Sir mainey bhi sabjiyan lagayi thi sabji bhi lagni shuru ho gayi thi par kuchh dino ke baad sab kuchh sukh geya sabji or phool uskey baad buta bilkul sukh geya or usmein sundiyan lagi huyi thi
Nice...information...aapke प्लांट to ready ho gaye...maine abhi dekha video....mere chhat pe lauki ke bel puri मोर kha gayi..😂kya abhi beej se dobara uga sakti hu...🙏🏻 Reply fast...please
Organicbazar ke sabhi seeds germintion test mp pass hain main bhi vahi seeds use karta hu aap dusre seeds ko sahi tareeek se lagaiye aur sahi se care kijiye
Ukhad ke fek do agar ghar me lagae hai, kheti ke liye lagae hai to dawai lelo keetnashak koi bhi kaam kar jaega lekin faeda kam hi hota hai ek baar bimari lag jae to
Sir mera tamatar ka plants mai ek vi tamatar nehin hua 3 month pehle lagayi thi ek vi tamatar nehin hua sare flower drop ho gaya maine medicine vi spray kiya lekin ek vi tamatar nehin hua avi firse new plants lagayithi wo vi sare flower drop kar raha hai kya problem hai pata nehi chalta hai 😢. Sir app ki videos vi dekh li baki sare logo ki batt ka vi follow kiya lekin kuchh results nehin mila . Plants to bahat bada hota hai 3 feet se upar flowers vi bahat jyada hota hai lekin ek vi tamatar nehin hota hai .. kisi ke pass koi solution hai kya plz bataiye 😢 mai bahat jyada demotivate ho gaya hun ese flower drops se 🙏
Sir, Ap ki vegitables ko dekh ke bohut achi lagti hai, bohut sukun milti hai🙏
Thanks 😊
Sari sabji best sabhi ki growth bahut hi acchi banai hai aapane q chehre tamatar is the best quality
Thenks you bhi
Nice sharing sir हमारे यहाँ sardiyo वाली लोकी और परपल गोभी का बीज नहीं मिलता है
Sir Apka kitchen garden bohat achcha laga AAP grow bags kahaan se lete hein
नमस्कार सर। सबसे अच्छा लेकिन माफक दर पर कौनसा पाॅटिंग मिक्स मिलता है?
Thanks for informing
Wow kon kon sa khad aap use krte hai
Nice
सर जी नमस्कार आपकी वीडियो बहुत अच्छी लगी। मैं गाजियाबाद से आपकी वीडियो देखकर बहुत अच्छा लगा धन्यवाद
गाजियाबाद में कहा से
Raj nagar se
Main pilibhit se hoon
@@vidhyaprakash9824pilibhit me raj nagar to nhi hai
Very informative video sir 🙏🙏
Love from Darjeeling ❤️
December m kaon si sabji lagaye
12 × 12 ke ek grow bag ke andar ek hi paudha daalna hota hai?
दीपक जी क्या अभी हम कूड़े कचरे के ऊपर मिट्टी डालकर मटर लगा सकते हैं ।
Bahut achchhe eamay par bahut achchhi jaankari di h aapne thank you so much 😊 🎉❤❤😊
Most welcome 😊
I am your new subscriber 😅
Sir ek question tha ye colour wali collifolwer kyu he
Very good information
Sir mainey bhi sabjiyan lagayi thi sabji bhi lagni shuru ho gayi thi par kuchh dino ke baad sab kuchh sukh geya sabji or phool uskey baad buta bilkul sukh geya or usmein sundiyan lagi huyi thi
How do u take care of these plants in rain as they are on terrace pls explain
Sir hamare khet mai 28 nov se 14 jan tak dhoop nhi ati kya fir bhi ye vegetables ho jayegi, please reply
Dibuk my nephew I to much respect India people I ndea my nebir county so I love indea county same lengveuge
Nice sharing 😊😊
Thanks 😊
Nice...information...aapke प्लांट to ready ho gaye...maine abhi dekha video....mere chhat pe lauki ke bel puri मोर kha gayi..😂kya abhi beej se dobara uga sakti hu...🙏🏻
Reply fast...please
Sirji, bhindi laga sakte hein kya
Huge setup 🎉🎉
Yes Thanks
Coriander video please
सर जी कितनी लम्बाई कितनी चौड़ाई है आप का छत
Bhai aap kahan se video dekha rhi ho humi pte chale ke humara yeha ka vatavaran ksa hai plz reply me🎉🎉🎉
Sir adrak LG sakte hai
Very nice video,I Asharul Hoque from West Bengal, nadia ❤❤❤
Thank you!
