الْحَیٰوۃِ الدُّنْیَا وَ یُشْہِدُ اللہَ عَلٰی مَا فِیۡ قَلْبِہٖۙ وَہُوَ اَلَدُّ الْخِصَامِ
    Bhai sb ap Masha ALLAH kafi samajh se baat karte ho. Ap ne kaha ke (نعوذ بااللہ) HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W.) ko Noor kehna toheen hai kyun ke ap ke baqol Hazrat Jibrail (A.S.) noori honay ki waja sey Sidratul Muntaha se agey nahi ja sakey aur HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W.) (نعوذ بااللہ) Noor nahi isi liye Sidratul Muntaha sey agay chaley gaey,
    To phr ab ap ye bataen ke Jin Noor ka mein hawala de raha hun unke barey mein ap kiya khayal hai? See below:
    Surah Noor Ayat 35:
    اَللہُ نُوۡرُ السَّمٰوٰتِ وَ الْاَرْض
    Surah Yunus Ayat 05:
    ھوَ الَّذِیۡ جَعَلَ الشَّمْسَ ضِیَآءً وَّ الْقَمَرَنُوۡرًا
    1. In Ayaat mein ALLAH ne Apne liye bhi Noor kaha aur Chand (moon) ko bhi Noor kaha.
    2. Ab bataye ke Jis Jis Noor ka uper zikar aya kya wo sarey brabar (equal) ho gaey?

    • @kashifabbasi7669
      @kashifabbasi7669 7 ปีที่แล้ว +1

      Muhammad Imran here noor translates as reflected light.

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 ปีที่แล้ว

      Yaha par sheikh ghalti kr gahay.

    • @MSthesmart
      @MSthesmart 5 ปีที่แล้ว

      @@mujeebnoorathangal7806 koi galti nhi ki hai. Muhammad SAW ko Noor na kehnay ka matlab yeh tha kay insan kay pass ikhtiar hai phir bhi gunnah nhi karta lakin farishtay kay pass nhi. Isliay insan farishtay say Afzal hai. Isliay NABI SAW ki zaat farishto ki tarha Noor nhi.

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 ปีที่แล้ว

      @@MSthesmart Nabi (SAW) noor nhn hn aur farishto se b afzal hn lekin noor ko neecha sabit karna darust nhn hai.

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Allah ki tarf se Noor to wo Noor kahan se aaya

    • @مسلمانماما-س7س
      @مسلمانماما-س7س 4 ปีที่แล้ว

      یہ ایک گھنٹہ تقریر تماری سمجھ میں نہیں آیا

  • @MrFahadaziz1980
    @MrFahadaziz1980 11 ปีที่แล้ว

    ali bhai meri aur aap ke meeting tau aab pakki ho gaye insha Allah jub main Pakistan aiya. secondly maulana ishaq ka maukaf different hai about Allahs kalam with his auliya. i want to take you with me to him. dau tauk baat ho gee insha Allah.

  • @IrfanAli-ti4bw
    @IrfanAli-ti4bw 5 ปีที่แล้ว

    Ali Bhai dactr asrar Sahab ka saht Dete Dete or lalrumal wale k buzh mai ap ne tuheed k saht zadti krdi agr asi bat asrar Sahab ne ap se band kamre. Ki ap ne luichr me kiun nai ki as ka MATLAB wo bi ap ne buzogo se darty the or Allah ka dar nai rakhty the piz ye bat ap tk Puch je to reply zarur krna

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Sufis pe itne chhor kyn rahe hn bhai sab Ek jese nh

  • @50rajput
    @50rajput 11 ปีที่แล้ว

    "that person" also says k aap SAWW miraj ki raat sirf sidrah tul muntaha tak gaye thay. kya AAP SAWW arsh pe gaye thay? aur jo Huzoor SAWW ki Allah ta'ale k sath mulaqat ki baat ki jati hai kya voh darust hai ya nahin???

  • @50rajput
    @50rajput 11 ปีที่แล้ว +1

    Same here.

  • @sunnyk4u
    @sunnyk4u 6 ปีที่แล้ว +1

    Aise alfaz he nahe honay chaheyen jis se baad k log ghalat matlab nikal k bhatak jayen noor um min noorillah ka matlab k Allah k noor se hain and many have concept k Allah noor se bana hay kai logo ko bolte suna hay may ne k farishton k noor se nahe bane thay kyun k ye to understood hay k insaan ashraf ul makhloqat hay wo Allah k noor se banay thay try to go deep in this and then give lecture plz

  • @rehaanumer9464
    @rehaanumer9464 7 ปีที่แล้ว +6

    history of sufism. Wikipedia,
    1 bar dekho.
    sufism _wahadat ul wujud mulk spain me shuru huwatha.
    O western philosophers Socrates ,Aristotle , Plato , jaiso ka falsafa ( philosophy) tha . inke sOch ko liya hai.
    lekar islam me daala aur sufism banakar taiyyar kia.
    Aur inki is manmani ko koi qabul na kia to unhe bura kehte aye -- qud bure rehkar .

