Aapki harvesting ki videos se itna mental peace milta hai ..🙏🏻 kabhi kabhi hamara simple sa kaam kisi ko kitna sukoon de deta hai humei pata bhi nahi chalta..thank u 🙏🏻
Sabhi saag or sabjiyan healthy lag rhi hai 👍👍👌👌 man prasan hogya mera 😇😇 Meri salah hogi aap bans ki bani tokriyon ka prayog kre uttam rhega 😊😊 dhanyabad 🙏
Namaste Deepak ji ham aapki sari video dekhte hai aapko dekhkar hi humne bhi apni chhat per muli tamatar mirchi aur baingan ke paudhe lagaye hue hain tamatar ke paudhe main bahut sare tamatar a rahe hain aur match ke paudhe mein bhi 4-5 match lagi Hui Hai muli bhi Banna shuru Hui Hai baigan ke paudhe abhi chhote Hai aap sari chijon ko itni acchi tarah se batate Hain ki bahut acche se samajh a jata hai bahut bahut dhanyavad
Bohot hi acha video aapki sabhi veggies ko dekh kr motivate hote he or me bhi ese kuch karu or khud se ek proudly feel kru Thank u so much 🌼 for regarding
Aapki harvesting aak video Kai bar dekhti hu mujhe bahut achha lagta he .aap winter sqeash kahase mangate he batay taki me bhi manga saku thank you..💐❤️🧡💛💚🩵💙💜🤎🤍🩷❤️
Sir mere garden me jo apple ber lga hai usme fruiting to ho rhi hai lekin fal kuch din tk to thik rehte hai,fir sukhne llgte hai,esa kyu ho rha hai,bataye pls
I always watch your videos and I like it so much it gives me so much peace and satisfaction 😌 and I also want to do terrace gardening but mere ghar k pass bahut bandar rahte hai 😅😅 mai ayodhya se hu
Hamare yaha kyari h jisme hum sabji fruit ke plant lagate h seed grow bhi karte h pr do saal ho gye pr ek bhi sabji khane ko nai mili kyunki chuhe sab kha jate h koi solution h to plz bataye hum unhe marna nahi chahte
Aapki harvesting ki videos se itna mental peace milta hai ..🙏🏻 kabhi kabhi hamara simple sa kaam kisi ko kitna sukoon de deta hai humei pata bhi nahi chalta..thank u 🙏🏻
Welcome
लो ni by hbu 😊
Mm uses❤😂😢😮😊
Ty hue wa at🎉 in की जियोc zo hoiy in e so tu
😊 we w❤
😊😊
😢
Achcha laga
Sabhi saag or sabjiyan healthy lag rhi hai 👍👍👌👌 man prasan hogya mera 😇😇
Meri salah hogi aap bans ki bani tokriyon ka prayog kre uttam rhega 😊😊 dhanyabad 🙏
Mujhe bahut Achcha lagta hai harvesting video
Harvesting dekhkar bahut hi achha laga and information bhi achhi lagi
Thanks and welcome
बहुत बढिया
Main apki video dekh kar terrace gardening shuru ki hain.bahut sakoon mil raha hain
Aapka vegetable garden bahot hi khubsurat hai. Vegetable to 1 no. Aur lajwab hai .
Thank and welcome
Bahut badhiyaa hai bhai
Ma sha Allah ap ka roof garden bohat hi amazing hey video dekh ker boaht sakoon milta hey ❤
वाओ ❤❤
❤❤❤ दिल खुश हो जाता है वीडियो देखने में ❤❤❤
Satisfaction 😊
So peaceful harvesting ❤....
M apke pure video dekhti hu mujhe bahut accha lgta h
Namaste Deepak ji ham aapki sari video dekhte hai aapko dekhkar hi humne bhi apni chhat per muli tamatar mirchi aur baingan ke paudhe lagaye hue hain tamatar ke paudhe main bahut sare tamatar a rahe hain aur match ke paudhe mein bhi 4-5 match lagi Hui Hai muli bhi Banna shuru Hui Hai baigan ke paudhe abhi chhote Hai aap sari chijon ko itni acchi tarah se batate Hain ki bahut acche se samajh a jata hai bahut bahut dhanyavad
Bhartay vale baigan sabse accha laga, baki sab bhi accha hai.
Aapka terrace garden dekh kar man bahut khush ho jata hai
Thanks
Bohot hi acha video aapki sabhi veggies ko dekh kr motivate hote he or me bhi ese kuch karu or khud se ek proudly feel kru Thank u so much 🌼 for regarding
Nice work 🌸
Nice harvesting
Nice yaar ❤ i love
Just amazing 🤩🤩
Mental peace❤️❤️👍👍
Wow....organic and fresh vegetables sir. Lovely video. Your new friend.
Wow ! Nice harvest ,
Thanks 👍
Aapki harvesting aak video Kai bar dekhti hu mujhe bahut achha lagta he .aap winter sqeash kahase mangate he batay taki me bhi manga saku thank you..💐❤️🧡💛💚🩵💙💜🤎🤍🩷❤️
Looks like perfect garden 🪴 😊
It is!
Wow amazing
Sir aap amrud ka plant kaha se la kar Lagaya hai .nimbu ka plant uske bare mai bhi btaye ..
Wow very nice
Thank you so much
Wonderful harvest
Excellent 👌
Nice harvest
Thanks 👍
Good work sir love from Saudi Arabia
Wow very nice 👌 😍😍
Mera badi khwahish hai kichan gardan banane ki allah Puri kare
Nice harvesting sar 🎉🎉
Thanks 👍
पालक की पनीरी भी दूसरे ग्रो बैग में लगा सकते हैं
Khud ki mehnat ka jo fal Milta Hai Na sar...
uski Khushi Bemisal hoti hai.