Happy Diwali Deepak ji 🎇
Thanks! Aapko bhi Happy Diwali 😊
Mere sabhi paudho me kide kyu lag jate hai maine tori lagaya usme ful to aate hai paudho me kide lag rahe hai aur sukh rahe hai bataye kya kare
Shukriya
Sir dono gobhi or bengan k paudhe ugaye H... Sbhi M kide lg gye H paudhe kharab ho rhe H.... Kya kre 🤨🤨
Neem oil ka spray kijiye
very good ❤👍👍 19:09
Sir plzzz make video on detail tips and tricks to grow zinnia plant at homel
Very good ❤
👌👌👌
Thanks
Happy diwali Deepak ji
Thanks, Happy Diwali to you as well.
Bhai mera pehle se question tha kya 72 36 12 grow bag main 24 broccoli laga sakte hai kya
Yes
First viewer
Yes Thanks
ye mitti or khad kahan se milegi?
I am your new subscriber ❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉 in 2024 1. nov,😊😊😊
Thanks for subscribing
sir konsa compani ki bij lagae please batao
organicbazar.net/collections/vegetables-seeds
Sir aap ke pas in sbjiyo ke bij mil jaynge kya
Yes organicbazar.net/collections/vegetables-seeds
Sir abhi loki laga sakte hai kyaa ??? From north east Assam
Yes
Kida padtha hai
Watering ka pipe hai woh kaise installment kaise kare please uska video banaiyena❤❤❤
th-cam.com/video/71An1n4yUQg/w-d-xo.htmlsi=rp2JF8Om3rAAqmoo
Sir Mene apki website se winter vegetables ki seeds buy kiya aur cabbage ki seeds lagaye but growth nahi hori
Kon se mangwaye the bhai
Organicbazar ke sabhi seeds germintion test mp pass hain main bhi vahi seeds use karta hu aap dusre seeds ko sahi tareeek se lagaiye aur sahi se care kijiye
Sir Bina mitti ke सब्जी कैसे उगाए
पूरा वीडियो डाले please
Ye hybrid he ki organic ye kese pata chalega? Please 🙏 reply karna
Hybrid hai
Bhot accha hath he apka subji lagane me bhai....... Nhi lag pati bhot mehnat krke bhi nhi lag pate... God gifted he apko
Thanks
Bhai mane abhi loki ugayi he chalegi
Yes
Maine karele ki ped laga rakhi hai usmein chhote chhote karele hokar Peele Ho Jaate Hain Use kya karun
Ya to pollination nahi ho pa raha hoga ya fir aap sahi time par harvest nahi kar rahe honge
Cherry tamatar ko kitne inch ke grow bag mein lagana chahiye
15x15 inch
@TerraceGardening thanks
Aap kahan se belong karte hain
Bhaiya Maine gobhi ki paudh laga rakhi hai usmein gobhi Ka Phool ban raha hai aur Bada Nahin ho raha use kya karun
Aapne gobhi kab lagayi thi?
Sir agar 1 plant ke liye sarso ki khali ka fertilizer banane ho to, kitne liter paani me kitni sarso ki khali dale😅
1 spoon/ ltr
100 gram 1 liter pani me
Sir your seed germination rate is not good
Main same seeds use karta hu aapko kya sahi nahi laga?
began ko keet aur beemari se kese bachayein?
Ukhad ke fek do agar ghar me lagae hai, kheti ke liye lagae hai to dawai lelo keetnashak koi bhi kaam kar jaega lekin faeda kam hi hota hai ek baar bimari lag jae to
499tha hamne 500bana diya
Thank for 18 subscribers
Welcome!
Mane bhi apna chhota terrace garden banaya hai
Safed petha
Sir mera tamatar ka plants mai ek vi tamatar nehin hua 3 month pehle lagayi thi ek vi tamatar nehin hua sare flower drop ho gaya maine medicine vi spray kiya lekin ek vi tamatar nehin hua avi firse new plants lagayithi wo vi sare flower drop kar raha hai kya problem hai pata nehi chalta hai 😢. Sir app ki videos vi dekh li baki sare logo ki batt ka vi follow kiya lekin kuchh results nehin mila . Plants to bahat bada hota hai 3 feet se upar flowers vi bahat jyada hota hai lekin ek vi tamatar nehin hota hai .. kisi ke pass koi solution hai kya plz bataiye 😢 mai bahat jyada demotivate ho gaya hun ese flower drops se 🙏
Bhai pholo me pollination kra ke dekho
Aapne galat season me tomatar laga liye hain abhi sahi season aaya hai ab lagaiye to aapko frution bhi milegi
Konsa tamatar lgaya tha ap ne.
Kch tamatar sardi k hotey Hain . Kch garmi k hotey Hain.
Seed ki quality bhi achi nhi ho skti.
Hy
Hi
Ap ka watsap mil skta hi please
Sarso kab ugai