    • @karachilahore619
      @karachilahore619 5 ปีที่แล้ว

      great sir

    • @boejiden.1445
      @boejiden.1445 4 ปีที่แล้ว

      Not really. Wikipedia is not a source or Sufism but it is a basic guide. Socrates, Plato, Aristotle have their own way. What Wahdatul wujuud means is different to every people. Wahdatul-Shuhud is what Most knowledgeable Sufis testify to. It is witnessing tawheed through the (signs in) creation without pantheism. It was echoed in hind-o-pak vibrantly through Shah Waliullah). Search wahdatul shuhuud brother. Wohee actually maana thaa sheikh Inn Arabi r.a. Ka.

  • @azal2099
    @azal2099 4 ปีที่แล้ว

    aap right hand bole, quran mein Sab kuch ilm hai, phir some code words hain, haat/leg/head hai to literal Lein to kaisa kahan hai Allah ke haat pair to phir kahan hai zara batla to do

  • @altafnizamani1430
    @altafnizamani1430 11 ปีที่แล้ว +1

    ps yaad rahe dr israr ahmed sahab jab hindustan se lecture de kar aai to Mehran tv pe unhu ne GHALAT BAYANI karte hue kaha k Dr zakir naik shafai he... halaan k dr zakir naik shafai nahi... dekhye video..
    why are there fatwas against dr zakir naik in india? dr israr ahmed

  • @SharifKhan-sr1he
    @SharifKhan-sr1he 3 ปีที่แล้ว

    Isme apse ek masalah misshandle ho gaya
    Sidratul muntaha waali baat
    Ki wo usse aage chale Gaye

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Noor e Hidayat mante hn, ap ka matlb kya h sir g,

    • @deya5619
      @deya5619 3 ปีที่แล้ว

      Yanee hayat ki roshni de hamm sabb ko

  • @Sahih_Muslim_14
    @Sahih_Muslim_14 9 หลายเดือนก่อน

    50 days 🥺

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Darakht ki tarf se murad kya h!???

    • @deya5619
      @deya5619 3 ปีที่แล้ว

      Tree ki taraf sey aawaz aae.

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Aor ap glt keh rahe hn my dr bro koi bhi Faqeer kalma chistya Rasoolullah NH kehta h Ye sirf ap keh rahe hn sorry to say but it is 🙏💖

  • @sobiadoll8855
    @sobiadoll8855 6 ปีที่แล้ว

    Kia koi us saudi moulvi ka name bata skti jis ki ali bhai ny bat ki h??

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Wahdat-ul-Wajood ka aqeeda Quran se Glt, 😀😀 Wah sain wah, Kamal karte hn samjha hae hi nh Wahdat ko, ye to ap aatraz kar rahe hn, Wahdat-ul-Wajood means ek hi Wajood means sirf Allah hi Allah 💖💖💖💜🙏💖

    • @deya5619
      @deya5619 3 ปีที่แล้ว

      Ali bhai keh rahey hain k
      Hamm makhlooq ek alag wajood rakhtey hain...
      Makhlooq ko Khlaq say alag kerney ka naam TAUHEED hay.

  • @zaheerkhan870
    @zaheerkhan870 8 ปีที่แล้ว

    jaisy ap ne apny gumrah ustad ki bat clear ki ap unko bi approach kar sakty thy kyun k zinda ki islah ho sakti murda ki nehin

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Na yar naahe Mazo

  • @zaheerkhan870
    @zaheerkhan870 8 ปีที่แล้ว +1

    dr israr ko bohat sunna laikan un ka yeh apna ijad karda aqeedha dr israr ka unko naseeb ho ik shakhs agar quran o sunnat ki rah par ho tu phir is kuffar or shirk ki itni advertisement kyun

  • @sunnyk4u
    @sunnyk4u 6 ปีที่แล้ว +1

    Sorry sir noor um min noorillah and noor um min Allah may bohut farq hay

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 ปีที่แล้ว

      Noor um min noorillah = Allah k Noor ki taraf se Noor
      Noor um min Allah = Allah ki taraf se Noor

  • @adeebkhan1338
    @adeebkhan1338 6 ปีที่แล้ว

    Bhai mashallah aapne thik to kaha he lekin aapne dr Israr Ahmed ko ni samjha dr sahab hamesha kehte rahe ki wahadatul wajood aur Hamaust dono Bohot Alag hai dr sahab ne isi aqeede ko samjhane ke liye surah hadid ki 15 hour ki tashreeh ki hai aapne to directly wahadatul wajood ko hamaust keh Diya .....

