Organic bazar se order kiya hua Spinach ka kit aaj hi aya...lekin uske sath box me guide nahi mila jo box me hona chahiye tha. Websites par mentioned kiya tha description me. Aur delivery ek din late hui...but I am happy.
Dipak bhai Kya epsom salt yallow colour ka hota hai, mere paas 2021 december ka pake hai pile rang ka abhi khola hai,kya ise mitti or ped me daal sakte hain????
Sir.. maine apke organic bazaar se Red Amarantha Saag ki seeds purchase ki thi. But wo small small plants aane ke baad wo apne aap soil mein dissolve kyun ho ja raha hai... Kindly guide me. What is the actual problem.
@@saimazahid2061 mitti me koi khadd mix kro agar podhe jyada bade h to unka thora cutting kro new branch aayegi to new flowers aayege khaad so achi si or podhe ko 5-6 ghante ki dhoop me rakho or overwatring matt krna jab miti sukhi ho tab hi pani dena mere paudhe b bahut ache ja rahe h 5-6 paudhe b bengan k prso kam se kam 1.5 ya 2 kg bengan tora h mene 👍
Sar ji aapka cherry tamatar gol hai lekin jo humne mangaya Na cherry tamatar usmein chhote chhote aur thoda Lamba size ka tamatar a raha hai aur ek tamatar Pak bhi gaya pekit me cherry likha he
Aapka bahut bahut Dhanyawad, Mai soch raha tha ki aap hamare CG se hi hain but Aap hamare big brother nikle. MP CG yani same temperature Iska matlab ye ki jo aap lagate hain, vo sab yanha bhi hoga. Mai aapka sabhi video dekhta hun, bhale hi sabji mujhe nahi milti fir bhi khusi hoti hai. Ek jajba milta hai kuchh karne ka.. Barsat se Mai market se sirf tometo leta hun, baki sabjiyan apne khane k liye ghar par organic uga leta hun. Thanks and Goodnight
Winter season aur deepak bhai ka garden tour n harvesting my fvrt video...🤗 Blissful
छत मैं सब्जी लगाने के लिए मचान कैसे बनाते कृपया वीडियो बनाए
मै आपके सारे विडिओ देखती हूँ😊
Very very nice harvesting
Kaddu 70 lauki 60 tamatar 15 dragon fruit 70 karele 100 ber 10 baigan 100 sauf ki saag 40 mirch 10 methi 100 dhaniya 70 chaulai ki bhaji 20 laal bhaji 40 palak 40
Kaha se ho tum???
Tumhre yaha to normal sabji Bohat rate hai 😒
@jharnabishi5966 इनके सब्जियों का रेट बताया मै की टोटल कितने का सब्जी हार्वेस्ट किया दीपक भाई
@@komalsahu5632 ohh acha, mujhe laga tum apne yaha k vegetables ki rate batari ho😀
Koe ni
दो ड्रैगन फ्रूट सत्तर में कहां मिलते हैं भारत में
@sacarchy छोटा साइज है और cg में मिल जाता है
Nice
Thanks
👍मेथी पलक 🔥और करेला 🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
itnisari sabjiya saf karke rakhte hai to kitne din tak fresh raheti hai.
Very nice
Aap bhi aise hi terrace garden banaiye, aapko bhi bahut sabzi milegi!
Nice work 👍👍👍
Good
हमारे अमरावती महाराष्ट्र में एक गड्डी 30 रुपये मे मिल रही मेथी की
Nice Ideas 😊
Thanks 😊
Itni jaldi tamatar ugg gye 👌👌
Aap kahan rehte ho
Ber kitne jyada acche lage hai yr😮😮
Very nice video
Thank you!
आप मेरे कॉमेंट का जवाब नहीं देते
अभी अभी लाइव में आपसे बात हुई है
Very nice.l am Asharul Hoque from West Bengal, nadia district
Thanks! I hope you find this video useful.
Ok ji
Bhaiya Maine aapki video Dekhkar Methi Palak chukander Muli Lal Muli aapki video Dekhkar Lagaye Arun Mein Aag floating Banni shuru ho gai
Good aapko bhi meri tarah harvesting karne milegi
Sir please batai ki winter mein plants ko kitne din ke gap mein paani dena chahiye
Bundelkhand se kon kon hai
Organic bazar se order kiya hua Spinach ka kit aaj hi aya...lekin uske sath box me guide nahi mila jo box me hona chahiye tha. Websites par mentioned kiya tha description me. Aur delivery ek din late hui...but I am happy.
Winter squash pumpkin seeding video upload Karo please I m from imphal
Jamun ke naye branch me phal aata h ya purane branch me aata h, please reply
Nice harvest. Aap itni green sabji kaise bina waste hue use karte hain.. Kyunki woh jaldi kharab ho jate hain
me fridge me store kar leta hu
Sir 18*6 grow bag me red round reddish laga sakte hai
Yes
❤
Dipak bhai Kya epsom salt yallow colour ka hota hai,
mere paas 2021 december ka pake hai pile rang ka abhi khola hai,kya ise mitti or ped me daal sakte hain????
Mera Ek Question "Lauki" Ki bel pe fruit aata hain but wo gir jaata hain growth hone se pehle hi.
Uske liye kya Solution hain ?