Sach mein aapki videos bagvani karne mein motivate karti hai
Thanks
Hello sir tamatar mai white sa koi keeda lag gya hai,or uske patte b mud gye hai,mujhe kya krna chahiye.
Mealybug ho sakta hai neem oil ka spray kijiye
मूली के गने पोदे निकालते दूसरी जगह भी लगा सकते हैं यह मूली शलगम की पनीरी भी लगती है
So nice ❤❤
Hi sir amazing harvest love you Chennai
Thanks a lot
Nice 👍👍👍👍👍
I like Baigan-bhurta.
Sir mere garden me jo apple ber lga hai usme fruiting to ho rhi hai lekin fal kuch din tk to thik rehte hai,fir sukhne llgte hai,esa kyu ho rha hai,bataye pls
Good
Sach bataen to hamen Apne chhat per Lage hue tamatar aur mirch Ko dekhkar bahut Khushi milati Hai
Wow❤❤
Thanks
Very nice Garden . What is the secret of your super Harvest ji
Kadi pakne ke bad aur bhi acha lagta hai
Aap horwesting ke sath femily velog bhi sath me samil kijiye isse wives acche aayenge
दीपक सर आपके छत का एरिया कितना
वर्गफीट का है कृपया बताइए
Sir Feb main Lagann ke lye chapan ,Kadu aurjugni kauncy biraity lagaen
garmi me sahi se grow nahi hoga aap jan feb tak same variety lagaiye
What fertilizer do you add to your brinjal plants?
Sir graphic plant kaisa hota hai.plzzz reply
Dharti ma ko or sundar bna dete h gardening se❤
Mujhy v pasand hai bharta baigan.
🙏👍👌
My lemons are not growing any more. What should I do to grow them further?
You should also show the cooking like from garden to cooking type vedios !
Bitter but excellent taste
After long time harvesting video aaya h😊
Yes 😊
Cabbages ke liye kuch videos he sir?
Sabhi sabjiyan Ko dekhkar munh mein Pani a Gaya man Karta hai kaccha hi kha le Jaipur mein tamatar 60 rupaye kilo hai
Sir ghost chilli ya ghost paper kon se month me lagaya jata he
Kadu winters me lg skte a ab temp 20 se km hoga
Aapke paas se suran ka bij mil sakta hai kya ?
Bharta bagin
Lal bhaji aur Chole ki bhaji kya hoti hai Iske bare mein bataiye
Sir mujhe baigan ki sabji,barta doni hi bhut acche lgte h 😊
Great
Suran ko hmare yahan bangali gatta bolte hain..
Leafy vegetables ke liye homemade pesticide bataiye please meri palak aur lal bhaji me kide lag gaye hai
gharelu pesticide use kijiye like 3g pesticide and neem oil bhi kaam karta hai
muli, pyaj ye sab jis grow bag me lagaya hai uska size bataye plz
24x12 inch ke grow bag me muli lagi hai and 18x6 inch me pyaj
1 million congratulation sir❤❤😊
Thanks
Bahat time baad harvesting video upload ki aapne 😊
Yes aapko aaj ki harvesting video kaisi lagi?
Chane ki bhaji kese banate hai...plz recipe share kardo jisko pata hai..
Suran kaise lagaye aur kaha milega
Please upload how to grow watermelon,Musk Melon and grape
Sir ye sarso ka saag nahi rai ka saag h
❤❤❤🎉🎉🎉🎉😊😊😊😊
Thanks
I always watch your videos and I like it so much it gives me so much peace and satisfaction 😌 and I also want to do terrace gardening but mere ghar k pass bahut bandar rahte hai 😅😅 mai ayodhya se hu
Ok aap bandar se paudhon ko bachane ke liye anty monkey net ka use kar sakteen hain.
Ok
Hello can I grow zucchini now? I live in odisha.
Apke makoiya ki bhaji me kide h sir.....😢Check kriye😮
Sir aap ye itne sari sabji khate hain ya sell karte hai😅
Me bhi shuru krna chahti hu sir apka dekhkar
Bahut tikhi hoti hai...
Hamare yaha kyari h jisme hum sabji fruit ke plant lagate h seed grow bhi karte h pr do saal ho gye pr ek bhi sabji khane ko nai mili kyunki chuhe sab kha jate h koi solution h to plz bataye hum unhe marna nahi chahte
chuhe pakdne ka pinjra use kijiye
Wahi kar rage h do saal se humchod ke aate h aur wo phìr se aa jaate h
Palak katni chahiye kyuki Bo dubara se uga jati hai
Aap Jo bhi sabji todne te Hain
Diwali aarhii hai sir aap koi giveaway bhi rakhiye apne subscribes ke liye
abhi to koi plan nahi hai
30 rupees h hamare yaha
Aap itni sari sabjiya harvest karte he to inka kya karte he itni sari sabji ek din me to khatam nahi hoti hena
आलू छोड़कर आप के बगीचे में सब मिल गया। बढ़िया बागबानी। मेहनत का फल बहुत बढ़िया है।
That's what she said
Cg me ye sari सब्जियां 700 में मिलेंगी🎉🎉🎉🎉
Aap inte saare vegetables ka ky krte hai 😅
Sarkari chane ki bhaji Nahin ise saaf bolate Hain chane ka saag
Hi