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 ปีที่แล้ว

      Wahdatul Wajood bahr hal aik philosophical theme hai k tamam cheezan dar asal aik hn.

  • @aijazali6416
    @aijazali6416 5 ปีที่แล้ว

    Ap khud idhar byan kar rahe hn ke fashta rukk gya thora sa bhi aage jata to jall jata, ap ke Maaraj wale lecture mn kaha hae ke sidra tk rukk gae Aqa Kareem S AW idhar aage ja rahe hn, akhir masla kya h Engr bhai alg alg baat Kyn kar rahe hn 😢😢 samjhdar log pareshan Ho jaen ge 😢😢 bichare log to maan ge

  • @razamadani3507
    @razamadani3507 7 ปีที่แล้ว

    We We

  • @babaralimuhmmad
    @babaralimuhmmad 7 ปีที่แล้ว +1

    احمد رضا خان بریلوی صاحب کا ترجمہ آپکو کیسے اچھا لگا جبکہ انہوں نے اپنی طرف سے الفاظ شامل کیے ہوئے ہیں۔
    کنزل ایمان ۔ میں اس آیت کا ترجمہ ہی دیکھ لیں
    سورة الفاتحة (1.4)
    إِيَّاكَ نَعْبُدُ وَإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ
    تیری ہی عبادت کرتے ہیں اور تیری ہی پوجا کرتے ہیں

    • @babaralimuhmmad
      @babaralimuhmmad 7 ปีที่แล้ว +1

      مجھے کسی نے مشورہ دیا تھا کہ کنزل ایمان لے لو۔
      بس اسی آیت کے بعد آگے پڑھنے کی ہمت ہی نہیں ہوئی

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 ปีที่แล้ว

      Aik ayat k tarjamay ki baat kr rhy thy.

    • @MSthesmart
      @MSthesmart 5 ปีที่แล้ว

      Is tarjumay mai ayat mai galat kia hai?

    • @deya5619
      @deya5619 3 ปีที่แล้ว +2

      @@MSthesmart
      Hamm Teyri ibadat kertey hain
      aur sirf Tujh sey maddad mangtey hain .
      "Pooja "aur "maddad" different matlab hain .

  • @abdurrahman-ze7iv
    @abdurrahman-ze7iv 9 ปีที่แล้ว

    bazaria phone....ya khat o kitabat

  • @zaheerkhan870
    @zaheerkhan870 8 ปีที่แล้ว +1

    donnot be like sufi's dont try to protect ur teachers or u r destroying ur self hes gone but i hate sufism to the depth of my heart because the destroyed and are destroying my brothers in islam so plz a be aware of what u r saying and doing do not degrade any one do u understand if not i can teach u with my naqis ilm insha Allah

  • @miabhai8344
    @miabhai8344 6 ปีที่แล้ว

    noorum min noorillah ka matlab allah ka beta ya thukda nai hota bete

  • @aamiribrahim2615
    @aamiribrahim2615 6 ปีที่แล้ว

    Yeh Jaahil Ghamdi ka bhi difa karta hai jo Hayat o Nazul e Isa (alayh salam) ka munkar hai tou Wahab kya samjhain gay Wahdat ul Wujood ko.
    Neechay Wahabi Jahil aitraz kar rahay hain. Wahdat ul Wujood Quran o ahadees say sabit hai. Nabi Kareem nay kaha Allah mere Ummat ko gumrahi par akatha nahi karay ga. Wahdat ul wujood ko Ahle Sunnat aur deobandi (yaani jumhoor ummat o ulama) mantay hain tou hujjat tamaam hoi. Allah nay tou Dr. Israr say bhi Wahdat ul Wujood ka ikrar karaya.
    Agar kisi Wahabi Najdi Kharji main himmat hai tou mujh say direct voice par debate karay.

    • @mujeebnoorathangal7806
      @mujeebnoorathangal7806 5 ปีที่แล้ว +1

      Wahabi b musalman hn. Jab wo wahdatul wajood ko nhn mantay tu ijma tu na howa.
      Ap ko kis ne bataya k Allah ne Dr. Israr se Wahdatul Wajood ka iqrar karwaya tha.

  • @miabhai8344
    @miabhai8344 6 ปีที่แล้ว

    noorum min noorillah ka matlab allah ka beta ya thukda nai hota bete