Soya aur sauf alag alag hai soya english me dill aur sauf fennel hota hai
Hello,
Link share krna kaha se purchase or skte h
Bhaiya main jhukane aur chukander Laga sakti hun kya aap
Yes
Nice sir
Thanks
Bhaiya main jhukane aur chukander Laga sakte ho kya aap
आप कितनी फीट की छत पे सब्जी उगाते हैं
Hii sir kya phoolo ke sabhi podho me sarso ki khali dal sakte h iska use kase kare and ise store kase kare plzz bataye plzz
🙏🙏ghar per gobar ki khad kase banakar store kare
Plzz bataye sir
Jhalri karela ka beej kab ayega?
Sir.. maine apke organic bazaar se Red Amarantha Saag ki seeds purchase ki thi. But wo small small plants aane ke baad wo apne aap soil mein dissolve kyun ho ja raha hai... Kindly guide me. What is the actual problem.
Ghar per Lage sem ke faliyon ke andar agar kide Lage to kya Karen
Mashallah aapki harvesting ka to jawab hi Nahin mere baingan ke paudhon mein phool a rahe hain per fruit Nahin lag raha
Aapka baigan ka ped kitne bade grow bag me laga hai?
@TerraceGardening 12 by 20 20 inch ki tokri mein Lage Hain
@@saimazahid2061to kya aap apny flowers ka polination krte ho ?
@@CHARLIE-bw3bg ji phar bhi nhi bna bengan
@@saimazahid2061 mitti me koi khadd mix kro agar podhe jyada bade h to unka thora cutting kro new branch aayegi to new flowers aayege khaad so achi si or podhe ko 5-6 ghante ki dhoop me rakho or overwatring matt krna jab miti sukhi ho tab hi pani dena mere paudhe b bahut ache ja rahe h 5-6 paudhe b bengan k prso kam se kam 1.5 ya 2 kg bengan tora h mene 👍
caret me rakhi sabjiyan 1500 se 2000 tak ki hai
Bhayiji dragon fruit me kon si khad dalna jyada jaruri hai.
Mian khad ka mixtrure banakar dalta hu aap mera video dekhiye khad ke mixture ka
@TerraceGardening ok link.share kijiye
Sar ji aapka cherry tamatar gol hai lekin jo humne mangaya Na cherry tamatar usmein chhote chhote aur thoda Lamba size ka tamatar a raha hai aur ek tamatar Pak bhi gaya pekit me cherry likha he
Organic Bajar apka hai kya
Sonfn n soya alag hai bhai
Soya aur saunf main difference hota hai.
kya diffrence hota hai?
@TerraceGardening dill has strong citrus like taste while fennel has mild anise like taste.
Ghar per mushroom kaise ugaye
Thanks for 243 subscribers 🙏
Methi ko kitne bar harvesting kar sakte hai?
ak bar bus 😂
aap methi ko 2-3 bar bhi harvest kar sakte hain
18:23
30₹ for 1/4 kg methi
Haan, methi ka bhaav bahut zyada hai abhi
Sir, aap kaun se rajya se hain, mai chhattisgarh se hun, aapke State aur mere state ke tapman me kitna defrent hai, y
Main MP se hu
Aapka bahut bahut Dhanyawad, Mai soch raha tha ki aap hamare CG se hi hain but Aap hamare big brother nikle.
MP CG yani same temperature
Iska matlab ye ki jo aap lagate hain, vo sab yanha bhi hoga.
Mai aapka sabhi video dekhta hun, bhale hi sabji mujhe nahi milti fir bhi khusi hoti hai. Ek jajba milta hai kuchh karne ka.. Barsat se Mai market se sirf tometo leta hun, baki sabjiyan apne khane k liye ghar par organic uga leta hun.
Thanks and Goodnight
Sir mirchi ka ped nahi hota hai paudha hota hai
Sir ji hmne cheriy tometo ke beej mgaye the bhut chote he aapki cheri tometo to bda saaijka he
aap sahi se care kijiye tab size bada hoga abhi sardiyon me size sahi aata hai abhi lagaiye
Tum To Jyada group back Ki Baat Karte Ho Kyunki aapke pass se Sel hota hai na isiliye Humko ped ki information do bhai
Bhai aapke sag ko kede nahi kaye hai que
keede lage hain lekin kam hain palak me jyada lage the mene use harvest karke hata diya tha banki main neem oil ka spray karta hu
Methi or palak mene grow ki lekin apki trh etni mast ni hui
Abhi lagaiye ab sahi se grow hogi Methi or palak
App work nahi kar raha hai
Unable to connect to server bata raha hai 😢😢
retry kijiye sath me support team ko whatsaap me screenshot bhej dijiye
Monkeys nahi aate kya
14:38 soya dusra hota hi aur saunf dusra itna v nhi pata apko
Nahi pata hai aap bata dijiye soya kaisa hota hai
@TerraceGardening soya dusra hota uske beej dusre hote , aur saunf dusra uski khusboo bhi alag hota hi . Koi baat nhi aap agli baar soya aur saunf dono laga ke khud difference dekh lena
@@TerraceGardeningaur ek baat puchni thi ki aap ne jo winter vegetables wala pack diya hi usme konse variety ka pumpkin hi
Bandar ki problem nahi hoti aapko
Nahi Narsinghpur mp me nahi h
Pila culor ,,darigan fruit lagao sir😊
ok next year lagata hu
@TerraceGardening thank you sir ♥️
18:23